Sir apko question mil gye ...sir such m ye original h to plz continue dyanvaad guru ji ❤
@AJ44l-n910 күн бұрын
Sir aap bahut acha explain karte hai. Please iss exam ke aur video class laye. Sir iska essay topic me kya pucha tha iss exam me?
@surajsuman90222 ай бұрын
Bahut achcha sir
@SourabhKumar-dk1in7 ай бұрын
Sir ji AAP regular class rakhiye, High court complete 💯✅ dijiye
@HAPPYSTUDYZONE7 ай бұрын
Ok I'll try....
@rakhikumari92517 ай бұрын
Thank you sir
@kalikashyap475315 күн бұрын
Essay me kya aaya tha ye bhi bata dete
@busyreading60207 ай бұрын
Sir ap regular class lijiye jssc CGL ka.ap par bhot trust hai humlog ko .Dil se selute hai sir
@Anjarofficialeducation22 күн бұрын
Half reasoning laye ho reasoning ka
@SourabhKumar-dk1in7 ай бұрын
भाषा, लिपि करवा dijiye Sir
@mahirashi86724 ай бұрын
Maths ka english me paper mil sakta hai sir ?? Apke telegram me hoga ??
@NRJ05727 ай бұрын
JE 2nd list result kab tak aayega ?
@HAPPYSTUDYZONE7 ай бұрын
Avi koi update nhi h, official website check krte rhen
@piupurkait48334 ай бұрын
Sir jharkhand district court ka paper vi kya itna tough hoga isbar?
@atifkhan83995 ай бұрын
Sir. GS me kaha se padhna hota hai... Kya topic padhna sahi hoga.??
@khushburoy69947 ай бұрын
Sir jharkhand civil court asistent exam me negetive marking h ye nhi plz bataiye
@kumarrishabh95747 ай бұрын
exam ka gs paper itna bakwas tha ..exam centre me dimaag garam ho gaya ...upar se invigator ne yeh kaha ki ..question paper me koi tick mark bhi nahi kar sakte.. question paper bhi submit hoga essay writing 1000-1200 words woh bhi 2 ghante ke exam me ...seriously main pura ssc level ka gs padh ke gaya tha pyq.. notification me kahi bhi current affairs mention nahi tha
@piupurkait48334 ай бұрын
Exam kab huwa tha? Aur Jharkhand district court ka exam kab hai ?
@ankitavats84657 ай бұрын
Book kaun sa refer kare ? Prepration ke liye?
@HAPPYSTUDYZONE7 ай бұрын
Kis exam ke liye
@ankitavats84657 ай бұрын
@@HAPPYSTUDYZONE high court assisstant
@ankitavats84657 ай бұрын
@@HAPPYSTUDYZONEhigh court assistant static gk ke liye
@HAPPYSTUDYZONE7 ай бұрын
Static gk ke liye ek 'Ramban' Name ki book aati hai o dekh sakte h , jh hc assistant ke liye aise koi particular book nhi hai , syllabus dekhiye aur topic wise kanhi se v padh lijiye