very true and the way you preset reality is amazing ❤ i don’t have words aise baccho ko nahi karna chaiye wo badnasib bacche hai ya ma baap jo apne baccho ke khatir apne zaroorat ko mar k baccho k zaroorat pure karte . allah Bachaye. aise abh words hi nahi hai
@HidayatKazi3 ай бұрын
Thank you so much 😊
@abdulrehmanakn68522 ай бұрын
Nice job you are doing.. ALLAH aap ki khidmat ko qabul kare. I am also at the age of 64 and i understand there problems.
@akhtarm48732 ай бұрын
Bhai...Allah aap sabhi ko jaza e Khair de... aameen....Bhai aaj aapney rula diya Zindagi ki haqiqat se aagah Karke....Allah har aulad ko Apne walidain ki khidmat ki taufiq de aameen.....bahen Zahira aapa Allah aapko Khush rakhey aameen
@HidayatKazi2 ай бұрын
Ameen
@CookwidNaz3 ай бұрын
Bhai aapne to emotional kar diya😢😢 Allah inki madad kare, InshaAllah hamse jo banega zarur help karenge.
@HidayatKazi3 ай бұрын
In sha Allah... Thank you so much
@Hyderabadikidscooking2 ай бұрын
Assalamu alaikum, Ma Sha Allah aapne bahut behtreen aur kaare qair ka vlog upload kiya.Allah taala Aap ki is koshish ko kambyab kare.Lots of Respect from Abubakar the vlogar.
@HidayatKazi2 ай бұрын
Thank you so much
@NSk9763 ай бұрын
Insha Allah, I became successful in my work and business. I will help these people through my halal fast. May Allah accept my prayers and may I help as many people as possible who are so helpless. If due to one person of mine a smile comes on someone's face, then that success is the greatest peace for me.😢
@HidayatKazi3 ай бұрын
Only good thinking makes a person great.
@mikokaniali3 ай бұрын
Ya Allah 😢 Bhai Bahut takleef hui sab sun k aur bahut hi emotional kar dene wala video hai aaj ka 😢😢 Jo bhi hamse hoga wo zaroor denge
@HidayatKazi3 ай бұрын
Ji Bhai
@FaizanMullaofficial3 ай бұрын
Keep it up brother kya pata apke zariye se ye kaam success ho ❤
@HidayatKazi3 ай бұрын
Thank you dear
@HidayatKazi3 ай бұрын
Bahot bahot shukriya
@inayatkhan19813 ай бұрын
One of the most emotional video 😢
@HidayatKazi3 ай бұрын
Hmmm
@kokanibaat3 ай бұрын
Bahot khub Kazi saaab......
@HidayatKazi3 ай бұрын
Thank you JD Bhai
@gazalakhan6713 ай бұрын
Allah reham karye r hidayat aap ko Allah iss ka azar aata karye.
@nizamahmed50192 ай бұрын
Dost video bahut accha laga.ankho me ashu bhr gaya
@HidayatKazi2 ай бұрын
Shukriya
@sadikakazi36443 ай бұрын
It's very nice video ❤
@sadikakazi36443 ай бұрын
Nice video
@thakurkhurshid2 ай бұрын
Allah ap ko jazai khaire de ameen. Akhu mei asu agaye Allah sabhi ke aulad ko sahi rah dekaye ameen.
@HidayatKazi2 ай бұрын
Jazakallah
@CBSE5653 ай бұрын
Aapka har vlog achha lagta hai bhai
@HidayatKazi3 ай бұрын
Bahot bahot shukriya
@KokaniMountaineer3 ай бұрын
Very Emotional 😭
@HidayatKazi3 ай бұрын
Thank you so much
@zahedashaikh56932 ай бұрын
Ya Allah 😢
@HidayatKazi2 ай бұрын
Dua ki darkhast
@noorpetkar3 ай бұрын
very nice vlog ❤😢
@HidayatKazi3 ай бұрын
Thank you bro
@nikhata.majidansari7142 ай бұрын
Old age home kisi bhi qaum me nhi hona chahiye. Lekin wo bachche jo apne maa baap ko nhi sambhaalte, unhe road par daal dete hain, unn maa baap ke liye aise old age home sahara hain, nemat hain. Jo bhi aise adaaron ki madad kar sakte hain, kariye, silaa woh dega, in sha Allah.
@HidayatKazi2 ай бұрын
Thank you So much 😊 for comments
@alfishanvlogsАй бұрын
Bhai accha video banaye sab se share kare jazakallah khair bus music nahi daalni chahiye thi aap sab ki aawaz kum or music zyada hai jo hum jaise brain Teumar patients ko taqlif dete hai
@HidayatKaziАй бұрын
Thank you for suggesting
@alfishanvlogsАй бұрын
@@HidayatKazi alhamdulillah meri beti n aaj hi GPay 150/ RS daali hai insha Allah har mahi jo ban sake daalungi aisa boli hai bhai unko mile kaise samjhega paise to wo apne office me jo ho unko bhi batave k yaha help every month kar do jo un se ho sake
@yasminfaquih38113 ай бұрын
😭😭😭
@HidayatKazi3 ай бұрын
Hmm
@smitaghia4433 ай бұрын
Even old age homes can file cases against siblings if all of you help.
@HidayatKazi3 ай бұрын
Hmmm
@cutinfuel2 ай бұрын
Sir, Kaynaat old age home me bathroom aur toilet kitne hai ? Ouper slab ki jagah cement sheet hai. April, May and June mahine me Bhatti ban jata hoga. Majburi jinka muqaddar ho unhe bardasht karne ke alawa koi option nahi. Ek Ma 5 aulad sambhal sakti hai magar 5 milakar bhi Ek Ma ko nahi sambhal sakte.
@HidayatKazi2 ай бұрын
Sahi baad boli aap ne
@shabbeerahmad91152 ай бұрын
Yeh oldage home keha per hai
@HidayatKazi2 ай бұрын
Bhayandar west me
@nikhata.majidansari7142 ай бұрын
Bhayandar me uttan gaon me ye old age home hai
@HidayatKazi2 ай бұрын
Ok ji 😊
@rafikipli1122 ай бұрын
Khidmat Gujar sabhi ko salam... Jis ki Aulad nahi vo to thik magar Ese Beto ke liye afsos hota he jo Maa- Baap ko apne sath nahi rakhte... 😢 Jis ke bhi Maa-baap he Huzur ke farman par Amal karo Maa-Baap ki Khidmat karo (ISLAM ko samjo)
@HidayatKazi2 ай бұрын
Beshak
@Tannu8982 ай бұрын
Ham apne baccho k liye kya kya nhi karte, pan bacche bhul jate hain k hame b is daor se guzarna h 😢mere aansu nhi ruk rahe mere bhai
@HidayatKazi2 ай бұрын
Allah Subhanahutala Ham Sab Ka Akhari Waqt Aasan Farmaye
@Tannu8982 ай бұрын
@@HidayatKazi ameen ya Rabool Alamein, insha ALLAH bhai
@shabbeerahmad9115Ай бұрын
Gugal pay no sent ki jiye
@HidayatKaziАй бұрын
Sir video me Diya hai Gpay number...aur description me bhi hai
@sufiyansiddique37362 ай бұрын
Nice video 👍
@HidayatKazi2 ай бұрын
Thank you 🙏 so much 🫡
@alfishanvlogsАй бұрын
Insha Allah aaj se har mahine 100/RS kiyu nahi me Allah waste daal diya karungi Allah hum sab ko neeq hidayet de or un tamam logo ko jo waha hai unhe sabr de un k sath insaaf kare Aamin
@HidayatKaziАй бұрын
Thank you
@tabassummulani38522 ай бұрын
Mujhe bhi aap maa bahnon ki khidmat karne ana hai .ya Chhote chhote bachche hai kya kahin yateem khana .to batana .
@HidayatKazi2 ай бұрын
Chote bache nahi hai
@smitaghia4433 ай бұрын
All make videos no 😞 me helps them by filing police case against siblings..
@HidayatKazi3 ай бұрын
Hmmm
@nafisabarvalawala6122 ай бұрын
Gher maa baap Kay naam pe rahega to bache chale jate hay.or bacho ka gher hota hay to maa baap ko gher se nikal date hay.matlab koi bhi haalat may bacho ko aazadi chaihe.
@HidayatKazi2 ай бұрын
😢😭
@ruhzashopping72373 ай бұрын
ESI aulad hone se acha aulaad na ho, jb aulaad maa baap k mushkil waqt m kaam na aaske , unhe bhi is waqt se guzrna h jesa boya jaaye ga wesa kaata bhi jaaye ga
@HidayatKazi3 ай бұрын
Aap ne sahi kaha ... Jazakallah
@AfghanSnow3417ghfrac2 ай бұрын
Why is there so much trash in front of the old age home.
@HidayatKazi2 ай бұрын
It's depends on there system
@shaikhinaytulla63542 ай бұрын
ओल्ड एज होम का पता और मोबाईल नंबर दीजिए
@mohdarifrizvi5002 ай бұрын
Shahar ka number aur phone number dijiye bhai kaynat aashram ka