bit.ly/3ANvtAu अगर हमें एक नौकरी की ज़रूरत है और हम Financially Independent बनना चाहते हैं, तो इसे हासिल करने में Josh Talks हमारी मदद करना चाहता है!
@ayushijoshi718 күн бұрын
Bht achi baate btyi mam apne...sb hmre ved sastro main hai ...bt ajkl ki generation ke liye ye bate value ni rkhti ...ek jeev ko duniya main yu hi ni laya jata uski tyari atma ko shudh krk ki jati hai 🙏
@ayushijoshi718 күн бұрын
Josh talk aise inspiring informative logo ko hi bulye ...vrna aap kisi b dancing ytuber ko bula lete hai
@sasmitalenka1430Ай бұрын
Very informative. Knowledge about garvsamskar
@jankitjoshi8294Ай бұрын
Mane garb sanskar ki training Li positive Rahi or wall painting planting sab Kiya yoga or mere baby ko birth se hi health issue ho gye wo 10 month ka ho gya hai or abi bi health issue h
@archanajadhav4700Ай бұрын
Nice & very useful information mam... 🙏
@reshmachauhan9452 ай бұрын
❤❤learnt a lot with you Ma'am!
@ekayogaindia2 ай бұрын
Very beautifully delivered talk. I am so proud to have received this knowledge under your guidance and hopefully will spread this through Garbha Samskara sessions to women who need it 🙏
@DeeptiShankerАй бұрын
Bhut hi informatic video ❤
@sarujindal67412 ай бұрын
A very important and vast topic which needs to be highlighted to the world has been so beautifully described here. I fortunately studied it during my pregnancy but even better if you have the knowledge much before. Better to educate
@cutiegaryy2 ай бұрын
So true, thank you Dr. Nutan for this knowledge
@kldendor54292 ай бұрын
बहुत बढ़िया जानकारी बताई गई Dr नूतन के द्वारा
@sanjeevrana58022 ай бұрын
Thank u Dr very useful information.
@preeti24742 ай бұрын
Very nice talk important information❤❤
@kusumkayal72292 ай бұрын
Thank you 🙏 Ma’am for sharing 👍
@pragyadubey53652 ай бұрын
Apko pranam hai mam.🙏🙏🙏🙏
@pritianandshirali40392 ай бұрын
Very nicely, explained Dr. Nutan can address the crux of the matter
@Biologyni2 ай бұрын
Quality time agr India m diyea bat krne ko tb bs ldai start ho jayengi I think jitna busy h utna acha h
@richasharma90182 ай бұрын
Right india me male dominant krte hai talk kaha se hogi
@sonikishan4089Ай бұрын
😅
@priyankarai72272 ай бұрын
She is right
@poojashinde52982 ай бұрын
Stress level kam karne ke liye kya kare? Prolactin kam karna he pls batao
@thenature88112 ай бұрын
Dwa le lijiye
@apurvachaudhari1315Ай бұрын
Same problem,mera bhi stress ke wajah se prolactin high hai
@poojashinde5298Ай бұрын
@@apurvachaudhari1315 proper sleep lo 8 hours and shirothara panchakarma karo 7 days gap rakhke. 1 months me bhi farak padega.
@shikhaverma74302 ай бұрын
4th is simantonayan sankar
@AYGAcademy2 ай бұрын
Yes 👍
@babli71Ай бұрын
Quality time ke naam pr, husband bus apne phone ko hi deta h to usme kuch ni kar sakte
@Singh46-m3d2 ай бұрын
Thanks 🙏
@shraddhabhavsar51152 ай бұрын
Kya first delivery cz ho to dusri delivery normal ho sakti he?
@shivangirai131025 күн бұрын
Yes
@sukarnika10012 ай бұрын
First teen month me do se char km drive kr skte hai kya??
@jsr582 ай бұрын
Risk Mt hi lijiye.....jhatke lg jate hai....jitna ho ske rest kijiye..... only hospital jaiye .....Mera 5 din phle hi misscrrige hua hai
@PratiskshaАй бұрын
Maine to meri pregency mai 9 month tak gadi chalai thi. Ye aapke body pe depend karta hai
@memory1134Ай бұрын
@@Pratiskshasuch me kya me bhi field worker hn scuty drive krti hn
@user-priya1772 ай бұрын
Madam g apne bola achi quality ku aatam aayegi bcche mai... But aatam to pure hoti h achi buri nhi... Ache bure to logo ke karm hote h...
@divya7692 ай бұрын
Aatma pure hoti hai per janam jeev aatma leti hai. Jeev aatma aur aatma mein farak hai.
@jankitjoshi8294Ай бұрын
Esa kyu hua Prabhu 9 month Tak teaching bi ki
@seer71522 ай бұрын
❤❤
@bimanroy2145Ай бұрын
Ea mahila kya bol raha hai clear karke nahi bol raha.. Kahi se yaad karke ahake camera samne ratt raha hai 😂
@priyankarai72272 ай бұрын
Jinko nhi smjh aaya unke liye Enke kahne ka matlab hai koi baby humare sarir me tbhi aayega Jb aurat ka dil saaf ho negativity na ho andar koi paap nhi ho baby ko leke (jaise ki kuch baby nhi chahti garbh me aana qk us aurat me negative energies bahut hoti bahut Negative sochte hai, pregnant ho aur negative sochti h unka miscarriage,mature nhi hoti) Jyada umar me esliye baby nhi hota kuch ko Esliye sahi time pe sadi aur baby Krna chahiye qk km umar me masumiyat hoti h
@PriyankaKumari-zq2cq2 ай бұрын
Totally against this information 🥴🥴🥴🥴 sanskar sanskar karke kuch bhi boli jaa rhi h........ 🥴🥴🥴🥴
@priyankarai72272 ай бұрын
Wo sahi bol Rahi hai ye smjhne ke liye tumhara experience km hoga life ka Simple way me boli ki jinko maa bnna hai ya jo banti hai wo kaise banti hai Us aurat ka dil saaf innocent soul hona chahiye baby ke liye Aurat ki ikchasakti baby ko janm dene ke liye positive aur saaf hona chahiye Andar se jinme negativity hota h unko nhi hota Aurat badmas ho ya gussa kre kaisi v ho bs bache ke liye dil saaf hoga To soul ke roop me baby aayegi hume mother chunne ke liye Mujhe baby nhi hai mai bahut negative sochti hu esliye
@priyankarai72272 ай бұрын
Kul mila ke agar bacha nhi hua to pati patni manhus hue clearly Jo positive soul h usko jldi baby hoga Aur ha fir es garbh sanskar ke hisab se shadi km Umar me hi sahi tha phle kam Umar me masumiyat hoti h esliye phle bacha hone me dikkat nhi hoti thi Km umar me humare andar negative thought nhi hota ya negativity yhi wajah ki ab baby hone me dikkat hoti hai