Sir, vivaranika me diya hua certificate ka prarup exactly match krna chahiye kya ??? SDO residential certificate me thoda sa alag h...
@iftikhar2172Ай бұрын
Bahut accha bhai knowledge dene ke liye
@Gaming_Hub983520 күн бұрын
मेरे पास 2022 का BC 2 का Caste Certificate है इनमें से कौन Certificate का उपयोग होगा JHNBC /JHCOB.
@exampoints181920 күн бұрын
JHNBC
@KashifAli-hk4hpАй бұрын
Sir mera aadhar me spelling mistake h bs ek word ka mgar mere passport me shi h to ky ID ke liye passport le ja skta hu?
@exampoints1819Ай бұрын
Koi problem nahi hogi☺️ Passport le ja sakte hai
@tanaytarun4360Ай бұрын
Last date ke pahle ka hona chahiye ye kaha likha hai sir
@anuragguria1506Ай бұрын
2023 Notification me last date ka koi notice nai hai... Jbki 2021 wale notification me form ka last date tk valid diya hai...
@AmanKumar-mg7fhАй бұрын
Hum cbse se 10th kiye h... Us time h CGPA start huwa tha..... Usme cgpa ko %me convert karne rule likha h... Or hum % me convert kar ke dale h... Koi dikkat karega kya sir🙏🙏🙏reply me sir
@exampoints1819Ай бұрын
Koi problem nahi
@AmanKumar-mg7fhАй бұрын
@exampoints1819 thanks sir🙏🙏
@The_Hindu16Ай бұрын
Marks aur Category kya hai bhai aap log ka ?? Mera bhi hua hai.. but mai border pe lg rha hu.. UR cutoff ka kuchh idea ?? 🤔
@umeshsoren7973Ай бұрын
कोई भी स्टूडेंट अगर dv के लिए गया तो वहा पकड़ के धुन दिए जाओगे ❤❤❤
@SandeepYadav-gw9noАй бұрын
Tera bhi okat dekhte hai kitna bada don hai
@rakeshranjan2103Ай бұрын
Accha dekhenge.....
@umeshsoren7973Ай бұрын
@rakeshranjan2103 कहा से हो तुम्हे अभी पटक देंगे🤬🤬🤬
@Thor_marvel_TАй бұрын
Police tyar hai lathi me tel lgakar....
@Khansir74929Ай бұрын
तेरा आप का राज चलता है तेरा नहीं हुआ तो हम लोग छोड़ दे
@sunilkumargupta4478Ай бұрын
Jo cast and residential ka certificate hai usme likha hai only valid for 1 yr us se koi dikkat??
@TruebLogs591Ай бұрын
@@sunilkumargupta4478 catagory क्ये है।
@exampoints1819Ай бұрын
SC ST walo ke liye permanent valid hota hai aur other caste walo ke liye Last Apply date se pahle Tak ka valid hona chahiye
@exampoints1819Ай бұрын
Vdo firse dhyan se dekh lijye
@The_Hindu16Ай бұрын
Marks aur Category kya hai bhai aap log ka ?? Mera bhi hua hai.. but mai border pe lg rha hu.. UR cutoff ka kuchh idea ?? 🤔
@scienceclasses6732Ай бұрын
Sir NCB Or NCL lgega
@SunilYadav.work-kishanАй бұрын
12th ke certificate pita ka naam spelling ek galat hai to kya karna padega
@exampoints1819Ай бұрын
Self declaration dena hoga DV ke time me
@The_Hindu16Ай бұрын
Marks aur Category kya hai bhai aap log ka ?? Mera bhi hua hai.. but mai border pe lg rha hu.. UR cutoff ka kuchh idea ?? 🤔
@SUNIlKUMAR-hy8xfАй бұрын
Sir adhar card me papa ke nam me spelling mistake h to kya karna hoga
@exampoints1819Ай бұрын
Ghosna patr dena hoga
@Ganjhu-rw1bbАй бұрын
Income dena jaruri hai kya
@exampoints1819Ай бұрын
Ha EWS walo ke liye
@sujeetkumarsahu951Ай бұрын
Abhi turant banaye h chalega ki nahi
@exampoints1819Ай бұрын
Kya bananya?
@sujeetkumarsahu951Ай бұрын
Cast
@The_Hindu16Ай бұрын
Marks aur Category kya hai bhai aap log ka ?? Mera bhi hua hai.. but mai border pe lg rha hu.. UR cutoff ka kuchh idea ?? 🤔
@sunilkumargupta4478Ай бұрын
@@The_Hindu16 cut off ka Mt socho sb ko lg rha hai ki border pe hai DV krwa lo baki Jo hoga socha jayega
@Navnit700-i5yАй бұрын
Second list ayega ya nhi aur ayega to kab tak??
@exampoints1819Ай бұрын
May be final result baad
@Navnit700-i5yАй бұрын
@exampoints1819 ok sirji
@MyTV-b7cАй бұрын
206 extra already nikala hai results to second list ka 99.9 koi chance nahi hai
@Navnit700-i5yАй бұрын
@MyTV-b7c bhai jharkhand hai avi jitna padhne wala ka nikla hai na 300-400 sub avi bahar hoga dekhte jaao Tum bs Aur jo job karte hai na unki NOC lena padta hai jo ki kam se kam 30days se jyada lagta hai to o aise he nikal jyenge then bhut koi EWS wale students hai EWS certificate k chakar me hai jo ban nhi payega Aur suno 20-30% document me side honge Aur avi to main game hona baki hai sub border marks 540-550 wale nikalne wala hai fir 300-400 select honge second list me fir 200-250 jo setting karwaya hoga uska hoga Scrnshot leke rakhlo
@MyTV-b7cАй бұрын
@@Navnit700-i5y tum bhi meri baat sun lo....reserved category ko kharidne wala bhi reserved category ka hona chahiye...ST bhai log me itna aukat nahi hai ki 25-30 lakh dekar seat kharidega, koi aur nahi kharid sakta and secondly, JSSC CGL ka taiyari karne wala 1-2% hi students hoga jiska kuch certificate problem hoga...itna saal koi farzi document leke padhai nahi karta. Tum bhi screenshot rakh lo