Bahut acche se samjha hai mam aapane bahut acchi jankari thank u
@KishorikripaАй бұрын
Thanks for liking 🙏😊
@DeepaliMahour-gzb5 ай бұрын
Radha Radha didi vrat kholna ka time bta dijya kitna bja tak kholna hota h
@Kishorikripa5 ай бұрын
Har ekadashi par vrat kholne ka time alag hota hai aur me jab bhi ekadashi puja ki video dalti hu to usme batati bhi hu
@SaloniSingh-z5fАй бұрын
Dee🙏kya dwadshi paran k din rat ko khana nhi kha skte kya
@KishorikripaАй бұрын
Satvik bhojan hi karen
@poonamupadhyaya360711 ай бұрын
Radhey Radhey
@Kishorikripa11 ай бұрын
Radhe radhe 🙏
@SonuKashyap-wp2ml9 ай бұрын
Ekadashi mein paran ka bhojan karne ke bad Sham ka bhojan kar sakte hain ya nahin reply please
@Kishorikripa9 ай бұрын
Haa ji kar sakte ho
@SonuKashyap-wp2ml9 ай бұрын
@@Kishorikripa sad dhanyvad ji
@AVKharadi3 ай бұрын
Di koi log bol rhe h ki anaj ka kr vart nhi todna chahiye... Flahar kr kr vat tode or uske bad paran kre.. To plz btaye kese kre
@Kishorikripa3 ай бұрын
Dekhiye jin logo ke yaha subah jaldi bhojan ban nahi pata hai wo log pahle phalahar karte hai aur ek ya do daane kacche chawal ke kha lete hai aur baad mein bhojan karte hai lekin agar aapne samay se satvik bhojan bana liya hai aur thakur ji ko bhog laga diya hai to us prasaad ko kha kar hi apna vrat kholna chahiye bas sabse pahle ek tulsi dal paani ke saath jarur le lijiyega
@insideart_mygallary..11 ай бұрын
Radhe Radhe 🌼 di ajj din me so skte h ky or raat ko
@Kishorikripa11 ай бұрын
Jab bhi hum ekadashi ya koi aur vrat karte hai to din mein nahi sona chahiye haa aaj dwadashi par aap din mein rest kar sakte ho aur raat me bhi puri neend lijiye
@insideart_mygallary..11 ай бұрын
@@Kishorikripa Radhe Radhe 🌼 di vart pura hone pr bhagwan ji ko mandir me rkh le kya ...or bhagwan ji ko dopahar me bog lga skte h kya
@Kishorikripa11 ай бұрын
@@insideart_mygallary.. haa ji
@pinkitiwari799411 ай бұрын
Jai Shri Krishna radhe Radhe 🙏
@Kishorikripa11 ай бұрын
Jai shree Krishna 🙏
@sumanthakur93502 күн бұрын
Dwadashi k din rat me khana kha skte h ya suryast se phle khana h Please btaye Radhe Radhe 🙏😊
@Kishorikripa2 күн бұрын
Ji kha sakte ho bas satvik bhojan kijiyega
@sumanthakur93502 күн бұрын
@Kishorikripa jii thank u so much😊🙏
@kalikaluti92187 ай бұрын
Chai pi sakte hsin??? Qki mujhe migrain hdi .... Bina chdi cofee me reh nhi sakti.... Sir me dard hota h or vomatting ho jati hai
@Kishorikripa7 ай бұрын
Haa ji pi sakte ho
@SukhpalSingh-g2h3 ай бұрын
Dii dwadashi ke agle din to koi vrat nhi rakhna hota ya rakhna hota hai pls btayiye
@Kishorikripa3 ай бұрын
Nahi
@SukhpalSingh-g2h3 ай бұрын
@@Kishorikripa mtlb bss. Ab bd me jab chahe khaana kha skte hai
@Kishorikripa3 ай бұрын
@@SukhpalSingh-g2h dwadashi wale din din mein do baar khana kha lijiyega au subah aur raat ko aur baaki agar bhukh lage to fal dudh chay le sakte ho
@SukhpalSingh-g2h3 ай бұрын
Thank you so much dii@@Kishorikripa
@adityasahu93394 ай бұрын
Dwadashi Mai chawal se vrat nahi toda to vrat pura mama jayega ya nahi
@Kishorikripa4 ай бұрын
Ji vrat to pura mana jayega lekin Dwadashi par chawal khana bahut jaruri hota hai to agar aap subah me chawal nahi kha paye ho to pure din mein ek baar chawal jarur kha lena
@sumanpal7265Ай бұрын
Dii द्वादशी में केला kha skte hai kya or di dwadashi m kya सिर धुल skte hai
@KishorikripaАй бұрын
Haa ji agar dwadashi par guruvar na ho to kela kha sakte ho aur sar bhi dhul sakte ho
@babbiarya929916 күн бұрын
Jab tak dwadashi me upwash n khule to do time kaise bhojan kar sakte h mam
@Kishorikripa16 күн бұрын
Dekhiye har ekadashi mein paran ka time alag hota hai to jab hum subah 7 se 8 ke beech mein paran karte hai to itni subah bahut jyada khana nahi kha pate to dopahar mein ya sham ko dow satvik bhojan le sakte hai
@SoniDevi-n9tАй бұрын
Radhe radhe didi. Din me sona chahiye ya nhi
@KishorikripaАй бұрын
Kyunki hum sab grahst jeewan me hai sara din itna kaam karte hai isliye todha rest karna bhi jaruri hai to thodhi der let sakte ho
@AVKharadi3 ай бұрын
Vo chane haldi vale h to lena chahiye... Jldi reply dena plz
@Kishorikripa3 ай бұрын
Bhune chane sada wale bina masale ke hone chahiye
@SukhpalSingh-g2h3 ай бұрын
Dii...duadashi ko kitne vje vrat kholna chahiye....pls btayiye
@Kishorikripa3 ай бұрын
Har baar ka time alag hota hai is baar subah 8 baje tak vrat khol lena
@SukhpalSingh-g2h3 ай бұрын
Ok g@@Kishorikripa
@aaditiyadav44693 ай бұрын
Hare Krishna 🙏🙏 radhe radhe 🙏🙏
@Kishorikripa3 ай бұрын
Radhe radhe 🙏
@subhadranag70925 ай бұрын
Nirjola ekkadoshi ka paron jol or phol se korsokte hei ki nehin didi or thakurji ko orn bhog logaye ya nehin.pls boliye didi
Duadasi k din kya chawal k ak daane se vrat khol sakte hai
@KishorikripaАй бұрын
Haa ji
@SukhpalSingh-g2h3 ай бұрын
Dii aaj mithayi kha skte hai ya nhi .......matlb jalebi
@Kishorikripa3 ай бұрын
Ji bilkul kha sakte ho
@SukhpalSingh-g2h3 ай бұрын
@@Kishorikripa thnks dii aap buht achhi ho ....aap bilkul bhi khijji nhi mere itne sawalo ke jwab Dene me ... thank you so much dii ...aap hamesha khush rhe
@Kishorikripa3 ай бұрын
@@SukhpalSingh-g2h most welcome 🙏😊
@Mahendra_Singh04045 ай бұрын
ऊं नमो भगवते वासुदेवाय 🌹🌹💐💐🙏🙏
@Kishorikripa5 ай бұрын
Om namo bhagwate vasudevay namha 🙏
@sushmamaan44654 ай бұрын
Di kya dvadshi ke din udth ki dal bna skte hai
@Kishorikripa4 ай бұрын
Agar aapke yaha vrat nahi rakha jata to bana sakte ho
@Pritipal22211 ай бұрын
Radhe Radhe di 🎉🎉🎉
@Kishorikripa11 ай бұрын
Radhe radhe 🙏
@durgeshagrawal51652 ай бұрын
Khichdi se vrat ka paran kar sakte h kya
@Kishorikripa2 ай бұрын
Haa ji bilkul
@Shreekrishna_das5 ай бұрын
Kya chana khasakte hai dwadashi me? Plz mam reply?
@Kishorikripa5 ай бұрын
Haa ji kha sakte ho
@amarjeetgupta45328 ай бұрын
यदि एकादशी के अगले दिन द्वादशी तिथि सुबह में समाप्त हो जाए और त्रयोदशी तिथि शुरू हो जाए तो क्या उस दिन त्रयोदशी तिथि में दूसरी तीसरी बार फिर से भोजन कर सकते हैं
@Kishorikripa8 ай бұрын
Ji kar sakte ho bas dhiyan rakhe ki bhojan satvik hona chahiye
@radha-yj5to7 ай бұрын
@@Kishorikripadwadashi aur dasmi mai ek baar bhojan aur dusri baar fruits kha sakte h kya?ya keval ek hi baar bhojan krna h
@ks.gaurav81645 ай бұрын
E9⁰ ho@@Kishorikripa
@Madhujadhav-l4z15 сағат бұрын
Haridwar sar samajh mein nahin aaya didi kaise samjhe Haridwar sar ka samay
@superstylishnamrata835915 күн бұрын
Chai pi sakte Dwadashi mai
@Kishorikripa15 күн бұрын
Haa ji pi sakte hai
@SukhpalSingh-g2h3 ай бұрын
Diii dvadshi ke din ..raat me ya uss se pehle roti sabji khaa skte hai ya nhi...pls jldi reply krdo g........or kya kl vrt sampoorn ho jayega ya dvadshi ke agle din bhi vrat rkhna hota hai pls jaroor btiye ga....mai punjab se hoon or pehli vr vrat rkha hai is liye mujhe jyda kuch nhi pta
@Kishorikripa3 ай бұрын
Ji Dwadashi par vrat kholne ke baad koi vrat nahi rakhna hota bas dwadashi wale din bhi satvik bhojan hi karna hai
@SukhpalSingh-g2h3 ай бұрын
Ok g
@RashmiSaini-x4g3 ай бұрын
Dii अगर parayan ke भोजन tyaar na ho to ham अगर तुलसी पत्र grehn करके parayan करले तो kya ham दोपहर मे जब खाना बन जाए तो खाना खा सकते ह और फिर नाइट मे खाना खा सकते है क्या
@Kishorikripa3 ай бұрын
Ji aap tulsi ke saath hi ek do dana kacche chawal ka pani ke saath le sakte ho aur baad mein jab khana ban jaye tab thakur ji ko bhog lagakar kha sakte ho aur ek baar night me bhi kha sakte ho
@SukhpalSingh-g2h3 ай бұрын
Pls mam jldi btayiye
@kalpnakoundal54315 ай бұрын
Ekadashi vrat main agale din dvadashi main paran ka bhojan karne ke bad Sham mein bhojan kar sakte hain aur chawal kha sakte hain ya chapati
@Kishorikripa5 ай бұрын
Haa ji sham ko khana kha sakte ho aur chawal aur roti sab kha sakte ho bas bhojan satvik hi hona chahiye
@kalpnakoundal54315 ай бұрын
Thankuuu ji
@pallavipallavi148711 ай бұрын
Radhe radhe di..apke poja subh kitne baze ho jate hai
@Kishorikripa11 ай бұрын
7.30 se pahle ho jaati hai
@seemarohilla42528 ай бұрын
Kya mam davadasi ke vart me den me aalu le sakte h
@Kishorikripa8 ай бұрын
Haa ji
@the_vanishka_familyАй бұрын
Raat ko fir chawal sakti hu
@KishorikripaАй бұрын
Haa ji kha sakte ho
@shimalkanwar80696 ай бұрын
Dvadashi Mein Do Bar khana kha sakte hain kya mam
@Kishorikripa6 ай бұрын
Haa ji kar sakte ho bas dhiyan rakhe ki bhojan satvik hi hona chahiye
@manishajaiswal6521Ай бұрын
Jai Shree Krishna 🙏🙏
@KishorikripaАй бұрын
Radhe radhe 🙏
@pinkychaurasiyaoffical2001Ай бұрын
bhuta acha batya apne
@KishorikripaАй бұрын
Thanks 🙏😊
@kiransharma7844Ай бұрын
Didi agar trayodashi mein Vrat ka paran karen to Kitni bar bhojan Karen
@KishorikripaАй бұрын
Subah aur sham bhojan kare aur baaki ka dudh,fal,ye le sakte ho
@Mahima-n3l3 ай бұрын
Kya kisi bhi vart ke paran karne ke baad dubara khana kha skte h?
@Kishorikripa3 ай бұрын
Haa ji
@ashajindal25077 ай бұрын
Maam duadshi wale din roti bhi kha saktevhai
@Kishorikripa7 ай бұрын
Haa ji kha sakte ho
@ANKURDEEP-u2s2 ай бұрын
To di raat ko kya khana hai
@Kishorikripa2 ай бұрын
Ji agar aap subah me bhojan kar rahe ho to ek time sham ko bhi kar sakte ho aur agar raat ko bhukh lage to dudh ya fal le lijiyega
@lifewithkanhaji11 ай бұрын
Chno ka fir kya kre di ?
@Kishorikripa11 ай бұрын
Chano ko sir se saat baar vaar kar sir ke peeche fenk de
@kalpnakoundal54314 ай бұрын
ekadashi vrat mein til ka tel ka Deepak jala sakte
@Kishorikripa4 ай бұрын
Haa ji jala sakte ho
@Pratyaksha1403Ай бұрын
Mam , ekadashi ka brat to 3divsi hota h uska niyam 3 din krna hota h . Jisme 10mi k din se hi chawal nhi khate h to dwadashi k din paran m chawal kaise kha skte h. Please mam batayiye...ur paran ka samay 1chuthayi ka matlab nhi smjhe please btayiye
@KishorikripaАй бұрын
Kyunki chawal ki uttpatti medha rishi ke rakt se hui hai aur jeev ke saman mana jata hai isliye chaval khana mana hota hai ekadashi par lekin dwadashi par chawal khana bahut jaruri hota hai kyunki chawal ko pujiyniya bhi bataya gya hai sabhi puja mein bhagwan ko tilak ke baad mastak par lagaya jata hai isliye sirf ekadashi par chawal khana mana hota hai aur har ekadashi ke paaran ka time alag hota hai aur me har ekadashi ki video mein paran ka time batati hu
@nishaNayak15486 ай бұрын
द्वादशी को शाम को भी सात्विक भोजन ही करना चाइए क्या
@Kishorikripa6 ай бұрын
Haa ji
@BalluThakur-ko1vd8 ай бұрын
Chane sar ke phiche kis din fekne hai please reply
@Kishorikripa8 ай бұрын
द्वादशी को
@punamsinghrathore53194 ай бұрын
ओम् नमो भगवते वासुदेवाय नम
@Kishorikripa4 ай бұрын
Om namo bhagwate vasudevay 🙏
@swetagupta873311 ай бұрын
Radhe Radhe 🌺🙏
@Kishorikripa11 ай бұрын
Radhe radhe 🙏
@vandanayadav79678 ай бұрын
Mam Agar masik Dharm mein ho to Bhagwan ko agale Din Bhog Nahin Laga Sakte paran Mein To Ham Kaise bhojan khayen
@Kishorikripa8 ай бұрын
Ok to aap kisi se tulsi patra lekar jal ke saath grahan karen aur khane mein chawal jarur banaiyega kisi aur se banba kar bhi bhog laga sakte ho lekin agar koi nahi hai to aap mansik roop se bhog lagaye aur prasad paye
@vandanayadav79678 ай бұрын
Bahut bahut dhanyvad
@manjumalathanapati-zr7lq10 ай бұрын
dashmi yukt ekadashi nehi karna chahiye par kiun kiya hota hai dashmi yukt ekadashi or kese pata kare please reply di
@Kishorikripa10 ай бұрын
Dekhiye hamesha dwadashi yukt ekadashi ka vrat hi karna chahiye vahi shubh mana jata hai jaise man lijiye ki ekadashi tithi ek tarikh mein shuru hui aur 2 tarikh ko subah 7 baje tak samapt ho jayegi aur uske baad dwadashi tithi shuru ho jaye to 2 tarikh ki ekadashi ka vrat hi rakhna chahiye
@Kishorikripa10 ай бұрын
Surya uday ke saath jo ekadashi hame prapt hoti hai usi ekadashi ka vrat kiya jata hai
@ArtsWithKJM_254116 ай бұрын
@@Kishorikripasubha puja ke time phal aur kuch sukha chawal ke dane chadhakar usi chawal ka kuch dane kha kar paran kar sakte hai kiya mai to aisehi hi kar rahi hu kayo ki itna jaldi kuch paka kar bhog nhi laga pati hu
@ArtsWithKJM_254116 ай бұрын
Bad me chawal ka khana bana kar kha sakte hai n
@Kishorikripa6 ай бұрын
@@ArtsWithKJM_25411 ji aap thakur ji ke snan kiye hue jal jo ki charnamrit ban jata hai aap ek tulsi patta lekar aur charnamrit pi kar aur usi ke sath ek ya do dane chawal ke lekar bhi vrat khol sakte ho
@rohitojha83878 ай бұрын
Radhe Radhe
@Kishorikripa8 ай бұрын
Radhe radhe 🙏
@MohiniChaurasia-ry1hd8 ай бұрын
@@Kishorikripa .
@VinitaKumari-qs8dt10 ай бұрын
Radhey krishna
@Kishorikripa10 ай бұрын
Radhe radhe 🙏
@dahiyarohit187 ай бұрын
Agar dwadshi ko 2 ya 2 se adhik baar bhojan KR le te h to kya ho sakta h
@Kishorikripa7 ай бұрын
Kyunki ekadashi vrat 3 divsiya vrat hota hai to dashmi ki sham se hi iske niyam shuru ho jaate hai to niyam to yahi hai ki dwadashi ko sirf ek samay bhojan aur ek time falahar karte hai kaha jata hai ki dwadashi par teen baar Bojan karne se ekadashi vrat ka pura fal trijita rakshsi ko chala jata hai
@umanegi4216 ай бұрын
Agar do din ekadashi pad jaye or hum agar dwadashi yukt ekadashi vrat karte hain toh dashmi yukt ekadshi me kuch kha sakte hain agar nhi toh phir vrat toh dono din ho jyga jb ki kahte hain ki dashmi yukt ekadadhi nhi karte🙏🙏
@Kishorikripa6 ай бұрын
Haa ji bilkul jaise is baar do ekadashi padhi hai 2 aur 3 june ko to hame 3 june wali hi karni hai lekin kyunki kahi kahi 2 ko bhi vrat rakha gaya hai to aise mein sirf hame dashmi yukat ekadashi wale din kisi bhi tarah ka tamsik bhojan aur chaval ka sevan nahi karna hai baki aap satvik bhojan kar sakte ho
@umanegi4216 ай бұрын
Hari om ji dhanyawad mujhe isi baat ka confusion ho rha tha kyonki me dwadashi yukt ekadashi rhti hui pr kabhi kabhi 2 ekadashi pad jati hai tb me dashmi ko raat me bhojan nhi krti or dono ekadashi falahar krti hu pr aaj aap se puch kr mann ka shanshay mit gya agli ekadashi nirjla bhi 2 pad rhi hai ab 1 ekadashi me me satvik bhojan kr lungi
@Kishorikripa6 ай бұрын
@@umanegi421 haa ji bilkul
@Durga_prashad_Singh_rajput12311 ай бұрын
हरे कृष्णा राधे राधे
@Kishorikripa11 ай бұрын
Hare Krishna 🙏
@jagdishprasaduikey28167 ай бұрын
Dvadashi ke din phool todna chahie ki nahin
@Kishorikripa7 ай бұрын
Haa ji thodh sakte hai jis din vrat rakhte sirf us din nahi todhna chahiye
@riddhipriya_creations5 ай бұрын
Dwadasi me normal namak use kar sakte hai ?
@Kishorikripa5 ай бұрын
Haa ji kar sakte ho
@riddhipriya_creations5 ай бұрын
@@KishorikripaThank you Didi 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
@SukhpalSingh-g2h3 ай бұрын
Dii kl duadashi ko chawal ka bhog lgane ke baad ......raat ko doodh pee skte hai ya nhi....
@Kishorikripa3 ай бұрын
Haa ji pi sakte ho
@AnshikaMishra-qf6dn2 ай бұрын
Glasses in a shaam called pierced thanksgiving several
@AyushKumar_sk5 ай бұрын
didi Din Mein So sakte hain dvadashi ke din
@Kishorikripa5 ай бұрын
Haa ji
@riddhipriya_creations5 ай бұрын
Didi paran ke ke samay charnamrit aur fruit hi khaya hai humne.. chawal paran samay nikal jaane ke baad banaya to kya ab chawal kha sakte hai ? Aur kya dwadasi me normal namak use kar sakte hai ? Please bataye.. 🙏🏻
@Kishorikripa5 ай бұрын
Haa ji bilkul aap chawal aur normal namak kha sakte ho kyunki ab aapka vrat complete ho gaya hai bas dhiyan rakhe ki dwadashi par bhi aapko satvik bhojan hi karna hai
Didi maine aj ka nirjala ekadshi kiya hai kl kitne bje mujhhe paran karna chiye
@Kishorikripa5 ай бұрын
5.45 se lekar 7.28 tak apna vrat khol lena hai aapko
@gaurisingh85515 ай бұрын
@@Kishorikripa pancha Amrit se hi nh aur woh jo ghara khrda h woh vrat torne ke bd brahman m dan de dengh
@Kishorikripa5 ай бұрын
@@gaurisingh8551 ghadha aur jo bhi saman aapko daan karna hai vo aap vrat kholne se pahle daan karoge
@gaurisingh85515 ай бұрын
@@Kishorikripa lekin mere trf toh Brahman nhi h aur utne su ha subha kaise kise ghr ja skte h aaise nhi ho sakta h hi vrat khol le uske bd 8 bje tk jke dan ded e
@Kishorikripa5 ай бұрын
@@gaurisingh8551 sabhi mandiro me dwadashi par subah hi pandit ji aa jate fir bhi agar aap na ja pao to aap baad mein daan kar dijiyega
@Mashudankumar30196 ай бұрын
Koi bolte hai dwadashi me ek baar hi bhojan kar sakte hai or app bol Rahi hai 2 bar
@Kishorikripa6 ай бұрын
Dekhiye ann ka sevan sirf hame ekadashi par nahi karna hota hai deadashi par subah mein jo bhojan ka bhog thakur ji ko lagayenge use aap grahan karen aur ek time sham ko bhojan kar sakte ho haa teen baar Bojan nahi karna hai kahte hai ki uska fal trijita ko chala jata hai lekin bas hame dwadashi par bhi satvik hi rahna hota hai is baat ka dhyan rakhe 🙏
@SukhpalSingh-g2h3 ай бұрын
@@KishorikripaDii satvik ka kya mtlb hunda
@Kishorikripa3 ай бұрын
@@SukhpalSingh-g2h bina pyaj lahsun ka sada khana
@PunamdeviSah-xk1wm5 ай бұрын
7 chene pitaron ke liye Chacha Ne apne liye Aaj sham ko Karen