Mera coller new tha 1 sal hi gya tha Ek din voltage ⚡️ 340v kebas ps tha To chla diya 30 minute to achank motor ka speed bahut kam Ho gai hain Isme kya problem hain Capacitor ka ya coil jal gya hain Reply 🎉
@mechanicalsearch7 ай бұрын
Bahut achha sawal hai bhai bhai isme motor ki coil ka problem hai jo high voltage ke karan short ho gaya hai jise aapko coil ke tar connection ko khol kar repair karna hoga
@Balram538157 ай бұрын
@@mechanicalsearch ok To coil repair krna hoga Fir bhi agar coil change krwa degen to Phle jaisa speed nHi rhta Dukan wale bahut mistak krta hai
@giteshpanda21893 жыл бұрын
behtarin jankari diye bhaiya aap, itna detail se koi nahi btata h🙏❤️
@mechanicalsearch3 жыл бұрын
Sukriya bhai Dil se
@Shruti_singh_6133 ай бұрын
Super video ❤❤
@manilkumarjha45724 жыл бұрын
गर्म होने का कारण कंडेनसर खराब भी हो सकता है
@pkmotorwinding4 жыл бұрын
Nice
@rakeshsonisir55643 жыл бұрын
Super bhai
@KamleshChoudhary-wc9po Жыл бұрын
Thanks
@chandtrehan55183 жыл бұрын
Great video
@mohammedaasim62044 жыл бұрын
Very good sir
@jitokumarsharma33644 жыл бұрын
कूलर मोटर चलते चलते रुक जाता है और हिट हो जाता है पूरा मोटर कैसे ठीक करेंगे वीडियो बनाकर भेजो भाई
@rickyasy88842 жыл бұрын
Sir, Maine kal cooler ka motor badal diya tha. Abhi sahi chal raha hai lekin 5/6 minutes chalne ke baad burning ka smell aata hai. Pliz problem batadena
@IRSHAD_JO7 ай бұрын
❤❤
@uttamgupta35984 жыл бұрын
Ty
@hkushwaha4790 Жыл бұрын
😊
@ogbuddha78353 жыл бұрын
Maine cooler motor खोला उसमे greasing किया लेकिन galti se rotor mein v greasing kr diya kyunki wo ghum nahi rha tha ab motor heat hone lagta h 10 min aur jalde ki badbu aane lagti h
@mechanicalsearch3 жыл бұрын
Bhai rotor me na oil dale na hi grees dale Aap use kerosene oil ya petrol se saf kar sakte hai Aur bhai aksar dekhna gaya hai motor kholne se pahle thik chal raha hota hai aur jab motor ko repair karne ke liye khola jata hai aur repairing ho Jane ke bad jab motor ko fit kiya jata hai to uske bad se motor over hit hone lagta hai To bhai iska karan yah hai ki motor ka fitting sahi tarika se na ho pana To bhai is topic par aapko video mil jayega hamare channel ke playlist "air cooler and fan " me jisme bataya gaya hai ki cooler motor ko sahi tarike se kaise fit kiya jata hai
@ogbuddha78353 жыл бұрын
@@mechanicalsearch bhaiya ji kya aap link de sakte ho yaha reply में badi kripa hogi
@mechanicalsearch3 жыл бұрын
Bhai comment me link Dena sahi Nahi hota Aap hamare channel ke logo ko click Kare uske bad playlist par click Kare aur "air cooler and fan " me click Kare aur usme 14 number par wo video aapko mil jayega OK bhai Ya aap chahe to yah Sarah kare "cooler motor fitting karne ka sahi tarika "second number par video mil jayega
@invisible_kishan4 жыл бұрын
Hello mera coller k motor bohot bohot jyada heat ho rha h aur smell krne lg rha h kya problem h kabhi kabhi jam ho ja rha h
@MANOJSHARMAcitymansharma4 жыл бұрын
Bhai aapke cooler motor ke 2 video dekh liye per meri problem nahi mili. Chalu karne ke baad 20 minutes badiya chalta hai. Fir ek sound aane lagti hai Or fan ki speed down ho jaati hai. Sound bahut kharab aati hai ghar ghar ki
@mechanicalsearch4 жыл бұрын
Bhai agar aisa hai to aapka motor jaldi se overhit ho raha hoga Aur overhit hone ke alag alag karan ho sakte hai to aap to aap yah check kare ki kahi rotor stetor ke sath touch to nahi ho raha hai Ya aapka motor purana ho chuka hoga
@aksl0007 Жыл бұрын
sir ek kaaran or hota hai....... mere ghar mein ek bara plastic ka cooler hai jismay 18 inch ki motor lagi huvi hai..... and single speed ki hai..... par mainay us pe regulator laga diya tha kyuki motor fan ki speed bahut tej hoti thi to usay kam karnay k liyey. ...jab raat hoti thi to uski speed kam kardeta tha..... par kuch time baad vo burn ho gayi.... to mainay mechnaic ko dikhaya or usko btyaa ki main motor ko regulator k saath use karta hu..... to usnay btyaa ki kam speed karnay ya regulator lagnay se motor pe load aa jata hai or vo jaldi burn ho jaati hai.... app usay full speed pe use karo...... sir kya muje multi speed vaali motor lene paregi jismay 3 -4 tarah ki speed hoti hai or kahi (3-4 tarah ki) wire hoti hai jissay usmay regulator na lagna paray or uska apna 3 speed waal knob se speed change ho jaayi... plz guide
@mechanicalsearch Жыл бұрын
Bhai pahle to mai aapka tahe dil se dhanyavaad karta hu jo aapne apna samay nikal kar itna bada comment kiya To bhai aapka kahna sahi hai aap 3 speed wala motor le sakte hai Lekin bhai 3 speed motor me bhi fake motor aata hai jisme alag alag kalar ka 4 wire hota hai lekin wah 3 speed motor nahi hota wah singal speed ka hi hota hai Aur is topic par hamare channel par aapko ek video mil jayega aap pahle us video ko jarur dekhe Aap hamare channel ke playlist "cooler motor repair" Me jakar check kar sakte hain
@mechanicalsearch Жыл бұрын
Aur rahi bat motor garam hone ka karan regulator lanane se to ho sakta hai aisa ho sakta hai Lekin mai pichhle 3 year se apne cooler me bada wala regulator us kar rahu hu abhi tak koi problem nahi aaya Lekin ab mai aapki baton par thoda gaur karke dekhunga agar yah garm hone ka karan banta hai to aane wale samay me is topic par video jarur banaunga
@ankit.dagur014 жыл бұрын
1) motor chalane par kafi garam ho rahi hai 2 ) motor Mai tester se current dikha Raha hai ( shayad short hai) 3) fan freely ghum Raha hai ... Kya problem ho sakti hai
@mechanicalsearch4 жыл бұрын
Bhai agar motor fit karne ke garm ho raha hai to use achhe se fit kare aur agar apne aap adhik garm ho raha hai to bush change karde Aur agar motor me current aa raha hai to multimeter se check kare agar current motor se hi aa raha hai to andar wire body pe shot ho chuka hai to uske liye aapko motor ko kholkar repair karna hoga
@ankit.dagur014 жыл бұрын
Thank you 😊
@reshmaparvezkhanreshmaparv67262 жыл бұрын
Bhai mere coolar ek mahine me do baar motor kharab ho gai jal jati h ab teesri baar bhi yahi problem samajh aa rahi small aa rahi aor chalte chalte thoda silo ho ja raha h kiya kare bhai plz reply
@mechanicalsearch2 жыл бұрын
Bhai jab motor jal jaye to uska rewinding karne ke sath bush shaft bhu change karna padta hai agar shaft aur bush purana ho to Aur Abbi aapka motor me smell aa raha hai to beshak aapka motor overhiting ho raha hai to aap yah pata kare ki shaft aur bush ghisa huwa ya kharab to nahi ho chuka hai
@seriyltv35474 жыл бұрын
Bhaiya mere kular cal nhi rha h dabal fes kiya tha to use jalne ki badbu a rhi h or use calo karte h to pure ghar ki pawar cla jata h please btaye kya motar fuk gyi h
@mechanicalsearch4 жыл бұрын
Bhai agar cooler on karte ghar ki bijli of ho jata hai to iska matlab aapka cooler short ho chuka hai to pahle sare wire cooler ki switch board se lekar motor ki wire tak check kare kahi par fes aur nutral aapas me touch ho raha hoga agar wire kar bhi short nahi hai to aap multimiter se cooler motor ki wire ko check kare agar short rahega to bip ki aawaj aayega Fir bataye
@seriyltv35474 жыл бұрын
To vo fuki to nhi h na ye bta do bas hme tensan ho gyi h bhut usse jalne ki ghand a rhi h
@mechanicalsearch4 жыл бұрын
Bhai jala hai ya nahi use aap jab motor kholenge to pata chalega to aap motor ki wire ko multimiter se continuty check kare agar motor thik hoga to number batayega to check karke bataye
@gokuljoshi3394 Жыл бұрын
Bina pump ke coolar bilkul sahi chal rha hai or jaise hi paani ka pump on kro to kbhi kbhi chingari si aati he ek aawaj hoke or taar jalne ki mehak lekin phir bhi paani ka pump on hi rha to bhi chlta rhta hai ye kya problem ho sakti kya koi bta skta hai pls
@laxmanprajapat88274 жыл бұрын
लहसुन
@saifsheikhazmi17574 жыл бұрын
Bhai saab ungli hilane ki kala koi aapse sikhe
@Uttarakhandi.Ghaprol4 жыл бұрын
Sir motor gram bhi ho rahi hai or Sir motor Garam bhi ho rahi hai aur badbu bhi bhut a rahi hai
@mechanicalsearch4 жыл бұрын
Bhai motor garam ho raha hai to aap yah check kare ki rotor stetor ke sath ghis to nahi raha hai agar motor ko hath se ghumane par khat khat ki aawaj aa rahi hai to aapko bush change kar dena chahiye
@BalbirSingh-xk3ys4 жыл бұрын
bush bhi change KR diya hai aaj fir bhi vo problem a rahi hai Garma ho rahi hai or badbu bhi a rahi hai
@SahilKhan-wb9lb4 жыл бұрын
Sir mere coller ki jaise hi water pump on karo to paani coller ki jaali ke sath sath moter par aur pankho par bahut aata hai. aur coller ki hawa samane ke bajay coller ki jaliyo se nikalne lagti hai . agar pump na chalao to sahi hawa deta hai please sir batao kya problems ho sakti hai please batao sir
@mechanicalsearch4 жыл бұрын
Bhaijaan aap apne cooler ka pad change kardo ya pad se jo ghas andar ki taraf nikla huwa hoga un sabhi ghas ko kaichi se kat kar clean kardo to pani motor me nahi jayega aur rahi bat hawa nahi aane ki to aap yah dekhe ki motor ka (blade) pankha kahi jyada muda huwa to nahi hai
@alokverma034 жыл бұрын
@@mechanicalsearch Which is the best motor for big outdoor iron cooler 18" for fast and more air??
@BALWANSINGH-hb5mc4 жыл бұрын
👌
@apurbasarkar60104 жыл бұрын
Table fan ka over heaf honeka karan bataea
@amitkumarjmstbk69224 жыл бұрын
30 नंबर 32 नंबर 1 बंडल क्वायल लेंगे तो कितना रुपया लगेगा बाजार में बताइएगा गुरु जी रिप्लाई
@Shaileshshivne4 жыл бұрын
Apki ek ada badi achhi lagti zat se vali
@mechanicalsearch4 жыл бұрын
Thank you so much bro
@mahendarsingh85302 жыл бұрын
Cooler kuch samay chalane ke baad ruk jata hai but switch off karne ke baad bilkul free chalta hai kya reason ho sakta hai please answer reply
@mechanicalsearch2 жыл бұрын
Bhai pahle aap yah check kare ki kya motor band hone par jyada garm ho gaya hota hai?
@TeddyDJ2 жыл бұрын
Sir cooler motor heat ho raha hai Electrician ko bataya usne bush change kiye par vapis same problem ho raha hai ,15 min bad vapis band ho ja raha hai . Aab kya Karen?please help
@TeddyDJ2 жыл бұрын
Sir cooler motor aur cooler ke pankhe ko paint kar diya tha Kya is Karan vars heat ho sakta hai?
@AnilSharma-nf5yb2 жыл бұрын
कूलर मोटर बहुत गर्म हो रहा है कौन सा तेल यूज़ करें और क्या करें
@krishnagoswami17564 жыл бұрын
Sar me ek color motar waindig kiya tha jiski tan 160 30 swg renig 34 nmbr swg satig aemuyam
@paramanandchandawarkar204611 ай бұрын
भाई साहब 🙏 मेरे फेनका लोखंडका कोर सेरिज लेंप टेस्ट मे हि गरम होता है वाईंडींग मल्टीमीटर पे सही दिखा रही है ! सेरीज लेंप भी ठीक दिखा रहा है ,फिर लोखंडका कोर जिसमे वाईंडींग फिट कियी जाती है वो गरम क्योंहो रहा है ? सब वाईंडींग टेस्ट करते करते आयर्न कोर गरम होता है ! जरा ईसका उपाय बताईये ,क्या करें? आपके जवाबका ईंतजार करता हुं !🙏 0:18
@रिलशलव6 ай бұрын
Moter speed capiciter se km kr sakte hai kya
@sonusultan17044 жыл бұрын
Sir mene mabhani wind kiyaa tha to vo 10 mint ke baad hi gram hona shuru ho jaata he or 20 mint me bohut jyada gram ho jaata he rotor bodi se tch nhi he kyaa karn ho skta he
@mechanicalsearch4 жыл бұрын
Bhai jab ham motor ka repair karte hain to motor repair to ho jata hai aur uske bad jab ham motor ko fiting karte hain to waha par koi na koi galti ho hi jata hai jiske karan se motor overhit ya jaam hone lagta hai to bhai motor fiting proper tarike se kaise karte hain is topic par jald hi ek video bana dunga kyoki yah problem kai bhai logo ke sath hota hai To firhal aap motor ko khol kar achhe se sahi tarah se fit kare rotor stetor ke sath jara bhi tuch na ho is bat ka dhyan rahe
@sonusultan17044 жыл бұрын
@@mechanicalsearch sir I don't like with your suggestions 😢
@sonusultan17044 жыл бұрын
Kyonki sir uska rotor bhi smuth he ro bush bhi ok he or uski starting bhi ok he or 6 se 7 mint tak jra bhi gram nhi hoti uske bad 10 se 12 mint tk bhut jyada gram ho jaata he please help me sir
@devkaransharwa1754 жыл бұрын
Sir moter ka only rotar over heat ho Raha hai wo Puri tarah se ghis Chuka hai
@mechanicalsearch4 жыл бұрын
Bhai rotor ghis raha hai to aap bush change kare ya motor ko achhe se set kare क्योंकि rotor jab stetor ke sath touch hota hai to motor overhit hone lagta hai
@devkaransharwa1754 жыл бұрын
@@mechanicalsearch OK Bhai thank you
@balveersinghsekhawat75304 жыл бұрын
Coil sort hona par garm ho sakta ha kya or coil sort hona par cooler cha sakta hai kya
@mechanicalsearch4 жыл бұрын
Ha bhai agar coil shot ho jata hai to motor ka resistance kam ho jata hai jisse aapka motor over hit ho sakta hai aur speed bhi kam ho sakta hai aur agar joint se ho motor shot ho jata hai to motor nahi chalega
@balveersinghsekhawat75304 жыл бұрын
@@mechanicalsearch par bahi lamp sirij sa chak kra na par to shi bata raha ha
@balveersinghsekhawat75304 жыл бұрын
Sapat ma. Band ho to kya ya problam ho sakti hai kya
@alokverma034 жыл бұрын
@@mechanicalsearch Which is the best motor for big outdoor iron cooler 18" for fast and more air??
@made_in_memes_01244 жыл бұрын
Kya Karan hoga
@abhinavraje36144 жыл бұрын
Sir mera japnix company ka toofan fan start karta hu to. 15 minutes ke liye to fast chalta h par dheere dheere speed bilkul kam ho jati h or jyada garam ho jata h or phir bilkul band ho jata h capacitor bhi change kr diya h koi fark nhi hua please.. give solution
@mechanicalsearch4 жыл бұрын
Ok bro Bro jab fan thodi der chalta hai uske bad dhire dhire garm hokar speed kam ho jata hai to bhai jab motor garm hota hai tab motor ka rasistens kam ho jata hai jisse speed kam ho jata hai aur aisa motor ke over hitting ke karan hota hai Aur over hitting hone ke chance tab hota hai jab motor ka fitting thik se na ho pane se rotor stetor ke sath gisne lagta hai jisse motor adhik garm hone lagta hai aur iske alawa aur bhi kai karan hai motor garm hone ke
@abhinavraje36144 жыл бұрын
Problem solve kaise hogi
@invisible_kishan4 жыл бұрын
Hello mera coller k motor bohot bohot jyada heat ho rha h aur smell krne lg rha h kya problem h kabhi kabhi jam ho ja rha h mai bss iska use 3-4 hour krta hu
@pintudjelectronics67725 ай бұрын
Bush
@surendrasahu39634 жыл бұрын
Bhot bakwas karte hoo yr Kam ki baat Kam aur bakwas bharpur Kam bola kro video achi banegi
@BalbirSingh-xk3ys4 жыл бұрын
Bush bhi change KR diya aaj fir bhi sir motor Garam ho rahi hai aur badbu a rahi hai
@mechanicalsearch4 жыл бұрын
To bhai motor ka setup (fitting) thik hai ki nahi check kare rotor ko hath se ghuma ghumakar dekhe ki kahi rotor stetor ke sath ghis to nahi raha hai Aur dusra problem yah ho sakta hai ki aapka motor ka resistance kam ho gaya hoga aur aisa tab hota hai jab coil purana ho jata hai ya hit hokar pak jata hai tab
@ashishkewat19674 жыл бұрын
Sar mera colar bahot garm hota hay fir Band Karna padta hay pils jankari de
@mechanicalsearch4 жыл бұрын
Bhai kya motor jyada garm hone se pahle aapne motor ko repair karne ke liye khola tha?
@ashishkewat19674 жыл бұрын
Pahle bahot accha chalta tha fir AK bar jal gaya to banbaya uske Bad garm hona laga
@mechanicalsearch3 жыл бұрын
Bhai agar Jalne ke bad repair kiya gaya hai aur uske bad se garm ho raha hai to iska yah ho sakta hai ki coil heat hokar pak jata hai jis karan se motor ka resistance kam ho jata hai yane ki jyada megnate Nahi bana pata jis karan se motor over hit hone lagta hai to bhai achha hoga aap motor ko wanding Kara Le
@MrLakraYt4 жыл бұрын
Sir cooler ke moter me hum 5 ka capacitor laga sakte hai ya nhi
@shaheerkhanedits34744 жыл бұрын
Laga sakte ho
@S.khan.1232 жыл бұрын
Mera cooler liye abhi 2 ghante hui aur pehle plug khrab fir change Kiya to 2 hour bad uska fan chalna band Amell a rhi thi ,pump chal rha h
@yashgupta26534 жыл бұрын
Mere cooler ki motor vo nyi motor h ek dum vo motor kafi garam ho jati h kya reason ho skta h 10 min kke bad h gram hojati h
@mechanicalsearch4 жыл бұрын
Bhai aap video me Jo Karan bataya Gaya hai use follow Karke dekhe Aur motor garam hone Ka jyadatar Karan motor Ka Jo rotor hota hai uska stator ke sath touch hona to aap rotor rod ko halke hatho se ghumakar dekhe ghisne ki aawaj to Nahi aa Raha hai
@yashgupta26534 жыл бұрын
@@mechanicalsearch nhi arhi h awaj krke dekh liya vaise bhi nyi motor h cooler h 9inch ka aur capicitor motor h
@mechanicalsearch4 жыл бұрын
Bhai waise to motor normal rup se garam hota hi hai agar akdam se jyada garam ho Raha hai to aage dikkat ho Sakta hai to aap aise kijiye cooler ko aadhe ghante chalaye aur Uske bad cooler ko band Karke motor ko hath se chhukar dekhe ki Kitna garam ho Raha hai aur Ghar me dusra cooler hoga to use bhi aadhe ghante chalaye aur dono me tulna kare ki garam kisme jyada ho Raha hai ya dono barabar hai
@SAIshorts_video12224 жыл бұрын
Sir mera cooler hit hone ke karna jam ho jata hai or phir hath se gumao to chalu ho jata hai
@shishupalkushawhakushawha41673 жыл бұрын
Chalte chalte chhota sa cooler hai usmein dunga kyon de raha hai
@kundansingh-hj3gm4 жыл бұрын
Coolar motor aawaj kr rha tha to maine motor ke piche ki nut thoda tait kr diya aawaj to ab nhi kr rha lekin chalne ke baad band kr ke kuchh der bad chalu krne pe jaam ho jata hai fir kafi der ghumane ke baad chalta hai to kya kre
@mechanicalsearch4 жыл бұрын
Bhai aapne jo motor ki nut ko tite kiye hai use thoda dhila kare aur oil dalkar cooler ke fan ko hath se ghuma ghumakar free kare to aaoka problem solve ho jayega Agar nahi hota to aap hame dobara bataye ok bhai
@RaghvendraSingh-yk2sk4 жыл бұрын
Mera cooler moter fain hath se ghumane k bad chal rha hi aur garam bhi ho rha hi kyao
@mechanicalsearch4 жыл бұрын
Bhai aap pahle capacitor change karke dekhe agar problem solve nahi hota hai to aapka motor jaldi se overhit ho raha hoga jisse motor garam hota hai aur speed kam ho jata hai to aap motor ki bush ko check karke dekhe kharab yane ki ghis to nahi gaya hai aur yah bhi chek kare ki kahi motor ka rotor stetor ke sath touch to nahi ho raha hai
@AshishVerma-ud6ri4 жыл бұрын
कूलर चलते चलते बंद हो जाता है फिर थोड़ी देर बाद चलाओ तो चल जाता है क्या करूँ
@mechanicalsearch4 жыл бұрын
Bhai aapke cooler thodi der chalne ke bad over hitting ho raha hoga uske bad motor apne aap band ho jata hoga hai na? To bhai yaha par motor over hit hone ke kai karan hote hai jinme se men karan hota hai bush ka kharab hona to aise me aapko bush change karke dekhna chahiye aur dusra karan aapke motor ka coil dhire dhire garm hokar uska coil ka rasistens kam ho gaya hoga ya coil ka tar andar se sort ho gaya hoga
@gauravrathorgauravrathor83494 жыл бұрын
Motar garm hokar jam hota he
@ShahidHussain-yw3dd3 жыл бұрын
Ik baat btaye mere cooler motor gu gu bol rhi hai or 4wire vi thik fr kyu ni chl rhi
@mechanicalsearch3 жыл бұрын
Bhai Kya aisa problem apne aap se ho raha hai ya aapne motor ko kisi karan se open kiye the aur fitting karne ke bad aisa problem aa raha hai bataye
@RAHUL-xp5sz3 жыл бұрын
ये था तीसरा कारण मोटर गर्म होने का ,,,,अब हम आपको दूसरा कारण बताएंगे मोटर गर्म होने का ,,,,,😂😂😂
@mechanicalsearch3 жыл бұрын
Bhai jo karan bataya gaya hai wo pahle 4-3-2-1 is kram se bataya gaya hai
@sharifahmad81074 жыл бұрын
Kaam ki baat kara karo jedha faltu nahi ok sir
@fififzhhx27492 жыл бұрын
Mene coller moter winding ki to vo jyada hi grm kyo hori 2minit m duaa niklne lag yaaye asa kyo hora kuch smj nhi aarhi
@mechanicalsearch2 жыл бұрын
Bhai ho sakta hai aapne wanding data sahi se na dala ho ya aisa bhi ho sakta hai aapne wanding to kar liya but bush sapt change na kiya ho
@umeshvyas73014 жыл бұрын
चारो तार सीरीज से करेंट बात रहे है लेकिन मोटर नही चल रही है
@rajeshpareek35573 жыл бұрын
मेकेनिक के बजाए सब्बजी का थैला लागा ले ज्यादा कमाएगा
@mechanicalsearch2 жыл бұрын
Thank u bhai
@satishsingh5733 жыл бұрын
New new program हो जा रहा है
@sagargujjar25503 жыл бұрын
Motor garam ho to cooler Chala skte. Hai ya nhe
@mechanicalsearch2 жыл бұрын
Chala sakte hai par usse motor agar kai dino tak jyada garam hota raha to cool jalne ke chance rahega
@sharifahmad81074 жыл бұрын
Chal jhuthe hai
@omprakash-cs8xp4 жыл бұрын
Sir ji maine cooller on kiya kuch der sahi chala uske bd motor se jalne k smell aaya aur speed km ho gya aur phir kuch der bad band ho gya uske wire se dhuwa nikal rha tha kya kru sir..???
@mechanicalsearch4 жыл бұрын
Bhai motor ka coil jal gaya hoga ya motor ke andar jaha par wire joint huwa rahta hai waha par jal gaya hoga aap kholkar check kare fir bataye
@omprakash-cs8xp4 жыл бұрын
Check kiya 2 coil jal gya hai
@alokverma034 жыл бұрын
@@mechanicalsearch Which is the best motor for big outdoor iron cooler 18" for fast and more air??
@amitkumarjmstbk69224 жыл бұрын
Bolate ho comment mein puche comment mein poochha Tu Kaha bataya ho
@rajkumarkori72174 жыл бұрын
Starting call me round kam hai motor Ka Kya Ho Gaya Ek Koyal mein
@mangalsinghsidar64614 жыл бұрын
Kumar moter ko kitne kitne no vayar se wanding kar sakte hai copar aur aluminum do no me bataye
@cgrkvlog Жыл бұрын
मेरा सॉफ्ट गरम हो रहा है कृपया कारण बताएं मैंने बूश चेंज करवाया है
@SunilKumar-ij7ss4 жыл бұрын
Bhai mama motor ko badhvaya tha to vo gram ho rha h
@umashankarsori33103 жыл бұрын
कूलर मोटर मैं हल्का इस्माइल आया, मोटर गर्म हो रहा है, हाथ से घुमाने से धीरेघूम रहा है और कैपेसिटी वायर में सप्लाई आ रहा है
@dineshkishnawat5524 жыл бұрын
सर जी मेरा कूलर इन्वर्टर में बहुत तेज चलता है ।और लाइट आने पर धीरे। पर प्रॉब्लम यह है कि यह गर्म ज्यादा होकर आज बंद हो गई क्या प्रॉब्लम है
@mechanicalsearch4 жыл бұрын
Bhai आप अपने inverter मे कितना वोल्ट suply आ रहा है उसे multimiter से check करे और रही बात मोटर गरम होकर बंद होने की तो इसमे दो प्रॉब्लम्स हो सकता है पहला आपके मोटर का coil जल गया होगा या तार ओपन हो गया होगा जहा पर मोटर के तार को joint करके धागे से बंधा हुआ रहता है वहाँ पर और यही प्रॉब्लम होने के ज्यादा चांस है इसके लिए आपको मोटर को ओपन करना होगा और continuity check करना होगा फिर आप बताईये गा
@chenuverma18664 жыл бұрын
Adik speed ke liye bayar b tarn kitna le Stetar 1inch
@sjshakya8903 жыл бұрын
Sir winding karne ke BAAD or fitting b Sahi h pr fir b heat ho Raha h motor or jyada Der tk chalane pr motor se smell aati h Kya reason ho Sakta h
@mechanicalsearch3 жыл бұрын
Bhai jaise ki aapne wanding karaye aur fiting bhi thik hai to Kya aapne bush ko change kiya hai?
@sjshakya8903 жыл бұрын
@@mechanicalsearch sir bush to change Kiya h fir b heat kr Raha h
@kaushikdeepak9004 жыл бұрын
Phela tu sikh le basad mh dusravte btaitye
@merajali75774 жыл бұрын
Sar hamara farata fan hit hora h
@punjabikuudi6 ай бұрын
Abhi new towr fan lia smell oilin ki aarahi hai reply kro
@mechanicalsearch6 ай бұрын
Bhai aap yah pata kre ki smell ke sath sath motor bhi jyada heat to nahi ho raha hai
@punjabikuudi6 ай бұрын
@@mechanicalsearch abi kal raat hi lia hai moter heat toh hai tower fan ka
@rakeshmuthyala42294 жыл бұрын
Sir ji mera naya cooler motor 21 days ke bad ghoomthe ghoomthe band ho gaya. Burning ka smell aya tha. Ab motor bilkul nahi chal raha hai. kya kare? please reply
@mechanicalsearch4 жыл бұрын
Bhai sabse pahle aap apne cooler ke sabhi wire check kare kahi par loose to nahi hai agar sab thik hai to problem aapke motor ke andar hai ab ya to coil jala hoga ya motor ka wire jaha par joint kiya gaya hota hai waha par jala hoga iske liye aapko multimeter ya seiris bulb se continuity check karna padega to pata chal jayega
@AshishVerma-ud6ri4 жыл бұрын
पत्ती बदल दी है वो थोड़ी सी बड़ी है क्या ये वजह हो सकती है
@mechanicalsearch4 жыл бұрын
Nahi blade badlne से यह प्रॉब्लम नहीं होता
@mohammadaftabalam47084 жыл бұрын
Bearing waala cooler hai. Garam hokar jaam ho jaata hai Kya karen bush nahi hai bearing hain
@mechanicalsearch4 жыл бұрын
Bhai aap aisa kare motor ko kholkar bearing me greesing karke dekhe agar tab bhi problem solve nahi hota hai to aap bearing change kardo
@mohammadaftabalam47084 жыл бұрын
@@mechanicalsearch but bearing sahi hai phir kyun jaam ho raha hai
@cobracommander21534 жыл бұрын
single speed motor garam kyon hoti hai...? new wind kiya hai
@mechanicalsearch4 жыл бұрын
Bhai nut ko thoda dhila karke motor ko achhe se set kijiye aur is bat ka dhyan rakhe ki rotor motor ke stetor ke sath thoda sa bhi touch na ho raha ho
@deepvasave70862 жыл бұрын
4 Karan bolke kitne Karan bata diye
@Round2hell_New_Videos4 жыл бұрын
Sir humara cooler mter bhout gram ho rha h maine bush bi chnge kr dia hai pr phir bi bhout garm ho rha h wo
@mechanicalsearch4 жыл бұрын
Bhai bush chenge kar diya to motor ka fiting thik se nahi huwa hoga ya coil ka resistance kam ho gaya hoga aap multimeter se check karke dekhe kitna value bata raha hai
@Round2hell_New_Videos4 жыл бұрын
Or Jb maine uski sabar meh momilal laya to gram hone se smell krnai lga wo sir tell me kia kru? meh jisse moter gram nh ho jyda
@Round2hell_New_Videos4 жыл бұрын
Sir And moter ko fix krnai ke baad Hath se khichne pr aghe Ajati h Uski soft To kia Usme Gap hota h isme?
@mechanicalsearch4 жыл бұрын
Ha bhai sapt ko khichne par kam se kam 1mm ka gap hona jaruri hai tabhi rotor achhe se fit hota hai aur achhe se chalta hai
@Round2hell_New_Videos4 жыл бұрын
@@mechanicalsearch uski fiting krnai try kru bhai
@OmPrakash-nb9kb4 жыл бұрын
Guru G mera cooler motar 15 ,20min chal kr slow hote hote ruk ja rha h or garam v bahut jyada ho ja rha h Ander se jalne ki gandh v aa rhe hai abhi Kuch din pahle uska banding karwaye hai coopar banding hai
@mechanicalsearch4 жыл бұрын
Bhai aaoka motor over hit hone lagta hai aur adhik garam hone par coil ka tar aapas me short hone lagta hai aur rasistens bhi kam ho jata hai jis karan se motor band ho jata hai ya speed kam ho jata hai To इस topic par hamara agla video aane wala hai So wait and watch
@AmreshKumar-gl4iv3 жыл бұрын
Fratha fan Motor pahle jam chal raha tha
@rajeshvarma22794 жыл бұрын
Motor heat ho Kar band ho jarha
@mechanicalsearch4 жыл бұрын
Bhai pahle aapko motor ki hiting problem ko thik karna hoga jaisa ki video me bataya gaya hai uske bad aapka motor band nahi hoga
@rameshkumaryadavrameshkuma58334 жыл бұрын
Sb kuchh shahi hai fir bhi turant garm ho jata hai
@mechanicalsearch4 жыл бұрын
Bhai agar aapko Lagta hai ki sab Kuch sahi hone ke bad bhi motor overhit ho raha hai to aap motor Ka rasistance check Kare multimeter se ki Kitna value bata Raha hai ho Sakta hai motor purana hone ke Karan ya overhit hone ke Karan kam rasistance bata Raha hai jis karan se overhit ho Raha hai
@pankajkumarhdvideokumar29654 жыл бұрын
Bilkul bakwas video
@vinaylahare36552 жыл бұрын
Cooler ke pankha wala rad garm ho jata hai jisse panka dhila ho jata hai.
@mechanicalsearch2 жыл бұрын
Bhai agar aapne motor ko khole the aur motor ko fit karne ke bad aisa problem aa raha hai to aap motor ko sahi se fitting kare Aur yadi apne aap aisa problem aa raha hai to aap shaft aur bush ko change kare
@bkkisan85244 жыл бұрын
Sir apka KZbin channel Monotiga hai
@abhinav16264 жыл бұрын
Cooler ke fan ko hath se force karte h to chalne lagta h, par apni original speed se nhi chal raha h Capacitor change kiya Phir be nhi vessa he h solve Karona mera problem...
@mechanicalsearch4 жыл бұрын
Bhai aap hamare channel par आए hai to aapka problems jarur solve hoga bhai aap aisa kijiye maine abhi kuch din pahle hi ek video banaya tha "cooler motor jam hone ke 5 karan" aap chahe to hamare channel par jakar ye wala video dekh sakte hai Aur bhai aapka cooler fan hath se ghumane par free ghum raha hai aur on karne par jaam ho rahi hai to aap pahle motor ko kholkar achhe se oil ya greesing karke dekhe agar thik nahi hota hai to aapka motor ka bush ghis kar kharab ho gaya hoga
@abhinav16264 жыл бұрын
Sir Hath se gumane pe free gumta h Or Mene oiling or Giresh ka us kiya h sir Phir be result vahi h Current dene pe hillta h par chalta nhi h Hath lagate h chalne lagta h Par original speed pe nhi chalta h Or sir without capacitor pe me be yehi problem h Cooler Naya h... Lock down me sab band h Please sir
@alamsonu87954 жыл бұрын
bhai sam problem meri b...moter free he par hath se chalani padti he..or kuch der bad speed kam ho jati he or moter bohat garam plz help
@alamsonu87954 жыл бұрын
or bhai capistor ki wire mene check ki multimeter se kuch b nhi aaraha jese aapka aaya 244
@abhinav16264 жыл бұрын
To apka kahi ek current chhod raha h
@diwakarsingh32594 жыл бұрын
Bhai cooler 1 se 2 hour chalne ke baad uska speed ekdam se kaam ho jata hai
@mechanicalsearch4 жыл бұрын
Lagta hai aapka cooler ka motor bahut jyada garm ho rha hoga Bhai kya jab aapka cooler ka speed kam ho jata hai us samay jalne ki gandh aata hai ye check kare aur plug ko nikalkar motor ko chhu kar dekhe
@diwakarsingh32594 жыл бұрын
Bhaiya motor chhune ke bad bahot jyada garm feel hota hai ... Halka gandh BHI aata hai jalne Ka
@boneyverma91374 жыл бұрын
Sir mera cooler moter suply dene par jam ho rha kya kya karn ho skta hai
@mechanicalsearch4 жыл бұрын
Bhai aisa tab hota hai jab rotor stetor ke sath gisne lagta hai aur jab ham hath se ghumate hai to free ghumta hai par jaise hi ham switch on karte hain jam ho jata hai aur rotor ka stetor ke sath gisne ka karan bush ka kharab hona ya loose fiting
@riyusharmaa4 жыл бұрын
Hello bhai mere cooler me exhaust motor fan h Par uska plug bhot jyada heat hota h aur motor bhi thodi heat hoti hai Kya problem hogi aur kya karu
@mechanicalsearch4 жыл бұрын
Bhai aise me aapko plug change karna chahiye bhai purana hone ke sath plug ka tar andar se kala ho jata hai aur jab plug ke tar par load hota hai to heat hone lagta hai
@riyusharmaa4 жыл бұрын
Plug K sath wire bhi change krni hogi Ya sirf plug change karu
@alokverma034 жыл бұрын
@@mechanicalsearch Which is the best motor for big outdoor iron cooler 18" for fast and more air??
@alokverma034 жыл бұрын
Which is the best motor for big outdoor iron cooler 18" for fast and more air??
@mdfaruquealam38104 жыл бұрын
Hute
@amitkumarjmstbk69224 жыл бұрын
कितना नंबर कुयाल लगे गा पांच पंखुड़ी बला tophan fen RPM 1400/2800 slot 24 stator 1 inch reply dena Guruji
@mechanicalsearch4 жыл бұрын
भाई अगर आप तार की बात कर रहे हैं तो आप 30-32 नंबर की तार से मोटर winding kar sakte hai
@made_in_memes_01244 жыл бұрын
New moter hit ho rahi he
@mechanicalsearch4 жыл бұрын
Bhai motor normally hit to hota hi hai agar aapka motor naya hai fir bhi over hit ho raha hai to ho sakta hai oil sukh gaya hoga ya uska setup (fiting) loose ho gaya hoga to aap yah check kare ki motor ka nut bolt achhe se tyte to hai ya nahi aur usme oil dalkar dekhe
@asmatak83 жыл бұрын
Hello sir,mne 2 din phle cooler thik krwaya tha,to pump, on off switch aur (regulater ka switch hta diya) (fan motar ki 4 wire hai) to. Usme shot ho gha tha,pump.chalna band ho gya tha,mgr pump. Thik he, fir fan motor me se dhuaa nikla aur garm. Ho gyi, to. Iski kya problem hui he please🙏 help
@mechanicalsearch3 жыл бұрын
Motor se dhuwa nikla hai to bhai aapke cooler motor ki coil jal gaya hoga to aap motor ko bahar nikal kar multimiter ya seirise board se check karke dekh sakte hai
@er.akshaybadgujar77424 жыл бұрын
Sir ji Maine mere cooler motor ko open Kiya tha uska bearing change Kiya.. assemble karne k bad heat Ho rahi hai bahot...or coil jalne ki gandh aati hai aisa q...what problem sir ji...
@mechanicalsearch4 жыл бұрын
Bhai aap pahle yah shyor kare ki bearing sahi jagah par fix huwa hai ki nahi agar bearing sahi tarah se nahi fit hoga to motor ki roter stetor ke sath gisne lagta hai jisse motor adhik garm hone lagta hai aur lagarar heat hote rahne se coil jalne ke chance bad jata hai
@er.akshaybadgujar77424 жыл бұрын
@@mechanicalsearch ok sir ji Mai fir se check karta Hu ... capacitor ko leke Kuch problem ho sakta hai kya q ki Mera motor k capacitor kharab hua hai..thoda..