Nhi hum is bat se ittefaq nhi rakh pa rhe hain kyuki pahle kewal purusho ko haq tha mahilao ko nhi isliye pahle bhi Raja ya aam admi dusari shadi kr lete the ya vaisyalayao me jate the to kaise apki bat sahi hai ki asuraksha nhi tha tab bhi thi ab bhi hai tab asuraksha kewal mahilao ko thi ab purusho ko bhi hai , aur pahle 10-11 sal me shadi se kitni ladkiya bachhe jante waqt mar jati thi to kya ye sahi tha hume to nhi sahi lga
@Nehasrivastava-es2fuАй бұрын
सदगुरु भारत में इस्लाम आने से पहले की बात कर रहे हैं कलयुग से पहले की