Рет қаралды 57,402
''Kahan Aake Rukne Teh Raste'' Song | Manjari | Rajamani | Khayal
Lyrics by Ghulam Ali
Kahan aake rukne the raaste
Kahan mod tha usse bhool tha
Wo jo mil gaya usse yaad rakh
Jo nahi mila usse bhool ja
Wo tere naseeb ki bareishein
Kisi aur chchat pe baras gayin
Dil e bekhabar meri baat sun
Usse bhool ja usse bhool ja
Main toh gum tha tere hi dhyan mein
Teri aas tere ghumaan mein
Saba keh gayi mere kaan mein
Mere saath aa usse bhool ja
Kisi aankh mein nahi ashq e gham
Tere baad kuch bhi nahin hai kam
Tujhe zindagi ne bhula diya
Tu bhi muskura usse bhool ja
Na woh ankh hi teri ankh thi
Na wo khwaab hi tera khwaab tha
Dil e muntazir toh ye kis liye
Tera jaagna usse bhool ja
The ghazal is a form of amatory poem or ode, originating in Arabic poetry. A ghazal may be understood as a poetic expression of both the pain of loss or separation and the beauty of love in spite of that pain. The ghazal form is ancient, tracing its origins to 7th-century Arabic poetry.
Ignore This *
Gazal, Ghazal, Ghazal Songs, Hindustani Songs, Coke Studio, Indian Songs, Hindi Songs, Bollywood Songs, Hindi Songs 2020, Old Hindi Songs, Old Bollywood Songs, Old Gasals, Old Ghazals, Old Ghazal Songs, Bollywood Songs 2020, Indian Classic Songs, Indian Classical Songs, Malayalam Songs, Tamil Songs, Rajastani Songs, Urdu, Urdu Songs, Ghazal Show, Khayal - Ghazal Show, Khayal, Khayal MediaOne,