Vandami bhante ñamo buddhay namo dhammay namo sanggahy jaybhim sadhu sadhu sadhu 💐💐💐🌹🌹🌹🌷🌷🌷🙏🙏🙏
@Satyaan.2 күн бұрын
I don't have available DevNaghari Script right now. and assume more population of India is familiar with English, the language. Here exist a question related to 9-year long repentance and no way peace at heart. aaap jis kisi ko bhi apna dharma ya dharma guru mante hon, Bhante ji ya main aap nahin ho sakte. jaise Siddharth Gautam Buddha ke highest order mein rahe arhat bhi, aap ya Buddha nahin huye. Vyakti ki bhinnata ekangi nahin ho sakti, anya aneko ke hetu se aaap hain, koi bhi galati chhoti ya badi TAB TAK UN-HUYI nahi ho sakti jab tak aaap ye baate nahi karte, (anya kisi bhi prakar ka dhyan aaap karen ya nahin karen) upaay aaap se hi hai... 1) galati ya bhool ke bare mein saadaa nahi, perfumed kagaz/paper par likhen, us samay tak jabtak spasht na likh len, likhte samay utpann honewale dar ya bhay ya prasannata ko anubhav karte rahen, 2) jab spasht likh len ki ye paristhiti thi aur yah vishad aur chapet mein aanewala koi janmaandh tab swayam se puchho "kya main fir wo hi galti ya bhool dohrana chahta hun"? "nahin" ki sthiti mein swayam ko muktbhav mein rakhen "haan" ki sthiti mein punah anya ke sath dohrayen, nisankoch hokar RAM-RAM YA MARA-MARA ki bajay ye SENTENCE REPEAT KAREN likh kar, "TO ERR IS HUMAN" NAMO BUDDHAYA