Itni jyada gurubhakti dekhkar bhi guru Ji ko kaise jatt paat dikhi ....kaise dil or uska gurubhaw nahi dikha😢😢😢😢😢😢
@utpalkumarjha1753 Жыл бұрын
Gurubhav dikhaya bhai mere gussa shant hone ke bad VIJAY DHANUSH diya unhone jab tak Vijay dhanush kewal uske hath me hota pura trilok matlab pura trilok ke yoddha ek sath milkar bhi larta tab bhi karn ko nahi mar pata isiliye dhanush rakhne ke bad hi mara. Waise karn ke liye yahi nyay tha. jis chij ke liye pura jiwan sangharsh Kiya vo chij tha LOGO KI NAJRO ME SAMMAN jo use Marne ke bad mila sab se apne paraye dost dushman sab se.
@aghoriaaya362 жыл бұрын
❤️real hero danvir Karn Mahabharat ka ❤️🔱
@hariharkamle3322 жыл бұрын
Karna dunya ka sabse bada hero hai
@shivamgangwar5699 Жыл бұрын
Jai Ho radhey karna ❤
@harendrapal8536 Жыл бұрын
Jai Ho Karn ki
@mygurulionelmessihappybirthday Жыл бұрын
My guru karna
@vijaykumarkhandal7382 жыл бұрын
Awesome ☺☺☺
@gauravkhanna897 Жыл бұрын
The life of Daanveer Suryaputra Karn Karan jaisa dost milana sabko mushkil hai Mahadaani Yeh janata tha Duryodhan parajit ho jayega Maa Kunti ko diya Vachan nibhane ke liye apane pran tyag diye Mrityunjay Angraj Daanveer Suryaputra Karn ki Jai
@sushilsonwani9009 Жыл бұрын
Daani aur mahaveer Karn ki Jai ho
@rudra5498 Жыл бұрын
🙏😔😔😔😔
@munnapal9655 Жыл бұрын
Suryaputra karna sansar ke sabse bada danvir yodha the my hero danveer karna
@JkGautam-w9x9 ай бұрын
JK a live in the of the all bramhand
@shambhunathyadav86684 ай бұрын
Arjun mahal the karan mara favita unka jeevan sa bahut kus sekhna ko milata hai
@jyotisawant55082 жыл бұрын
Jai shree krishna jai arjun jai nar narayan
@aweshyadav5008 Жыл бұрын
Arjun Krishna ki jodi best
@guddukumar5062 жыл бұрын
jay maharathi karn
@rajgameing48032 жыл бұрын
Bhai achha video h
@Kavikasamm Жыл бұрын
Ossm...♥️♥️
@bee4368 Жыл бұрын
Kahte hain uss samay koi bhedbhaw nahi hota....afsos h uss samay sant rishi jo sakshat ishwar the unki dhara m esa bhed bhaw .....😢😢
@ultimateutsab17702 жыл бұрын
Bhai poetry to best hai🔥🔥,lekin me ye kehna chahunga ki sutputra ka arth nichli jati nahi hota.yadi chhatriya pita aur brahman mata ka koi santaan ho to use sutputra kaha jata hai.mahabharat kaal me karn ke sibhaye kichak aur sanjay bhi sutputra the.
@SAGPoetry2 жыл бұрын
Bhai tumhari baat se main bhi sehmat hun lekin mujhe ye batao ki jab rang bhoomi main Arjun apni dhanurvidyaa dikha raha tha tab bahan Karn bhi a jaata hai us samay Karn se jaati puchi gayi thi ya nahin or kion kion use espardha main bhag nahin lene diya kion Karn ko duryodhana ne ang desh diya tha
@ultimateutsab17702 жыл бұрын
@@SAGPoetry use espardha me bhag nahi lene diya gaya kyu ki wo ek sarthi putra tha aur arjun rajkumar.isiliye use angdesh ka raja duryodhan ne bana diya.
@SAGPoetry2 жыл бұрын
To tum hi batao us samay onch neech ka bhed bhaav tha ya nahi agar nahi tha to use espardha karne dete use bhi adhikar tha apni dhanurvidyaa ka pradarshan karne ka
@ultimateutsab17702 жыл бұрын
@@SAGPoetry ha uch nich ka bhed bhav tha par jati ke aadhar par nahi karmo ke aadhar par.
@SAGPoetry2 жыл бұрын
Bhai jab Bo Karn ke baare main us samay jante hi nahin the to Unhen kaise pata ki Karn bura hai
@VivekKumar-jc7qe Жыл бұрын
Nyc
@targetfixdreamdoctor85632 жыл бұрын
Karn
@angrezkumar13512 жыл бұрын
Super video
@pankjrabha5342 жыл бұрын
❤️❤️❤️❤️
@sharavnthakor74772 жыл бұрын
Va
@pankjrabha5342 жыл бұрын
😘😘😘😘😘😘
@shambhunathyadav86684 ай бұрын
Karan ne kabi aapna guru ka aapna nahi kiya the
@raj0402 жыл бұрын
Height of poetic liberty... Karna was not Arjun's enemy and Duryodhan's friend while he was the student of Guru Parshuram..
@amankumarmotivationvideo80222 жыл бұрын
Super
@LalitYadav-ew5lb Жыл бұрын
ᴋʀᴀɴ ɪꜱ ʜᴇʀᴏ
@poojaowd5267 Жыл бұрын
Karn Karn Karn hi bolungi
@soumyakantasatpathy5762 Жыл бұрын
Arjun was "Nara rishi " In his last incarnation and Krishna was "Narayan rishi".arjun was a part of Shri Hari vishnu. His powers, strength have been described in real Mahabharata written " Tadpatra " By vyasdevv himself. It can be found in the book that Arjuna was far superior warrior than any other contemporary of that period. Bhisma, Karna were nothing before him. Arjun was even much stronger than his brother "bhim".for this very reason he went to magadh to fight against " Jarasandh" Along with his brother bhim. He even frequently fought with "jarasandh" Whenever bhim felt tired. And for your kind information Karna never faced "jarasandh " In his life And also Karna did not have "pasupat Astra and " Narayan Astra" In his armour. Please don't spread blatant lie about Arjun . Arjun was a great gentleman and a great art lover. He had a great knowledge about all Vedas, he used to spend most of his time in reading in his library. He used to practice "tapas ya" Frequently He was a great Yogi. It's the Bollywood type Dawood owned gang have been trying to look down him upon.just as to defame him with false propaganda
@rajariteshsingh531511 ай бұрын
Arjun kbhi nhi hare
@Abhishek-yadav-2 жыл бұрын
Please bhai Geeta par bhi aise poem banao
@sunilgangwar407 Жыл бұрын
Kaha se ho aap aakash bhai ❤️
@SAGPoetry Жыл бұрын
District Bareilly Uttar Pradesh
@guddukumar5062 жыл бұрын
vijay dhanus ki bat bolo bhai
@ankush19m Жыл бұрын
Yah poetry Ramdhari Singh dinkar ki likhi hui Rashmirathi se liya gya hai. Ye enhone khud nahi likha hai 😀
@SAGPoetry Жыл бұрын
Bro discription main jakar dekho ram dhari Singh Dinkar ji ka name hai
@shambhunathyadav86685 ай бұрын
Karan arjun dono mahan the aap kisi ki apacha mat kareya
@rajariteshsingh531511 ай бұрын
Kshatriya to Kshatriya hota
@subhransusekhar7774 Жыл бұрын
Bhaktipurn bihwal chhati hai aap jati pronounce kar rahe hai. Pls carefully on your mistake
@jaiminkapadiya85132 жыл бұрын
Arjun is the greatest archer 🏹 ever lagend arjun 💪💪
@yogesh_saini__ Жыл бұрын
Tabhi toh eklavya ka angutha katwa diya tha. Aur karna ka kavch le liya tha
@jaspaljassa8123 Жыл бұрын
bhesham nihatha tha tab vaar kiya. dron nihatha tha tab vaar kiya. karan ke bare me kuch btane ki jrurt nai hai.uska koi mukabla nai tha arjun se. arjun sirf gandiv ke bhrose tha . uske baad krishan bhi usko var var bcha rahe the
@nithansingh2175 Жыл бұрын
@@jaspaljassa8123 kitna murkh insan hoo tum log jinha itna bhe pata nhi ki Arjun Narayan ka avtar tha orr unsa bhala koi kasa jeet sakta haa unsa ziyada bal shali kon ha orr veerta ki baat krta haa yadd ha vo virat youdh jaha akala dhananjaya na pura kuru saina ko dhull chata di thee orr baat krta ho kayarta ki yoo yaad ha abhimanyu vadh 7 maha rathiyoo na mil kr ak baccha ko mara tha... Orr bhe kuch bolna haa jai Shree Krishna 🙏 jai hoo veer arjun 🙏 jai karan🙏
@prashanthmudaliar5378 Жыл бұрын
😂😂
@prashanthmudaliar5378 Жыл бұрын
😂😂
@sabitatripathy9648 Жыл бұрын
Dear poet, as a poet you are showing the society the right way to follow. But please do some research on real fact of Vedbyas Mahabharata. Suta is not sudra. Karna didn't get the knowledge of brahmastra. I think to spread wrong fact is the work of tv serial not of respectable poets.
@SAGPoetry Жыл бұрын
जी आपका कहना बिल्कुल सही है ।उस समय वर्ण व्यवस्था होती थी ।लेकिन अगर ऐसा है तो क्यों उसे स्पर्धा में भाग लेने से रोका गया । अगर ऊंच नीच का भेदवाव नहीं था तो उसे स्पर्धा में भाग लेने देते । अर्थात पहले भेदभाव था ।ये मेरी खुद की सोच है । बाकी आपने कहा जो भी बिल्कुल सही कहा ।
@stressmanagementbysureshya8893 Жыл бұрын
Karan bahut jealousy tha, Arjun se bina Karan bar rakhta tha, adharm ke sath kada tha, but jo log history ko nahi samjhte vo use hero banate hai
@rahulrastogi1599 Жыл бұрын
Kio Arjun use choti jati ke nam se bulata tha or mazak banata tha uski jati ka Pandav
@GamingBoyz-dl1iu Жыл бұрын
Arjun usse ni jalta kya
@bten1099 ай бұрын
Apnay baday vai ko marnay wala hero hai arjun
@subhashnirmal56708 ай бұрын
अरे भाई साहब तुम्हे सच्चाई क्या पता हैं , कर्ण को तो जीने ही नहीं देते थे ये पांडवों और क्षत्रीय हमेशा उनको सूद कहते थे धनुष बाण या कोई अधिकार उठाने पर उन्हें सजा मिलती थीं, सूदो को कोई गुरु विद्या नही सिखाते थे, कहते थे की यह सूद पुत्र है
@Arunkumar-uk7rx Жыл бұрын
Sir aap acha likhtey hai m singer par kyse aap se contact karu fb par aap nahi dekh rahey hai
@SAGPoetry Жыл бұрын
Fb link esi video ke discription main hai . contact kar sakte hai