مولا آپ سب کو صحت و سلامتی عطا فرمائے آمین جزاک اللہ
@ishratzehra21433 жыл бұрын
Mashallah mula salamt rkhe apko
@1101smartkooldude Жыл бұрын
main bhi filbadi ek shair kehkar is ibadat ka sawaab leloon:agar koyi ghalati ho toh islaah kardijiyega shukrguzaar rahoonga- main koyi peshewar ya nasli shayar nahi hoon bus shaukhiya taur pe kuch na kuch likhta rehta hoon, nayaab bhai ka kalaam sunkar mera bhi dil chaaha ke thoda sa main bhi shareek hojaun is sawaab mein. jo nabi aur aal se bughz be-hisaab rakhte hain hum bhi aise logon se hi ijtenaab rakhte hain tabarra aham rukn hamaare furu e deen ka hai ada hum kar ke ise behud sawaab rakhte hain
@sadiqhusainrizvi-lq8xx3 жыл бұрын
Masheallah bht zabardast
@sonurizvi26804 жыл бұрын
waah mashallah nayab bhai salamat rahe aap.
@sayyedruhienaqvi99065 жыл бұрын
oh purane yade bhut khub
@mastienjoy88942 жыл бұрын
Mashallha molla salamat rakhe apko
@chsajjadhussain20093 жыл бұрын
Mashallah nice, Alhamdolillah I was also present at this Jashan e Murtazavi, Mola slamt rakhay
@husainmehdi41162 жыл бұрын
YA ALLAH PAAK Sabhi azaadaaro ko BIBI ZEHRA S.A. ke sadqe me Bimari o Bala se mehfooz rakh ,tamaam merhoomeen ko Shifaat e Masoomeen a.s. naseeb ho amin summa amin
@alsajjadi13553 жыл бұрын
Nice n neat poetry by a great poet
@hamadnaqvi472911 ай бұрын
Subhan Allah ! Masha Allah!
@rizwanaskari43063 жыл бұрын
Mashallah ❤️❤️👌👌😍😍🥰🥰
@syedrahmathusainnaqvi81092 жыл бұрын
Mashallah jazakallah
@MarziaHaider-yi7zp Жыл бұрын
Waah mashallah
@rehekdaazadari2 жыл бұрын
Mashallah
@asgharabbas51032 жыл бұрын
Mashallah hallaur ki dharohar
@mohdyaseenkhan4834 Жыл бұрын
Na Zauk e Shadath Na isqh e Hussain Gafil Samjh baitha hay Matam ko Ibadath
@giraft926 Жыл бұрын
Matam ajr e risalat hai or ajr e risalat ki adayegi yaqeenan ibadat hai.. Shahadat ke zoq mand bhi aapko isi qabile me mileNge or asl Aashiq e HUSSAIN A.S bhi..
@1101smartkooldude Жыл бұрын
Pahle toh shair likhne ka tareekha aur saleekha hi seekhle, phir karna comment shair ki shakl mein, khair: tumhaara jawaab filbadi hai in ashaar mein: Are ghaafil jise too samajhta hai ibaadat woh ibaadat toh nahin magar hai aadat jo be-uzr nahin karta sheh ka maatam uske dil mein ishq hai na shauq e shahadat jo na bahaye lahoo aur na sajaye zakhm use Hussain se kaisa ishq kaisi chaahat dil mein kis ke kya hai tujhe kya maaloom tere is qaul se jhalakti hai matam se nafrat jo apne jaan maal ki parwaah hi karta hai woh yaqeenan de sakta nahin ajr e risalat jise na nabi ke aqwaal ka pata hai na ulfat dar asl wahi log hain mubtelaa e ghaflat. main aur kuch kehdoon too na seh payega mere ashaar hi dhayenge tujh par qayamat. chaudaah sadiyon se yeh hai tumhari seerat isi wajah se hai tumpar beshumaar laanat. nukhs hai qiyadat ka aur tahaarat ki kami is waaste karte rahe tum sada se siyasat rub ne diya maukha tumhe hai uski inayat sudhar jao mehshar mein na karega riyayat Amr bil maaroof hai hamaara furu-e-deen ab bhi waqt hai maan lo Asker ki naseehat.