Degi Biryani Delhi 6 style Pressure cooker main / khan's Kitchen

  Рет қаралды 53,609

Khan's kitchen

Khan's kitchen

3 жыл бұрын

#Biryani #puraniDilli #Dilli6 #DegiBiryani #Jamamasjid #TheKitchen #indiancuisine
Purani Dilli ki Famous Chatpati Biryani pressure cooker main Super fast Chicken Biryani Jama masjid
Ingredients
800 Chicken
5 tbs Curd
½ tbs cumin seeds
5 green cardamom
5 cloves
1 small black cardamom
1 inch cinnamon stick
½ inch ginger Julian
6 black pepper
1 chopped tomato
1 lemon
6 green chili
1 tbs Red chilli 🌶
khushbu masala
⅓ tbs cumin seeds
¼ nutmeg
½ mace
6 green cardamom
6 cloves
Products I Use:-
www.amazon.in/shop/thekitchen
Dilpasand Biryani ki Recipe
• Degi Biryani Dilpasand...
Aslam Butter chicken Recipe
• Aslam chicken Recipe /...

Пікірлер: 179
@KhansKitchen
@KhansKitchen 3 жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/sIXbgH6fl9OkqNU Bakra Eid special galauti kebab 👆
@omarkhan5550
@omarkhan5550 3 жыл бұрын
Bahut ummda hamesha ki tarha
@KhansKitchen
@KhansKitchen 3 жыл бұрын
thanks
@tosibahmad4911
@tosibahmad4911 10 ай бұрын
Bhut badiya❤ Allah paak aapko bhut tarrki de ameen 🤲 rabbul alamin ❤️🥰
@KhansKitchen
@KhansKitchen 10 ай бұрын
jazak Allah khair ☺️ 😍
@bholukumar7658
@bholukumar7658 3 жыл бұрын
Meri taraf se 100 ke100 number hai
@KhansKitchen
@KhansKitchen 3 жыл бұрын
Thanks Bhai❤️
@sadiyafatima5319
@sadiyafatima5319 Жыл бұрын
Sahi me ye easy bahut hai maine bhi try kiya hai or tasty bhi
@ElectroSystemsIndia
@ElectroSystemsIndia 11 күн бұрын
Last information of butter and margarine are the best..god bless you 🎉
@KhansKitchen
@KhansKitchen 11 күн бұрын
Thank you so much 🙂
@totaldesi1775
@totaldesi1775 2 жыл бұрын
Wow
@KhansKitchen
@KhansKitchen 2 жыл бұрын
thanks i m also ur rehman 😊
@mohammadhuzaifa7154
@mohammadhuzaifa7154 3 жыл бұрын
Assalamualaikum bohot umdah recipe he ye or isi recipe se men bhi banati hun or 11/2kg to easily cooker men ban jaati he
@maliksahab4701
@maliksahab4701 3 жыл бұрын
Mouth watering
@KhansKitchen
@KhansKitchen 3 жыл бұрын
Thanks a lot
@aisha5728
@aisha5728 9 ай бұрын
Delicious ❤🎉😅
@SunilKumar-wy3pd
@SunilKumar-wy3pd Жыл бұрын
Ek behtarin recipe
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
thanks bhai 😍
@tosibahmad4911
@tosibahmad4911 10 ай бұрын
Bahut bahut sukriya 🥰 aapka mojarin aur butter mein farq batane ke liye
@KhansKitchen
@KhansKitchen 10 ай бұрын
😊👍
@AmnaButtofficial
@AmnaButtofficial 3 жыл бұрын
MashaALLAH superb yummy
@KhansKitchen
@KhansKitchen 3 жыл бұрын
jazak allah
@ourfoodstyle3929
@ourfoodstyle3929 3 жыл бұрын
nice style of biryani making recipe.
@KhansKitchen
@KhansKitchen 3 жыл бұрын
Thanks a lot
@roshanparveen1493
@roshanparveen1493 3 жыл бұрын
Awesome recipe.. 👌😋
@KhansKitchen
@KhansKitchen 3 жыл бұрын
Thanks a lot
@ismailshah7863
@ismailshah7863 3 жыл бұрын
Wow.. suprb..👍
@KhansKitchen
@KhansKitchen 3 жыл бұрын
Thanks brother
@khan5441
@khan5441 3 жыл бұрын
Very nice
@KhansKitchen
@KhansKitchen 3 жыл бұрын
Thanks
@laibanooransaari5414
@laibanooransaari5414 Жыл бұрын
Khan bhai abhi vedio dhekh ker y biryani pakai h bhut lajawab bani h har bar sochti the banane ki par darti the lekikin lajawab 👌👌
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
sindhi biryani try kare is say zyada mazedaar hai 😊
@laibanooransaari5414
@laibanooransaari5414 Жыл бұрын
@@KhansKitchen agli bar try zarur karugi mere husband sumbhl ka korma pasand karte h bhut apke chenal par h par abhi tak banaya nhi h meri sasural h sambhal ki lekin m delhi m rehti hu
@mohsinsaifi1505
@mohsinsaifi1505 2 жыл бұрын
Mast
@KhansKitchen
@KhansKitchen 2 жыл бұрын
Thanks 🤗
@jawedv7865
@jawedv7865 Жыл бұрын
👌👌👌
@syedarehana8516
@syedarehana8516 3 жыл бұрын
Thank you..awsome recipie..will try soon Insha Allah
@KhansKitchen
@KhansKitchen 3 жыл бұрын
Hope you enjoy👍
@ayaanmalik7739
@ayaanmalik7739 2 жыл бұрын
Jabse aap ka degi korma bana sikh h tarifo ke pul banne lage h har koi kehta h ke kahi shadi se aaya h kya thank-you 👌👌👌👌👌👌👌💖💖💖💖
@KhansKitchen
@KhansKitchen 2 жыл бұрын
thanks bro😊
@gulshanparveen1732
@gulshanparveen1732 3 жыл бұрын
Masha Allah bohot Jada yammyyyyyy hai shukriya 👍👍
@KhansKitchen
@KhansKitchen 3 жыл бұрын
jazak Allah Khair
@Bollywoodhitsong8134
@Bollywoodhitsong8134 3 жыл бұрын
Sabse best biryani btayye konsi hoti he apne to itne sare restaurant or degi style dono ka hi farq chakha he plz btayye zaroor sabse tasty konsi lgi apko wese aapne jo bnai he use dekh kr to bss muaaaaaaah 😘😋😋😋😋😋
@KhansKitchen
@KhansKitchen 3 жыл бұрын
mujhe sabhi tarhan ki biryani Pasand hai sab Ka alag zayka Hota hai waise mujhe Moradabadi yellow chatni say sabsay aala lagti hai to
@gyulsarapashayevakhan6013
@gyulsarapashayevakhan6013 2 жыл бұрын
Looking yaammy
@KhansKitchen
@KhansKitchen 2 жыл бұрын
jazak allah khair
@shahzadkhan4905
@shahzadkhan4905 3 жыл бұрын
Mashallaha
@KhansKitchen
@KhansKitchen 3 жыл бұрын
jazak Allah Khair 👍
@gyulyakhan2744
@gyulyakhan2744 2 жыл бұрын
Looking😋
@KhansKitchen
@KhansKitchen 2 жыл бұрын
Thank you 😊
@eshalmirha0786
@eshalmirha0786 3 жыл бұрын
Superb bhaijaan
@KhansKitchen
@KhansKitchen 3 жыл бұрын
thanks Bhai ❤️
@ZaikaWithMrsKhan
@ZaikaWithMrsKhan 3 жыл бұрын
Wow very nice
@KhansKitchen
@KhansKitchen 3 жыл бұрын
Thank you so much
@shaguftaazad5314
@shaguftaazad5314 3 жыл бұрын
Mashallah
@KhansKitchen
@KhansKitchen 3 жыл бұрын
jazak Allah 👍
@RubysHomeRestaurant
@RubysHomeRestaurant 3 жыл бұрын
Very nice Recipe thanks
@KhansKitchen
@KhansKitchen 3 жыл бұрын
Most welcome 😊
@sarfarazahmed8836
@sarfarazahmed8836 2 жыл бұрын
Aap ka dil se shukriya me jarur try karungi
@KhansKitchen
@KhansKitchen 2 жыл бұрын
inshallah aapko pasand aayegi 😊
@davinderkumar9842
@davinderkumar9842 3 жыл бұрын
Good recipe bhaijaan purani Delhi style chicken fry recipe share
@KhansKitchen
@KhansKitchen 3 жыл бұрын
Zaroor Bhai
@saleemahmed9949
@saleemahmed9949 2 жыл бұрын
Sukriya Mac batane ke liye
@KhansKitchen
@KhansKitchen 2 жыл бұрын
👍
@iam_humakhan2737
@iam_humakhan2737 2 жыл бұрын
Good👌👌👌
@KhansKitchen
@KhansKitchen 2 жыл бұрын
Thank you so much 😀
@aliyaaliya4232
@aliyaaliya4232 2 жыл бұрын
Good😋😋
@KhansKitchen
@KhansKitchen 2 жыл бұрын
Thank you 😋
@ArifKhan-nf6lp
@ArifKhan-nf6lp 2 жыл бұрын
👌👌👌👌👌
@KhansKitchen
@KhansKitchen 2 жыл бұрын
thanks 👍
@aliyaaliya4232
@aliyaaliya4232 2 жыл бұрын
Good
@KhansKitchen
@KhansKitchen 2 жыл бұрын
Thanks ☺
@ghulamalifoods
@ghulamalifoods 3 жыл бұрын
Well done g
@KhansKitchen
@KhansKitchen 3 жыл бұрын
Thanks
@redchillitadka2
@redchillitadka2 3 жыл бұрын
Tasty
@KhansKitchen
@KhansKitchen 3 жыл бұрын
Thanks a lot
@Daily_englishpratice
@Daily_englishpratice 3 жыл бұрын
Looks soo yummy 😋 MashaAllah I subscribed you
@KhansKitchen
@KhansKitchen 3 жыл бұрын
thanks 👍
@handyindia9494
@handyindia9494 3 жыл бұрын
Looking mouthwatering ❤👍
@KhansKitchen
@KhansKitchen 3 жыл бұрын
Thank you 😋
@sumerarizwan97
@sumerarizwan97 2 жыл бұрын
Sindhi birayani recipe bhi share kr dey please
@hibakhan8654
@hibakhan8654 3 жыл бұрын
Thank you so much bhai mere Papa ko mana bhi h acchar 😀
@KhansKitchen
@KhansKitchen 3 жыл бұрын
enjoy 👍
@KashifKhan-de2no
@KashifKhan-de2no 3 жыл бұрын
Oswm bro maine aaj apki recipe se biryani banai sabo ne itni tarif ki mujhe bhut achcha laga thnx bro ...😋
@KhansKitchen
@KhansKitchen 3 жыл бұрын
thanks 👍 enjoy
@ALIHASSAN-sm6hv
@ALIHASSAN-sm6hv 3 жыл бұрын
Ap kha rehte ho kashif
@rajugoatfarm4665
@rajugoatfarm4665 3 жыл бұрын
dear aapne ye biryani try ki thi same degi jesi bn gyi thi chawal masale me ho rhe the apke... jese degi biryani bnti h. same wesehi bni thi na spicy plzz tell
@rajugoatfarm4665
@rajugoatfarm4665 3 жыл бұрын
plzzz aap mujhe batein mai bhi try ktungi fir
@KhansKitchen
@KhansKitchen 3 жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/p2bWmI2FftGEn9U Try this mutton Biryani This is our new channel 👆 Please subscribe our new channel thanks 👍❤️
@beauty-lq9zy
@beauty-lq9zy 3 жыл бұрын
I cook this today that was a hit 🎯.thank u brother
@KhansKitchen
@KhansKitchen 3 жыл бұрын
Glad you liked it
@littleangel7753
@littleangel7753 3 жыл бұрын
Mai kal banaungi is biryani ko
@madihanaaz3192
@madihanaaz3192 3 жыл бұрын
Assalamualikum sir plzzz nihari ki bhi video jaldi upload krde by professional
@KhansKitchen
@KhansKitchen 3 жыл бұрын
insha'Allah
@KhansKitchen
@KhansKitchen 3 жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/rqSroaSjatiZasU Dil Pasand Biryani ki Original Recipe
@khushbookhan5243
@khushbookhan5243 23 күн бұрын
Sir chicken tikka biryani ki bhi recipe daale...jisme chicken fry krke daalte hai..
@KhansKitchen
@KhansKitchen 23 күн бұрын
abhi last week upload ki hai
@sheikhg4784
@sheikhg4784 3 жыл бұрын
Speechless
@KhansKitchen
@KhansKitchen 3 жыл бұрын
thanks a lot
@sehzadhussain9519
@sehzadhussain9519 3 жыл бұрын
Nice Did u use sela rice ?? Also do all commercial biryani sellers use SELLA rice ???
@KhansKitchen
@KhansKitchen 3 жыл бұрын
only Delhi style not Hyderabad or Moradabadi they use basmati long grain
@nisaribrahimsida
@nisaribrahimsida 3 жыл бұрын
MashaAllah bro, it is Fantastic which Rice u used, Brand Name plz
@KhansKitchen
@KhansKitchen 3 жыл бұрын
Galaxy
@nisaribrahimsida
@nisaribrahimsida 3 жыл бұрын
@@KhansKitchen what Galaxy ??? details plz Galaxy Category, ? golden sella, Mogra, Jambo ?????? which one is this bro?
@madihanaaz3192
@madihanaaz3192 3 жыл бұрын
Bhai Delhi ki shadi wali biryani me garam masala bhi milta h pisa hua ?
@KhansKitchen
@KhansKitchen 3 жыл бұрын
Jo masala Khushboo Ka tayyar Kiya tha bas wahi aur koi zaruri Nahi hai Kay upper say dale pehle hi dala Jata hai Gosht per per mainly thoda bacha liya thaa extra kushboo Kay liye
@madihanaaz3192
@madihanaaz3192 3 жыл бұрын
@@KhansKitchen ok bhai
@maahisarkaar729
@maahisarkaar729 3 жыл бұрын
Bhaijaan delhi chicken korma ki recipe btaye please jo ghr pe ban sake easily ♥️
@KhansKitchen
@KhansKitchen 3 жыл бұрын
zaroor Bhai
@noorafshan8238
@noorafshan8238 2 жыл бұрын
Ap yah bhi bta den k agr hum mutton mea bnen to kea trkeeb ho gee?
@KhansKitchen
@KhansKitchen 2 жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/fprPiJ6naNejoJY istarhan banaye
@abdullahozair8323
@abdullahozair8323 3 жыл бұрын
Janab biryani ke sath dahi ka raita ki recipe bhi bta dete
@KhansKitchen
@KhansKitchen 3 жыл бұрын
very simple dahi main Pani LAL mirch Nanak
@shaanbhai9080
@shaanbhai9080 2 жыл бұрын
Meerut ki haleem biryani banao
@KhansKitchen
@KhansKitchen 2 жыл бұрын
mera bhi bada dil hai thodi garmi kam hojaye bohot mehnat lagti hai
@shainakhan3350
@shainakhan3350 3 жыл бұрын
sir mne briyani banyi apki video dekh kr us m is hi trha mne curd m cilour mix kr k dala merw to pure chawal red ho gaye the briyani kam zarda jyda lag raha tha 😂 plz koi acchi se trik batye same is hi tarha colour lane k liye
@omarkhan5550
@omarkhan5550 3 жыл бұрын
Mam maine bhi banta hun mery sath kabhi Esa nahi hua I think ap n kuch miss kar deya hoga
@KhansKitchen
@KhansKitchen 3 жыл бұрын
aapnay ya toh patla karkay dahi dala Hoga ya zyada liya Hoga ya aap Kay masale main Pani Bach's Hoga ya aapnay chicken stock zyada dala Hoga jab video Dekha Kare toh Dina bhi kijie q k main yeh sab batay batata rahta hoon insha'Allah in bato Ka khayal rakhe bohot Accha color aayega ek Baar main koi perfect Nahi banta jazak Allah aapnay message Kiya
@shainakhan3350
@shainakhan3350 3 жыл бұрын
@@KhansKitchen thnx
@kashanali8513
@kashanali8513 3 жыл бұрын
Without pressure cooker k bana bataye plz
@KhansKitchen
@KhansKitchen 3 жыл бұрын
Okay sure
@SunilKumar-mj2qc
@SunilKumar-mj2qc Жыл бұрын
Ab isase behtarin aur kya hoga
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
thanks 😊
@msyyt
@msyyt 3 жыл бұрын
Salam bhai... Food color k bajaye kashmiri red chilli powder se kya required rangat aayegi ya nahi?
@KhansKitchen
@KhansKitchen 3 жыл бұрын
nahi aayegi
@rajugoatfarm4665
@rajugoatfarm4665 3 жыл бұрын
hahahaha ye kesa qestn h. aapka red chilli powder or food color me bohot difranc h. wo mrch h. wo color h. ye koi puchne wali bt h.hahahaha.
@AsifKhan-qq4pd
@AsifKhan-qq4pd Жыл бұрын
Sir biryani wala achar ki recepy aapne nai batai ab tak
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
bhai agar aap india main rehtay hain sabse sasta everest ka hari mirach ka achar use kare commercial pack 5 kg ka milega kisi wholesale market say 250 say 300 tak ka sasta padega khud banayenge mehnat aur megnga dono padega wise main zaroor dalunga video 👍
@kunaalnikk5194
@kunaalnikk5194 11 ай бұрын
Chawal kaunsa use kiya hai
@KhansKitchen
@KhansKitchen 11 ай бұрын
galaxy 1121 sela rice
@Traversing_earth
@Traversing_earth 3 жыл бұрын
Which colour to use? Liquid or powder?
@KhansKitchen
@KhansKitchen 3 жыл бұрын
powder
@sabasyed7421
@sabasyed7421 2 жыл бұрын
Aap chawal kon si brand ka use krte hain
@KhansKitchen
@KhansKitchen 2 жыл бұрын
galaxy
@sabasyed7421
@sabasyed7421 2 жыл бұрын
@@KhansKitchen ok thanks
@aisha5728
@aisha5728 9 ай бұрын
How to prepare khushboo ka masala ??
@KhansKitchen
@KhansKitchen 9 ай бұрын
biryani masala kai baar dikha chuka hoon
@Priyanshi_89675
@Priyanshi_89675 Жыл бұрын
खान साहब चिकन इस्टू की रेसेपी डालीये पिलीस 🙏🙏 रिक्वेस्ट है आप से
@sultanabrar5428
@sultanabrar5428 2 жыл бұрын
Rice ki quantity kitni hai????
@rajugoatfarm4665
@rajugoatfarm4665 3 жыл бұрын
sir ye biryani same bazar jaisi to bnegi na. homemade biryani masala jo btaya h. apne ussey rice khub spicy to hohayegi na..? same wahi test ayega shadi wala. or kya is biryani me achar add kre ya nhi...? jb bhi khub spicy bnegi na.?sir jb me rice bowil krti hun phir uski leyar lagati hun boil krne k bd rice pakne k bd mere rice tut q jate hn . aapke jese nhi bnte ek dm perfect rice.. ek ek rice aapka khila khila or sabut hota h
@KhansKitchen
@KhansKitchen 3 жыл бұрын
bazar wali banegi per itni spicy Nahi bnegi q k Ghar per log zyadatar normal mirach daltay hai Kai Baar Ghar par bachche bhi hotay hai bazaar wali Kay liye aap thodi lal mirach zyada kardena Hari mirach ko Tod Kar dalna mirach Ka achaar bhi dalna insha'Allah bazar wali say zyada achchi banegi aur sela rice istemal Karna chwalo ko chalan mat Kai log chawal ko chalatay hai chawlo ko boil kartay time Pani zyada Lena air jab Gosht per dale Pai bilkul Nikal Kar chawal dalna
@rajugoatfarm4665
@rajugoatfarm4665 3 жыл бұрын
@@KhansKitchen thank u sir
@rajugoatfarm4665
@rajugoatfarm4665 3 жыл бұрын
@@KhansKitchen sir kya is biryani me lemon add krna zaruri h...?degi biryani me lemon add to koi bhi nhi krta h. but apne kiya h. lemon add krne se kya hoga sir?
@KhansKitchen
@KhansKitchen 3 жыл бұрын
@@rajugoatfarm4665 lemon say Halki khatas aajayegi per zyada Nahi hogi normally Delhi ki biryani main achaar add Kiya Jata hai Jo usmain Nahi add Kiya isleye aisa Kiya q k mere pas kafi request aarahi thibbina achaar ki Delhi wali biryani banaye kafi log India say bahar hain aur achaar Nahi Milta
@rajugoatfarm4665
@rajugoatfarm4665 3 жыл бұрын
@@KhansKitchen sir to me delhise hu me lemon.ki jaga achar use krlun sahi rahega..? ya biryani me lemon add krna bhi zaruri h...? achar dalu to lemon skip krdun ya dono chize dalun achar bhi mere ps to achar hega
@sabreenali7881
@sabreenali7881 2 жыл бұрын
Recipe for chicken broth or yakhni pls ?
@KhansKitchen
@KhansKitchen 2 жыл бұрын
Will upload inshallah desi or western
@noorisalma7818
@noorisalma7818 3 жыл бұрын
Rice brand please
@KhansKitchen
@KhansKitchen 3 жыл бұрын
golden maharani
@manickss
@manickss 7 ай бұрын
How many Whistle for mutton?
@KhansKitchen
@KhansKitchen 7 ай бұрын
its depends on quality of Mutton if its leg meat of medium size goat then for yakhni 5 whistle then 15 in on slow heart
@-Sajjadyt35-
@-Sajjadyt35- 6 ай бұрын
Degchi me pkka skti hun?
@KhansKitchen
@KhansKitchen 6 ай бұрын
ji bilkul paka sakti hain
@mary-997
@mary-997 3 жыл бұрын
Aapki biryani bohot he laziz bani hai, plz seekh kebob ki authentic recipe share karein, shayad aapne kabhi sambhal moradabad mein aik jagah hai Naqhasa whan ke seeqh kebob kbhi try kare hon ya nahin plz try kijiye ga bohot achche hote hain aur ho sake to recipe share karein.
@KhansKitchen
@KhansKitchen 3 жыл бұрын
Mera bachpan Sambhal main guzra hai Balvidhya Mandir main yeh zayka Kabhi Nahi bhool Sakta mujhe Sambhal Kay kebab bohot Pasand hain kafi zamanay say Nahi kahaye bohot miss karta hoon Moradabad Kay kebab dusri tarhan Kay hotay hai insha'Allah ekbar phir say zayka Lunga aur fhir banaunga
@mary-997
@mary-997 3 жыл бұрын
@@KhansKitchen Pata nahin kyun aapse sambhal ka zikr karne ko dil chaha aur bohot ziyada is baat ki khushi hui ki aapka bhi kuch waqt wahan guzra hai zuroor jaiyega, sambhal ki subha bohot achchi lagti hai aur sardiyon ki ratein bhi jab sab rishtedaar daalaan mein bistar laga kar barson purane qisse khaniyan sunate hain bohot achchi lagti hain woh sardiyon ki lambi raatein. And by the way thanks for replying. Aur plz naan gosht bhi zuroor try karein
@rajugoatfarm4665
@rajugoatfarm4665 3 жыл бұрын
@@mary-997 aap sambhal se hn. meri nani ka ghr bhi sambhal sarai tarin me hn. aap sahi keh rhin hn dear. sambgal ki subha bohot acchi lgti.h. right wahn k kabab wow muh me rkhtehi ghul jate hn. or wahn ka naan gosh bhi bohot accha hota h. miss u..
@madihanaaz3192
@madihanaaz3192 3 жыл бұрын
@@KhansKitchen Assalamolaiqum Bhai.. Amroha or sambhal k kabab Bohat ziyada soft hote h.. Aap please Delhi ke bhi kabab ki video share kre
@KhansKitchen
@KhansKitchen 3 жыл бұрын
naan Gosht Yaad dilwadi aapnay Gosht ki recipe toh upload karchuka hoon per Woh naan yahan nihi miltay Rampuri aur Sambhal Dino Kay zayka kormay kafi milata hua hai mai miansarai Mai rehta thaa Hakeem Rai's Kay barabar main ek BADA gate tha usmay bohot hi Maza aata thaa bohot si shadia hamare Ghar main Hoti thi wahi tandoo bhi zameen main lagaya Jata thaa us tandoori roti Ka jawaab Nahi Hota thoo sondhi sondhi Roti ki Khushboo ultimate Hoti thi yahan toh rubber ki lagti hain
@saleemahmed9949
@saleemahmed9949 2 жыл бұрын
Mac kiya hota hai
@KhansKitchen
@KhansKitchen 2 жыл бұрын
Jawitri lal rang ka hota hai
@saleemahmed9949
@saleemahmed9949 2 жыл бұрын
Sukriya Mac batane ke liye
@sehzadhussain9519
@sehzadhussain9519 3 жыл бұрын
Ok got it But commercial makers ???
@KhansKitchen
@KhansKitchen 3 жыл бұрын
even commercial maker also use sela rice in Delhi you can use basmati rice also but for that you need practice
@sehzadhussain9519
@sehzadhussain9519 3 жыл бұрын
@@KhansKitchen yes you are right But lots of difference in taste of both sela and basmati( steamed 1121 is also another variety,very tricky to get nice result)
@annapinky6449
@annapinky6449 3 жыл бұрын
Ye biryani he 1 kg ki jo upload hoe
@KhansKitchen
@KhansKitchen 3 жыл бұрын
½kg rice ki hai aap isko 2 guna karle
@annapinky6449
@annapinky6449 2 жыл бұрын
@@KhansKitchen thanku
@Fdux
@Fdux 2 жыл бұрын
Margarine is dalda and poison
@sabahaider8748
@sabahaider8748 2 жыл бұрын
Yeh kawn se company aur kawn sa colour hai
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
kewra murga chaap colour bush
@asifali1324
@asifali1324 2 жыл бұрын
Good
@KhansKitchen
@KhansKitchen 2 жыл бұрын
Thanks
Haji Yameen Ki Bade ki Biryani  Recipe / Yameen biryani Zafrabad
12:15
Khan's kitchen
Рет қаралды 52 М.
Purani Delhi Waalo Ki Famous Taufiq Biryani
5:43
Zaika Dilli 6
Рет қаралды 612 М.
Nastya and SeanDoesMagic
00:16
Nastya
Рет қаралды 36 МЛН
Пранк пошел не по плану…🥲
00:59
Саша Квашеная
Рет қаралды 6 МЛН
🤔Какой Орган самый длинный ? #shorts
00:42
Degi Biryani Dilpasand style ‼️ Biryani recipe / khan's Kitchen
8:05
Degi Chicken Biryani Akram Bhai style‼️ Biryani Recipe
14:40
Khan's kitchen
Рет қаралды 636 М.
Perfect Degi Chicken Biryani Recipe By Cooking With Kawish
14:40
Cooking with kawish
Рет қаралды 1,4 МЛН
王子居然在家这样 #艾莎
0:38
落魄的王子
Рет қаралды 5 МЛН
A teacher captured the cutest moment at the nursery #shorts
0:33
Fabiosa Stories
Рет қаралды 49 МЛН
A little girl was shy at her first ballet lesson #shorts
0:35
Fabiosa Animated
Рет қаралды 15 МЛН