Super brother Kareem hotal m to nhe khaya m Karachi Pakistan se ho mgar try zaroo kronga Mr ateeq Wala qorma bhe bhot super tha
@KhansKitchen2 жыл бұрын
thanks yeh bhi pasand aayega
@madhikhan30402 жыл бұрын
Masha Allah looking very yummy tomorrow I will try 😋😋
@KhansKitchen2 жыл бұрын
Thanks for liking
@optiontraderinfo2 жыл бұрын
Try kra ho toh review kare pls kyunki kal mai mutton se experiment krne jaa rha hoon
@IrmasfamilyVlog2 жыл бұрын
Beautiful 🥰 recipe
@KhansKitchen2 жыл бұрын
Thanks
@handyindia94942 жыл бұрын
♠ no 1
@KhansKitchen2 жыл бұрын
Thanks👍
@hiddentalentofindia14592 жыл бұрын
Bhai plz .bheja fry recipe dijiye
@KhansKitchen2 жыл бұрын
insha'Allah fry or curry soon insha'Allah I will upload kafi time hogaya mujhe bhi khaye hue😁
@pinkiarora58762 жыл бұрын
Bhai thanks for sharing this korma ❤️ recipe
@KhansKitchen2 жыл бұрын
Most welcome 😊
@letscookwithummhassaan33712 жыл бұрын
Nice recipe... Pani k jagah hum milk shamil kar sakte hai ye wali technique mujhe achi lagi.. keep sharing
@KhansKitchen2 жыл бұрын
Jazak Allah
@Miyamithu772 жыл бұрын
Lajawab
@KhansKitchen2 жыл бұрын
thanks 👍
@theresadmello4779 Жыл бұрын
Thank you Sir for this Mutton Korma recipe. Very nicely explained..
@KhansKitchen Жыл бұрын
Thanks for liking😊
@shaikhsiddiqui85602 жыл бұрын
Very good recipi.
@KhansKitchen2 жыл бұрын
thanks bhai
@arshiyakhan4022 жыл бұрын
Very nice 💐
@KhansKitchen2 жыл бұрын
Thanks a lot 😊
@handyindia15822 жыл бұрын
Bohot hi ala jazak Allah khair
@maazafridi_official2 жыл бұрын
Khan sahab apki recipe bahut umda hoti hai , lajawab , zabardast , Sir mujhko bhi coocking pasand hai to apse darkhwast hai ki jo pulao hota hai mutton ka othentic recipe bataiyega
@KhansKitchen2 жыл бұрын
Inshallah
@bushramehmood69632 жыл бұрын
Very nice sir 👍🏻
@KhansKitchen2 жыл бұрын
So nice of you
@ShabanaKhan-mv4jh Жыл бұрын
Bhai please share kanpur ki shaadi ka bakre ki salan recipe love your videos 💕💕
@SMHBK2 жыл бұрын
Beef mein kis hissay ka gosht lain?
@KhansKitchen2 жыл бұрын
Bhai chaap, put, bohot badhiya rahega
@nidakakitchen2 жыл бұрын
Mashallah
@KhansKitchen2 жыл бұрын
jazakallah khair 👍
@guharup4 ай бұрын
I actually fly to delhi every year just to gorge on this. Now can make at home.
@KhansKitchen4 ай бұрын
☺👍enjoy
@naheedkhan10102 жыл бұрын
👌👌👌👏👏👏👍👍👍
@KhansKitchen2 жыл бұрын
thanks
@optiontraderinfo2 жыл бұрын
Chicken daaldoo mutton ki jagah?
@KhansKitchen2 жыл бұрын
yes pani bhi add karnay ki zarurat nahi padegi nahi pressure cooker main banany ki you will enjo batana zaroor kaisa bana
@optiontraderinfo2 жыл бұрын
Aaj chicken banaya 1 seeti lagwayi thoda sa paani daal ke trust me is se badia ghar pe kbhi nhi bana thanks alot isko toh har week banaunga
@KhansKitchen2 жыл бұрын
@@optiontraderinfo thanks a lot 😊👍
@optiontraderinfo2 жыл бұрын
Main ingredient ki cardomom ko directly na daale phle beej nikale aur chilka zaroor daale saara taste usme hi hai aur phir beej daale garam masala last mei daalein aur masala ghar mei koot ke hi daale aur sil batte mei hi ginger garlic use kare phir dekhe swaad na aaye toh bhai maza triple main point jaise bhai ne btaya pyaaz aise hi kaate na kate toh grind kr lena maza aroma taste its like best food in the world
@muhammadibrahimkhan58892 жыл бұрын
Hmmm
@tannutannumalik41952 жыл бұрын
Nice
@KhansKitchen2 жыл бұрын
Thanks 😊
@shahjahankhan66232 жыл бұрын
Assalamualaikum khush naseeb wife hongi apki yummy khany banty ap
@KhansKitchen2 жыл бұрын
ji woh bhi professional chef hain but Turkish azarbaijani irani aur Russian cuisine ki because she is azarbaijani lekin ye bhi aatay hain unka bhi channel hai "the big blend with sarah " but cos of kids time nahi milta
@harshtripathi35542 жыл бұрын
Karim ke mutton stew ki recipe ho to farmayen. Shukriya 🙏
@atmoshperictemperatures3631 Жыл бұрын
Aap ne buhat ache tareeqe se quorme ki tarkeeb samjhai he. Please ingredents, miqdaar aur tarqeeb English me likhen taake Global viewers asaani se samajh saken
@KhansKitchen Жыл бұрын
description box main check karna
@naheedkhan10102 жыл бұрын
Qa isme haldi nhi dalegi aapne haldi nhi dali isme
@KhansKitchen2 жыл бұрын
nahi haldi nahi
@optiontraderinfo2 жыл бұрын
Thodi si daal dena
@muhammadibrahimkhan58892 жыл бұрын
No
@hassanhussainkitchen2 жыл бұрын
Wow yummy and tasty 🤩💯
@KhansKitchen2 жыл бұрын
Thank you 😋
@KhansKitchen2 жыл бұрын
kzbin.info/aero/PLgrF0tebwJ-VYGdKFP2Tbx7DL70IE2bsh Recipes of karim's hotel pvt Ltd try this👍
@DilshadAnsari-hy8ks2 жыл бұрын
Sir dahi k badle tamatar peuri dal sakte h
@KhansKitchen2 жыл бұрын
noooo😊
@takecareformulation20122 жыл бұрын
👌👌👍
@KhansKitchen2 жыл бұрын
thanks
@javedahsan17042 жыл бұрын
Ma Sha Allah laziz lag raha hai. In Sha Allah kal banata hoon. Bhai gravy ko aur danedar banane ke liye fried pyaz, makhane ke alawa aur kya daala jata hai. Jaise ki generally shadi waghaira mein banne wala qorma hota hai. Zarur bataen. Shukriya.
@KhansKitchen2 жыл бұрын
Bhai dahi aur pyaz say dana banta hai makhane ya kaju say gravy smooth banti hai bas yahi do jab dahi ka pani udjata hai dana banjata hai sath main masale nix hojatay hain
@DilliWasi102 жыл бұрын
Janaab aapne gosht kiss jagah ka liya hai? Jaise thigh hai ya kya hai...
@NaveenKumar-rm5pf2 жыл бұрын
Sir korme ki gravy jyada kaise badai jati hai vedio banao
@Live-w2f2 жыл бұрын
Inshallah me bhi try krungi.........Kash k Karim's hotel mein aap k hath ka hi mil jata...............sry mujhe waha ka maton korma pasnd nhi aya
@KhansKitchen2 жыл бұрын
Isliye bade ka banaya hai😅
@Live-w2f2 жыл бұрын
@@KhansKitchen 😁😁😁😁
@sajjadahmed77398 ай бұрын
Sir ap cicken degi salan skhy
@cookingwithnabia2 жыл бұрын
Mashallah looks so delicious 🤤
@KhansKitchen2 жыл бұрын
Jazak Allah khair
@foodtravel65202 жыл бұрын
👍
@KhansKitchen2 жыл бұрын
thanks
@sadiaanjum28632 жыл бұрын
Me bhi old delhi se hi hu...i know
@KhansKitchen2 жыл бұрын
mazedar khano ka adda 😊👍
@sadiaanjum28632 жыл бұрын
Allahmdillah Sab Allaah ki barkat he...To kya ap old delhi se nahi hain?? Khane to ap usi naam se sikhaa rahe he....
@sadiaanjum28632 жыл бұрын
Allahmdollillah
@KhansKitchen2 жыл бұрын
@@sadiaanjum2863 old Delhi part 2 okhla 😊
@Iyervval2 жыл бұрын
pyaz talne ka tutorial nahin mila videos me. link daal dijiye please description me
@KhansKitchen2 жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/Z5ulapdplJhqqqM
@sabasalimzayka47122 жыл бұрын
Chicken korme me chicken kab dalna chahiye?
@KhansKitchen2 жыл бұрын
Yeh depend karta hai chicken per and heat per aap ka chicken 1.5 kg say zyada bada hai aap starting main hi daal daen agar chota hai toh adrak lehsun main halka fry kare aur nikal laen 5 min masala halki aanch per bhoone phir chicken add kare
@sajjadahmed77398 ай бұрын
Sir ap pzl pzl pzl degi cicken nahir skhy
@sadiaanjum28632 жыл бұрын
Hello sir nihari sikha dijiye purani delhi ki famouse
@zebikhan9078 Жыл бұрын
Bhai 5kg gosht k liye msala bta den Sara plz kitna kitna add hoga
@zebikhan9078 Жыл бұрын
Aoa brother is main full cream b add kr skty hain kia end py? Plz and me fast
@KhansKitchen Жыл бұрын
yes
@mohammadsufiyan73382 жыл бұрын
Bhai, Ghar mai qormai ka wo zaika nhi aata hai, jo shadiyon m milta hai..
@KhansKitchen2 жыл бұрын
aap istarha say banana us say bhi zyada mazedar banega thoda chikna gosht lena adha ghee aur adha oil add karna 1 kg gosht main 400 gram dahi 400 gm onion aur 200 gm ghee 200 gm oil banany kay baad batana zaroor kaisa bana
@optiontraderinfo2 жыл бұрын
Btao bhai kaun kaun try kr chuka hai??? Aaj banaunga Bina doodh ke
@muhammadibrahimkhan58892 жыл бұрын
Maine try kiya mast bana zabrdst bana maza agya thankz Khans kitchen
@clowngamer58982 жыл бұрын
pani ziyada kar diya
@KhansKitchen2 жыл бұрын
no kabhi kabhi thodi der lagti hai khana khane mai aur dobara garam karna padta hai isliye
@sanjayravrav94132 жыл бұрын
Kareem pe bade ka gosht hi dete he
@KhansKitchen2 жыл бұрын
not at all on chicken and mutton
@mannatchoudhary92492 жыл бұрын
Hi
@KhansKitchen2 жыл бұрын
hi
@Muhammad_Talha_amrohi Жыл бұрын
Sir kaju,ya makhane nhi daale aapne Wo dalne zaruri hen ya nhi?
@KhansKitchen Жыл бұрын
gravy thodi thick ho jati bas yahi kaam hai main inka
@mdwahid25812 жыл бұрын
M to aap ke naam par hi fida ho
@KhansKitchen2 жыл бұрын
☺😇
@mawiyasaifi51129 ай бұрын
Bhai mera qorma dahi ki wjah se khatta ho jta hai kya wajah h
@KhansKitchen9 ай бұрын
bhai khatta dahi dalenge khaatahi banega dahi check kar kay liya kare
@shamaaslam4175 Жыл бұрын
Meat ki quantity kitni hai?
@KhansKitchen Жыл бұрын
1 say 1.3kg
@duggu-pingu77722 жыл бұрын
Assalamualaikum aapka jo Hindi me likha araha h woh galat likha hua araha h
@KhansKitchen Жыл бұрын
walykum assalam bhai je thanks
@addu6792 жыл бұрын
Meri online hmesha lest me mixture me hi pisti h
@KhansKitchen2 жыл бұрын
😊
@CURRYCRAFTBYSAJID2 жыл бұрын
There is no quantity of ingredients
@amitkumarsoni97382 жыл бұрын
khatta ho gaya tha bahut
@KhansKitchen2 жыл бұрын
Apnay dahi check karkay nahi liya tha hamesha taza dahi use kare dahi jitna purana hota hai khatta hota jata hai main kai video main batachuka hoon