Very well said if you are keeping birds then give them good feed not even the cerelac which are made for humans. Give them good feed which are made for parrot. Good Job Adeel Bhai.
@GreenParrot-vv1rm3 жыл бұрын
بہت اچھی وڈیو بنائ ہے آپنے جزاک اللہ خیرا
@mehreenraza-independentbra27443 жыл бұрын
Bilkul sahe kaha ap ne jb afford ni kr skte to palna he ni chahye logo ko bird mene apne home breed chicks k lye psittacus Handfeed he li hai Alhamdullilah 😇
@zalimopgaming9683 Жыл бұрын
Result kesa aaya?
@BirdsCollectionKarachi3 жыл бұрын
مَاْشَآءَاللّٰهْ Humesha Jeetay Raho Logo Ki Khidmat Kartay raho
@chiranjivbhatti113 жыл бұрын
True bhai.... love from India🇮🇳
@syedqaisaruddin64783 жыл бұрын
Bahut achi malumat di parrot ke taluq se khuda tumai acha rKhe
@asgarrajpot.95813 жыл бұрын
Mashallah Allah Pak apko khush rakhe ❤️
@sadiakhan-dl5pe3 жыл бұрын
Ap ki bat bilkul sai . U r true bird lover . Bhut bhut nailk kam kia ya video bana k
@subhenduchatterjee65393 жыл бұрын
Thanks for your information Love from India 🇮🇳 please make second part
@uzmayaseen80113 жыл бұрын
Zaberdast bohot achi hai vedio 💯 zaberdast
@ferozbhai45123 жыл бұрын
Good infomation addel beta nices video
@faizafaheem42153 жыл бұрын
Mashaallah zabrdast adeel bhai bhot hi informative vedio bnae hay💯👍
@aqbirdsavairy2493 жыл бұрын
Ap nay boht achi achi baty ke hain or point ke baty ke hain .🔥👍🏻
@exoticpetsfamilypakistan25283 жыл бұрын
💯% I agree with you. Well done 👍🏼
@ranjeetrai88233 жыл бұрын
Good Information SirJi
@VijayKumar-jf4tt3 жыл бұрын
Allah app ko hamesha khush rakhe 🙏
@moinahmed3425 Жыл бұрын
ہم تو بچپن سے چنے کی دال بہت چھوٹے بچوں کو بھگو کر پیس کر دیتے تھے،،اور بڑا ھونے پر ثابت چنے کی دال بھگو کر کھلاتے رھے ہیں، بڑا ھونے پر پھل فروٹ، سبزیاں، پراٹھا، چاول دیتے تھے، 16 سے 18 سال تک زندہ رھتے تھے،،،آجکل زمانہ بدل گیا،،،اتنی معلومات نہیں تھیں،،،بہت زبردست ویڈیو ھے،
@karanvirk46313 жыл бұрын
Very informative video sir🙏
@SajidKhan-vo3tr Жыл бұрын
Roti mein na boht Di hy rath mein Pani mein daalnk suba deya mashallha se Tota k 10 saal ho Gaye hh❤
@balochboee90513 жыл бұрын
Great video ... I appreciate 👍
@satishgadre6163 жыл бұрын
बहुत सटीक जानकारी ,धन्यवाद ,सतीश हिंदुस्तान से
@jatinchoudhary22113 жыл бұрын
Khuda apko khush rkhe
@shanswati262 жыл бұрын
Bahi apka bohot bohot information dena ka liyashukriya allah pak apko hamesha khush or salamat rakhe ameen thank ypu so much
@Mypersonalvelog3 жыл бұрын
Mashallah nyyc information video
@arifgujjar56903 жыл бұрын
Adeel bhai ye aap ne bilkul thik bola hai is tarhan ki vedio sohail ahemad tv ne banai thi or ye galat hai thanx bro
@lolzz753 жыл бұрын
Bhai love from India 🇮🇳♥
@sayamansari94163 жыл бұрын
Zabrdast information 👌👌👌👏👏👏👏👏
@AhmedKhan-ut2qy3 жыл бұрын
Silent message for sohail bhai 😂 budgies parrots traders
@ImranPetsInfo3 жыл бұрын
😀👏👍
@adamsalam29353 жыл бұрын
Yes
@kokabrehmankhan55363 жыл бұрын
Hahahaha sahi khaa
@soumyaranjanmallick79453 жыл бұрын
Apane sahi vola vai..sayad Sohail vai ko parrot ke Bare mai pata nahi hoga.. Par Sohail vai budgie ke expert hai ..kyu ki vai mai INDIA 🇮🇳 se hoon or unhe 3 Sal se follow karta Aaraha hoon
@ImranPetsInfo3 жыл бұрын
@@soumyaranjanmallick7945 hmm
@muhammadzain61612 жыл бұрын
bahi meny roti khilai Laikin week m 1/2 br thori c shukria apka bht ziadA k koi effect na hony sy phly pta chl gaya
@bnshrivastava54903 жыл бұрын
You are great person sir 👍
@kalishkalishteli46642 жыл бұрын
केलाश तेली
@birdstakecareandinformatio33253 жыл бұрын
Aapne sahi samay par ye video banakar hamari bohat madat ki hai .kue ki me bhi kabhi,kabhi mere parrot ko roti ,chaval diya karta tha . Aapka bohat shukriya alha apko khush rakhe . Aur aapke parrots ko bhi khus rakhe .
@mueezmir6563 жыл бұрын
Love from kashmir
@sanyamjain50753 жыл бұрын
Very nice bhai bhut badiya
@arbaazsayyed36523 жыл бұрын
lots of love brother from india
@razamohd35673 жыл бұрын
Waah bhai waah maashaAllah ap dill se care karte ho birds ki bohat kam ese log hote hen jo dill se mohabbat karte hen bezuban janwar ki bohat khushi hui video dekh kar Allah hafiz
@GoodGood-ke9py3 жыл бұрын
Common Common !! Wake Up #PBI Family jaldi se aapne 1k+ likes aur comment kar do dosto🕺
@MukeshYadav-bv8qr3 жыл бұрын
Bhi mai hari mirchi
@AliShah-xm2zi3 жыл бұрын
Bihe je ap bohat achay. Ha ap nay jis jis tarha bola wasey he kia or maray bird ap thak ha mashallah good jop bhie je
@GoodGood-ke9py3 жыл бұрын
#PBIs Official Army jaldi se 1K Likes kar de dosto
@s.m.meraj-ulghani29703 жыл бұрын
Good Bahoot Khoob, Bahoot Aalla
@lakhomuhammedkhan76353 жыл бұрын
Kush rahoo abad rahoo ameen 🙏sum ameen
@keyaislamome73593 жыл бұрын
आपकी वीडियो बहुत अच्छी लगती है
@shamskokani83943 жыл бұрын
You r right adeel bhai. Bazaar ki video dalo bhai jaldi
@mylifeexperienceswithyou54263 жыл бұрын
Adeel bhai ap bilkul thekk kehrahe hyn loog k youtube par hyn aulta pulta feed banna k loogo ko bewaqoof banna k likes aur views hasil karte hyn jb k birds ko boht nuksaan hota hy iss se .
@malikumar59133 жыл бұрын
A-0-A second part plzzzzzz
@malikumar59133 жыл бұрын
whatsspp number plzzz
@जयासिहं-च2ढ2 жыл бұрын
आछलागभाई 👍 🌷 👍 👍 👌 👍 👍👍👍👍👍💕💕💕💕👌👌👌
@abdulhaseeb31793 жыл бұрын
You are the best one You are right
@AmitKumar-en1lh3 жыл бұрын
sahi gall aa y 🇮🇳
@poojalund84793 жыл бұрын
Hume aap ki videos bhot achaa lagta hai
@shahrozrazi36243 жыл бұрын
Sohail bhai😗😗
@tanzeelanajaf35283 жыл бұрын
Very informative
@nabeelali84403 жыл бұрын
Helo
@muhammadmuzammil72713 жыл бұрын
Thanks 👌👌 and second part plz
@sahabji34383 жыл бұрын
Bhot badiya 👍🏻
@danyalchanna2633 жыл бұрын
Pehle to log roti se hi feed krwate the me bhi apne babies ko roti feed krata hun har sal... ap bus feed ko promote kr rahe ho
@rizwanahmedkehar74303 жыл бұрын
Bilkul Bhai aap sahi farma rahe hen g bilkul yar agar koi 4000ka tota khareed raha hai agar us k lia self hone Tak wo zeyada se zeyada 1500ki feed khai ga aur us ki sehat b achi rahe gi yar agar bosi tukra khelaya hai 1500bachacne k chakar me aap 4000b zaya ho sakte hen bohat achi vedeo hai Bhai bohat shukria me aap se motmaeen hon
@ParadiseBirdsInformation13 жыл бұрын
Thanks bhai jan
@irfankhan_Tanveer3 жыл бұрын
Bhai bilkul shi baat h aap ki bichare bol nhi pate toh kya aap unko roti he khelate rhoge kya mere parrots 🦜 ki daily 50 rs ki Dis h bhai agr bhaiyo parrots paal rhe ho toh unke liye dait bhai rkho verna chod do unke leke he mt aao parrot agr samal nhi jata toh ...bhai bilkul shi bat boli h aap n ❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️
@Ahk13 жыл бұрын
Bhai Salaam for ur best suggestions. And advice. Thankyou very much,. 🌸🌼👍🏻
@annapurnapandey18403 жыл бұрын
Sir bhot informative ha thank you
@DeepakSharma-uw2uj3 жыл бұрын
Bhai aap sahi bol rahe ho jab insan animal or birds ka food nahi kha sakte hu animal or birds hamara food kaise kha sakte hai is duniya mein sab ke liye alag alag food bana hai
@zakir1753 жыл бұрын
Boht kaam ki information, JazakAllah
@masoomarainmasoomarain82663 жыл бұрын
Good luck bahi
@karrarali83633 жыл бұрын
Mashallah wel don fahim
@kiranamir37093 жыл бұрын
Kon Kon Sohail Ahmed TV ki video Dekh k yahan aya Hy Like thoko
@muhammadabrar91233 жыл бұрын
Thanks. Nice information. MashaAllha
@zainali12143 жыл бұрын
Good job MashaAllah ♥️♥️♥️
@starlancepharmaceutical39822 жыл бұрын
Mera parrot bhi abhi 2 days pehle khelte huye expire ho gya thank u Bhai information ke liye
@ShanKhan-mo9gs2 жыл бұрын
Nice brother good work ☺️🙂☺️☺️🙂☺️☺️🙂☺️☺️🙂☺️☺️🙂 nice work I live you 😊😊😊😊😊😊 Allah app happy ha
@afrozahmed2800 Жыл бұрын
Assalam alaikum Bilkul sahi bole bhai
@Anmolentertainment83083 жыл бұрын
Ekdam right Adil bhai👍🏻
@AbdulRasheed-uv7mo3 жыл бұрын
New and very important topic. Main app se fully agree karta ho ke jab hum itna expensive exotic baby bird purchase karte hai tu uss ki feed bi quality ki honi chaiye taa ke baby survive kare aur uss ki health bi achi ho. Mere khayal main aam breeders jin ke pass jiyada quantity main babies hote hai aur unn ku sale karna hota hai wu hi local feed like roti, besan, sattu etc karwate hai aur kuch youtubers bi local aur sasti feed ki video banate hai jis se new bird lovers ka nukshan bi ho jata hai magar ache breeders aur traders hamesha achi imported feed use karwate hai aur apne customer ku imported feed hi recommend karte hai. Buhat achi video Adeel bhai please iss ka Part 2 bi banaye Thanks ❤ from Memon.
@sonupalu76313 жыл бұрын
Bde ko kya khilan chahiye
@sharartibachy15973 жыл бұрын
Mene tu like kr diya hai sb se pehle. Main wese b shah sahab ki video open krty e like kr deta hun
@allanimals5502 жыл бұрын
Ap ki video nic hoti he🙂
@arsalan_7863 жыл бұрын
Second part chaiya aap ki bat sahi hai bilkul
@tvbox15693 жыл бұрын
Form Bangladesh assalamualikum adel vai .Nice vedio
@haiderali-jz5df3 жыл бұрын
Nice information bro ..... Thanks ful Adeel bhai 🥰🥰🥰
@anayas58138 ай бұрын
Jazak Allah khair
@noumanallee98953 жыл бұрын
Right bhai Jan Right information love 💕 you ☺️
@jatinchoudhary22113 жыл бұрын
Bhai sandar bhot hard hindustan se app ko dill se slam
@uroosakashif43343 жыл бұрын
Both achay yar ye chez hr koi nni samge ga
@greatangelfaizan2 жыл бұрын
Best vedio
@ankitbhardwaj15863 жыл бұрын
Bahut badiya bhai 1 dum sahi or currect baat kahi bhai aapne
@malikallahditta72543 жыл бұрын
Khuda Ap ko khush rakhe
@hinagary98294 ай бұрын
Bai my all parrots more than hundred Masha Allah Alhamdullelah love to eat omega3 egg and bread and cheeks too
@yasirawan13563 жыл бұрын
MAA SHA ALLAH Osam information. Karwa Sach Love from WAH Cantt
@waqarhussainwaqarhussain32323 жыл бұрын
very very very good
@easilychannel48583 жыл бұрын
Very nice
@cookingwithlaibafahad49823 жыл бұрын
Bht behtreen video bnai he 💯 zabardast... Acha topic select kiya he apne ....
@memonfinchlover13183 жыл бұрын
Nice bhai ❣️
@shahidakhalid94593 жыл бұрын
Nice bhi
@bilalqureshi6413 жыл бұрын
السلام علیکم Adil bhai ماشاءالله Bhut hi acha topic hai aj
@amarlal67843 жыл бұрын
Bhai Kya video hai yeh app ki.. seeds fruits vegetables khane wale ko roti thodri dete hai. Zabardast!!...👍👍
@danishbhai54173 жыл бұрын
Zabardast
@RK3D3 жыл бұрын
Op
@davindertandon5443 жыл бұрын
Thanks for useful information...Love you yr
@Khan-x7y8h3 жыл бұрын
Mr you are very right if they can't afford food for parrot so they don't have to buy baby parrot you are great Aadil👍👍👍
@Newinformation7772 жыл бұрын
M b aaj apne first Mithu ko roti dene wali t acha hua video dekhli
@yaqubburmi9363 жыл бұрын
Adeel bhai aap ka program dekha bhut mza aya bhut kuch sekhne ko mila Allah khush rakhe aap ko
@mrskhan39173 жыл бұрын
Okay g karlia, subscribe
@farhanansari95163 жыл бұрын
Yes bhai you are right Bhai mene apne alexandrine chick ko handfeeding formula deta hoon aur chane ki daal paani main bhigokar deta hoon maine bhi vo video dekhi thi jisme wo bhai syring main roti bharkar feed kara rahe the toh main bhi sooch raha tha ki roti du per thanks to you ki aapne ye video banai Love from India 🇮🇳 ❤