Mein ne yeah recipe try ki thi ...seriouslyyy bohut zaberdast bni thi ...thanx hareem
@rangfaqeeri3 жыл бұрын
Your are super expert in making biryani
@Hareemskitchenmenu3 жыл бұрын
JAZAKALLAH Dua mei yad rakhain.
@magicworldmagicworld309110 ай бұрын
Bht achi bni biryani i made this twice
@toqeerbader19922 жыл бұрын
Perfect recipe
@ghazanfarmehmood40712 жыл бұрын
So Superb, Accurate & Same Commercial Type Bryani Recipe. Even better then Commercial Bryani. will try it soon... Thanks a lot for Sharing this Amazing Recipe. Looking forward More from Your Side...
@MuhammadAwais-eh3gd3 жыл бұрын
Bhut hi zebardast recipe sister
@MuhammadAwais-eh3gd3 жыл бұрын
Masha ALLAH
@TZFOODISTFOOD2 жыл бұрын
Tried this bauhat tasty bani thi thanks for recepie🥰
@MuhammadAwais-eh3gd3 жыл бұрын
Kamal ki recipe Sister
@yameenahmed96152 жыл бұрын
Mei ne kal hi 14 aug ko bnye thi same method se time note kar k same is jesi hi perfect biryani bni ap ne bht ache se chawal ka samjhaya Thanku jazakallah🥰🥰🥰
@habibaanjum78443 жыл бұрын
bohat he zabardust ap ne meri mushkil asan kar di
@Hareemskitchenmenu3 жыл бұрын
JazzakAllah Khush rahain.
@farhanaraza6258 Жыл бұрын
MashaAllah m ny try ki thi bhot zabardast bani thi
@foodgraphy23753 жыл бұрын
MashaAllah zabardast 👍
@therightnutrition3 жыл бұрын
Tried this superb taste. Zabardast
@samansiddiqui90893 жыл бұрын
Salam Hareem! I made biryani for the second time in my life. And I used your recipe this time. It turned out so amazing! My parents were so impressed and I myself was impressed 😂 Didn't know it was possible to make exactly deghi biryani at home. The only changes I made was to add aloo and less spice (because my family likes it that way). Thank you so much for this great and easy to follow recipe. May Allah bless you.
@mahwashrizvi75823 жыл бұрын
Maine eid pe banai thi apki recipe se biryani it turns out amazing everyone loved it
@Hareemskitchenmenu3 жыл бұрын
Good👍👍
@asadmunizakhan13063 жыл бұрын
Mainy try ki aapki recipe bht achi bani Allah aapko hamesaha khush rakkay. Ameen
@falaknaz51243 жыл бұрын
So awesome n superb 👌
@Hareemskitchenmenu3 жыл бұрын
JazakAllah Zarur try krain boht mazay ki banti hi.☺
@sehrishladhani923 жыл бұрын
We are new to cooking and made this biryani and it was a success. Thank you so much!!
@Hareemskitchenmenu3 жыл бұрын
Good 👍👏
@hassansiddique5397 Жыл бұрын
Bohat AALA
@shabeenaghazanfar27802 жыл бұрын
Masha Allah Mazydaaar👍
@bhattisahab24983 жыл бұрын
Perfect
@fizzakitchenhacks3 жыл бұрын
Wow looks so tasty perfect recipe
@Hareemskitchenmenu3 жыл бұрын
JazzakAllah
@aminamussarat65943 жыл бұрын
Shugufta awesome efforts.. U r doing great...
@Hareemskitchenmenu3 жыл бұрын
JazzakAllah.
@barakskitchennvlogs91212 жыл бұрын
Asalamualikum Mashallah delicious
@muhammadameen25252 жыл бұрын
Nice
@shubashali59892 жыл бұрын
MashaAllah
@naamrakhan9963 жыл бұрын
nice
@ghaniacollection42242 жыл бұрын
Al habib restaurant bht famous hai buffer zone mai uski biryani bhi sikhaden
@moazzamkhan66053 жыл бұрын
Good cook nice look
@shahzadspsp6246 Жыл бұрын
Wow
@kanwalirshad51283 жыл бұрын
SALAM. ap gulberg ki mazaidar haleem ki beef biryani b bataen plz request
@Hareemskitchenmenu3 жыл бұрын
Ji inshAllah zarur share krun gi☺
@janwali4894 Жыл бұрын
Kash hamko esa baryani miljay 😅
@RajuKhan-hu9pb2 жыл бұрын
😋😋😋 good 👍
@RajuKhan-hu9pb2 жыл бұрын
Very good 😊 nycc
@uzmahasan53892 жыл бұрын
Ager aalo dalna ho to kis stage le dalen or kachy ya paky huy?
@Hareemskitchenmenu2 жыл бұрын
Chicken k sath dal dain ager kachay hain to. Boil hain to last mei daldain jab rice dalne lagyain tab. But aik bar boil aloo ko kormay k sath Acha mix krlain takay sare kormay ka taste aloo mei ajaye.
@shahnazakhter1281 Жыл бұрын
Phle salt dall ker aloo boil kr ly light fry krny k bad rice se phly dall dey
@t4_tony01 Жыл бұрын
Baji some mistake Gousis ki Nali biryani Kharadar me nhi liaqtabad me hai
@muskansaeed6113 жыл бұрын
Ap AA restaurant pulao aur biryani plz recipe
@alrehmanbiryanikharadar3 жыл бұрын
Thanks for Your love 💕
@mahnoorzafar80383 жыл бұрын
❤👍
@MOHAMMADKHAN-jn7wy3 жыл бұрын
Assalam o alaikum Sister isska taste bikul bhar jesa aeiga kyun k iss se phele main kafi biryani recipe try kar chuka hn wo fail hojati hai apki try zarur karnga inn shaa allah per Kya taste bikul bhar wala aeiga
@Hareemskitchenmenu3 жыл бұрын
Ji inshAllah ap try krain bilkul bazar balkay use b zeyada mazay dar banti hi.
@MOHAMMADKHAN-jn7wy3 жыл бұрын
Inn Shaa allah jazak Allah khair
@yameenahmed96152 жыл бұрын
plz mje chawal ka bta den kis tarah kache chawal dalen adhe kache adhe pakke
@bushra8563 жыл бұрын
Ap kis brand ki basmati use krte hain
@Hareemskitchenmenu3 жыл бұрын
Falk basmati rice
@mahwishsaad28823 жыл бұрын
Agr hm chwl kchy na rkhyn sb 90 percent glalyn to aisa look nh aega kya?
@Hareemskitchenmenu3 жыл бұрын
Bilkul sahe bne gy inshallah ap jaise b bnati hain waise apne tarike se bnayain koe masala nae hi. Mei to deig wale kse bnate hain un ka tarika sekha rahe hn. Ap apny method se bna skti hain☺
@mahwishsaad28823 жыл бұрын
@@Hareemskitchenmenu thanks for prompt response ☺
@cookingwithsadia30253 жыл бұрын
Masha Allah sister
@samrahsiraj37322 жыл бұрын
Chicken bhoon'ne k baad aalu daalein ya chicken k sath he?
@Hareemskitchenmenu2 жыл бұрын
Chicken k sath dal dain
@mubashirikram79073 жыл бұрын
💓💓💓
@faizaahmedhussain46943 жыл бұрын
Sella chawal say biryani banana silhahy
@Hareemskitchenmenu3 жыл бұрын
Ji InshALLAH Sella chawal k sath b sekha dun.☺
@MuhammadKashif-w7u2 ай бұрын
Ap sari biryani zadatr same banati hen
@samrahsiraj37322 жыл бұрын
Agr dairh kilo biryani bnaenge phir b masala ka ratio itna he rahega na?
@Hareemskitchenmenu2 жыл бұрын
Yes ager chatpati rakhni hi to sare masala 1 tsp mazeed add krain
@yameenahmed96152 жыл бұрын
rice ka bta den k 3 kani kachi ka kese pta chalega matlab kitni dair boil kren
@Hareemskitchenmenu2 жыл бұрын
3se 4 minutes chawal mei boil a jaye per time note krna hi.
@Ebadabdulqadeer14183 жыл бұрын
Orange color means ?zrade ka rang hai?
@Hareemskitchenmenu3 жыл бұрын
Yes
@wajeehawaqas50133 жыл бұрын
Wonderful.great effort.
@wowkidzofficialchannel24972 жыл бұрын
Chas aa gi
@mehaklakhani60072 жыл бұрын
Hi. How much chicken to add if im making 3 cups rice? And quantity of the masslas?
@Quranicvibz2 жыл бұрын
Agar mujay 2 kilo chawal ke banani tu sab ingredients double kar doon?
@Hareemskitchenmenu2 жыл бұрын
Yes
@sabitaswain75663 жыл бұрын
Aloo???
@stylepakistani63763 жыл бұрын
Resturant waly piyaz nahi dalty biryani main
@Hareemskitchenmenu3 жыл бұрын
Biryani mei piyaz ka use hota hi chahye koe b biryani ho. Aik do biryani aisi hain jis mei tomato ka use nae hota. Mager piyaz to zarurai hi. Ye degi pakwan walon ki biryani hi original recipe hi. Aur restaurants waly b dalaty hain piyaz. Without onion biryani nae hoti.
@zahidhasan58619 ай бұрын
Dor Dor tak woh recipe nhi hay medam. 😅😅😅😅😅😅
@kitchengarden73902 жыл бұрын
AP ny teh wali biryani chicken bagair bhony banai hy Commercial biryani chicken mostly bagair bhuny hi banaty hain Smell nahi hoti
@Hareemskitchenmenu2 жыл бұрын
Commercial aise he banti hi. Ap ghar mei bnarhe hain to thora bhon lain.
@AbdullahShah-uz2gs8 ай бұрын
This is not a Al rehman biryani sorry to say mam
@RDWN9073 жыл бұрын
Bht aala bb g. Bht aala 1000likes Ap ne Allah wala biryani recipe mein kaha k hamare ghr mein sella rice nhi khaye jate Mohtarma ! Na khao. Lakin jb youtube vdo bnao to atleast biryani ki touheen mt kia kro basmati rice mein bna k. Next biryani MUST BE with SELLA RICE !!! Kyun friends ?? 🙂👍
@Hareemskitchenmenu3 жыл бұрын
Dakhain bhai ji her cheez ko negative laine ki adadat hi hm logn ko i think. Meine kaha hmare ghar mei sella rice pasand nae krty is liye mei basmati rice mei bnarahe hn ap ko jis mei passand ho ap bnaskty hain sella ya basmati mei koe masaly ki baat nae hi. Jaise thek lagy ap logn ko is mei bnayain. is mei ghalt kahn tha mere bhai. Toheen kahan se agyi. Acha sochain gy to negative cheez b positive lagy gi basmati rice mera khud ka brand thori hi jaise mei permote krahe hn . Allah khush rahky ap ko.
@Hareemskitchenmenu3 жыл бұрын
Mujh se ksi aur ne b bola hi sella mei sekha dain inshallah us mei b sekh dun gi next biryani. Thanda pani peyain aur chill krain.☺
@Forablevlogs2 жыл бұрын
Good answer hareems
@uzmafatima6113 Жыл бұрын
Bina aloo bukhara k bana sakte hai plz bataiye aloo bukhara na ho to uski jagah kya daale