Kia ALLAH Noor hai ??? Ayat-e-NOOR (An-Noor Ayat-35) ki Tafseer ??? (By Engineer Muhammad Ali Mirza)

  Рет қаралды 221,100

Engineer Muhammad Ali Mirza - Official Channel

Engineer Muhammad Ali Mirza - Official Channel

Күн бұрын

A Video Clip from 241-Lecture of Weekly QUR'AN Class By Engineer Muhammad Ali Mirza (Recorded on 24-Dec-2016). Link of Complete Lecture : • 241-Lecture : Surah-e-...

Пікірлер: 214
@UsmanAli-jx4ke
@UsmanAli-jx4ke 3 жыл бұрын
اللّٰه اکبر کبیرہ۔۔۔۔ My ideal Scholar.... 🍁🌸
@nailaimtiaz3617
@nailaimtiaz3617 4 жыл бұрын
Mashallah Allah apki lambi zindagi keray Dunia or aherat main alah mukam atay kery Dil ko sakoon agya
@AsifAliRizwaan
@AsifAliRizwaan 3 жыл бұрын
8:57 Allahu Noor Uss Samawat ...
@007baba2
@007baba2 5 жыл бұрын
ALLAH hum sab ki Magfirat Farmai
@AjmalSheikh-sx2rw
@AjmalSheikh-sx2rw Ай бұрын
All a.hm.sabko.magfirat.farmai
@lkj569
@lkj569 Жыл бұрын
Sirji the best example is Hazrath SALMAM FAARSI r a and Hazrath Abuzarr Giffari r a for ayat Noor.
@sayllibhaibhai125
@sayllibhaibhai125 Жыл бұрын
علی بھائ مولویاں نوں سائینس کیتھوں آنی ،اُناں نو تے معاشرتی علوم نہیں آندی 😅😅😅😅😅😆😆😆😆😆😆😆😆😆😆😆😆😆😆😆😆
@muzammilkhanaspk2584
@muzammilkhanaspk2584 2 жыл бұрын
Noor Dikta Hai Mirza Sahab jo moti ka tarah chamak raha hai , Wo Noor Zameen o Asman me hai uski misaal jo Allah ne diya...Sufi Buzurg Rubaru Wo Noor dikhadakte hai.🕊️
@Zulficker-d4l
@Zulficker-d4l 2 ай бұрын
Subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah subhannallah
@imranimran1281
@imranimran1281 7 жыл бұрын
Mashallah Mashallah zenda bad
@zebahassan9136
@zebahassan9136 5 жыл бұрын
Jazak ALLAH ......
@aijazali6416
@aijazali6416 5 жыл бұрын
Term Noor ki Bohat meanings hn according to Quran & science
@zafartarrar5011
@zafartarrar5011 4 жыл бұрын
ماشاءاللہ بہت خوب انتخاب ماشاءاللہ
@aijazali6416
@aijazali6416 5 жыл бұрын
Allah hi Noor hae Zameeno asaman ka, ye mahawri jumla NH h dr reality h ap kya Janne Allah ke RaaZ ko, orgin of universe pe Jaen kuch zyda samjh aa jae ga
@haroonkhan4029
@haroonkhan4029 5 жыл бұрын
Shabash.Qari.m.ali bhai shabash
@afiaahmad5393
@afiaahmad5393 6 жыл бұрын
Tafseer sikhany r samjhany waly ka ye usloob nhi hota r na hi daaee ki ye sifaat hoti hen khudpasandi wali Allah hmyn sahi smjh naseeb frmye
@islamicurdubayan4122
@islamicurdubayan4122 3 жыл бұрын
Bhai Al Noor ayat 35 ki tafseer ke liye sarch kiya tha is video ko play kiya is garz se ke Al Noor ayat 35 Ki tafseer sununga par starting hi Bhai ne ulemao ke Fitne ki krdi Agar apko kisi ulema ne kch galat Kah diya h to bhai allah se dua kare Ke allah unah hidayat de KZbin par jis tarah se aap ulemao ki waat laga rhe ho Usse wo masoom to or gumrah honge jo naye naye deen se jude hai Or youtube pr ulemao ke bayan is garaz se sunte h ke unki islah ho Pr yaha to ulema hi ek dusre ko nicha dikhane pr tule hue hai Us duniya mey or is duniya fir kya farq rah gaya Hazrat Ali ki us bt ko yaad kro kab apne ek Dushman ka gala is liye ni kata jab ke usne unke upar thooka bhi tha kyoke usme unka jatti gussa aa gya tha
@Sahood.
@Sahood. 5 ай бұрын
video poori dekhte to aage pta chlta
@ibrahimrasheed992
@ibrahimrasheed992 Ай бұрын
​Video men Mishkatul masabeh kee Tash,heer hay .jissay Surah e Noor Kay aoraaq men lapaet ker bechnay kee Koshish hay.Quran ko Perth ker samajhnay kee bajaey Ahadees men uljhanay ko Deen kee khidmet nahen Kaha ja Sakta .@@Sahood.
@kabeerconstruction4053
@kabeerconstruction4053 7 жыл бұрын
Ali bhai tussi great ho
@yasminkhan9260
@yasminkhan9260 3 жыл бұрын
Very Good
@aijazali6416
@aijazali6416 5 жыл бұрын
MN ap ka ahtram karta hon Engr bhai u r doing gd work sachi bateen byan kar rahe hn Lekin ek baat hae ke israr e Elahi asani se samjh mn na aane wale hn my dr brother
@Zulficker-d4l
@Zulficker-d4l 2 ай бұрын
Geo Mirza yes you are right 👍
@noreenidrees6208
@noreenidrees6208 5 ай бұрын
Firqa wariyat murda baad....🤑🤡🐵 Ilme kitabi Muslim zinda abad...👍📚🌹❣
@soniasaeed9920
@soniasaeed9920 Жыл бұрын
Sharqi gharbi ka quran main jo matlab btaya gya hai wo yeh hai k us darakht ki koi jehat na ho
@ayazdin8582
@ayazdin8582 4 жыл бұрын
Noorun alla Noor ko smjna aur smjana bht mushkil hai....!
@mohammad1906
@mohammad1906 Жыл бұрын
Bhai mai toh samj ta hu k khuda nai hamay iss aayat ko samj nai ki samj hi nhi di hai
@urougharoon3183
@urougharoon3183 Жыл бұрын
Noor e imani ko noore hidayat se milne pe kaha gya k noor pe noor.. yani ye do noor mil gae tau aag bharak uthi imaan ki
@ibrahimrasheed992
@ibrahimrasheed992 Ай бұрын
Mohtrem Mirza sahib . Allah Kareem muntazimm e Ahla hen her shaey kee creation uss kee qudret aor sannahy ka shahkaar hay.Aor yeh sab kuchh Hazret e insan Kay lieay peda kia gea aor phir insan ko bana ker Malaaika say Sajdah kerwaya .aor asly khaliq e Haqeeqy to Allah kee zaat e wahid hay .Aor asbasb e zahry insan kee takhleeq Kay uss Kay waleden hotay hen . Mirza sahib Yahan ghoarr taleb nuktah hay keh insan kee pedaaish kee zimmedar tenon hustian apny apny jagah wahid hen unn Kay Sath Koi dosra nahen .Yehny Rab e Kareem wahid hay Koi dosra nahen, her aadmy kay aek hee Walid aor walidah hotay hen kissy Kay 2 Walid aor 2 maaen nahen hoten. Aap ka insan kee takhleeq Kay amel say waleden ko kharij kerna drust nahen. Zahiry sabeb to hotay hee waleden hen .Issy lieay to Rabb e Kareem nay Quran men apny toheed Kay ziker Kay fory bahd wa bil waledaeney ehsana kaha hay .kissy Nabi ya kissy aor muqerreb husty ka ziker Allah Kay bahd nahen, waleden ka hay .unn Kay Sath achhay salook aor Ferman berdary kee takeed hay.Aap josh e khitabet men kabhy kabhy haqaaiq ko bhol jatay hen.Yeh sab khael to banaya hee insan Kay lieay tha .(Howallazee khalaqa lakum Maa fil Arzay jameeauw) (Wa sukhara lakumush shamsa Wal qamara daaebaen , wa sukhara lakumul laela wannahaar , wa aatakum min kullin ma sa,altomo). To nasal inasani Hazret Aadam AS aor Amman Hawa Kay bahd merd aor aoret kay nutfa e amshaj say chaly ,siwaey Hazret Eessa AS Kay, Jin ko bin Baap Kay peda kia. Balkeh insan to kia her zee Roh makhlooq ko ner aor madah Kay jorray say peda kia balkeh nabataat Kay bhy ner aor madah poday hotay hen . Lecture say pehlay takhleeq e kainaat Kay hussen per ghorr ker Lea Karen.
@drhussain9711
@drhussain9711 Жыл бұрын
Yeh kaisa tafseer hai ? Allah ke bande khud ko aqal kul na samjo...kisi se seekh lo..tafseer al mizan parho..that's my suggestion
@noreenidrees6208
@noreenidrees6208 5 ай бұрын
03 May 2024.....💚 213, 105 views.....💜 2.74M subscribers.....💙
@masoodahmad360
@masoodahmad360 5 жыл бұрын
nice
@gulamdastagirkhan5273
@gulamdastagirkhan5273 7 жыл бұрын
Good LEcture Give this kind of lecture rather than those which are controversial and not much use to common man
@muneebnaveed7938
@muneebnaveed7938 5 жыл бұрын
Vese to subcontinent mai ese controversial topics hi kaam aate han common man ke liye hahaha
@zeeshansarfraz6951
@zeeshansarfraz6951 5 жыл бұрын
Please also furnish translation and tafseer of Holy Quran Surah Hashr Ayat no 2 and 7 in detail taking help from renowned Tafseer e Quran.
@aijazali6416
@aijazali6416 5 жыл бұрын
Ye Surah Noor se ayat 35 ko explain Karna hae to Paaji ap kahan se kahan chale gae ap aalim hn Ikhlaq ki haddod mn reh kar baay Karna hae hi sahih ilm sikhata h ap jo bateen ki hn ghade wali baat pe 😢
@UmairKhan-lr3nx
@UmairKhan-lr3nx Ай бұрын
Wah yr wah mtlb rhe hi sabse zyada kniwledge he kuch bhi sharm kro bhotaan lgarah h ulameo pr yr bhaifr bhag ta kyu hai 🥺🥺 bittu kamre kajaha or hai or munazre kajahao or 😂
@rainaseer6438
@rainaseer6438 7 жыл бұрын
sure maida15 Kaad ja Kum min Allah e noor wa Kitab Mubeen. here noor means Prophet Muhammad S. A. w. nothing else.
@ukworld1686
@ukworld1686 6 жыл бұрын
Rai Naseer Noore hadayat not literally Noor. In one place Noor is been used for Quraan also. Mishal rah.
@danyalshahbaz3620
@danyalshahbaz3620 4 жыл бұрын
REAL TOPIC STARTS HERE ===> 8:13
@SalmanSalimKhan-wo9gu
@SalmanSalimKhan-wo9gu 6 ай бұрын
why are there no english subtitles or english caption option available on these videos, only hindi caption option is available
@maalimofficial5382
@maalimofficial5382 2 жыл бұрын
اللّٰہ تعالٰی آپ سے راضی ہو اللّٰہ تعالٰی آپ کو جزائے خیر دے
@honorcity2356
@honorcity2356 5 жыл бұрын
Ye wali to me e nahi suni lekin aur zitni bhi eski suni hai khurafat se bhari hai
@junaidraza7058
@junaidraza7058 4 жыл бұрын
Subhanallah mashaallah allahumdulillah Beshaq bhut hi zyada khubsurat bayan hai hazrat ka Andaaz bhi Mashaallah bhut Acha hai
@kabirahmad4432
@kabirahmad4432 4 ай бұрын
Dear Sir, 6 Doller. Not 15 Doller against Rs,1500
@soniasaeed9920
@soniasaeed9920 Жыл бұрын
Tafseer ka maza nhi aya. Kyun k ap ney us level pay baat btai nhi jis ko Allah ney mention kiya hai is ayatt main
@yasirali3450
@yasirali3450 Жыл бұрын
صلی اللہ علیہ وآلہ وسلّم ❤️
@HerBiakaRubabUlMurtaza
@HerBiakaRubabUlMurtaza 5 жыл бұрын
SubhanALLAH
@qaiserqaiser4596
@qaiserqaiser4596 3 жыл бұрын
Online dam karvana surah Noor
@nabilayaseen9078
@nabilayaseen9078 Жыл бұрын
Masha Allah
@zahidabepari598
@zahidabepari598 2 жыл бұрын
Tum apni bat karo ulma ke khilaf bolna hi tumhara Kam aur koi Kam tumhe nahi ata
@Kuch.bhi.official
@Kuch.bhi.official 7 жыл бұрын
Mirza Mohammad Ali sahib ne 1 Video me Talaq k Maslay per apne Peer o Murshad Janab Molvi Ishaq madni jhalvi r.a ko choor dia or kaha 4ro imamo ka ye Fatwa hai is per Ijma hai (JHOOT bola ) lijiye ALLAH k Arsh per Mustawi hone or Har jaga per hone k baray me Ahle Hadith ka Aqeeda aima e arba se sun lo Imam Abu Hanifah[43] Abu Muti' Al-Balkhi reported:"I asked Imam Abu Hanifah about a person who says, 'I do not know whether my Rubb is, above the heavens or on earth?' Abu Hanifah, may Allah grant him His mercy, said: 'A person who makes such a statement becomes an apostate because Allah, the Exalted says, 'The Merciful has ascended above the 'Arsh, and the 'Arsh of Allah is above His heavens'. I further asked Abu Hanifah, 'What if such a person admits, Allah is above His 'Arsh, but exclaims, I do not know whether His 'Arsh is above the heavens or on earth'. Abu Hanifah responded: 'If he denies that the 'Arsh is above the heavens, he is an apostate."[44] If the person apostatizes by saying that he did not know where is the 'Arsh of Allah, then by right a person who denies the Loftiness of Allah altogether is definitely worse than an apostate. Imam Malik[45] Abdullah bin Nafi' reported: Malik bin Anas said: 'Allah is above the heavens, but His knowledge encompasses everything. Nothing escapes His knowledge.'[46] Imam Ash-Shafi'ee[47] Imam ash-Shafi'ee said:"The creed which I hold is the same creed the Muslims before me were holding, namely, the Testimony of Faith: "There is no god worthy of being worshipped except Allah, that Muhammed is the Messenger of Allah, and that Allah is above His 'Arsh, above the heavens. He descends to the lowest heaven whenever He wishes."[48] Imam ibn Khuzaimah, a Shafi'ite himself, said: "Whoever disacknowledges that Allah is above His 'Arsh, above His seven heavens, and that He is separated from His creatures, is a Kafir, (unbeliever). Such person must be ordered to repent and disavow his belief, or else he must be beheaded and thrown on a garbage dump so that neither Ahlul-Qiblah[49] nor Ahludth-dthimmah[50] be annoyed by the foul odor of his carcass."[51] Abu Bakr Muhammad at-Tamimi, a Shafi'ite imam of Naisaboor, said:"I do not pray behind a person who denies the attributes of Allah and does not recognize that Allah is above His 'Arsh."[52] Imam Ahmad[53] He was asked: "Is Allah above His 'Arsh, above the seventh heaven, separate from His creatures, and is His knowledge and power encompassing everything everywhere? He replied: 'Certainly, He is above His 'Arsh and nothing escapes His knowledge."[54] All of the above show that the entire Muslim ummah, in the past and present, is in unison regarding the belief in the Loftiness and Supremacy of Allah, the Exalted. MIRZA sb Andhoo main Kana Rajaa banay huwe hain ....
@themysteryboy2452
@themysteryboy2452 4 жыл бұрын
App janab bohat bare bakre hain jo din raat main main aur sirf main ki dawat karte hai
@Believer_786
@Believer_786 11 ай бұрын
Vdo 7 minute k baad start h usse pehle bakloli h
@anisfathima2925
@anisfathima2925 4 жыл бұрын
Asslammuaalaikum khuran ki 35 aayath wali surath konsi
@qaiserqaiser4596
@qaiserqaiser4596 3 жыл бұрын
Online dam karvana surah Noor
@ReallHeroes
@ReallHeroes 7 жыл бұрын
please change the name of video to something like noorun ala noor insead of Quran kisay gumrah karta hai
@mehedihasanpranto1498
@mehedihasanpranto1498 3 жыл бұрын
@ Jawwad Ahmed what did you wanted to say? can you explain in details.
@TheTechnoinflux
@TheTechnoinflux 3 жыл бұрын
اسلام علیکم سر سب سے پہلے نور عربی کا لفظ ہے اس کا کوئی بھی اردو ترجمہ کیوں نہیں کرتا۔ نور کا اردو مطلب روشنی یے یا اگر اسے ہدایت کہیں تو؟۔ دوسرا آپ ایک جگہ نور کا ترجمہ روشنی کرتے ہیں کہیں نور کہتے ہیں۔ اللہ جب نور یافتہ لوگوں کا ذکر کرتے ہیں تو مطلب ہدایت یافتہ روشنی یافتہ ۔ اگر اس رکوع کو مکمل پڑہیں تو اللہ اپنے ہدایت یافتہ لوگوں کا ذکر کرتے ہیں۔ اچھا اگر آپ یہاں نور کا ترجمہ نہیں کرتے تو جو لوگ نبی کو نور کہتے ہیں تو کچھ لوگ اسے غلط کیوں کہتے ہیں۔ وضاہت فرماہیں
@Islam-45-q2g
@Islam-45-q2g 3 ай бұрын
Allhaowakber
@becomeyoutubersyedishan5
@becomeyoutubersyedishan5 5 жыл бұрын
Masha Allah
@ruheelahmed1859
@ruheelahmed1859 7 жыл бұрын
MashaALLAH... ALLAH aapki Madad farmaye....aur hum sub ki hidayat farmaye....
@allal8044
@allal8044 22 күн бұрын
olive tree is eternal bloodline - Ahle bait
@maroof80s84
@maroof80s84 7 жыл бұрын
good
@drafzal7140
@drafzal7140 6 жыл бұрын
Mashallah
@drafzal7140
@drafzal7140 6 жыл бұрын
Vey
@muhammadjawwadsiddiqui2980
@muhammadjawwadsiddiqui2980 5 жыл бұрын
جناب یہاں ایک خاص درخت کا ذکر ہے آپ نے صحیح تفسیر نہیں کی اس معاملے میں علم حاصل کریں براہ کرم۔ انتہائی سطحی باتیں کی ہیں آپ نے اور تیل پیٹرول کی طرح نہیں جلتا مثال بھی بلکل غلط دی۔ یہاں جو بات کی گئی وہ بلکل صاف سمجھ آجاتی ہے اگر فلیٹ ارتھ کا ماڈل سامنے رکھا جائے . اور اس درخت کا ذکر انجیل میں بھی موجود ہے آپ کی نیت پہ مجھے کوئی شک نہیں مگر آپ بات صحیح سمجھے نہیں ہیں
@loveallahloveallah3555
@loveallahloveallah3555 5 жыл бұрын
Bhai i kia Rasool SAAWW ne is aayat ki tafseer ni bati the logon ko batai to hogi Usne ??
@neelofar74
@neelofar74 2 ай бұрын
❤ لہجہ نرم ہو
@sundasrazzaq2694
@sundasrazzaq2694 3 жыл бұрын
O meray bholay musliman bhaiyo tum log iss ayat ki tafseer samj hi nai pao gy kbi. Jinko kafir boltay ho unho ne iss ayat main btaye huay formula se LASER jesi technology bna li hai. Jis ne na sirf medical ki field main technology ki field ki kaya palat kr rakh di hai bulke space main aik siyaray se dosray tak faasilon ko napnay tak ka zariya bna lia hai. Kisi b LASER ka basic formula study kr k dekho iss ayat ko samj jao gy. Harf ba harf same formula hai. Aj scientists iss koshish main lgy huay k laser ko itna taqatwar bna sakain k baray se baray pahaar per dalnay se raiza raiza ho jaye tab Allah ki us aik tajjali ki jhalak nazar ati hai jo Mosa se kalam k waqat pahar par dalnay se pahaar raiza raiza ho gya. Sirf aik tajjali sari kainaat ka noor smaitay huay thi. Wo tajjali sirf aik kiran thi jo saatwain asmaan se ai thi. Allah ki taqat ka hisab lagana insan k bass ki bat nahi hai. Afsos hota hai musliman kitna peechay reh gye deen main b or duniya main b.
@muhammedaamir2943
@muhammedaamir2943 6 жыл бұрын
Engineer sab. main is waqat aap se mukhatib hon aur umeed karta hon aap apny ILMI Jawab se mustafeed kareingy. KIYA QURAN PAK main ye nahi likha k " TUM SE PEHLEY WALI AQWAAM tum se TAQAT main buhat ziyada thein tum iska 10% bhi nahi ho".. likha hai sach likha hai . uski nishani EHRAM E MISR aur buhat se Muaqamat hain jinhein ALLAH nai khud dawat di k chalo phiro duniya main dekho. Aaap nai kaha k OIL jo nikala giya wo sirf isi qaum nai nikala. Haqeeqat main aisa nahi hai. Ref k liye aap POMPAE (ITALY) k asaar check karein aur ghur se dekhien unki daroo diwaron per Paintings bani hoi hain jo k OIL k beghair unka banna , na Mumkin hai. ( Lut Alehsalam ) ki qaum thi wo. Aaaap engineer hain aaaj tak ki science abhi tak FAIL hai k EHRAAM E MISR kesy banay gay. Qum e Aad, SAMOOD, Firon, wo sab ki sab Tarraqi main aaaj tak ki tarraqi k muqabley main kahein ziyada thein. aur janty hain k tabhi kiyon aai.............????? Ghore karein ........ QURAN ki ayat per " aur jab ALLAH nai kaha k main Insaan ko zamee per khalifa bana kar bhejney laga hon tu farishton nai kaha k ye tu zameen main fasad machaey gy tu ALLAH nai farmaya k jo main janta hon wo tum nahi janty..............:
@نوابانصاری-س5ح
@نوابانصاری-س5ح 5 жыл бұрын
آپ کے کہنے کا مطلب ہے جو انجینیئر نہیں ہے اس کا تر جمہ غلط ہے حضرت دوسروں پہ انگلی کم اٹھائو اپنے دامن کو صاف رکھو اور ہدایت صرف اللہ دیتا ہے لا شرقیة ولا غربيةکا مطلب جو آپنے بتایا ہوسکتا ہے وہ صحیح ہو لیکن علماء جو مطلب لکھے ہیں وہ کسی طرح غلط نہیں ہیں یعنی زیتون کا درخت نہ مشرق کا ہے نہ مغرب یعنی اس کا درخت کسی ایک خاص سمت کا نہیں ہے
@lkj569
@lkj569 Жыл бұрын
Sirji, highly volatile nahin sirji highly INFLAMMABLE.
@nastories194
@nastories194 8 ай бұрын
Dr israr ki bat hey sary
@lubnasajjad4
@lubnasajjad4 4 жыл бұрын
Issay ziada bay rabt tafseer Iss Ayah ki mumkin nahi thee.... mera khayal aap mzeed parhain abhi parhanay na niklain baba jee
@urougharoon3183
@urougharoon3183 Жыл бұрын
Watch dr. Israr Ahmed regarding tafseer of this ayat ... He is so thorough and convincing
@AbduRahmanlodhi6001
@AbduRahmanlodhi6001 2 жыл бұрын
Apne aap ko promote mat Karen. Pooray lecture mein apnay contribution per baat ki he. Itni khoobsurat ayat ko jitna waqt denay ka haq tah woh bilkul ada nahi kiya la hawla wala quwwata illa billah. Allah apko hidayat e noor ata farmayen aur her tarah ke takabbur se apni panah ata farmayen
@sultanmahmudsayed2476
@sultanmahmudsayed2476 2 жыл бұрын
💚 from Bangladesh
@naazkhan1820
@naazkhan1820 5 жыл бұрын
Assalam walekum hazrat aap ne bahot pyari hadees batai zajak Allah par aap ne keemat ki jagah kuchh aur kehte to achha lagta q K hadish ki koi keemat nahi wo anmol hain
@azazkhan8469
@azazkhan8469 Жыл бұрын
Sukriyaa ❤️
@real.sakoon
@real.sakoon 2 жыл бұрын
Yar point to point bath kro surhe noor me allnoro fi smawathi ki thashri kly aya tha ap yaha woha ki batha rhy hu
@ChAtiya4296
@ChAtiya4296 Жыл бұрын
Bhai Ali apki app Jo hy us me mishkat book ko bhi add krdyn please please
@mohdafzalansari3637
@mohdafzalansari3637 5 жыл бұрын
App bich bich me distribution paida karte ho fala.masla.fala.masla dekhe.. please ye last me.bataye..
@feisalfaraj44
@feisalfaraj44 2 жыл бұрын
mishkakiyyy keyy 4#7×1#÷15=12sm
@saminayasmin6801
@saminayasmin6801 Жыл бұрын
Let it go "" leave please Gadda. ". Muslim we all 😎🌷🌷🌷ap please 😊 aslamualikum 😍
@nazimulhaquebiplob4180
@nazimulhaquebiplob4180 5 жыл бұрын
Engineer sab ki sab ki sare followers/subscribers/viewers sey guzarish hai ki aap issi topic par Allama Sayed Abdullah Tariq youtube channel ka video 'The meaning of lights of Allah and its parables' dekh ligiye (title english hai par bayan hindi/urdu me hai). Insa'allah apko pasand ayega. Abdullah Tariq sab India ka Rampur (UP) ka rehnewala hai. yeh sab vi sare firqa ke raad karne wala "Ilmi Qitabi Muslim" hai.
@Ayazqureshi-ge7nh
@Ayazqureshi-ge7nh 6 жыл бұрын
MashaALLAH
@loveallahloveallah3555
@loveallahloveallah3555 5 жыл бұрын
kyun ki Allah pak misaal bayan ki hai to misal k peeche kia raaz hai sahi tfseer kia hai is aayat ki
@soniasaeed9920
@soniasaeed9920 Жыл бұрын
Engineer sahab ap ney baat utni krni hai jitni apki smjh hai. Muhawaratan baat nhi hai. Zameen o asmaan Allah k noor se hee roshan hai
@rakshansohaib983
@rakshansohaib983 6 жыл бұрын
Masha Allah JazakAllah
@Islam-45-q2g
@Islam-45-q2g 3 ай бұрын
Thank u
@amirhameed2486
@amirhameed2486 6 жыл бұрын
aulia allah ko Gadhy bowl rhy ho
@arifaghauri3003
@arifaghauri3003 Жыл бұрын
محمد علی آپ اچھے آدمی ہو محقق ہو مگر تفسیر تمھارے بس کی بات نہیں
@MaxZ564
@MaxZ564 11 ай бұрын
ap acha nahi bol sakthy thu bura bhi na bolo Arif sahab
@naeemqasimch6492
@naeemqasimch6492 4 жыл бұрын
Jazakallah
@noreenidrees6208
@noreenidrees6208 5 ай бұрын
Allah pak ali bhai ko lambi umar or sahat wali zindgi day....amieen....🤲🌹❣
@uzmariasat4261
@uzmariasat4261 3 жыл бұрын
Stay blessed Ali bhai
@islampeace617
@islampeace617 Жыл бұрын
I couldn't understand it's tafser really 🥺
@nazimhiba9485
@nazimhiba9485 5 жыл бұрын
Mashallah
@ahmedsyed921
@ahmedsyed921 Жыл бұрын
I think channel Islam in quran explained it very nicely in the light of qauntum physics
@nisarmahmood5288
@nisarmahmood5288 7 жыл бұрын
Such a special Lecture.
@usamahaiderlone4061
@usamahaiderlone4061 4 жыл бұрын
JazakAllah Khair...
@aijazali6416
@aijazali6416 5 жыл бұрын
Noor se murad light Hae ek angle se dosri angle Kya Engr sahab
4 жыл бұрын
haan bhi nahi bhi...light garam hoti hai...noor nahi...light booj jaat hai noor nahi...noor light ki tarah hai aur energy ka feature bhi rakhti hai...energy cant be created nor be destroyed..
@noreenidrees6208
@noreenidrees6208 5 ай бұрын
Jazak Allah o khaira ali bahi....👍🌹❣
@tayyabakhushnood5891
@tayyabakhushnood5891 11 ай бұрын
Kia ye Urdu MN hy?
@cowcollectionofkolkatta
@cowcollectionofkolkatta 6 жыл бұрын
MasahAllah
@saeedghodiwala4445
@saeedghodiwala4445 5 жыл бұрын
Jazakallah khairan.
@mirajsk7682
@mirajsk7682 4 жыл бұрын
আমার একটা প্রশ্ন আছে শাবনূর নামের অর্থ কি শরীয়ত হিসাবে
@soniasajjad1224
@soniasajjad1224 2 жыл бұрын
SubhanAllah
@sabasiddiqui8730
@sabasiddiqui8730 Жыл бұрын
Mashaallah subhanallah
@naheedzafar9012
@naheedzafar9012 5 жыл бұрын
x
@mohammedsabir9890
@mohammedsabir9890 4 жыл бұрын
Bewakoof kiyon sab ko galt baat bataa raha hai. Yeh ayat Aqaa saw kay Sina Mubarak ki taraf ishara hai.
@TheTechnoinflux
@TheTechnoinflux 3 жыл бұрын
سرآپ غور سے اس پورے رکوع کا ترجمہ پڑھیں تو آپ پر ساری بات واضع ہو جائے گی۔
Tafseer-e-Quran Class # 410  (Surah An-Nur Rukoo 05) | Mufti Tariq Masood Speeches 🕋
42:33
Taboot-e-Sakeena ki Haqeeqat ??? NABI ﷺ key Saheh Tabarrukat  ??? (By Engineer Muhammad Ali Mirza)
21:08
Engineer Muhammad Ali Mirza - Official Channel
Рет қаралды 1,6 МЛН
小路飞嫁祸姐姐搞破坏 #路飞#海贼王
00:45
路飞与唐舞桐
Рет қаралды 9 МЛН
إخفاء الطعام سرًا تحت الطاولة للتناول لاحقًا 😏🍽️
00:28
حرف إبداعية للمنزل في 5 دقائق
Рет қаралды 40 МЛН
Incredible: Teacher builds airplane to teach kids behavior! #shorts
00:32
Fabiosa Stories
Рет қаралды 11 МЛН
Gustakh-e-RASOOL ﷺ ki SAZA Aur Imam Ibn-e-Taimiyyah رحمہ اللہ ??? (By Engineer Muhammad Ali Mirza)
29:38
Engineer Muhammad Ali Mirza - Official Channel
Рет қаралды 293 М.
Tafseer of Surah An Noor 35-40 part-1 by Ustazah Najiha Hashmi
59:22
ArRahmah Islamic Institute
Рет қаралды 18 М.
238-Lecture : Surah-e-AL-NOOR Ayat No. 11 to 29 (26-Nov-2016)
1:26:40
Engineer Muhammad Ali Mirza - Complete Lectures
Рет қаралды 26 М.
Hazrat Aayesha رضی اللہ عنھا peh TOHMAT (Complete Hadith-e-IFK) ! ! By Engineer Muhammad Ali Mirza
46:34
Engineer Muhammad Ali Mirza - Official Channel
Рет қаралды 373 М.
245-Lecture : Surah-e-AL-NOOR Ayat No. 58 to End (21-Jan-2017)
1:30:30
Engineer Muhammad Ali Mirza - Complete Lectures
Рет қаралды 11 М.
🔥 Young Generation's ISSUES of Marriage ? ❤️ True ISLAM is Qur'an & Sunnat ! 😭 Engineer Muhammad Ali
56:39
Engineer Muhammad Ali Mirza - Official Channel
Рет қаралды 330 М.