New home | lable Mr.sar_faraz Follow me on instagram 👇 .... You can also watch 👇 Matheran trip • Matheran trip Lonavala trip • LONAVALA TRIP My vlogs • Vlog story #sarfaraz #new #vlog
Пікірлер: 704
@ladybossvlogs465819 сағат бұрын
I am really very happy for Noor Masha Allah se Noor k chehre pe jaakr ab Noor aaya hai,,,she is looking so fresh apni choti si duniya basaali ab jaakr sukoon mila pehle bade Ghar main rehti thi lekin chehre se kitni thaki Hui lagti thi I am very happy for Noor and at the same time very proud of Sarfaraz that he took this decission of seperating and starting his life from 0,,Khush raho abaad raho😇🤗❤️❤️
@Cat-cj6bl16 сағат бұрын
Ye vlog banane wale ki galati unhone noor ki achi halat main vlog banaya hi nahi vlog wahan by mistake tabhi video bana jab noor jhadoo liye hoti hai ya phir kichen main is main or kisi ki galati nahi hai Noor bhabi ko sab ne bahut piyaar diya or noor bhabi ne bhi unka bahut khyaal rakha 😊
@ghausiaqamar314719 сағат бұрын
Sarfaraz aap mn boht patience h bacchon p gussa nai hotay ho warna fathers usually bacchon ki zid aur rona dhona bardasht nai krtay. Good attitude. Very helpful. Jeetay rahen. Love from Karachi Pakistan ❤️
@rukhsanaansari927716 сағат бұрын
Bht sahi kaha Apne 😊 Kash k har koi aisa hi samjhdar ho jae😢
@kanikaarpaakshala200320 сағат бұрын
I love Noor . Eay ladki itni positive, itni has mukh hai . God bless her and her lovely family.
@askurmama18 сағат бұрын
Noor really looks very happy in her new home . She looks stress free and content in her new settings .
@heenarehmat641515 сағат бұрын
Yes, very true❤
@ShaikhRizwana-o5o20 сағат бұрын
Naye ghar aur sb kuch naya aise lag raha hai jaise ramazan aur eid ki tayyari ho rahi hai.. Allah aapko Ramazan ki bahot saari Barakate ata kare aamin
@rushda170921 сағат бұрын
M roz magrib k baad apki video ka wait krti hu😊😊😊😊.....or mashallah apke subscribers bhi bad rahe h ....ap khoob tarakki karo
@HasinabenMevati20 сағат бұрын
Noor bahot himmat Vali beti he
@seemaanthony753414 сағат бұрын
Now Noor is getting a chance to really play with Yusuf and Mammu. And Sarfaraz is managing the family very well.
@NagmaKhan-r3b18 сағат бұрын
Jabse aap alag huye ho aapke video ka intezar rehta hai itna interesting rehta h video
@samimmusa567115 сағат бұрын
Muje bhi intezar rehta hai
@Abc-gc9kf10 сағат бұрын
Right
@arshiyaAhmed-zf1jd6 сағат бұрын
Right 👍👍👍👍👍
@fathimakousar647020 сағат бұрын
Mashallah Noor bhabi k face m hamesha Khushi ek smile positivity dekti ...jo ladki apne myka aur dosro ki company miss ni karti iss k matlab o ap se bhut khush hai ❤❤...mere b parents ki death hogyi lekin alhamdulillah mere b husband apk tarh h o sath m rahte hai to my b aise h khush rahti hu koi b yad ni rahta 💞
@Ourbeautifulplanet73521 сағат бұрын
Noor ke liye kitchen mey ek chota sa folding table aur ek chair lelo, taki woh baitkar aaram se sabzi wagaira chop kar sakey. Usi table ko dining ke liye bhi use kar saktey ho.
@tasneempatni282018 сағат бұрын
Ha, Noor ko araam mil jayega .
@abduljaved418618 сағат бұрын
Han bhai le lo Noor ko araam milega
@Greatyoutuber114417 сағат бұрын
Yes great idea. Also invest into a small size fridge. Good to keep food refrigerated in the hot weather
@sonumuntaha473817 сағат бұрын
Aap log good advice dety ho muger help kero rupees bhi doo. Gift de doo 😊
@anuradhamenon446616 сағат бұрын
I too have said this earlier that she need a chair in the kitchen to sit standing too long for her is not good and a fridge is a must to keep leftover food milk eggs fruits and vegetables also meat and fish can be kept so that she does not have to go for groceries often
@nomanansari768120 сағат бұрын
Alhamdulillah Bhai Allah Tum logo ko hamesha khush rakhe Aamin
@shahinakondkari725021 сағат бұрын
Comments read karne ke sath sath aap sab baate maante ho humari ye bohot accha lagta hai😊khush raho bas
@risha285920 сағат бұрын
Beti To Ghar me Chahiye betiyon se hi Ghar me Raunak hoti hai ❤❤❤❤ Beti Ghar kaa Noor hai ❤❤❤
@shifa.r17 сағат бұрын
Humare bolne se chahiye tho nhi hota na behen.. Allah hain na dene wale..aise dua karo ke allah unko beti de.. ameen tho acha lagev..
@mirzamajeedullahbaig206310 сағат бұрын
@@shifa.r Aameen ❤
@Ayaan-wz4dy19 сағат бұрын
Ab Noor bhabhi kitni Jada khush mijaj dikhte hai so humlogo ko dekh kar khusi hoti hai masallah ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
@UzmaZubairshaikh-w1pСағат бұрын
Haa bohot acha lgta h Noor bhabi ko dekh kr.Masha Allah.bas bure logo or buri nazro se mehfooz rakhy, aameen.❤
@AtifBehlimkar18 сағат бұрын
Bhai apko sukoon me dekh kar humko sukoon mil raha hai aur aap humari baat sunte ho to bohot acha laga sukriya Noor bhabi ko bohat pyar aur Yousuf ka sadka dedo aur Nazar utar do Allah shifa dega inshallah
@zainabshaikh226819 сағат бұрын
Fridge aur washing machine le lo very important sofa cum bed le lo storage k liye bhi kaam aajaega aur sone k liye bhi
@sonumuntaha473817 сағат бұрын
Sub kuch ho ga muger aram aram say bhai 😊
@halimaansari692321 сағат бұрын
Abb maine aap ka vlog daikhna start Kiya bhut phle daikhti thi ...abb acha lg rha ❤
@Educationhub40913 сағат бұрын
Sahi kaha
@wasimshaikh987621 сағат бұрын
Assalamualaikum bhai ,noor bhabhi bhot maza ara vlog dekhne old subscriber hair cut ker do usuf ko arbi bejo duniya k sath deen ki talim bhi zaruri hai namazo ki pabandi karo aur aisay hi agayy badtay raho bhot saaf dil k couple ho lots of love ❤❤❤❤❤
@iamkhan324721 сағат бұрын
. Assalam Walekum Tiwari kharab mat karvao personality kharab ho rahi hai yah to aap Logon ke Hath Mein
@Kausar-m3i21 сағат бұрын
Aise hi Hanste Raho muskurate Raho Mashallah
@ShaistaNasreen-sl4sw21 сағат бұрын
Allah aap logo ko hazaro khushya naseeb kare app ke dono bete masha Allah bohat piyare hein nazar utar diya ga
@ayishanisha994921 сағат бұрын
Aap sofa set ek fridge le lo bhai sabse jyada jarurat hai
@Arolf-elohim720 сағат бұрын
Fridge is a priority for storing food items. Sofa can be purchased a little later but would suggest a sofa cum double bed so that it would be convenient for Yusuf and Mammu to sleep when the new baby arrives.
@FarahA-y3s16 сағат бұрын
Plz buy small fridge
@iqrahmohammed656416 сағат бұрын
Right@@Arolf-elohim7
@saymasayma496721 сағат бұрын
Noor bhabhi ka mashallah se dupatta hamesha sar pr hota h bhot acchi baat h
@naziyashaikh79164 сағат бұрын
Right...any time rahta hai mashallah
@urmidhakkan663419 сағат бұрын
Sarfaraz sir otherwise u r very smart but still some suggestions ...1.sofaset fr mem as she is expecting 2.folding table in kitchen fr mem so she dnt have to work hard n stress.3.washing machine is must ..4.househelper.thankyou to share ur new life everything happening ur own begining with mem n kids ...😊 N sobber nice hair cut vll suit u bit short it's just a suggestion sir😊
@Navisha_khan19 сағат бұрын
Masha Allah ab mera sarfraz bhai pahle ki tarah khush dikhai de rha h allah tume kamyabi de aur bhut bada ghar naseeb kare❤❤
@shamimtyrewala96449 сағат бұрын
Aameen
@raneenazimagilani434019 сағат бұрын
Yusuf bachha jaldi theek ho jaye ameen sumaameen hamari dua hey 🙏🏼🙏🏼aap log bhi set ho gaye acchi tarah se 🙏🏼🙏🏼best of luck for everything
@NagmaKhan-r3b18 сағат бұрын
Sabse aap or noor bhabhi alag huye ho aapke video ki ronak hi bad gai h bohut maza aata h video dekhne❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
@kimartcraft5616 сағат бұрын
Yes really me tau waiting me hi rehti hu
@kimartcraft5616 сағат бұрын
Kab video aagegi
@radhikatapaswi316420 сағат бұрын
Good evening Sheru 🙏 . How are you all doing ☺️ . I'm happy to watch the smile on your face . Keep moving forward, You will shine like the North star 🌟
@risha285919 сағат бұрын
Woshing Machine lelo Sarfraaz noor ke liye noor ko asaani hogi
@saeedaosman351020 сағат бұрын
So happy to see you both happy in your new home 🏡 MashaAllah. Thank you for accepting my request i told you to have your meals in the kitchen bcoz you have a big spacious kitchen and also it will be easy for noor to lay the mat for meals and remove.Allah bless you Ameen❤
@radhikatapaswi316420 сағат бұрын
Sheru , take 4 carrots , 1 medium beetroot , amla 1 . Grind it in the mixy . Add water, little black salt . Strain and have a glass of jhice you , Noor, and kids too .
@shifa.r17 сағат бұрын
Bhai kitchen mein parda nahi lagana .. woh ek fire hazard hain… aag lag sakti hain.. agar aapko privacy ke liye lagana hain .. shayad aapke window ke saamne kisi aur ka ghar hain tho chahe tho aap 17:45 windows ko blur karne wala sheet milta hain amazon pe woh use kar sakte hain jo self adhesive hota hain
@rinkeyrini28113 сағат бұрын
Very true !!! Its dangerous especially when kids are around
@zakiaansari526920 сағат бұрын
Yusuf ko dopahar may dahi aur zeera powder mix karke khilana stomach infection jaldi thik hoga
@ManahylShk16 сағат бұрын
Ap dono namaz bhi ada kiya kro allah ap ki zindagi mae Asani kry ga
@tasjustice14 сағат бұрын
Mashallah so nice you are all enjoying as a family. I am so happy for Noor . She now gets to spend quality time with her kids .
@LubnaZaidi-u2c18 сағат бұрын
Srfraz bhai kitchin mai brtan stant mai hlky brtn rakhty hn kokar or krhaai dekgchi nechy rakhin n ab ghr set hota ja raha h an ap b kafi relx hoty ja rHy hn noor or bachy b khush mashallah❤❤❤❤
@dimplesaini.21 сағат бұрын
Thank you Sarfaraz bhaiya, zhadu ki baat manne ke liye.Hsmesha aaplog khush raho.
@Ayaan-wz4dy19 сағат бұрын
Allah abki baar beti se nawaje bhabi Noor ki insallah ameen summa aameen ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
@mumtazrafi123419 сағат бұрын
Achcha Laga aapane Ghar alag le liya pahle wala Ghar bahut chhota tha ham log ko dekhkar Badi hairat hoti Thi kis Tarah se chhote ghar mein rahte hain yah log usmein Nur ko kam karte hue dekhna Bada bura lagta tha lekin achcha hai Khushi Hui alag Ghar le liya
@SaeedaKhan-zz8oq21 сағат бұрын
Meri beti ka Jab Pata Chala aap log ka Kyunki Kuchh din se vah nahin dekh rahi thi Uske Ghar Mein Thoda problem chal raha tha abhi I Thi Mere Ghar per Jab Maine usko batai to usko Itna Afsos Ho Gaya Itna Afsos Ho Gaya aur khaskar jab Nur Aise time per hai bhabhi ko takat de Aap Bhi Meri beti Ke Liye Dua karna Allah uski SAS uske sath acche se Rahe bus
@bushraabbas748321 сағат бұрын
Inshallah sab tik honge
@arifaskitchen957221 сағат бұрын
Ameen 😊
@zakiasalahuddin964520 сағат бұрын
Ameen
@OldMelody_0620 сағат бұрын
Ameen
@MazherKhan-k3q19 сағат бұрын
Aameen
@aafreenbagwan814620 сағат бұрын
Riyaz ko lagata ta Sarfraz kuch nahi karta lekin Sarfraz sabke bhale ke liye khud ke future ka bi soch nahi raha ta ab deko Sarfraz ke view wo Sarfraz kya kar sakta hai❤
@erumaamir18120 сағат бұрын
Please change the place of shoe rack and brooms put them beside the washroom and please do the haircut 💇♂️
@risha285919 сағат бұрын
Ab accha hogaya ap ne Chapple kaa Settings bahir kar diyaa Accha huaa 🎉🎉🎉🎉🎉🎉
@StanyDsouza-g8z21 сағат бұрын
Mashallah mammu bohat cute lag raha hai ❤
@KingSimbaTheCat19 сағат бұрын
Kitchen main ek chhota sa table aur chair le lo taaki Noor ko aasani ho aur hall main bhi kuch baithne ke liye le lo.. plastic chairs etc .. aane wale dino main Noor ke liye mushkil hoga uthna baithna
@farid233020 сағат бұрын
Assalamualikum noor bhabhi m pehle s aapko bht psnd krti n jb se aap alag aay ho me tbse 1 b misss ni ki vlg ab aur maza aa rhaaa dekhne mee😂😂❤❤❤😂😂😂
@nighatazmatvlogs20 сағат бұрын
Hello sarfaraz acha vlog tha . Kitchen k slab k neeche curtain lanagy se acha rahy ga .and aap apna b makeover karo aur noor ka b .bada ghr ho ya chota sakon tab milta hai jab husband wife mai understanding ho .Allah aapko aur noor ko hamesha khush rakhy aur apke bacho ki khushiyan dekhna naseeb kary ameen
@sadiyasayyed876618 сағат бұрын
Allah aap dono ki har mushkil aasan kare...ameeen
@shahnomanisha856216 сағат бұрын
Allah app donoki ki Murad Pura kare❤ gar bohoti acha lagraha hea dhire dhire our vhi improvement hogi😊❤❤❤
@anjumshaikh89818 сағат бұрын
Limbu pani me kala namak ke sath kalimirch powder zarur dalna. Kalimirch powder pet ke infection ke liye achhi hoti hai.
@babashaikh980920 сағат бұрын
Bhai apke vlog ki notification dekhti hu to itna khuss ho jati hu🤗😊 k Hass vlog aagaya or vlog khatam ho jata he usko bar bar dekhti hu ab kitni minit ka baki he or khatam ho jata he to mera muh 😕asa ho jata he please thoda bada banao 30 minit ka ❤
@Ayaan-wz4dy19 сағат бұрын
Plz sabhi se gujarish hai bhai ka 1 million karwaoo jaldi sub aaiye or bhai ko subscribe kare❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
@Farhanatenginkeri17 сағат бұрын
Mashallah mashallah Noor bhabhi ko rest to mila ❤❤so proud of you Bhai take care Noor bhabhi n Allha apko kamiyab kre❤❤ ameen
@humairafatima98821 сағат бұрын
Allah aap dono ko khush rakhe ..
@monssm20 сағат бұрын
Though you'll are boiling water still get an aquaguard fixed on an urgent basis to avoid health issues due to water.Also get a fridge so milk and remaining food can be kept in the fridge. Keep a small folding table with chair in the kitchen so that Noor can sit and do the kitchen work which can be used as dining table also.Try to get washing machine also soon to relieve Noor from washing clothes and a sofa set for the living room.And get a decent haircut done which will improve your personality. All the best for your new beginnings 👍.. don't worry God is great you'll be successful and will be able to take care of your family very well.
@RayeesAzam-j9t20 сағат бұрын
MashaAllah subsciber badhgaye...Allah kare k itne badhjaye k un logoun ko apki ahmiyat hojaye jo apko kuch nahi karte bolre the
@risha285920 сағат бұрын
Ap ke vahan Ek beti ho to accha hai Ab Insha Allah beti Hogi taaki 2 Bhai ke bich ek Bahan ho jaaye aur beti ke aane ke baad Tarakki Aur Mil ti hai beti Rizk lekar aati hai❤❤❤❤❤❤❤❤
@AfreenKhan-ck2ux20 сағат бұрын
Congratulations 211k🎉
@ZakirHussain-wc1pi20 сағат бұрын
Aap Yusuf ko nariyal pani mein thoda glucone D dal kar do, wo taste accha lagta hai. Aur koshish karo ke daily early morning aap Yusuf ko de Sako.
@fatimahajmeri669720 сағат бұрын
Bhai first bhai fridge n washing machine it's too important for noor One t.v is enough First house necessaries u have to buy
@samimmusa567120 сағат бұрын
Maine bhi yusuf ke liye feel kiya tha kiyon ki vi sab ke sath rehta tha yusuf ka thoda khiyal range apka chota beta jiyada apka attention ley leta hai
@GMMumtaz18 сағат бұрын
Bahi TV waly room main ek sofacombed rakho Acha lagy ga❤
@ritagor18 сағат бұрын
Adding fitkir (alum) in drinking water sometimes splits your tea try it with Moderation
@mahmoodshaikh923119 сағат бұрын
Assalam walekum bhai aapka Vlog bahut achcha hai aap acche bhai bhi hai aur acche bete bhi hai Allah aapko Khush rakhe aap hamesha tarkki Karen
@aminaofficial961021 сағат бұрын
Raat ko bilkul socks pahen kar mat soya kariye Noor appi
@mariyamshaikh89115 сағат бұрын
Walaikum Assalam Mashaallah bohot accha lag raha hai dhire dhire ghar ka sara kaam sahi se ho raha hai Mashaallah love you bacche log 👌👌🥰🥰🥰🥰🥰🥰
@AslamTamboli-x8z21 сағат бұрын
Waise to pet ke infection ke liye dahi bahut achcha hai. Sirf dopahar ko khilana . Roz khilana .
@MariyamManna-kl4wl21 сағат бұрын
Nic vilog bhai aap ke vilog ab mst lgte hai bhabhi bhi khush or tnshn free hai allah aap ko Ayse hi khush rakhe ameen ❤❤❤❤❤❤❤
@parulparmar779721 сағат бұрын
Sarfaraz beta aap noor usaf mammu sabko Ramjan mubarak ho parver Dighar se me ye Duava karungi is Pak mahine me aap ki her Eda pidà buri bala tal jaye or aap apni mahent or allah ki Reh emo karem se din dugni rat chougani taraki kare ye mari Duava kabul karna Allah Sarfaraz ke jindgi khushiyan se bhar dena parverdigar kaise ho baccho khush raho Abad raho bye bye
@parulparmar779716 сағат бұрын
Thanks beta God bless you every step
@Zaaikekiduniya16 сағат бұрын
Assalamo alaikum sarfaraz bhai mai aap ko 1 idea batatihu kitchen me parda lagane ka kitchen k counter top par jo Patti hai us par well crow ka ek part lotion k sath lagega dusra part parde par silai kar k us k sath attached kardena means chipka dena isse kya hoga k wo latkega nahi bilkul finishing se lagega kill wagaira lagane ki zarurat nahi hai us ki waja se parda jhol khata hai messy sa lagta hai aisa try karo Mera persnol experience hai aap ko lagane par accha lagega😊
@Arolf-elohim716 сағат бұрын
For curtain in kitchen, you can use the adhesive hook and put the string for the curtain. Or else you will have to put tension rod. You can use old dupatta as curtain.
@SaimaKhan-m4y7h18 сағат бұрын
Assalam walekum aap sabke liye dua kijiye k jis k hak me jo behtar h usko wo mile 😔meri b kuch pareshani chalri h aap dua kijiye k sab thik hojay.inshallah
@alisid554813 сағат бұрын
Assalamu alaikum rahmatullahi Wabarkatohu Sarfaraz bhai humko aapka vlogs mashallah se bahut accha laga hai From Farheen Lucknow Uttar Pradesh India ❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️ 👍👍👍👍👍👍👍 💖💖💖💖💖💖💖
@Arolf-elohim719 сағат бұрын
The carton in which you received diapers, put tape and close the broad side which you had opened. Open the side which is small, wrap the box - the outer surface with wrapping paper or newspaper with glue/ fevicol. Keep your broom inside it and place it behind the bedroom door.
@erumaamir18120 сағат бұрын
Please buy a sofa set and a small dining table for kitchen and a coffee table with sofa 🛋️ and a fridge please
@GraciaDsouza20 сағат бұрын
Nice vlog lime juice is very nice 👍🏼 Godbless you all at home ❤❤❤
@HasinabenMevati20 сағат бұрын
Aap vivars ki bat mante ho bahot achhi baat he ❤
@NikhatNehal-l1o21 сағат бұрын
Mashallah suban Allah so cute mammu ❤❤ God bless you ❤❤❤❤❤❤❤
@yaseera36513 сағат бұрын
Noor bahut khush hai new ghr mai
@rafathhasham831619 сағат бұрын
MashaAllah MashaAllah tabaarak Allah aapki family ku taa hayaath khush wo khurram rakhe salaamath rakhe Aameen summa Aameen ya rabbul aalameen
@shakilashaikh363020 сағат бұрын
Allah bache ko jald achi sehat de
@sakinayakub-iv8ys18 сағат бұрын
Allah aap logo hamesha khoshrakhe❤❤❤❤❤
@MadhuSharma-r6s14 сағат бұрын
It’s Gods blessings in your family I always watch your video and your mom‘s cooking. She cook very yummy food. I love her. I love all your family. God bless you your wife and your kids. Enjoy your new home. It is blessing in your new home and be happy success your life, God bless you and your family🙌 love you all♥️💋♥️ I live in Boston USA always love to watch your videos and your mom‘s cooking every day I watch she’s the best cook and best mother and best grandmother. God bless her and her family. Love you all.♥️
@aishamiraj618919 сағат бұрын
Noor and Sarfraz both are educated, sophisticated, intelligent and very down to earth. Your parenting skills are very good 👍
@karishmapatil947520 сағат бұрын
Njoying your vlogs bhai and bhabhi keep growing god bless you all 🥳✨
@HumaShaikh-j9t15 сағат бұрын
Noor ur the best ....with so much of positivity in you .....❤❤❤aise hi mil jul k raha karo.....apka vlog ek bar dekhne se dil nahi bharta hai isliye repeat pe repeat dekhte hai ...lots of love to mammu and yusuf... And as always sarfaraz bhai very proud of u❤❤❤❤
@deepajd107319 сағат бұрын
Bhai vlog ka duration aur zyada karo na bhai bohot acha dekhra plzzzzzzzzz ....... I like to watch more and more as much as possible😊😊😊😊😊👏👍👌👌👌
@syedriazahmedsyedriazahmed5520Сағат бұрын
Jisne bhi ye gift bheja hai allah unko acha rakhe bache khush hue masoom bacchon ki khushi achi lag rhi hai
@aishamiraj618919 сағат бұрын
Sarfraz you and your wife and kids are MashAllah very positive and beautiful family . Noor look for the first time confident and relaxed and you look like a leader of your real family , please don’t let your mom and sisters destroy this harmony bond between you and your wife
@jb.yasmeen253920 сағат бұрын
It's now in right place, thank you
@uzmanadeem834820 сағат бұрын
Ap k vlog ka maza yousaf or chotto ہیں bas ye do ronaqen ہیں jo char chand laga ti hain
@mayerashaikh256419 сағат бұрын
So sweet.. take care of Yusuf.. agar pet me infection hai to you can give gudcef 100 syrup.. and deworming bhi Kara lijiye
@nazmaansari622016 сағат бұрын
Noor bhabhi bacchon ko bahut achi tara se samalte ho or baccho ko marte bhi nahi pyar se rakhte ho aap ek acchi maa ho
@risha285919 сағат бұрын
Noor ka ek Chennle ho Uspe vo bs cooking aur Acche acche Vidio banae acchi acchi Kichen tips de
@parulparmar779721 сағат бұрын
Sarfaraz beta aap Ramjan mubarak ho
@archanapal73248 сағат бұрын
Noor achanak ache dresses pehne lagi .. wow
@Family_Amaira_ki17 сағат бұрын
Excellent parents I think becoz u think very deeply of your children…. What they want…… amazing vlogs love u alll❤❤❤❤❤
@tofiqshaikh28323 сағат бұрын
Assallaam alaikum Sarfaraz,& Noor May Allah bless Both of you. Allah give Barakah in ur new Home 🏡. In ur Family. Aur Buri nazar se bachaye. Ameen. Lots of Love ❤ Tofiq A Shaikh Bahrain 🇧🇭