The first official megastar. And the first action hero
@binarai69202 жыл бұрын
Bohot dukh hota hai yeh sab dekh ke sach me Rona aa jata hai or madhubala ji ki story sunke to maan bohot dukhi Hui thi bhagwan in sab hastiyo ki aatma ko shanti de or khush rakhe humesha 🙏🙏🙏😭😭😭😭😭😭
@javedk72422 жыл бұрын
Aap ka kehana Bina ji bilkul durust hai. Yakeen kijiye aap ke comment padhakar mujhe bhi rona aaya. Madhubala jo zindagi jiya woh ek darawana sapna jaisa lagta hai. Allah unhe jannat nasib farmaye.
@binarai69202 жыл бұрын
@@javedk7242 ji bilkul Madhubala ji ki story sunke to mujhe bohot Rona aaya or unki jo last movie thi Mughal e Azam unka Jo gana hai tumhari duniya se jaa rehe hai sach me woh gana sunke to meto thodi time ke liye jaise ek jinda las ban gayi thi aapni zindagi ki Puri life nahi ji paai Madhubala ki bus 36 age me is duniya ko alvida kehe kar chali gayi or jitne bhi hasthiya gaye hai un sabko bhagwan humesha khush rekhe woh jaha bhi hai bus yehi huaa hai bhagwan se 🙏🙏😭😭😭😭
@prabhakarkmv41352 жыл бұрын
Wonderful &one of the most graceful actors.Yes,We used to see him often moving around in Chembur in our school days.💐
@dilwarhussain23192 жыл бұрын
Thanks K.K Legends for sharing the real legend Ashok Kumar's house. ❤️
@javedk72422 жыл бұрын
Zameen kha gayee aasmaan kaise kaise. . . . . He was THE ASHOK KUMAR
@hemantraut55022 жыл бұрын
दादामुनीजीने बहुत हु सुंदर फिल्मोंमे किरदार निभाया था वे एक रिस्पेक्टेबल personality थे
@mehterazzam45072 жыл бұрын
A great actor and favourite of many. His singing was so simple and nice to hear.
@premiofkrishna7022 жыл бұрын
He was an amazing actor & person ❤️👍
@NM-pz1zo2 жыл бұрын
कृपया अपनी हिंदी का उच्चारण सुधारें
@hrishimenon65802 жыл бұрын
Legendary actor . An Icon of Indian cinema. 🙏
@ashwanitandon1522 жыл бұрын
ATI sunder prastuti or behatareen commentry. 💯💯💯👍👍🎉🎉😊
@gautambanegee58272 жыл бұрын
His role in Aashirwad was great
@kenithtaylor12022 жыл бұрын
Salute to your work Keep going ahead
@sisudas38422 жыл бұрын
Legendary an icon of indian cinema 🙏🙏🙏🙏🙏
@sakil090sakilkahn42 жыл бұрын
Hindi cinema ke Anmol Rayhan 🙏🙏🙏🙏
@vivekthakur46432 жыл бұрын
Beautiful, like his films
@binayprasad3872 жыл бұрын
Great video & information dear 🙏❤️
@priyanshudas29322 жыл бұрын
Ashok kumar saab
@madhubalians11142 жыл бұрын
1949 main madhubala ji ke sat movie ki
@abhijitroy92762 жыл бұрын
The voice of god RAFI SAHAB
@manbirsingh64342 жыл бұрын
great persanaliti
@muhammedfarooqabdulkarimsh11592 жыл бұрын
Producer rishikesh mukarji ka ghar dikhana aur cricketer Sunil gawaskar ka ghar bhi dikhana aur Sangita bijlani ka ghar bhi dikhana
@asifjavaid49132 жыл бұрын
Can you please visit "Annand Bakshi Shab"House 🏠
@ajshaikh15692 жыл бұрын
The name of one of the films narrated by you is Purab aur Pashchim
@zarmohd86562 жыл бұрын
Aap to house dekha rahe the aur dekha rahe haib kuchh aur
@yakubsayyed37202 жыл бұрын
ALLAH UNN KI MAGFIRATH KARE. ZANNATH NASEEB KARE AAMEEN.