Yes daily snan is mandatory And kapde me nahi wash karta
@gurjeetkaur51422 жыл бұрын
Shukriya please ye bhi bata do woh pagdi kaha se Li.....kya aapne laddu gopal ji ki sewa ka koi video banaya hai?
@KrishnaSangini2 жыл бұрын
Yes hamare channel par 400+ videos he pls ek baar check karuye sari videos mil jayegi
@gurjeetkaur51422 жыл бұрын
Bahut bahut dhanyawad main dekhti hu
@kashishjainpari4870 Жыл бұрын
Bhaiya shre krishna ki full day routine bataiye kaise sewa kare bataiye bhog kaise chadhaye sab bataiye bhai
@Kanha.devotee_ Жыл бұрын
Radhe Radhe ❤️✨🙏 Jai shri krishna ❤️✨🙏
@shreejikripa62592 жыл бұрын
Shree Radhe Seet kal (Sardi) mei Shree ji ko phushp nhi chodte sirf woolen flowers chadte hai or Shree ji ki arti mei garud Vali ghnti ka use nhi hoto Shree Radhe ❣️🙏🙏🙏
@KrishnaSangini2 жыл бұрын
Garun ghanti ka prayog to aarti me hota he shri thakurji ki me aur pushp unko neeche rakhte he jissse unko thand a lage par agar woollen flower use karna I personally dont like
@Rajatg8383 жыл бұрын
Jai shree krishna Radhe radhe
@KrishnaSangini3 жыл бұрын
Radhe Radhe
@lovegurl_of_tae2 жыл бұрын
Bhaiya garmi toh aa gayi ab ap summer daily routine ka vlog dijiye please do part mey
@KrishnaSangini2 жыл бұрын
Hanji navratri baad dene ki koshish karenge
@lovegurl_of_tae2 жыл бұрын
@@KrishnaSangini sure 🤗
@BLACK__HEART__102 жыл бұрын
Bhut sunder bhav hai aap ke Krishna Radhe seva🙏🥰🤗
@KrishnaSangini2 жыл бұрын
Ji Radhe Radhe
@pransujha14113 жыл бұрын
Just a quick suggestion since lord shiva is also eating from the same plate don't put tulsi in the bhog but keep it in a small plate on the side of the bhog
@KrishnaSangini3 жыл бұрын
Ji bhagwan shiv bhi param vaishnav he aur apne jo he jagannath ji ki katha suni hi hogi ki kaise bhagwan shiv jagannath ji ke bhog ke liye ati aatur rahte he Vaise prabhu ek he kartik mahatam me likha he ki hari aur har ek he no difference Radhe radhe
@pransujha14113 жыл бұрын
Ji tulsi ji ne hi shraap diya tha shiv ji ko ki unka prayog unki puja mai nahi kia jayega baki apki bhakti se aap jo bhi kare sab bahut sundar hai radhe radhe
@KrishnaSangini3 жыл бұрын
Par purano me ye vardan bhi he ki agar narayan bhi mandir me he to bhog me tulsi se sabhi bhog lete he
@pransujha14113 жыл бұрын
Acha Esa kya mujhe Pata nai tha thank you for the knowledge 🙏😀😄
@humkabhogenbrijwasi59762 жыл бұрын
Mai har din apne Jagganath ko bhog lagane ke baad Shiv pariwar ka aawahan karti hu bhog pane ke liye aur uske baad mandir me sabhi devtawo ko, nav grahon ko matlab sabhi ko.... Dhakur ji ka bhok prasad kisko nahi chahiye... Ye batayiye aap
@neetusmt.92003 жыл бұрын
Radhe radhe bahut achha lagta hai darshan karke
@KrishnaSangini3 жыл бұрын
Radhe Radhe
@arunagarg74003 жыл бұрын
Radhe Radhe 🙏🙏🌹🌹
@KrishnaSangini3 жыл бұрын
Radhe radhe
@ramkurshnapatil105410 ай бұрын
माघ मास मी ठाकुर जी की पूजा कैसे करे
@KrishnaSangini10 ай бұрын
Magh matayma aur hawan bhi karte he roj til ka bhog lagta he
@lovegurl_of_tae3 жыл бұрын
Hare Krishna, Thank u so much bhaiya.. For keeping my humble request for sharing daily winter routine. So glad and happy bhaiya. So thankful to you for this divine routine video. Thank you so much 🙏🙏🙏🙏🙏💞💞💞😇😇😇
@KrishnaSangini3 жыл бұрын
Radhe radhe
@vaibhavyawalkar53952 жыл бұрын
Aapko kitna time lagata hai pooja karane ko🙏
@KrishnaSangini2 жыл бұрын
Koi time fix nahi he kabhi jyada to kabhi kam
@ladokanha75153 жыл бұрын
Bhai Facebook par video I thi maine aaj hii app ko friend list Mai liya h 😄🤗
@KrishnaSangini3 жыл бұрын
Radhe Radhe
@dionesiacarmelita2 жыл бұрын
It looks like it takes a lot of time to do the routine❤️Your love for your God is amazing❤️hope I have the same passion to love my God and serve Him like this❤️ Love from Indonesia🙏🏻
@vedantgamer5220 Жыл бұрын
Radhe Radhe 🙏
@lovegurl_of_tae3 жыл бұрын
Video ki starting bhi bohot pyara aur greenful tha bhaiya jii 🙏🙏🙏
@KrishnaSangini3 жыл бұрын
Thanks Radhe radhe
@lovegurl_of_tae3 жыл бұрын
Aap electric kettle mey bhi thakurji ki pani jaldi se garam kar sakte ho
@KrishnaSangini3 жыл бұрын
Ji thanks for advice
@priyankadas6772 Жыл бұрын
Bhagawan ko kabhi bhi black kapra nahi pahnana sahiye in hindi
@KrishnaSangini Жыл бұрын
Aisa nahi he
@takeshvashisht41753 жыл бұрын
Radhey radhey ji aaj ki vidio bhut achi lagi bhagwan sabko shanti or sukh de
@KrishnaSangini3 жыл бұрын
Radhe Radhe
@bhavishagohil98462 жыл бұрын
Hare khrishna 🙏🏻My question is when we change clothes of bal Gopal do we need to wash that poshak before using it next time or not to wash??? pls guide , i m new viewer🙏🏻
@KrishnaSangini2 жыл бұрын
Video upload he About we should wash or not?
@radhamadhav.2 жыл бұрын
Ap laddu ladli bhake bhiri ji ko daily snan kara ta ha
@KrishnaSangini2 жыл бұрын
Ji snan karana to jaruri he ladoo ji ko
@radhamadhav.2 жыл бұрын
Ap subha ki baje puja karta ha
@KrishnaSangini2 жыл бұрын
Around 10 baje tk ho jati he
@merokanhakanishk3 жыл бұрын
Bro radha krishna ke baajho m kaunse bhagwaan ka photo h??
@KrishnaSangini3 жыл бұрын
Mahakaleshwar ji our kuldevta
@merokanhakanishk3 жыл бұрын
@@KrishnaSangini ohk
@neelamsingh79923 жыл бұрын
Apke bihari ji kitne number ke hai
@KrishnaSangini2 жыл бұрын
जी पाँच नम्बर
@KishorKumar-zz6hg Жыл бұрын
Aapke black wale laddu gopal kis dhatu ke h or aapne ye kha se liye please bataiye