Gujarat Surat se Jay Swaminarayan Subah ke 7:00 se 8:00 Ki Katha Ham Roj sunte Hain KZbin ke Madhyam se bade TV ke upar Aaj Humne Kundal Dham ka darshan bhi kar diya bahut bahut Anand Milta Hai Ghar Baithe ham log kundaldham mandir ka darshan Karte Hain Aage Bhi Humne Do Teen video Dekhi Thi Darshan ki aapka bahut bahut dhanyvad Surat se badodara bahut najdeek hai Waqt Milega To Ham Jaenge Darshan karne Kundal Dham tab tak To Ham KZbin ke Madhyam se Darshan kar sakte hain aapka bahut bahut dhanyvad Jay Swaminarayan
@handycraft-j8tАй бұрын
🙏Jay swaminarayan 🙏
@deepakzaveri515210 күн бұрын
Aur Bhi Koi Swaminarayan Ka Mandir ho to aap Darshan kara Dena aur video banaa dena Aise Bhi Koi Bhi Baroda Mein Achcha sundar sa Mandir ho to aap Darshan kara Dena aur video banaa dena Kyunki Hamari yah Jaisi 61 ham log KZbin ke Madhyam se Darshan Karte Hain bahut bahut Dhanyavad aapka