Namaste Sir yahan my Ullekh karna chaahtaa hoon ki lagnath vaak sthanadhipaty ke bare me aap ne bahuth achche tarah se samjhaaya khushee huyee. Ab mera ek chinthan he ye aap se nivedan karna chaahtaa hoon ki Aisaa sambhav he ki Jaathak ke Vaani me Prakhartaa he, D1 me Vaani karak Budh, Soorya Ketu ke Yog me he. Jathak ke Vani Opposition ke liya Choob tee he (SOORYA KETU Yog Kaa Vani kaarak Budh) Yahaan Kuj ne Vani ko tarkiktha diya, Shani ne Kutilta pradan kiya ab jab ye Vani karak ke ooper bhi Soorya Ketu ka Yog, Jathak ke Vani ko Prakhar taa diya he. Yehi Sthity Navamsh me bhii he. D9 me agar ham dekhe to Kaarak Budh Ko Soorya kaa Yog He ab Vani ki Prakharta Sabeeth hogayee " GRAHANAAM AMSHA BALAM" is Sootra ka bhi ache tarah se samajh huyee. Ager ham Gaour se Chinthan Kare to D9 me lagnaath kutumbadhipaty Soorya ( AAtma Karak Hokar), Budh ke Yog me, SHANI KI RASHI ME (MAKAR) , Ketu or Shani ke Paap kartary me he. Kutumbadhi paty ko D9 me Lagnaath Dwadashdhipaty Budh ka yog bhee he, Shani ki Rashi Sthyty(Makar), Ketu Shani ke Paap Kartary, ye sab Jathak ko Vairagya pradaan karne vale, Kutumb se mukh naa mod kar, kutumb me bhi rahkar Kutumb se Pare ( jaise "JAL ME KAMAL VATH") hone ki Kshamata ko Pradaan kiye heyn. Kyon ki AAtma karak Soorya Kutumbadhipaty hokar Vairagya karak Shani, Dwaadahashadhipty or Mokshadhipaty Budh, Moksha karak Ketu in sab grahon se Sambandhith hen. Kripaya bataye Kyaa mera Ye Chinthan Sahi he. Sir please Kuch do Shabdh kahe. Dhanyavaad.
@TRUTHSOFASTRO5 жыл бұрын
jee
@annrajsoni73784 жыл бұрын
Jai shri Krishna guruji 🙏
@labonidas1598 Жыл бұрын
Asadharon
@TRUTHSOFASTRO Жыл бұрын
pranam
@sharadgupta22083 жыл бұрын
Pranam guru ji🙏🌹
@TRUTHSOFASTRO3 жыл бұрын
pranam
@nutan595 жыл бұрын
प्रणाम अचार्याज़ी।
@TRUTHSOFASTRO5 жыл бұрын
प्रणाम
@ramakrishnamaddali84092 жыл бұрын
Guruji, started learning gradually,being a slow learner and Mind wavery..
@TRUTHSOFASTRO2 жыл бұрын
pranam
@tusharkantimondal18194 жыл бұрын
Excellent Sir
@TRUTHSOFASTRO4 жыл бұрын
Many many thanks,pranam,aapko aur aapke parivaar ko deepawali ki hardik shubhkamnae
@sdebalina3 жыл бұрын
Dhannyabad Guruji 🙏
@TRUTHSOFASTRO3 жыл бұрын
pranam
@dhruv31705 жыл бұрын
Nice Sir , Modiji ke 2nd bhav ka vishleshan bahut achha bataya apne.
@astroandpalmistryworld70904 жыл бұрын
Nice teaching
@sureshbhaipadhiyar64583 жыл бұрын
PARNAM GURU JI 🙏👏
@TRUTHSOFASTRO3 жыл бұрын
pranam
@ramajeesingh42763 жыл бұрын
Sir jai hind Kya marak graho ke prabhaw ko unke beez mantra sidh karke kam kiya ja sakata hai?
@TRUTHSOFASTRO3 жыл бұрын
jee nahi
@asharamkishanjawa58613 жыл бұрын
respected sir parnaam sir chalti kundli ka koi path hai aapka?
@TRUTHSOFASTRO3 жыл бұрын
pranam,hum nahi padate chalit na hi mante hai
@rekhabhatt80203 жыл бұрын
Navmansh kundli ki Rashi pushker navmansh ma ho to good or bad?
@TRUTHSOFASTRO3 жыл бұрын
pranam, visit our website www.truthsofastro.com, shbh grah ke rashi dekhe
@rajkumargoyal5375 жыл бұрын
गुरु जी प्रणाम, मंगल ग्रह कैसे डी 1मे कैसे प्रभावित कर रहे हैं समझ नहीं आया किरपा करके बताये।
@Bhagya_Vimarsh4 жыл бұрын
Our Guruji ek baat our ki Guru ke upar managal our shani ki drishti ka kuch vishes prabhav hota h kya?
@TRUTHSOFASTRO4 жыл бұрын
jee,pranam, please subscribe our channel so that we can save astrology
@butterflow19804 жыл бұрын
Good explanation
@TRUTHSOFASTRO4 жыл бұрын
Keep watching
@charumehrotra24295 жыл бұрын
🙏🙏
@aartitrivedi32945 жыл бұрын
Pranam Guruji 🙏 Bahot achha Guru par Mahal ki dristi he to vani me thodi akramkta or power he or sani ki dristi se kataksh or dhairya dono dikhta he ye samaj sakte he?? Kurupiya batana Dhanyavad👏
@TRUTHSOFASTRO5 жыл бұрын
Jee
@aartitrivedi32945 жыл бұрын
@@TRUTHSOFASTRO dhnyavad 👏
@pradeepm-w8t3 жыл бұрын
Pranaam, bache hue bhavon ka vishleshan bhi kar deejiye. Bahut dino se intazaar hai.
@TRUTHSOFASTRO3 жыл бұрын
pranam
@varunthe__11423 жыл бұрын
Bani vab ka vabesh guru ke upar sani toh separative effect toh hain, phir bhi shukra ke dristi hone se bani me polish bhi hone ke possibility kya honge ?? Guru ji?? Mera pranam 🙏
@TRUTHSOFASTRO3 жыл бұрын
pranam
@sweetnicky60495 жыл бұрын
Pranam Guru Dev 😊.Thank you so much...gurudev aur prediction..path dijiye...😊
@souravkobi86215 жыл бұрын
Pranam guruji Piche bataya huya bhav bal or pirit rule ke anusar pap graha sat sthit hona or bhav ko dekh na pirit karega Modi ji ka 7th pati sukra sani ke sath unke dristi 7th vhav pe hai or karak ke sath vi hai or sani ke 3rd dristi 12th bhav pe keya 12th bhav pirit horaha hai? Isiliye keya patni ke sat nehi hai halaki guru vi karak pati or 12th bhav ko dekh raha hai 7th bhav ke upar do yea do se jada graha ka prvab dik raha hai Mai piche bataye rule ke anusar pap graha ke sath sthit yea drist ho to pira hoga mai ea samaj neka kousis kar raha hu Example- mithun lagan ka sun 5th hai or drist yea mangal lagan pe hai tav un ki sthiti or dristi ke baja se pira hoga? Qki do yea do se adhik pap graha ka rul nehi laga Uttar ke apeksa me hi Dhanyabad .
@TRUTHSOFASTRO5 жыл бұрын
learn again. Thanks
@annuaravinda3 жыл бұрын
Thank you. Interesting analysis. Another chart for Modiji is 10:10am.
@TRUTHSOFASTRO3 жыл бұрын
pranam
@kanaksirohi61485 жыл бұрын
sir ,mangal aur shani ki ashubh dristi on 4 house.to 4 ki to hani honi chahiya.shani to apne hi ghar ko dekh raha hai to apne ghar ka bura nahi karea per what about mangal
@TRUTHSOFASTRO5 жыл бұрын
Mangal jarur bura karne ka prayas karega, Apne ghar ko dekhene ke karan shani kuch had tak raksha karne me safal ho sakta hai
@Acharyabrahmdattpandey3 жыл бұрын
Sani apne ghar ko dekh raha h isliye apne ghar yani 4 bhav ki hani nhi karega 4 se sambandhit jo fal honge but guru ko dekh raha h isliye vani me kutilta layega
@mailkb86585 жыл бұрын
Guruji pranam guruji Mey sirf apsehi sikh raha hu. Mujhe lagta hey is lagan keliye mangal lagnes hey guru subh graha hey sani Sam hey but sukru marak hey. Sukru souma graha hey but is lagna keliye acha fal nehi dega or mangal sani sevi bura fal dega mujhe lagta hey kiu ki asubh keyse subh fal dega. Or is is lagna me budha ditya yog nehi hoga kiu ki budh marak hey marak yog keyse banay ga? Pranam.
@anilporwal93654 жыл бұрын
D9 में चंद्रमा तीसरे भाव (दुख भाव) में होने से D1 से कमजोर हुआ क्या सही है?
@astroandpalmistryworld70904 жыл бұрын
Sir inke man aur parakram m hamesha duand mean hesitation rahega. Ye karu ya woh karu, clarity intni jaldi nehi milegi, moon neech ka he aur mangal k saath he neech bhang
@soniabhatt38102 жыл бұрын
🙏 गुरुदेव Dusre bhaav k bhavesh guru par shani k sath shukar ki bhi drishti hai uska parbhav kya rahega... Sath hi bhaav me drishti naa hokar bhavesh pe hai shani aur mangal ki uska asar same rahega?
@TRUTHSOFASTRO2 жыл бұрын
her grah ka prabhav alag hoga
@soniabhatt38102 жыл бұрын
@@TRUTHSOFASTRO 🙏
@Shiv-jf7lf4 жыл бұрын
Shani is looking at his own house (11th rashi) so wouldn't its drishti not be deemed good on the 4th house and on the occupant of the 4th house?
@mahenderkumarsharma89962 жыл бұрын
4th ko prbhavit nhi kr rha sunni lekin vani k swami guru ko to parbhavit kr rha hai ji। Yhi guru ji bta rhey hain
@visitkeshav18 ай бұрын
Guruji Pranam ab jese ki chunaav chal raha he hamare desh me ham dekh paa rahe ki modi ji ka dhan sthaan jo ki vaani sthaan bhi hai unke kaarak guru shani aur mangal se drisht hai aur yahi vaani sthan d9 me 6th house me aai aur shani baitha hai kya is waja se abhi jo wo bhaashan de rahe he unme controversy shani aur 6th bhaav active hone se ho sakta he kya? kyuki mujhe lagta he ab modi ji ki mangal me shani ka antar chal raha he...pata nahi shayad mai galat bhi ho sakta hu
@TRUTHSOFASTRO8 ай бұрын
jee
@kushkumarbarot28743 жыл бұрын
Hari om Guruji Navamansh kundali ka bhagyesh guru 5th house Mai, Good position
@TRUTHSOFASTRO3 жыл бұрын
pranam
@vishnuduttsharma52264 жыл бұрын
Pandit ji guru par shukra ki drishti ka bhi koi roll hai
@TRUTHSOFASTRO4 жыл бұрын
jee
@techwithdivyansu7495 жыл бұрын
D1 ka chandrma D9 me Kanya rashi me patni Yog ka kya khenge
@SangitaSiddarth3 жыл бұрын
Pranam Guruji Vani ke karak Budhdh grah apni mool trikon rashi mai hain. Surya ke sath hain, ho sakta hai Asta Hon. Atah, Vani mai aksar vyanga yukta hasya ya chutili baat karne mai mahir hain. Gale ka bhi voice modulation mai bharpoor prayig karte hain.
@TRUTHSOFASTRO3 жыл бұрын
pranam
@TomCatTom4 жыл бұрын
Guruji pranam. Guru Mangal aur Shani se drisht hai iske baare me aapne bataya. Kya Shukra se drisht ho rha hai uska vaani per koi bhi prabhav nahi hai iske baare me aapne kuchhh bhi nahi bataya.
@TRUTHSOFASTRO4 жыл бұрын
sab kuch dekker result diya gaya,kindly visit our websitewww.truthsofastro.com/
@raviranjanmishra63704 жыл бұрын
Guruji pranam kya aap ki date of birth time or place mil Sakti hai mai aap ki kundli Ka vislesn krna chata hu
@Bhagya_Vimarsh4 жыл бұрын
Guru Ji aapane lagn kundli mein Guru ke upar Mangal our shani ki Drishti ke prabhav ko to bataya per dashama sthit shukr ki Drishti bhi to Guru ke upar hai aur vahi guru navansh mein Vak sthan mein sthit bhi hai to uska bhi prabhav To Hoga Hi Na kuchh.....?🙏😊
@TRUTHSOFASTRO4 жыл бұрын
jee hoga,pranam, please subscribe our channel so that we can save astrology
@sureshbhardwaj9352 жыл бұрын
प्रणाम गुरु जी क्या गुरु पर शनि की दृष्टि परिवार से अलग नहीं करेगी
@TRUTHSOFASTRO2 жыл бұрын
nahi
@sarojmishra20514 жыл бұрын
Guruji namaskar,mangal and Shani prabhab On 4th house not on 2nd House How it is possible that vani Of 2nd house will be logical And kutil.
@ankurrastogi43324 жыл бұрын
Pandit ji pranaam, Modi ji key guru pey shukr ka prabhaav bhi hai jo aakarshit karta hai sunney walon ko is Karan bhi unko sabhi sukho ki prapti hui hai.kya aisa Mana jaye.navansh kundli mey dwitiy bhaav mey shukr evam rahu key prabhaav key Karan kuch logon ko unki bhasha pasand aati hai evam kuch logon ko chubhti hai.aisa Mana jaye??
@TRUTHSOFASTRO4 жыл бұрын
vani d-1 se hi dekhe
@hansrajchauhan81434 жыл бұрын
श्री गणेशाय नमः। गुरू जी नमस्कार। आप सभी को राम राम जी।
@TRUTHSOFASTRO4 жыл бұрын
pranam
@smksSingh4 ай бұрын
As per Jagganath Hora , Navansa kundli is different and jupiter is in D9 goes in 6th house. Which as per my openion , is more accurate
@TRUTHSOFASTRO4 ай бұрын
parashar
@anirudhhacharyjimaharaj84318 ай бұрын
सर शनि के साथ शुक्र का भी दृष्टि है
@TRUTHSOFASTRO8 ай бұрын
jee
@anirudhhacharyjimaharaj84318 ай бұрын
तो उनका भी बताना चाहिए
@suvechyachattopadhyay39303 жыл бұрын
Sir, why don't you consider venus who is also aspecting jupiter at the same time along with Saturn and Mars? This will improve Jupiter result... Isn’t so?
@TRUTHSOFASTRO3 жыл бұрын
jee
@themiscellaneous3293 Жыл бұрын
प्रणाम सर,द्वितीयेश पर शुक्र की भी दृष्टि है और वाणी के कारक बुध के विषय में कुछ नहीं बताया।
@TRUTHSOFASTRO Жыл бұрын
ok
@RahulSharma-kz3zm5 жыл бұрын
Sir ji nich k mangal ka swasthay pr kuch asar nahi padega???
@TRUTHSOFASTRO5 жыл бұрын
Nich-uchch ka se adhik pravawi hai placement
@mukulsharma74742 жыл бұрын
गुरू पर मंगल और शनि की दृष्टि के कारण भूमि, भवन से धन संचय होगा..?
@TRUTHSOFASTRO2 жыл бұрын
jee pareshani rahegi
@mukulsharma74742 жыл бұрын
@@TRUTHSOFASTRO धन्यवाद
@rameshmalhotra89112 жыл бұрын
Venus soft star is also watching the guru (4th house)
@TRUTHSOFASTRO2 жыл бұрын
pranam
@kumudranjanchakraborty22663 жыл бұрын
Navamsha Asc Leo .becose D1Asc3:21:45
@TRUTHSOFASTRO3 жыл бұрын
contact 9911189051
@GauravSharma-rs9re3 жыл бұрын
राधे राधे श्रवण जी प्रणाम, मेरे विचार में मैं जो विश्लेषण कर पाया उसके अनुसार। 1. धन भाव में पुरुष ग्रह की राशि, क्रूर राशि और विषम राशि है। 2. भावेश गुरु अपने से तृतीय भाव में स्थित हैं जो व्यक्ति को उसके पराक्रम के द्वारा धनार्जन को दर्शाते हैं और लग्न कुंडली में उनका चतुर्थ अर्थात सुख भाव में जाना सामान्य शब्दों में धन भाव से संबंधित सुखों अर्थात धन, कुटुंब और वाणी सुख को दर्शाता है। 3. तात्कालिक प्रभाव में चूंकि सुख भाव में विराजमान गुरु पर शनि और मंगल जैसे पाप ग्रहों की दृष्टि होना ऊपर बताए गए द्वितीय भाव से संबंधित सुखों को कम करता है,साथ ही साथ नवमांश में भी कुटुंब स्थान की राशि धनु में शनि का जाकर बैठना कुटुंब से पृथकता को दिखाता है, उदाहरणार्थ श्री मोदी जी का राजनीति को लेकर ही सही परंतु अपने कुटंब जनों के साथ न रहना और परिवार से दूर रहना इसका एक कारण है। 4. तात्कालिक प्रभाव में ही यदि धन भाव का भी विश्लेषण किया जाए तो शनि और मंगल जैसे पाप ग्रहों की कारक और भावेश गुरु पर दृष्टि धनार्जन में समस्या को दिखाती है साथ ही साथ नवमांश में धन भाव की राशि का षष्ठम भाव में जाना और वहां शनि का होना इसकी पुष्टि भी करता है तथा नवमांश में धन भाव में शुक्र का राहु के साथ होना भी यह सिद्ध करता है। 5. यही स्थित यदि होरा कुंडली में भी देखी जाए तो कर्क के होरा में स्त्री ग्रहों शुक्र और चंद्रमा के साथ गुरु को छोड़कर अन्य सभी पुरुष ग्रहों का होना इस स्थिति को दर्शाता है कि धन की स्थिति को मजबूत नहीं कहा जा सकता। 6. वाणी भाव का यदि विवेचन किया जाए तो वाणी भाव के स्वामी गुरु का मंगल से दृष्ट होना व्यक्ति की वाणी में ऊर्जा को दर्शाता है ऐसे व्यक्ति की वाणी ऊर्जावान होती है और साथ ही साथ शनि की दृष्टि व्यक्ति को किसी भी विषय वस्तु के संबध में बोलने में सोच समझकर और गहराई के साथ अपनी बात को रखने वाला बनाती है, परन्तु चूंकि 2 पाप ग्रहों के प्रभाव के कारण व्यक्ति की वाणी को कई बार असभ्य या अप्रिय भी बना देती है एवं चूंकि शुक्र और गुरु का भी दृष्टि संबंध बन रहा है जो को व्यक्ति को कई बार अपनी बात सौम्यता के साथ रखने एवं शब्दों की गहराई में जाकर अर्थ निकालने की कला भी देती है।
@TRUTHSOFASTRO3 жыл бұрын
please mail ur vishleshan
@GauravSharma-rs9re3 жыл бұрын
@@TRUTHSOFASTRO Radhey Radhey, I just sent via Email.
@aryansharma-mn2cr Жыл бұрын
वाह जी वाह जी बहुत खुब गुरु जी का सिखाना सार्थक कर दिया आपने ।
@Acharyabrahmdattpandey3 жыл бұрын
Guruji pranam aapke batane ke bad koi sandeh nhi bachata jo aata h use kayi bar kundli ko dwkhane se wah bhi mit jata h hamne aapke dwara kundli seekhi h our aage bhi pure path padhege our logo ko tone totke se bachayenge
@astroandpalmistryworld70904 жыл бұрын
Sir, 2nd lord guru in 4h, apne ghar se 3ghar dur, mean dhan klye strugle ko show karta he, family dhan sukh klye strugle karega, guru aspect by mangal to baani m tikhapan rahega but jamin ka property sukh milega, asp by sani khud ka ghar baani slow ans dherre bolenge, marjit bolenge, ghar and propty sukh milega,, karak moon in lagna, baani public ko pasand aayega, man moho leni wali baat bolenge, her ichha falit hoga, thank u sir
@kuldiepthakuriea83976 жыл бұрын
dhan sthan ki swami usse tisre me Jana to atsha nehi kehna sahia, magar lagna se 4th Jana atsha kehna sahia , he na guruji.....?
@sureshbhardwaj9352 жыл бұрын
गुरु पर मंगल कि दृष्टि वाणी को प्रभावी और ताकतवर बना रही है और शनि ki दृष्टी कभी-कभी वाणी को ओवर confident बनाती है जो कभी-कभी विरोध का कारण बनती हैं kya ये सही है
@TRUTHSOFASTRO2 жыл бұрын
nahi,
@pt.susantadebta49044 жыл бұрын
गुरु जी प्रणाम धन्यवाद जी श्री मान नरेंद्र मोदी जी के जन्म 17.09.1950समय रात्रि 12.17
@trivedipratap89904 жыл бұрын
Judwa jatako ki janm patri ya faladesh keshe kare ?
@rameshmalhotra89112 жыл бұрын
Saturn is watching it own house so less percentage of damage ofvani
@TRUTHSOFASTRO2 жыл бұрын
pranam
@gyaneshwarsrivastava53194 жыл бұрын
🙏🙏🙏 गुरु जी, मोदी जी के पिता की मृत्यु उनकी माता जी से पहले हुई है, जबकि दशमेश सूर्य एकादश भाव में है, नवमेश चंद्रमा लग्न में है, कृपया समाधान करें 🙏🙏🙏
@puransingh23282 жыл бұрын
Astrosage app se modi g ka nawans sih lagn ki ban rhi h
@TRUTHSOFASTRO2 жыл бұрын
astrosage mein divisional charts sah nahi hote hai
@shankarjadhav25162 жыл бұрын
वाणीचा कारक शुक्र पण शनीयुक्त झालाय . माझ्या ऐकण्यात आलत शनी लग्नी सप्तमात गुरु म्हणून त्यांच्यासमोर कोणाचा टीकाव लागत नाही. व सप्तमात गुरु म्हणून त्यांचा विवाह टिकला नाही.. पत्रिका मिळाली नाही अजून तरी
@TRUTHSOFASTRO2 жыл бұрын
pranam, "ADVANCED PREDICTIVE COURSE" is going to start in JAN 2023, interested one please join and be the master in prediction
@narendrajha96824 жыл бұрын
Pranam guru ji Kya sukra ki dristi guru par hone k karan lamba bhasan dete he kyoki bolne ki kamna samapt nahi hota ek bichar samapt hote hi dusra aa jata he isliye bhi bina dekhe lambi bhasan de sakte he. kya ye sahi he kripya do sabd likhe Uttar ka intjar rahega
@thegame32655 жыл бұрын
5 th house mai rahu hai to satan sambandhi koi nahi hai...
@शिवशंकरज्योतिषाचार्य-ख5ब5 жыл бұрын
गुरु जी प्रणाम मेरी समझ से मोदी जी की कुण्डली नहीं है
@pkdd85724 жыл бұрын
Dhan bhav me na tou lanesh h aur na hi uski drishti. Shani, ashubh, grah ki drishti h. Iska matlab bhav kamzor h. Lagnesh, guru, kendra me h aur shani, shukra aur mangal ki drishti h us par. Mangla dost h guru ka tou hani nahi karega par aakramakta tou layega apne swabhav k kaaran. Shani ki rashi me baithne k kaaran shanii guru k liye axhchha h. Lekin fir bhi kuchh baatein jaatak ki chubhne wali ho sakti h. Shukra tou guru ka shatru h lekin naisargik roop se shubh grah bhi h. Iska matlab shukra kya mila-jula asar dega guru k oopar??? Kaarak guru hi h jo ki achchhi srithi me h. Shukra ka prabhav mila-jula hona chahiye hyuki shukra guru ka shatru h. Bhav kamzor h phir bhi modi ji tou bahut achchha bolte h. Guru bhi apni poorn shubta nahi pradaan kar payega, khaaskar shukra ki wajah se. Isme kya galat h kripiya marg darshan kare. 🙏🙏🙏
@pkdd85724 жыл бұрын
Shukra guru ka shatru lekin shani ka dost tou kya prabhav dega ????
@TRUTHSOFASTRO4 жыл бұрын
shubh grah ki drishti shubh aur ashubh grah ki drishti ashubh,vani acchi hone ke liye logical soch bhi chahiye jo mangal de raha hai
@pkdd85724 жыл бұрын
@@TRUTHSOFASTRO Aapka bahut-bahut dhanyavaad. 🙏🙏
@ShivKumar-er3pl5 жыл бұрын
Lord of the 2nd house in the fourth, third from his rahi makes him capable of being lie among public. Mangal make him aggresive or over excited which makes his speach unproductive.
@TRUTHSOFASTRO5 жыл бұрын
Jee nahi
@ramajeesingh42763 жыл бұрын
100 % wrong prediction.
@rvnirhali053 жыл бұрын
Pranam Guru Dev
@TRUTHSOFASTRO3 жыл бұрын
pranam, "MEDICAL ASTROLOGY COURSE" and ADVANCE PREDICTIVE COURSE" both are going to start in jan 2022, interested one please contact 9911189051