बाल वाटिका 1,2,3 के लिए school list कहाँ से मिलेगी
@ThreeLittleTutorАй бұрын
Video poora dekhen list isi me hai
@rahulakki750Ай бұрын
मुझे अपनी बेटी का एडमिशन मथुरा में करना मैं केंद्रीय विद्यालय एडमिशन कैसे करें
@bhumimaheshwarimehndiartis685916 күн бұрын
Surat me kha h
@ahadkhan3221Ай бұрын
Sir agar bchcha RTE k addmission se padh rha ho to kya KVS me addmission k liye form bhar skate hain please reply kijiyega
@ayanshsworld1191Ай бұрын
Sir ye bataye ki dadara and nagar haweli mein... silvassa h jo district h whan Balvatika h ki nhi pichle yrs nhi tha ...24-25 me hua h ki nhi.
@TausifAli-cw6wy3 күн бұрын
Sir Madhya pradesh ke chhindwara disstric me kvc me baal vatica 1,2 me admission ke date and process ka vedio banakar upload kare jo sirf chhindwara disstric ke liye ho hum jenrel me aate hai bete ke brith 12.4.2020 hai chhindwara kvc me 2024-25 me 1,2 me admission nahi hue is baar kaisa process hoga
@SonuKumar-b7k6h19 күн бұрын
Sir plz ye bata dijiye ki balbatika mai admission k bad upper ki class continue hote rahega n. Civil/ general baccho ka
@anant8881Ай бұрын
Kaun kaun sa document ready karna hoga child ka 25-26 balvatika k liye
@sachinthakur588916 күн бұрын
Sar agar mere area mein kendriya vidyalay ki teen branch hai to Bal vatika first ke liye teenon branch mein admission ke liye apply kar sakte hain kya
@ThreeLittleTutor15 күн бұрын
Yes
@maroofmalik908Ай бұрын
Thanks sir ji❤❤❤
@anilnegi95628 күн бұрын
Mei 2025-26 me balvatika-2 me bache ka admission karwana chahta hun...abhi bacha nursery class me hai or bache ka D.O.B-19-04-2021 h....matlab bache ko pure 4 saal 19th April 2025 ko hoga to kya aise m balvatika-2 me admission k liye apply kr sakte hai
@mohammedarifkarif3756Ай бұрын
Sir mere daughter ki age hai 6 year 1 month balvatika 3 main admission hoga kya
@pmbjksidhapur674820 күн бұрын
mere bache ka addmission pichhle sal balvatika 3 me ho gaya tha fir bad mein cancel karva diya tha to re-addmission ho shakta hai ya nahi?????????
@FarhanAnsari_22Ай бұрын
Class 1 me registration krvana hai DOB july 2018 hai to kya registration ho jayega ?
@deepikapatwa849320 күн бұрын
Sir valvatika 3 ke liye documents kya kya hona chahiye
@varunneelam690328 күн бұрын
Sir kevi wale vatika mein admission hota hai to first class mein transfer Ho jaati Hai uski
@harshandfateh25 күн бұрын
Yes
@PriyaWaghmode-v5i28 күн бұрын
Sir, class 4 ka admission from kab se chalu hoga from Mumbai
@anupamhanumant4952Ай бұрын
Where is this school is in bihar only na please tell me
@mahanandaramshetty3327Ай бұрын
Hamare paasa karnataa ka document hai kya telangana me chalega karnataka ka document
@HilarzoneАй бұрын
Sir me kv me tha ab mene tc leli to kya mera wapas admisson ho skta hai plse reply
@mohdrazaurrahman2526Ай бұрын
सर class 1me delhi kvs ka notification कब तक आएगा।
@sanghmitraranjana3349Ай бұрын
Sir mera beta 30june ko 6 saal ka hoga toh kya hum form bhar sakte h kya
@ekunjmastrermindАй бұрын
Sir mere bache ke age 4 year hai. Konsi balvatika main apply karu
@neerjamakkar6988Ай бұрын
Humme kv mein karana hai ..class 1 mein toh form kab se milenge
@shwetaparcha2912Ай бұрын
Sir delhi me bi admission ho rhe hai ky balvatika me please tell me
@harshandfateh25 күн бұрын
Yes
@shweta6460Ай бұрын
Mujhe apne bete ka addmotion ukg me krwana h to kaise ho sakta h plz betaye
@mohammadserajuddin4838Ай бұрын
Sar Bihar RTE 202526 ka form kab se shuru Hoga Bihar mein iska information dijiye Jara
@sonirathi5Ай бұрын
Class 5th ke liye kab admission hoge
@mamta6702Ай бұрын
Delhi me nhi h
@vidyapatil6368Ай бұрын
Muje ek doubt tha ki jaise mere husband army me hai to agar posting ek jgah se dusre jgah hoti hai to agar sal me bich me posting aati hai to firse udhr ke kv school me addmission krana padta hai kya ? Aur syllabus aur uniform all over India same hai ya different hai ?? Myje next year bcche ko ukg me dalna hai abhi vo army school me lkg me hai... please provide correct and complete information which helps me find out what can i do next...
@dIvyaDhurvaАй бұрын
Yes, dresses are same in all India also same syllabus in all India.