Kishore Kumar and Sharabi Songs Record Video⬇⬇⬇ Kishore Kumar's Record Was Just About To Be Broken | Kishore Kumar Filmfare Record | Retro Kishore: kzbin.info/www/bejne/hWXZZY2Ge9V7qaM
@seemaacharya97828 күн бұрын
Ashaji ne yah geet bahut hi sundar haaya hai aur unki awaaz bhi bahut sundar hai. Isliye wo award deserve karti hai 👍👍👍
@manishgangrade3487 ай бұрын
लता, किशोर, आशा,,, इन जैसे लोगों को अवार्ड देना,,, इनका नही,,, उस अवार्ड का सम्मान है इसलिए किसी बहस मे ना पड़ें
@wilsonsubroi19827 ай бұрын
⁹Ye geet pran jaye par vachan ke liye hi record Kiya tha. Koi stock mein se nikaal Kar nahin diya. Ye itna deep aur emotional aur meaningful classic song tha. Iski popularity Radio aur records ki selling mein bahut jyada thee. Popularity ke basis pe isko nomination Mila. Agar kisi technical reason se jaise naushad saab ne ghar sansar ka ek naayab duet hello hello kya haal hai usko released hi nahin Kiya to singers ka kyaa qasoor. Waise bhi Ashajee is geet ko claim karne Filmfare award function mein nahin gayi thee kyonki unki Naiyyar saab se talkhi ho gayi thee. Award naiyyar saab ne unke behalf pe receive Kiya aur raaste mein hi gusse se tod diya tha. Ashajee jab thee hi playback singer to unke gaane ko Agar popularity ke basis par nomination Mila to ye jury ko Tay karna hai singer ka kyaa qasoor. Jaise ki Kishore da ka geet khushboo se Mujhko you hi udaas rahne do Agar pgar producer film mein nahin daalta to singer aur musician ka kyaa qasoor. Ashajee ko log hamesha negative form mein hi dekhte hain. Unke talent ke aage duniya fail hai. Pichchhle saal Sept 23 ko 90 years hone ke baad Dubai mrin live show karke aayi hai. Jabardast show tha. Is Umar mein log baat nahin Kar sakte inhone live show Kiya standing position mein.
Asha gi को ईस गीत के लिये 2 awafd देना चाहीये था🐙🐙🐙🐙🐙🐙🐙🐙👌
@sumanraghuvanshi74587 ай бұрын
She deserved the award
@jagdishraigarg35487 ай бұрын
फिल्म में भले ही इस गीत को न शामिल किया गया हो लेकिन रेडियो पर तो श्रोताओं ने इस गीत को बहुत सुना,ये कोई नाइंसाफ़ी नहीं!
@girnar2317 ай бұрын
मनोज कुमार ने भी अपनी फिल्म के एक घटिया गाने को एवोर्ड दिलवाया था
@anitkrbandyopadhyay39977 ай бұрын
Ye pura na insafi hua o award kabhi nahi dena chahiye tha
@arunsakalle7 ай бұрын
KYAA WAAPAS LENAA SAMBHAV HAI.... MR. RETRO....SUCH VIDEOS FALLS BELOW YOUR DIGNITY LEVELS. (.... anyway that song was prepared for that respective film. ) CONCERNED PRODUCER MADE THE ENTRY.... & THE SONG WAS SELECTED AS NUMBER ONE FOR THAT YEAR
@sb5458518 күн бұрын
Since it is 'Filmfare', it should be part of 'Film'. The recorded but not picturised, or going to next extent, the Film itself getting put into cold storage - should not form part of 'Filmfare'... Oscars are not given for Music Albums for that it is 'Grammy' . Unfortunately we don't have the equivalent of Grammy. Anyway, it was done, and the song was worthy winner (Having not watched the movie, I didn't know it was not in it).
@girnar2317 ай бұрын
1975 एवोर्ड रिसर्च टीम कितनी घटिया होगी के नोन रिलीज गाने को एवोर्ड दिया गया
@prakashkandwal98106 ай бұрын
Jab kisi ne gana suna hi nahin to award kyon Diya Gaya
@sureshdidmishe67296 ай бұрын
Play back hua tha film me se nikala tha
@wilsonsubroi19826 ай бұрын
Allen Michael Kishore ji aapka ye aaj tak saare video mein sabse ghatiya topic ka video. Ab aap apni position ka misuse Kar rahe ho, kisi le talent ko laan taan Kar rahe ho, I am following you from very long time, aapke initial videos mein jin artist ke baare mein video banaatd thay unko seedhe naam se bulate thay, koi jee janaab nahin hota tha, agar guts ho to mere pehle comments ka reply dein. Maine detail mein comment Kiya hai
@anitkrbandyopadhyay39977 ай бұрын
Ye pura na insafi hua o award kabhi bhi Dena nahin chahiye tha