Very good think insaaniyat ka paigaam pahochate rahiye insaaniyat ko bachaye
@MohdRN99885 жыл бұрын
allha apki Umer me barqat ata farmay ameen summa ameen
@arhamchauhan91957 жыл бұрын
SubhanAllahi Wabihamdihi SubhanAllahil Azeem
@mohammadmahfuzalam73154 жыл бұрын
Jazak Allah khair
@Badrealam-v1h Жыл бұрын
Mashaallah
@ashfaqalikhan96667 жыл бұрын
ager majboori hai tho kya office me namaaz bad sakte hai.
@abdulrahmanmahmammed57126 жыл бұрын
Mash Allah
@f.k.jadeja86054 жыл бұрын
Ghar me nmaz pdhne pe pehle farz pdhna h ya sunnat
@mdzaheeralam35096 жыл бұрын
Amen
@lastoutlaw38824 жыл бұрын
Chalo yeh to confirm hai k ghar mein namaz hai.
@shahezadsiddiqui9756 жыл бұрын
Asalam walai kum. Hamare ghar se masjid dur hai. Fazar me andhera rehta hai. Masla ye hai ki rasta Susan rehta hai aur jungle hai wo area me tiger hai.dar lagta hai.jane me. Kya ghar me fazar namaz Ada kar sakte hai. Kya hukom hai
@faheemkhan57035 жыл бұрын
As salami alaikum wa rehematullahi wa baraktahu office m job par majboori m pad sakte h or rayasen na krne vale imaam k piche namaaz durust h?
@Pyaraislam-mj9xm4 жыл бұрын
Assalamualeikum hazrat me bahut pareshan hu is baat ko lekar k me kaam karta hu aur yaha door masjid he kiya me namaz yahi pad sakta hu ho jaegi masjid 2km mtr door aur bahabi imaam k piche juma ki namaz pad sakta hain pleas jawab dijiye
@m.aarshad90766 жыл бұрын
Assalamualaikum kya hum masjid meh farz padkar sunnat aur nafil ghar aker padsakte hai pls reply soon.....
@Science-Knowledge556 жыл бұрын
M.A Arshad g parh saktay ho aur Nafli namax yanii nafal sunnat ghar main aakar adaa krna he afzal hai
@m.aarshad90766 жыл бұрын
aun sheikh ohh shukriya
@AhmadKhan-ng4sg6 жыл бұрын
Mushrik k piche namaz hogi ya nahi or mai nahi padhta hu ghar pr akele padhta hu
@nayeem965757964 жыл бұрын
Asslamualaikum Abu dawood wali hadees ka number de pls
@shehzadhussain88797 жыл бұрын
Saudi Arabia main Sunni wahabi ki masjed main namaz par sakte hai plz bataye
@theshaminsstory52916 жыл бұрын
Shehzad Hussain G ha
@nazboofriend49446 жыл бұрын
Yeehi sawal aik aur jaga bhi Kia ha aap nay
@imran_shaikh19825 жыл бұрын
bilkul al hamdorillah pad sakte bilkul namaz shi hey
@jannatmominokaghar7 жыл бұрын
اسسلام ؤ عليكوم و رهمطولاه و بركاطيو agar ammi mana kare subah me maszid me jane ke liye kyonki maszid ghar se dur hai aur rasta andhera padta hai....ye maine is liyr pucha kyonki maine kisi se suna ki hamare nabi S A W S ne farmaya ki agr meri ammi hoti to me uski aisi nokri karta ki me isha ki namaj me musalle par hoo aur surh fateha parh raha ho...aur meri ammi ne mujhe pumara Mohammad to me namaj ki niyat tor deta aut kahta ki namaj bad me parhoonga..pahle aap farmaiye ammi kya karna hai...
@islamiduniya477 жыл бұрын
walaikum assalam wa rahmatullahi wa barkatuhu..... Aapne jo hadees bayan kiyein wo sehi nehi hai..... Aisa koi vi hadees kisi vi kitabon mein humein nehi milta...... Haala ke Ammi ka haq hain, lekin Allah suvan'o tawala ka haq sabse pehle..... Aur fard namaz Allah ka haq hain.......... lekin nafil ya sunnat namaz chhor kar aap ammi ki baat shun sakte hain........ Aur raha masala masjid ke dur hone ke......too agar aap 10 ya 15 minute ke andar masjid ja sakte hain too uss masjid ko dur nehi kaha jaa sakta......aapko masjid jana parega.......aur raha masala andhere ka too Nabi-saw ne too andheko vi masjid anaa fard kiya, jiske liye too raat o din sirf andhera hi andhera hai........
@jannatmominokaghar7 жыл бұрын
Islami Duniya kya aap apna whatsapp no dr sakte hai kyonki agar mujhe kisi hadish par jaankari karni hogi to me aapse puch sakoo ye mera no hai 9771759783 7004380514
@laikkhan23146 жыл бұрын
Islamic videos Md Asif Mohammadi
@alfazalfaz93574 жыл бұрын
Shaitan misal dena to seekh
@nazimqazi78727 жыл бұрын
bhai tumhare jamat kaa. hawari masjid me talkef deta hai tu ???? aap ne masjid Ku apni jamat k. puja ki jaga bana liya hai tab ?????
@muhammadzaidkhalid59486 жыл бұрын
Nazim Qazi sharam kar chawal insan.. Kisi cheez ka ilm na ho to bakwas band rakhtay hain..