اللہ آپکی محنتوں کو قبول فرمائے آمین ثم آمین یا رب العالمین
@Heena7440Ай бұрын
Bahut accha sawal kiya 😢😢😢masaallah
@MuhammadSahilAli3 жыл бұрын
ہم تو محبت میں دوبارہ ویڈیوز دیکھنے آ جاتے ہیں یہ لائو سیشن دیکھ چکا ہوں 😅
@SadabRain-q7y2 ай бұрын
Sukriya bhai sahab
@HafizNaumanAkbar2 ай бұрын
JazakilllahuKhaira sister - may ALlah bless all Muslim sisters and keep their homes safe.
@MuhammadSahilAli3 жыл бұрын
صلوات بر محمد و آل محمد *الھم صل علی محمد و آل محمد*
@rizwanakamran64573 жыл бұрын
Apki nwazsh ha hum py ky itni achi bteb btyty hn humri rehnomi krty hn
@MuhammadSahilAli3 жыл бұрын
السلام علیکم ورحمة الله وبركاته استاذي
@HafizNaumanAkbar3 жыл бұрын
و عليكم السلام و رحمة الله و بركاته
@MuhammadSahilAli3 жыл бұрын
@@HafizNaumanAkbar ❤️
@agriculturist34483 жыл бұрын
Assalamualaikum sheikh... Mai India se ek college student hu mera sawaal yeh hai ki kya banking ke competitive exam ke liye paid Test series chala skta hu main? Students mere test series ko join karenge aur banking ke exam ki preparation karenge.. kya ye income mere liye halaal hoga? Pls jaldi bataye sheikh
@khursheedchaudhary56 ай бұрын
Thanks for updating brother I have some same problem
@Food.forfoodies21Ай бұрын
Kiya beti k paas khudke kamaye paise ho to wo maa baab ko dena zaruri hai farz hai ya wo apni marzi ke hisab se faisla kare
@unnisa56463 жыл бұрын
Assalamualaikum Sheikh I have Two questions please answer them in next video 1. I consider Moula Ali (Alysalam) as Afzal after Ambiya Is it right? because Many scholars says it is Ijma to consider Hazrat Abu Bakar Siddiq (Razillah) and considering anyone else above First Caliph is sinful 2. Are Ghair Muqallid (Salafis) are even Ahlus Sunnah because Sheikh Al Azhar with many international Scholars issue fatwa that they ain't Sunnis anymore.
@MuhammadSahilAli3 жыл бұрын
05:25 *مولانا طارق جمیل صاحب حفظه الله* 😆
@Beautyworldbyshahana4 ай бұрын
Or Jinki aulad beta ho hi na tab to budhe Maa Baap beti ki responsiblity h fr ağar Shauhar roke to aurat kya kre
@DeeneIslamProduction3 жыл бұрын
Apke shaikh sahab ko talaq dene ki kia zrurat Thi Ajib e Harkat hai😏
@MuhammadSahilAli3 жыл бұрын
😆😆😆😆😆
@FaisalAbbas19793 жыл бұрын
Unki biwi ney talaq manga tha , apni maa ki khidmat key liye. Lykin Allah ko hi maloom tha ki zindagi kis ki kitni bachi hai. Marhoma ko apni maut ki jagah pahuch ney ka sabab bhi toh darkar tha. Har shakhs apni maut ki jagah pr chal kr khud hi pahunch jata hai.
@HafizNaumanAkbar3 жыл бұрын
Video Mai esiliye Bola Thaa Kay Indo-Pak Muslims (Jo Kisi zamanai Mai Hindu Thai) ko yeh case Bilkul samajh nahi aye gaa. Yeh case woh log hi samajh saktai hai jinho nai Razamandi Kay Sath Muhajir Sahab Kay Liye apni second/third wife ko divorce Dee takai Muhajir Bhai Shadi Kar Sakai.... Woh bhee Desi Logo ko Bohat Ajeeb lagai gaa 🤔
@amnashahid94643 жыл бұрын
@@HafizNaumanAkbar aurat mazak hai kia. Jab dil chaha talaq dedi.
@HafizNaumanAkbar3 жыл бұрын
@Amna Haq - Bilkul Mazaq nahi hai, you are taking the whole story out of context. The point is that if both partners mutually agree to not be in a relationship then why should people have a problem! I have said this earlier in Urdu and now in English - kindly enlighten me what is so wrong about two people mutually agreeing on ending a marriage or keeping a marriage or marrying someone else WITHOUT compulsion??? A woman is in a far worse condition when she wants to leave and a man would force her to NOT leave! Just think about that side of the argument! The example of Muhajir and AnsAr Sahaba is to just give another case of weird situation, which would also look odd today. NEVERTHELESS, that example does not mean that people were just swapping wives or something simar to that affect 😃 Astaghfirullah! Islam in an international context is NOT limited to Indo-Pak cultural confines and structures set by people! Kindly DO NOT assume those meanings that I never intended or meant by any stretch!
@shabanakhan69973 жыл бұрын
Assalamu Aleikum talak dene ki kya zarurat ldki shoher ki ijazat lekr maa ke pas jakr ya maa ko apne ghar rakh kr bih khidmat kr sakti h
@FaisalAbbas19793 жыл бұрын
Hafiz sahab toh talaq key against hai. Unhone siraf apney Shaikh ka ek waqiya bataya hai. Unki biwi ney talaq manga tha , apni maa ki khidmat key liye. Lykin Allah ko hi maloom tha ki zindagi kis ki kitni bachi hai. Marhoma ko apni maut ki jagah pahuch ney ka sabab bhi toh darkar tha. Har shakhs apni maut ki jagah pr chal kr khud hi pahunch jata hai.
@MuhammadSahilAli3 жыл бұрын
استادِ محترم آپکا عماد الاسلام کے بارے میں کیا خیال ہے؟ وہ صاحب کبھی مرزا صاحب کی پارٹی سے طارق مسعود صاحب کی پارٹی میں گئے اب واپس علی مرزا صاحب کی پارٹی میں آ گئے
@DeeneIslamProduction3 жыл бұрын
Maola Ali ka Qaol hai k momin ek sorkah se 2 bar nhi dasa jata Ali bhai usko dubara lift krwa k Apna hi nuqsan kr rahy hein
@MuhammadSahilAli3 жыл бұрын
@@DeeneIslamProduction مجھے لگتا ہے وہ مشہور ہونا چاہتے ہیں 😆
@Affykhan7867 ай бұрын
Mere maa bewa hai unka duniya me koi nai hai aur wo Hindu thi shaadi se pehle but mere papa se shaadi k bad wo Muslim hogayi mere maa ke paas na ghar hai na Paisa hai aur wo bimar bhi hai aur mere shaadi bhi hogayi hai ab mai apni maa ko apne saath apne shohar ke Ghar pe he rakhna chahti hu mere shohar ke Ghar pe mai rehti hu mere shohr rehte hai aur Mera bachcha rehta hai but mere shohar mere maa ko rakhna nai chahte aur mujhe kuch smjh nai aa raha h mai apne maa ko kaha bheju unke paas kahi b koi bhi thikana nai hai ese halat me mujhe kya karna chahiye please bata de mi bhot pareshan hu
@HafizNaumanAkbar7 ай бұрын
Assalamualaikum waRahmatullah sister, Usually in such cases husbands have insecurities that mothers might interfere with their family matters and that's why they do not allow the in-laws at home. This is a special case, and if your mother has NO other sons or daughters to keep her then you have to take care of her and bring her to live with you...just make sure that you do convince your husband that she will not be involved in any family politics... hopefully this assurance will change his heart 💜 Ameen Summa Ameen 🤲🏻
@shakilkashmiri55262 ай бұрын
Contact no pl molana sahib
@sidrahali70396 ай бұрын
Farz nh hy lkn harj to nh hyna agr zrort hyto madad krsakty hein ya bheek mangta dkehe unko agr betey ki income na ho itni aur beti apni income se madad krna chahe to bhi nh krsakti kia
@trueislam6873 жыл бұрын
شیخ صاحب کو طلاق دینے کی کیا ضرورت تھی؟ اس کے بغیر بھی اجازت دی جا سکتی تھی جانے کی۔۔۔
@HafizNaumanAkbar3 жыл бұрын
Bhai begum nai khud Khula mangi thee, the Arab culture is not how Desi world works :)
@HafizNaumanAkbar3 жыл бұрын
The Euro-American women are also not the same way as our women are about divorce or Khula or separation :)
@amnashahid94643 жыл бұрын
Sheikh wali baat to ajeeb hi ki aap nay
@FaisalAbbas19793 жыл бұрын
Unki biwi ney talaq manga tha , apni maa ki khidmat key liye. Lykin Allah ko hi maloom tha ki zindagi kis ki kitni bachi hai. Marhoma ko apni maut ki jagah pahuch ney ka sabab bhi toh darkar tha. Har shakhs apni maut ki jagah pr chal kr khud hi pahunch jata hai.
@amnashahid94643 жыл бұрын
@@FaisalAbbas1979 bhai Mera Matlab ye tha k talaq k baghair bhi to ja sakti theen.
@FaisalAbbas19793 жыл бұрын
@@amnashahid9464 unko saat samundar paar jana tha. Aur unko kya pata tha ki unki zindagi bahut kam bachi hai. Woh toh Kai saal key liye ja rahi thi. Ager bina talaq liye jati toh shauhar key haqooq kaise ada karti. Es video mey Hafiz sahab yahi batana chahte ki shadi key baad aurat ki pahli zimmedari shauhar ki family ki hai. Maa baap ki khidmat key liye shauhar ki ijazat zaroori hain. Main ney Kai family siraf es liye tabah hote dekhi hai ki biwi ko sasural sey zyada maa baap ki fikr hoti hai. Lykin saath hi Hafiz sahab ney shauhar ko bhi kaha hai ki apni biwi ko uskey maa baap sey milney sey nahi roke.
@amnashahid94643 жыл бұрын
@@FaisalAbbas1979 talaq hi kiun. Mard ka dil itna chota kiun hota hai. Aurat to apnay husband k parents k khidmat kar sakti hai to Mard kia itna bhi nahi kar sakta k biwi ko us Parents ki kidmat karnay de. Biwi to shohar k haqoq bhi ada karay aur us k parents ki khidmet bhi karay. Magar aurat apnay parent ki khidmat na karay.
@sakinazfashions41235 ай бұрын
Aap ghalat farma rahain sahab mard ko sakhti se mana kia gaya hai k mard ko koi huq nhi bivi ko apne maa baap ki khidmat se rokne ki is baat pe aurat talaq bhi le sakti hai ager koi aur aulaad nhi hai or shohar mana kare kahan se baten le ay hen aaap woh buzurg hone ge Allah wale lekin nabi nhi they aap sahi hasees code karen aap ka eilm bobat he kam hai
@Isthub5 ай бұрын
السلام و علیکم! محترم حافظ نعمان صاحب آپ کے سے ایک پرسنلی سوال پوچھنا چاہتا ہوں، براہ کرم اپنا موبائل نمبر یا واٹس ایپ نمبر شیئر کر دیں۔ جزاک اللہ خیرا