Mainy tojabbhi manga mery allah ne dia h alhumdulillah
@danishm.34175 ай бұрын
Really? Hem nay to kisi ki dua qabool hotay naheen dekhi. Ap pehlay insan hain, jo aisa dawa ker raha hay. Yea ab ap ko sabit kerna ho ga.
@Yaallahmadad1232 ай бұрын
@@danishm.3417astagfirullah kya bol rhi hai aap
@danishm.34172 ай бұрын
@@Yaallahmadad123 Kia ap ki duain qabool hoti hain? Agar aisa hay, to koi misal day sektay hain?
@MuhammadRafique-gg9wqАй бұрын
@danishm.3417 Hahahaha are you Hindu ?
@danishm.3417Ай бұрын
@@MuhammadRafique-gg9wq Why on earth would you think that?
@mustakahmedshaikh9161 Жыл бұрын
Ma Shaa Allah very good explanation
@sabamalik4453 Жыл бұрын
Asalam o alikum qari sab m apko bohat shoq sy sunti lekin apki is video ny mjy bohat motivate Kia duao m yad rkhye ga ALLAH g razi rahyn mjsy aaameen sumaamen
@mashalanwar9968Ай бұрын
Masha Allah mufti sahab bohat shukriya apk bayan sy sukoon hasil hota hai
@mdalichand211 Жыл бұрын
Apke. Bayan. Se. Mere. Zehan. Ko. Relex. Hova. Thank. You
@zeeshanakhtar66817 сағат бұрын
Beshaq haq hai
@danishm.34173 ай бұрын
Bohet say log dua ki qabooliat kay hawalay say is liay mayoos ho chukay hotay hain, kay un ki sari zindagi kabhi bhi koi dua qabool naheen huwi hoti hay (balkay hem ny to aj tek koi zi-rooh nahin dekha, jis ki Dua qabool huwi ho, han kuch Anbya aur Sufia kay waqeat sunay hain), chahay un kay sath kitnay hi zulm huway hon, unhon nay kitni hi girya-o-zari ki ho, kitnin hi ibadaat ker rekhin hon, kitnay hi baray azkar kay pahar kharay ker dia hon. Waqt ka her guzarta lamha un kay dil main yea yaqeen rasikh kerta chala jata hay, kay yea zillatain un ka Nawishta-e-Taqdeer hain, yani Khuda ka faisla hay, yani Khuda nay unhain is dunyawi zindagi main mehroom aur zaleel hi rekhna hay. To aisay mayoosi ki daldal main phansay huway log kia karain? Kia Khuda ki afsanwi Rehmaton kay dhandhoray peet-tay rahain? Yani, na ho ga no men tayl, na nachay gi Radha! Hairet hay, kay aisay logon kay samnay kabhi koi Khizar, koi Rijal-ul-ghaib naheen ay, kay un kay dard ki dawa kartay, yani Khuda nay unhain aik mansoobay kay tehat dhakkay mar-mar kay mayoosion kay hawalay ker dia..., yani wo pedaishi Randa-e-Dargah hain. Yea un kay pichlay janmon ka karma hay.
@firdausfatima8746 Жыл бұрын
Mashallah bahut Kuchh sikhane ko Mila
@mafzalshah4198 Жыл бұрын
ماشاءاللہ بہت اچھا بیان فرمایا جزاك اللهُ
@Neha-razviya Жыл бұрын
Tqq soo much aapne meri confusion door kardi aur meri soch ko ek sahi direction di jazakallah
@rimshakhan500210 ай бұрын
Excellent bayan
@shahrukhmansoori1451 Жыл бұрын
Subhanallah❤❤ masha allah❤❤
@MohammadImran.Ansari8 ай бұрын
Ma Sha Allah
@GulammustafaShaikh-u4q23 күн бұрын
Mashaallah
@uzmazariwala9839 Жыл бұрын
Nice very nice explanation
@Syeda-c3g7 ай бұрын
Alhumdullila ❤
@syeds25232 жыл бұрын
Pure baat samaj aagayi shukriya molsab❣️❣️
@fazalkhan70162 жыл бұрын
Mashaallah Shai btaya aapne
@mehbubpanwala9823 Жыл бұрын
Subhanallah
@MustafaKhan-h8g3p6 ай бұрын
Allah se yaqeen se mango wo zaroor sunta h allah ko bandy ka dua mangna pasand h
@danishm.34175 ай бұрын
Han, Usay banday ka dua mangna to pasand hay, laikin us banday ki dua kay nateejay main kuch dena pasand naheen hay.
@anamatif22384 ай бұрын
U r right
@danishm.34173 ай бұрын
@@Mango46383 Bohet say log dua ki qabooliat kay hawalay say is liay mayoos ho chukay hotay hain, kay un ki sari zindagi kabhi bhi koi dua qabool naheen huwi hoti hay (balkay hem ny to aj tek koi zi-rooh nahin dekha, jis ki Dua qabool huwi ho, han kuch Anbya aur Sufia kay waqeat sunay hain), chahay un kay sath kitnay hi zulm huway hon, unhon nay kitni hi girya-o-zari ki ho, kitnin hi ibadaat ker rekhin hon, kitnay hi baray azkar kay pahar kharay ker dia hon. Waqt ka her guzarta lamha un kay dil main yea yaqeen rasikh kerta chala jata hay, kay yea zillatain un ka Nawishta-e-Taqdeer hain, yani Khuda ka faisla hay, yani Khuda nay unhain is dunyawi zindagi main mehroom aur zaleel hi rekhna hay. To aisay mayoosi ki daldal main phansay huway log kia karain? Kia Khuda ki afsanwi Rehmaton kay dhandhoray peet-tay rahain? Yani, na ho ga no men tayl, na nachay gi Radha! Hairet hay, kay aisay logon kay samnay kabhi koi Khizar, koi Rijal-ul-ghaib naheen ay, kay un kay dard ki dawa kartay, yani Khuda nay unhain aik mansoobay kay tehat dhakkay mar-mar kay mayoosion kay hawalay ker dia..., yani wo pedaishi Randa-e-Dargah hain. Yea un kay pichlay janmon ka karma hay.
@danishm.34173 ай бұрын
@@Mango46383 Bohet say log dua ki qabooliat kay hawalay say is liay mayoos ho chukay hotay hain, kay un ki sari zindagi kabhi bhi koi dua qabool naheen huwi hoti hay (balkay hem ny to aj tek koi zi-rooh nahin dekha, jis ki Dua qabool huwi ho, han kuch Anbya aur Sufia kay waqeat sunay hain), chahay un kay sath kitnay hi zulm huway hon, unhon nay kitni hi girya-o-zari ki ho, kitnin hi ibadaat ker rekhin hon, kitnay hi baray azkar kay pahar kharay ker dia hon. Waqt ka her guzarta lamha un kay dil main yea yaqeen rasikh kerta chala jata hay, kay yea zillatain un ka Nawishta-e-Taqdeer hain, yani Khuda ka faisla hay, yani Khuda nay unhain is dunyawi zindagi main mehroom aur zaleel hi rekhna hay. To aisay mayoosi ki daldal main phansay huway log kia karain? Kia Khuda ki afsanwi Rehmaton kay dhandhoray peet-tay rahain? Yani, na ho ga no men tayl, na nachay gi Radha! Hairet hay, kay aisay logon kay samnay kabhi koi Khizar, koi Rijal-ul-ghaib naheen ay, kay un kay dard ki dawa kartay, yani Khuda nay unhain aik mansoobay kay tehat dhakkay mar-mar kay mayoosion kay hawalay ker dia..., yani wo pedaishi Randa-e-Dargah hain. Yea un kay pichlay janmon ka karma hay.
@danishm.34173 ай бұрын
@@Mango46383 Bohet say log dua ki qabooliat kay hawalay say is liay mayoos ho chukay hotay hain, kay un ki sari zindagi kabhi bhi koi dua qabool naheen huwi hoti hay (balkay hem ny to aj tek koi zi-rooh nahin dekha, jis ki Dua qabool huwi ho, han kuch Anbya aur Sufia kay waqeat sunay hain), chahay un kay sath kitnay hi zulm huway hon, unhon nay kitni hi girya-o-zari ki ho, kitnin hi ibadaat ker rekhin hon, kitnay hi baray azkar kay pahar kharay ker dia hon. Waqt ka her guzarta lamha un kay dil main yea yaqeen rasikh kerta chala jata hay, kay yea zillatain un ka Nawishta-e-Taqdeer hain, yani Khuda ka faisla hay, yani Khuda nay unhain is dunyawi zindagi main mehroom aur zaleel hi rekhna hay.
@ayeshabegum26364 ай бұрын
Haan samjhe Alhamdulillah
@TheRealSussyBakaOfEarth4 ай бұрын
❤jazakallh
@Brainwise8897 ай бұрын
Bohat khoob❤
@TAUHEED_AHAMAD9 ай бұрын
कुल मिला जुला कर बात यही है की होगा वही जो लिखा है तक़दीर में.
@MustafaSahilАй бұрын
😢Mery lia dua kren please meri mhbt mujhe chup chap echanak chor gai ha me bohat trp raha hu please, Allah usy mery naseeb me likh dy 😢😢 please
@mohdsameer75668 ай бұрын
ma sha Allah
@parvezahemad6571 Жыл бұрын
Mashallah 💚
@safiyamistry3214 Жыл бұрын
As salaamo alaikum qari sahab. Alhamdulillah Mai takriban aapke sare bayan sunti hu aur Inspired bhi hu. But Ye bayan mujhe meri nand ne bheja hai aur wo iss bayan me iss jumle se unsatisfied Hai ke duaon se taqdir nahi badalti. Kyu ke ab tak yahi sunte aaye the ke dua taqdeer ko badal deti hai. Mera ye sawal to nahi hai aur na doubt hai bus khulasa chahti hu taake Mai kisi ko ye baat samjha saku. ye ke Allah apne bandon ko sattar maaon se zyada pyar karta hai. Aur wo apne bande ke liye bura soch hi nahi sakta. Uske saath ye bhi ke Allah ne pehle se hi saari cheeze likh di hai aur Jo likha hua hai wahi hota hai. Jaise ke Allah ne logon ko do giroh me taqsim Kiya ek jannat wala giroh aur doosra jahannam wala giroh. Iss baat par sahabane huzure Akram swallal'lahoalaihe wasallam se pucha hamara shumar kin logon me hoga to huzur ne farmaya jo jannati honge wo jannat Wale Amal karenge unka khatma bhi jannat Wale Amal par hoga. Aur Jo jahannami honge wo jahannam me Jane Wale Amal karenge unka khatma bhi jahannam Wale Amal par hoga is ke saath Allah ne bande ko ikhtiyar bhi Diya hai ke wo apne Amal se jahannam ya jannat pa sakta hai. . Is baat ka khulasa mumkin hai?
@beautyjournalproduct388310 ай бұрын
Bt ye hai k Quran me Allah ne khud kaha hai k muj se mango me qabol kron ga to bs phr hm ne mangna hai q k Allah hr cheez pe qadir hai q k taqdeer likhne wala b to wohi Allah hai us ki mrzi wo taqdeer badl de ya na badle bs hme ye Yaqeen krna hai k Allah sb kr skta hai or hm ne bs mangna hai
@danishm.34175 ай бұрын
@@beautyjournalproduct3883 Ap ka premise kamzor hay, kay Khuda bandon say 70 maon say ziada piyar kerta hay. Kia hamain dunya main aisa koi Ilahi piyar nazar ata hay? Kia hamain log bhook, aflas, bemarion, zillaton main sisaktay nazar naheen atay? Hem nay aj tek koi shakhs naheen dekha, jis ki koi dua qabool huwi ho, chahay unhon nay Khuda say kitni hi ajizi say, gurgura kay, balkay rotay huway bhi manajat ki hon. Yan to dua is Alem-e-Hawadis main qabool hoti hi naheen, yan sirf deeni-o-roohani aitbar say bohet bari hastion ki, maslan kisi bohet baray Sufi ki, yan kisi becchay ki terhan masoom iman rekhnay walay ki (yani ilm say ari shakhs). Yan Khuda is Alem-e-Hawadis-o-Asbab kay constraints kay ba-is aisa ker naheen sekta? Agar us ki qudret la-matanahi hay, jaisa kay dawa kia jata hay, to is amar, yani dua ki qabooliat, main kia shay maney hay? Jis shakhs ko dekhain, wo mayoos nazar ata hay, kion kay us ki kabhi koi dua qabool naheen huwi, chahay us nay ibadat-o-azkar kay pahar kharay ker diay hon.
Fir to apke according log dua hi mangna band kardenge..... Allah ko pasand hai ke banda apne rab se dua mange.... Beshaq allah se yaqeenan ke sath manga jaye allah ata Karega....aur zyada gehrayi tak jane ki zarurat nhi h...bs itna yaad rakho allah se yaqeen k sath mango jo behtar hoga allah ata krdega lkin y nhi k allah dua qubool nhi krega...
@ismatjahan1326 Жыл бұрын
Ager AAP naik neatink Sath theak direction k hisab sa chalen to kamyab ho jata hn Allah hmara kmn ko apna irada k hisab sa kra ameeen sb sa bahter Allah mari qisamat bht achi bna da ameeeen
@muhammadsarpara84842 жыл бұрын
یعنی پریشان نہہں ہونا ہر چیز اللہ نے پہلے سے ہی لکھ دیا ہے
@KS-eu7jp Жыл бұрын
Pehlese kuch nahi likha hota ye mazhab ne galat phemi daali hai.
@beautyjournalproduct388310 ай бұрын
Asal bt ye hai k hme ikhtyar dia hai baqi taqdeer ko i think koi b thk se smj skta
@KS-eu7jp10 ай бұрын
@@beautyjournalproduct3883 Baadshahoo ki baadshahi genration to genration chalane ke liye mullawoo ke zariye se yee baat maashere may aam ki hai .
@samimds16097 ай бұрын
Taqdeer ka inkar kufr hai
@ShaZainabАй бұрын
Beshak
@danishm.34175 ай бұрын
Insan kab tek kamyabi kay hasool kay liay mehnat kerta rahay, hatta-kay usay musalsal nakamion say yaqeen ho jay, kay yea kamyabi us ki Taqdeer main naheen hay, lehaza usay ab aisy saiy-e-la-hasil bend ker deni chahyea?
@haazimaltaf2703 ай бұрын
Convincing❤
@hanifashaikh91943 ай бұрын
Aoa.molaba sahib ager kese ki bad dua lagi ho to us ka kafara kia heh pl jawab zaror dijiega
@arhanali708 Жыл бұрын
Hazrat sawal arz hai k Aurat khula lelene k bad agar wapas Zindagi shauhar k sath guzarna chae to Guzar sakte hai kya. Iski kya Surat hogi
@ismatjahan1326 Жыл бұрын
Mgha aisa lagta ha k Allah bnda ki neat koshesh aur bhroosa ko daikhta ha
@danishm.34175 ай бұрын
Naheen, niyaton aur koshishon say koi ferq naheen perta. Hem nay logon ki umer bhar ki mehnatain chashm-e-zadan main zaya hotay dekhin hain. Taqdeer ka sher ghalib a kay raha.
Dua ko samajhnay main amooman ghalati hoti hay. Log dua ko Khuda kay samnay rekhi gai wishlist samajhtay hain, jo kay zahir hay, am tor per puri naheen hoti, jis say un main mayoosi jer pakarti hay. Dua ko Hadith main Ibadet, aur kaheen Ibadet ka Maghz/Ibadet ki Rooh kaha gaya hay. Yea Banday aur Reb kay darmayan taluq qaem kerti hay. Yaqeenan is bat ka imkan mojud hay, kay is wishlist main say kuch is dunyawi zindagi main haqeeqat ben jay, aur isy umeed-e-farda ka insan ko sahara hota hay, laikin dua ki adam-qabooliat kay nateejay main terk-e-dua say insan mazeed mayoosion main ghirta aur us ka taluq Reb say mandh perhta chala jata hay.
@danishm.34173 ай бұрын
Yani Khuda ka kam mayoosian phailana hay, aur Banday ka kam mayoosion ki tareekion ko Khuda ki na-paid Rehmat ki Umeed-e-farda kay jali ujalon say door bhagana hay? Khuda kay liay akhir yea maut-o-hayat ka masela kion bana huwa hay, kay Banday ki Dua Us nay qabool nahin kerni? Yea majra akhir hay kia? Yea Uqda kon kholay ga?
@sahjhanansari6705 Жыл бұрын
Ok
@ParvezhashmatulaSiddiqui8 ай бұрын
आपका एक दूसरे वीडियो क्लिप सुना जिसमें आपने फ़रमाया के एक बंदे का करने के बाद दर्जात बुलंद हुए तब उसने पूछा तो बताया लाने के आपकी नेक बेटे दुआ की भाई मेहरबानी बताएं कि के हम दुआ मांगे या अल्लाह की मर्जी समझ के हाथ रख
@danishm.34175 ай бұрын
Hem nay aj tek koi shakhs naheen dekha, jis ki koi dua qabool huwi ho, chahay unhon nay Khuda say kitni hi ajizi say, gurgura kay, balkay rotay huway bhi manajat ki hon. Yea kia majra hay? Khuda akhir duain qabool kion naheen kerta? Ap ba-haisiat Alim-e-deen kay logon ko umeeed-e-farda day rahay hain (jisay ehl-e-sukhan ba- zuban-e-awam truck ki butti kay pichay lagana kehtay hain), jo kay ba-haisiat-e-khud aik Sayb bat hay. Laikin sawal apni jaga per qaem hay, kay logon ki duain itni na-maqbool kion hoti hain, kay kaha ja sekta hay, yan to dua is Alem-e-Hawadis main qabool hoti hi naheen, yan sirf deeni-o-roohani aitbar say bohet bari hastion ki, maslan kisi bohet baray Sufi ki, yan kisi becchay ki terhan masoom iman rekhnay walay ki (yani ilm say ari shakhs). Yan Khuda is Alem-e-Hawadis-o-Asbab kay constraints kay ba-is aisa ker naheen sekta? Agar us ki qudret la-matanahi hay, jaisa kay dawa kia jata hay, to is amar, yani dua ki qabooliat, main kia shay maney hay? Jis shakhs ko dekhain, wo mayoos nazar ata hay, kion kay us ki kabhi koi dua qabool naheen huwi, chahay us nay ibadat-o-azkar kay pahar kharay ker diay hon. Achay khasay abideen aur aihl-e-zikar ab yea takleef-deh bat kehtay nazar atay hain kay duaon main kuch naheen rekha, bas dunyawi mamlat-o-masael ko dunya kay asbab ikhtayar ker kay hel kernay ki koshish kerni chahyea, Duaon aur Azkar/Wazaif kay jhamailay main naheen perna chahyea, yani agar taqdeer main kuch likha hay, to wo ho ker rahay ga, chahay koi dua karay yan na karay, aur agar naheen likha, to wo jitni chahay airian ragar lay, nateeja mafqood rahay ga. Is soch ka kia jawab dia jay?
@syedzadi335 Жыл бұрын
Mtlb k ab hum dua kre na kre barabr he???
@danishm.34175 ай бұрын
Han, bazahir to aisa hi hay. Sab kuch apna pichlay janmon ka Karma hay.
@safiyamistry3214 Жыл бұрын
To Jo log jahannam me jayenge wo bhi Allah hi ke hukm se jahannam me jayenge. To Allah un ko jahannam me kyu dalna chata hai, unka kya kasur hai?
@Yazdanshiraazi97478 ай бұрын
Esi baate nhi kro... ALLAH ta'aala k baare me soch smjh kr bola kro
@danishm.34175 ай бұрын
Yea un kay pichlay janmon ka Karma hay. Khuda Akhret main nai makhlooq bhi peda karay ga, Jahannum ka pait bharnay kay liay. Yea sab bohet dark themes hain. Kia insan kay pas koi free will hay, yan Khuda Us kay faislay ker raha hay? Agar koi free will naheen, to hisab-kitab kaisa? Hem dua mangain yan na mangain, hamari sehat per koi ferq naheen perta. Jin ki taqdeer main dhakkay likh diay gay hain, wo kha rahay hain, aur khatay chalay jain gay, chahay jitni marzi dua ker lain, yan ibadat-o-azkar kay pahar hi kharay ker dain. Yea pichlay janmon ka Karma hay, yani is say koi mafar naheen, yani apni saza bhugto. We're all imprisoned and doing time here.
@zainwaqas18862 жыл бұрын
Mufti Sahib Jo nikah hony k bad khatm ho jaey . Log turwa den . Is barey ma biyan Karen k ye taqdeer ma tha k log turwa den rishta
@darkman11111 Жыл бұрын
Han
@parvezahemad6571 Жыл бұрын
💚💚💚💚💚💚🌹🌹🌹🌹🌹
@KS-eu7jp Жыл бұрын
Duwaa maangnese kuch nahi milta deemasgse soochker haath pawoose bherpoor mehnet kernese sab milta hai😊
@danishm.34175 ай бұрын
Really? Tujhay aj tek mehnat say kia mila hay?
@KS-eu7jp5 ай бұрын
@@danishm.3417 Tasbeeh pakadker masjid may 1 saal baith phir dekh tujhe kya milta hai phir hossh may aa.
@danishm.34175 ай бұрын
@@KS-eu7jp Abay gadhay, kia ghans kay sath bhang bhi khata hay, kay aisi bakwas ker raha hay? Tu nay apni zindagi main aj tek kia kia hay, kay aisay daway ker sakay? Kia life achievements hain teri? Kon si mehnat, school bhi kabhi gaya hay? Tujh jaison nay Azkar kia kernay hain, Namaz-Rozay kay nazdeek say bhi guzra naheen legta. Kuch naheen seekha dunya main, aur internet ki tareeki main chup ker ehl-e-ilm-o-zikar per bhonknay beth gaya hay
@danishm.34175 ай бұрын
@@KS-eu7jp Gadhay, kia ghans kay sath bheng bhi cher gaya hay, kay aisi bakwas ker raha hay? Kia tu 1 sal tek masjid main betha 'Tasbeehat' kerta raha hay, laikin tujhay kuch naheen mila? Tu Amliyat ker raha tha, Khuda ki Ibadet naheen. Teri soch Ibleesi hay, lehaza kuch alfaz kay dohranay say kuch naheen milay ga, siway mazeed dhakkon kay. Namaz-Rozay kay nazdeek say bhi guzra naheen legta. Ibadet ker, sifli khwahishat ki takmeel kay liay Amliyat naheen.
@mehakghori6112 Жыл бұрын
Lakin Kisi ki bilawaja divorce hojye Tu kya is me bhe Allah Ka faisla Hota Hy ye Kam Tu shetan Ka Hota hy
@shakiransari40016 ай бұрын
Sab Allah ka faisla hai
@danishm.34175 ай бұрын
Khuda Shetan kay war say hamari hifazet ker sekta hay, agar Wo aisa kerna chahay.
@KanzurehmanCookingValley Жыл бұрын
Asalam u alaikum, Allah to kheta he mujh se mango me don ga, pher kea Allah se dua bhi ni mange q k us ko jo dena ho ga wo kudh hi de dega humare mangne ki zarurat kea he q k hum mange ya na mange wo to de ga q k us ka fesla phele se he. Ap ki bat ne bhut confused ker dia he
@USMAN-jp1wp Жыл бұрын
Behen taqdeer ka masla bahut pechida hai aur insani dimagh ko samajh nahi aa sakta.
@syedasheezaasgher16748 ай бұрын
Duaon m taqat hoti or Allah ki maslihat ko hm dair se janty hain likha hoa sb phly se h bus duaon se us m asani ajati h ya toh pbir sabar ajata h duaon ka silsila chalta rehta h
@danishm.34175 ай бұрын
Han, yea theek soch hay, kay hem dua mangain yan na mangain, hamari sehat per koi ferq naheen perta. Jin ki taqdeer main dhakkay likh diay gay hain, wo kha rahay hain, aur khatay chalay jain gay, chahay jitni marzi dua ker lain, yan ibadat-o-azkar kay pahar hi mkharay ker dain. Yea pichlay janmon ka Karma hay, yani is say koi mafar naheen, yani apni saza bhugto. We're all imprisoned and doing time here.
@sizanansari30932 ай бұрын
Kya farma rhe ho Mufti sahab kuch samaj nhi aa rha na jaane kya kya bole ja rhe ho
@MustafaKhan-h8g3p6 ай бұрын
Apki bat samagh nahi ai kia phir dua nahi mangni chahiye allah se na mangne se alla naraz hota h allah ne bola h mugh se mango main dounga istarah to log mangna hi chor dengy
@safiyamistry3214 Жыл бұрын
Gustakhi ke liye maafi chahti hu
@mohammadarshaddastageer563411 ай бұрын
4 me 3 batein to ghalat likhi hui thee..matlab frishto ko confuse kiya gaya
@danishm.34175 ай бұрын
Bazahir to aisa hi legta hay. Laikin is divine confusion ki waja wazeh naheen ho saki.
@miannasir4559 ай бұрын
محترم مفتی صاحب دعا تو عبادت کا مغز ہے اللہ رب العزت فرشتوں کو کیوں اسطرح لکھ کر دیں گے جب کے فرشتے اللہ پاک کے تابع ہیں اور اگر سب کچھ پہلے سے ہی لکھ دیا گیا ہے تو سزا اور جزاء کیوں اور نماز میں دعا بھی کرتے ہیں الللہ سے ساری نماز ہی ایک مکمل اور جامع دعا ہے الحمدواللہ ، اس میں کوئی شک نہیں اللہ پاک قادر مطلق ہے اور سب جانتا ہے ان اللہ علی کل شئ قدیر اس مسلہ کو دوبارہ سے سمجھائیں جزاک اللہ خیر
@danishm.34175 ай бұрын
Yea dunya ki zindagi aik bohet bara dhoka hay.
@sadiashehzadi1860 Жыл бұрын
Tu pher dua karny ko kis liye kaha gaya hai????
@danishm.34175 ай бұрын
Amoomi ray yea hay, kay duwain Akhret main zaroor qabool hoti hain (ho sekta hay, is main bhi koi tafreeq ho, kay kis ki qabool honi, kis ki naheen). Is dunya ki zindagi kay hawalay say dua kam hi qabool hoti hay (hem nay to aj tek koi aia case naheen dekha). Yea mehaz Ibadet hay, jo banday ko Rub say joray rekhti hay.
@amazondealsandoffers3806 Жыл бұрын
Ek dam galat baat hai dua taqdeer badalti hai. Jb prophet mossa bade pareshaan the to unhone Allah se surah qasas k ayat ni 24 padhi thi r khoob dua ki thi to phir unki jaldi shadi ho gayi. Dusri baat prophet yunoos machli k pet me chale gaye the unhone ayete karima k zyada se zyada padha Allah se dua ki phir Allah ne unko machli k pet se nikal diya Allah paak se bhikari bnkar ro ro kar dya mango Allah zaroor piiri karte hai. Mujhe yakeen hai wo mere har dreams ki poori karenge. Allah hu akbar
@mohdibrahim9108 Жыл бұрын
Wohi he toh Allah ka faisla tha 😄
@amazondealsandoffers3806 Жыл бұрын
@@mohdibrahim9108 tum log ko Allah k zaat par bharosa hi nhi. Allah kehta hai mujhse namaz aur quran se mango me ata karunga. Agar sb insaan kismat par depend ho jaaye to tb koi bhi Allah se dua nhi mangenga. Allah kbhi nainsaafi nhi karta aur kbhi jhooth nhi bolta. Yakeen se mamgo dua kubool hoti hai aur taqdeer bhi badal deti hai. Ye bilkul sach hai. Jisko believe hoga Allah par wo mangenga. Mujhe jo chahye wo mujhe milkar rahega mujhe bs dua karte rehna hai r Sabar karna hai kyunki sabar k fal mitha hota hai. Apna imaan sahi karo
@mohdibrahim9108 Жыл бұрын
@@amazondealsandoffers3806 bhai tumhari age kya hai? aur tum video puri dekho aur mufti sahab kya kherahe hai gor se suno aur apna dimag use Karo samjho kya kherahe hai
@md.chisti2621 Жыл бұрын
Bhai mafi Chahta hu lekin koi Bhai thodi si BAAT sun kar faisla na liya kare Bura bayan suna kare
@amazondealsandoffers3806 Жыл бұрын
@@md.chisti2621 hmmm ho sakta hai mene pura suna na ho
@alihassanzahid84643 ай бұрын
I'm not satisfied with your some points
@jamailahmad2320 Жыл бұрын
حضور میرا سوال ہے اگر ہم الللہ کے فیصلہ کے پابند ہیں تو حساب کیسا الللہ نے قرآن میں حکم نازل کیوں کیے گناہ سے بچنے کا حکم کیوں دیا توبہ کرنے کا حکم کیوں دیا حساب لینے کا حکم کیوں دیا کیا بندہ گناہ الللہ کے فیصلہ کی وجہ سے کرتا ہے الللہ کسی پر ناحق ظلم نہیں کرتا ہر بچہ فطرت اسلام پر پیدا ہوتا ہے پھر وہ الللہ کے فیصلہ سے کافر ہوجاتا ہے حضور یہ سوالات میرے ذہن میں آئے ہیں جواب دیکر رہنمائی فرمائیں والسلام
@danishm.34175 ай бұрын
Yea aik khatarnak sawal hay, jo bohet say zehnon ko apnay ghairao main liay huway hay. Kia insan kay pas koi free will hay, yan Khuda Us kay faislay ker raha hay? Agar koi free will naheen, to hisab-kitab kaisa? Hem dua mangain yan na mangain, hamari sehat per koi ferq naheen perta. Jin ki taqdeer main dhakkay likh diay gay hain, wo kha rahay hain, aur khatay chalay jain gay, chahay jitni marzi dua ker lain, yan ibadat-o-azkar kay pahar hi kharay ker dain. Yea pichlay janmon ka Karma hay, yani is say koi mafar naheen, yani apni saza bhugto. We're all imprisoned and doing time here.
@GazalaMalik475 ай бұрын
Duaa muqaddar ko bhi badal deti h ye bat sach h
@danishm.34175 ай бұрын
@@GazalaMalik47 Waqai? Kia ap ki Taqdeer Dua say badli? Kis ki dua, ap ki apni, yan kisi Wali ki?
@GazalaMalik475 ай бұрын
@@danishm.3417 ummid h ki duaa se taqdeer badal jayegi Duaa yakeen intezaar