Hum bachcho ko tution dete h monthly bht kam salary ati h but aap yakin kre barkat inti hoti h sari khusi Puri hojati h Allah ka Sukar h..so plzz aap hmesha achi niyat rakhe or apke pass jitna h usme se kuch greebo ki madad kre Q ki ek neki pr Allah das neki k sawab h or Quraan ko daily read kre Translation sune inshaallah kamyabi milegi or sukun bhi
@hackerop291 Жыл бұрын
Mashallah 💜
@faizanhayat708 Жыл бұрын
JazakAllah Khairan 💝
@fatimaShoaib110 Жыл бұрын
Thanks
@main_mizaan Жыл бұрын
Jazak Allah
@aid551 Жыл бұрын
💯❤️
@afzalshaikh21544 ай бұрын
Basheq jo allah ne likh diya ho gaya ❤😊but dua me alhamdulillah allah ne itni taqat di h ke pucho hi mat ❤❤❤
@saifmalik9170 Жыл бұрын
Meri sellery 9000 he allah ka shukar he zindagi me khusi he
@Amoeba247 ай бұрын
9 hazar ya 90 hazar ??? Bhai
@Abdullah-uy7ki5 ай бұрын
@@Amoeba24 🤣🤣
@FreakieTalk10 ай бұрын
Wallahi Rizq ki fiqr Na Kiya kar Allah waqt pe apko de dega (Haza- min- Fazli- rabbi)
@Romeo-iw1wr9 ай бұрын
Beshaq ❤Allah hum sab ko nek amaal karne ki Toufeeq athaa farmaaye Aameen 🤲♥️
@SyedNeelu1005 Жыл бұрын
Mashallah itna acha kon explain karte hy.. k baat asaan se mind me chala jata hy. Shukriya faiz bhayi..
@azeemmirza1358 Жыл бұрын
Ap mere liye dua kare allah tala mujhe 5 waqt ki namazi bnade or mere baccho ko farmabardar or mere sohar ko sehat ata
@LALITMOHANKULKARNI11 ай бұрын
Brother your sweet and encouraging words drew tears from my eyes. Indeed a person may be poor in money but rich in God's grace. Thanks and regards LMK THANE MAHARASHTRA INDIA
@shaikhrashed60458 ай бұрын
Allah Qur'an me kahta hai ke tum agar shukar karoge tu Mai tumhe mazeed doonga Iska matlab shukar se nematein zyada hoti hai
@umarqamarbhatti5461 Жыл бұрын
MASHA ALLAH adv faiz bhai boht achy lectures hoty hain aap k ALLAH pak khair kry aap ki umar qamar bhatti from sialkot
@azeemmirza1358 Жыл бұрын
Allah ka sukr h humari kmai bohot or kharcha zada h par barkat bohot h
@mahboobahmed7632 Жыл бұрын
Allah knows past present future he predestined everything life death Rizq is written down
@ORAIB5 ай бұрын
Ma sha Allah buhut hi umdah aur aasaan tareeke me samjhaya aapne
Masha Allah sahi haka aapne maine is baat ko aajmaya hai rijk sab barkat pe tika hua hai♥️♥️♥️
@jethamillionviews5604 ай бұрын
Dua naseeb badl deti h
@saddammansuri86709 ай бұрын
Mehnat se hi sab kuch hota hai
@aatifkhan1895 ай бұрын
Mehnat to sabse jyada kisan karta hai firbhi wahi rahta h ... Mehanat ho ya intellectual Allah ne har ek kee had mukarrar kee hui h
@mdsam5113 Жыл бұрын
Your very great bade bhai !!!!!!! Allah aapse bada khush log bhi .md samiullah salafist india AP guntur
@morashidkhan7860 Жыл бұрын
Masha Allah faiz bhai bhot acha byan jazak Allah khair
@zahirspetworld4199 ай бұрын
Great. May allahtala give you sound health and long life ameen
@Anas-zy3ph9 ай бұрын
❤beautiful lecture for Risk
@zoheb07 Жыл бұрын
Very well explained faiz bhai.. Very logical and analytical sense of explaining.
@riddunyra4373 Жыл бұрын
first cut his ugly beard.. islam means hygiene ..not ugly faces
@imtiyazalam97919 ай бұрын
ALLAH APKO JAZAK KHAIR ATTAH FARMAYE MAULANA FAIZ SYED BHAI KO HIFAZAT FARMAYE IS MULK KE LIYE DUA FARMAYE AMMI ABBU LIYE DUA FARMAYE
@atifalikhan9765 Жыл бұрын
AllahuAkbar Allah Kareem Alhamdulillah
@naushadahmad5303 Жыл бұрын
Sahi Baat Hai bahot ache se samjhaya shukriya
@israr_4hmad Жыл бұрын
Subhan Allah ..kya baat hai bahot khoob faiz bhai ❤
@MohdFaiz-kg8uq8 ай бұрын
Kaafi sukoon mila sunkar achcha kama rhe Hain but barkat nhi h
@shohelkhan45276 ай бұрын
Bhai aap kha se ho
@shohelkhan45276 ай бұрын
Bhai aap kha se ho
@zafariqbal-ij9fl Жыл бұрын
بھت اچھا 👍👍👍جواب
@mohammadfarooque3450 Жыл бұрын
ماشاءاللہ جزاک اللہ
@soaibalam5176 Жыл бұрын
Mashallah shaikh bahot khub Allah app ko salamat rakkhe ameen
@syednehalali1545 Жыл бұрын
Shaikh nahi syed hai
@soaibalam5176 Жыл бұрын
@@syednehalali1545 mai jantu hu syed hai Bhai magar shaikh ek laqab hai
@unadpotrarahim2006 Жыл бұрын
@@soaibalam5176 इश्लाम में जातिवाद हैं??
@mzubaironline Жыл бұрын
Hum ne parha ALLAH ki raah main kharach karo ALLAH ghani kar dega ap kehtay ho kuch nahi hoga bus fix hy sab, koi kafir Sunay to kahay ga k teray ALLAH se behtar to uska khuda hy jo sab badal sakta hy, apna aqeeda theek karo molana suno jab moosa k dor main budhi aorat k aolaad ALLAH ne likhi nahi thi to usko 4 betay kesay peda huway apko rehnumaee ki shadeed zarurat hay, hamara aqeeda hay ALLAH mamlaat or qismat ko 360 degree badal sakta hay.
@sohailahmmed699510 ай бұрын
Beshak subhan ALLAH ❤❤❤
@SREntertainment1991 Жыл бұрын
Qadar ki raat nahi Sab e barat ki raat hai..
@petproject804 Жыл бұрын
Shab e Qadar you are wrong
@zainabbasi7912 Жыл бұрын
JazakAllah sir aap ka me big fan hun karachi sindh pakistan say
@tahseenkhan7806 Жыл бұрын
Alhamdulillah bilkul sahy 👍
@muhmmadishaikh854 Жыл бұрын
Aaj bahot badi baat samajh aai zajaakallah
@sharozmirza5752 Жыл бұрын
From telangana love this
@imtiyazalam97919 ай бұрын
Masha Allah Subhan Allah
@amena3844 Жыл бұрын
Mashallah excellent explanation
@sayedibrahim8302 Жыл бұрын
Wa alaikum Salaam rahmatullahi wa barakathu Jazak Allah khair
@jubairfahmin3451 Жыл бұрын
Very very informative video for me
@Mohammadfaisalsiddiqui40699 ай бұрын
Bahut achha sawal hai bhai
@SabinaBano-n9y3 ай бұрын
2lakh darm dr. Faiz axic bank
@yusufsatarekar2234 ай бұрын
Mashallah mashallah beshak
@VIBGYOR2410 ай бұрын
I agree with deen 💯, but the ignominy with unemployment or no income from any source,inspite of the person being upright and pious, self respect preventing from seeking help and no one coming forward to help, what can one do in such a situation.
@muhammadnoor56456 ай бұрын
Beshaq subhan Allah 🤲❤❤❤❤❤
@QuraniAyat287 Жыл бұрын
جزاک اللہ خیرا
@NusratJahan-ke3yr Жыл бұрын
U very well explained all the topics.thanks to u
@khajazakirhussain96117 ай бұрын
اللہ تعالیٰ نے رزق کے ذرائع پیدا کیے ہیں مثال ، مٹی ، پانی ، ھوا ، حاصل کرنے کا اختیار بندہ کو دیا گیا ھے ،محنت کرے گا تو ملے گا ورنہ نہیں ۔
@ahtashamullah55444 ай бұрын
@@khajazakirhussain9611 اللّٰہ تعالیٰ بہتر جانتا ہے ۔
@robbykiller23239 ай бұрын
Satisfactory explanation
@nazmeenkhan3096 Жыл бұрын
MashaAllah bhot achi baat batayi jazak Allah
@nawabsiddiqui10329 ай бұрын
Mashallah acha samjhate ho
@kamalahmad997 Жыл бұрын
Masha Allah
@anwarbasha827410 ай бұрын
Mashaallah jajakallah
@mirzahussain68909 ай бұрын
Thanks .. super information
@kausarjameel6917 Жыл бұрын
Quraan me manzil kya Muhammad (saw) ne set kiya hai?
@md.shadab49 Жыл бұрын
Inshaallah ☺️
@BookSummaries-kq4wu Жыл бұрын
Agar risk likhewa hai kitna milna hai toh insaan kaam hi kyu karna?? Jitna milna hai utna hi milingay.. Dua kyu karna rizq badane k liye... Ek taqreer me Dr Zakir Naik Sahab se yeh hi sawal Kiya Gaya but unka jawab kuch alag tha...
@mr.prince11777 ай бұрын
Zindghi thori he skooñ sy rhen thora khayen pehny sada Allah cd wqai skoon deta he
@mudassarnazar66094 ай бұрын
Mere sabhi bhai bahan dua Kare pls bahut pareshan hu bahut Karz ho Gaya hai market me paise bhi ruk gai hai. Aa nahi raha hai. Bahut bahut pareshan hu pls sab log dua Kare
@kaleemshaikh745614 күн бұрын
Ek din ek waqt sab kuch wapas kar dena hai.allaah subhanahu taala ko.matlab kuch bhi nahi hai.hamara is duniya me.tho kya kare aakhirat ki tayyari karo bhaiyo.mujhe khwab me quayamat ka manzar dikha dosto us din koi bhi bachh nahi payega.allaah ko razi karlo.sab kuch dhoka aur majburi takleef se guzara karne ki duniya hai ye aur iski koi guarantee nahee
@owaiskhanviews.67509 ай бұрын
MASHAALLAH ALHAMDULILAH VERY GOOD
@sadiyakhan20348 ай бұрын
Sir kya duaaon se rizq bdhtanhi?
@mdshakeer8080 Жыл бұрын
Assalamualaikum, very new thinks u said. Jazakallah
@sajidd72229 ай бұрын
*Information* 👍
@absattaransari3460 Жыл бұрын
Fahiz bhai god ispech
@samimds16099 ай бұрын
Galat sabse pehli maloooq NABI SAW KA NOOR PAIDA FARMAYA AGAYA
@ashrafunnisa83915 ай бұрын
Mashallah ❤
@jubersakla72578 ай бұрын
I think mujhe lagta he aap apni jitni kabiliyat badaoge aapko utna risk jarur milega
@ImperialeA515 сағат бұрын
rizk पहले ही लिखा जा चुका है, पर भविष्य एस्ट्रोलॉजी जानना माना है!!!!!!!!!?
@rajaafaqnusrat139 Жыл бұрын
Lekin hum phr ye q dua krte han k ay Allah humrr rizq m. Izafa farma.... Ye to dua galt ha phr.. Qk ye to fix h
@SM864 Жыл бұрын
Mufti Sahib agar kesi k pass account Mai 40 ya 50 hazar rupay ho Aur 1 saal baad osne os Mai zakat de Diya to Agle saal phir osi paiso mai zakat dega ya Nahi Aik baar Ada Kiya to bas kafi Hy .
@jamiyaaltayyebattowaazamga3679 Жыл бұрын
Be Shak
@saheba5361 Жыл бұрын
Subhan allah
@HabibChohan-nk4gh Жыл бұрын
Apni kosis se badha sakta hai
@shamszoha9611 Жыл бұрын
Fir humare mehnat ya mehnat Naa krne pr kya farq aata hai,kyun ki Jo hona hai wo likha ja chuka hai or wo hona hi hai? Kindly elaborate my doubt.
@islamicthoughts7618 Жыл бұрын
Apko diract Paisa Asman se nhi ayega Allah ne yh bhi likha h apko kis cheej ke jariye Rizq milega hmesha imandari se work kre inshaallah barkat or sukun dono milega
@PunStar-gx4uj Жыл бұрын
Dekh tujhe ptaa nai kya likha hua hai tere baare me... Ab maan le tu room bnd krke baith gya aur tujhe rizq nai milaa. To tere liye yhii likha hoga... Ab maan le tu kaam krt rha hai aur tujhe rizq mil rhaa. To yhii likha hoga..
@PunStar-gx4uj Жыл бұрын
To jo likhaa hai vhii tu kregaa.. chahe bath ya kaam krr
@amreenmalik7307 Жыл бұрын
@@islamicthoughts7618 beshak
@sohailkhan-sw6mf Жыл бұрын
@@PunStar-gx4uj nhi jo tu krega wo likha h
@ar_bikers9 ай бұрын
😢😢😭😭😭😭😭😭😭😥😥😥😥.. Hmara to imtehaan hi khatam nhi krta allah..😭😭😭😥 Ibadat krne pr bhi ..Risk ki tangi or Gareebi hi rehty h 😢😢...Dua kren sab hazraat
@shahzadadil7748 ай бұрын
Logon k samnay faryad na karen Allah k samnay karen logon se karengay to tangi aor barege
@shohelkhan45276 ай бұрын
Kya hua apko
@shohelkhan45276 ай бұрын
Sab kehne ki baat hai kitna bhi dua kalro kuch nhi hota jo kismat me likha hai vahi hoga
@rafeeqbhai271810 ай бұрын
Kyon se gareeb ke kamai main allah barkat diya dekhne ki tamanna hain meri , koye mujhe pata batao
@blastergaming667 Жыл бұрын
Subhan Allah 💓
@sadiqullakhan6 ай бұрын
Ali mirza,advfaiz,br imran,zakir naik,israr ahmed,shaik zubair ali zai❤❤❤
@S2IconVlog Жыл бұрын
But rizk fix nhi h ye mehnat pr depend krta h Allah birds ko khana dete h lekin uske nest me nhi dete uske liye birds ko dhundna pdta h mehnat krna pdta h
@erwaqar Жыл бұрын
allah alimul gaib hai use sab pata hai kon kab kitna mangega ya amal aache karega ya bure us vajah se rizk bhi pehle hi likh diya gaya hai agar hum apne amal acche kare allah se mange to rizk badeg bhi or barkat bhi hogi allah se mangna koi na chode kabhi .........ye sochkar ki rizk to likh diya ab kya faeda mangne se
@hassanwahlan26349 ай бұрын
Dua se taqdir badalti h to isse b hosakta ha na.???>
@adamrana-en8sd9 ай бұрын
Bache ka name aadam rakhna kisa hai
@fathmanoor632 Жыл бұрын
Subhanallah ❤️❤️❤️🥰
@shaikhansari69687 ай бұрын
Lekin agar allah se dua karen hamara likha hua full rizq bada de to allah kya bada nahi sakta??
@VAHEED199 ай бұрын
Mash Allah
@camshaft5863 Жыл бұрын
Jo loog ghareeb say ameer hotay hain aur kuch loog ameer say ghareeb hotay hain unka explain karain please.
@Hayyansshow7 ай бұрын
Yes subhan ALLAH
@hakimashraf6858 Жыл бұрын
اسلام وعلیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ ۔
@ammarkhan4262 Жыл бұрын
Achcha bayan,ek aur tafseeri video banakar zara bayan den,aksar kehte hain ke daane daane pe likkha hai khaane wale ka naam......lekin phir haraam khaane walon ke liye kya kaha jaayega?plz batayen zaroor faiz bhai.
@amena3844 Жыл бұрын
Saare doubt clear ho gaye
@uveshhalawala52929 ай бұрын
Jazakallh
@islamic__talk__ Жыл бұрын
Nice 👍
@RepentingSinner Жыл бұрын
inmake islamic content plz have a look
@islamic__talk__ Жыл бұрын
@@RepentingSinner okh
@Aaminah55 Жыл бұрын
Faiz bhai i am not satisfied by your answer, ibadat aur dua kis liye hai phir ? Dua can change kismat? Right ? Agar rizq fixed hai aur koi shiddhat se dua kare to kya rizq change hoga? Koi agar bahot zyada ibadat kare, 5 time namaz, tahajjut, har namaz mein dua, raat ko uthke Rona, dua karna to kya phir bhi rizq nai badega? Allah to 70 maa ki mohabbat rakhne wala hai, agar hum hamare ammi ke saamne ro de to ammi humko Jo unke haath mein ho wo de de phir Allah kyu nai deta? Pls reply faiz bhai
@mohammadazharuddin5780 Жыл бұрын
Ye sab baten sirf gareebon ko Gareeb hone me khush rahne ke liye hai
@S2IconVlog Жыл бұрын
Rizk mehnat pr depend krta jo jyada mehnat krta h ose jyada milta h Even nasheeb bhi apke mehnat pr depend krta h
@Howitsmade27 Жыл бұрын
Naseeb me likha hoga ki aap mehnat karenge tabhi aap mehnat kar payenge.......har cheez naseeb me likhi hui hai
@narcosjack7921 Жыл бұрын
@@Howitsmade27 sabkuch pahle se likha hua hai toh judgement sawaal jawab kyo? We are just like puppet’s.
@Howitsmade27 Жыл бұрын
@@narcosjack7921 u are a christian,u will not understand these things
@nawazshaikh5569 Жыл бұрын
Hadis me aata hai ki Jo Allha ki taraf ruju hota hai to uske taraf halat jharne ki trha aate hai... Agar kisi ne karz le kar karobar shuru Kiya ho or wo Allha ki taraf ruju howa ho to us bandene kya kar na chahiye? Dekha Jaye to bahutse iman Wale bahut halato me hai or wo bade counting me murtad ho rahai hai.... Insan ne kab Tak Sabra karna chahiye? Kahi log sabr kar kar k khudkushi kar rahai hai... Bahut halat kharab hai... Sab hai milkar dua kare....
@known_anoynamous78 Жыл бұрын
Subhanallah
@NargisQureshi-o3n2 ай бұрын
Aghr ham bank Sy lon lain to kia jaez hai ya nhi sari Zindagi ho gaei hai hamara ghr nhi hi kiray par hai ghr es leay ly rahy hn , kia jaeiz hai