Sir ductable fcu ke bareme full video bana dijiye please.
@rahamatalidarji67612 ай бұрын
😂
@mukhtarkhankhan47213 ай бұрын
Masha Allah jazak Allah khair ❤bht allaaaaaa thank you so much brother ap bht mehnat se hum logoon k leye video bnate ho Allah Pak apko iska ajar deh ameen very informative video thank you so much 🙏
@AAFTABANSARI-i6d3 ай бұрын
Nice information 🎉🎉 very helpful... Bhai ek video vav ke bare me bnan do please full video. Thanks.,,,,
@muhammadansar81433 ай бұрын
Mashallah very useful video, Faiz Bhai package ac ki periodic report ( daily , weekly, monthly report kesay banatay hein I need your please send if you have any information about that please
Faiz bhai package ki controlling ka video bana kar daliya jo ham log ko samjh me Ajaye Abhi ham log naye hai hai Kuwait me
@shakib_pathaan5553 ай бұрын
Assalamualaikum bhai LRA se kaise ton nikale bhai please bataye
@MdEmon-fu2tb2 ай бұрын
Vai ac solenoid valve wirinig 1 video plz❤plz🙏
@sayyedsarfaraz31242 ай бұрын
Assalamualaikum Faiz Bhai Pakdega AC me discharge pressure ki soiye hota q hai vibration. Or gas bhi nhi chadti hai. 60 psi se oper R22
@abdulbasit-hm4qr2 ай бұрын
Bhai zamil package model (px/pl 240/300) 2 stage compressor With heater Full wiring diagram samjhaiye Please
@sattarkhanjee71033 ай бұрын
Circumference ka size Kitna nikala jata hai
@mukhtarkhankhan47212 ай бұрын
Bhai koi video nahee areheee Allah Pak se umeed hy ap khariat se hongay
@SaleemKhan-es1ruАй бұрын
Assalamualaikum Bhai ek carrier ka non inverter standing floor AC isme error 03 aa raha hai iska model number hai 38SDL -6B ye indoor model number 42SDL-6B HAI 5 minutes chalta hai fir band ho jata hai
@alamroushan93513 ай бұрын
1, Scroll compressor me inverter or non inverter ko pahcne ka tarika keya hai Bhai 2, Or scroll compressor me kisi me side gallas hota hai or kisi me nahi hota to uska function keya hai Bhai.....
@SaleemKhan-es1ru3 ай бұрын
Assalamualaikum Bhai carrier rotary compressor hai Gas R22 New compressor me kitna oil padega please brother
@thetechhvac3 ай бұрын
waalaikumassalam brother. kitne ton ka hai ? ( har compressor main alag alag quantity se oil padta hai ) compressor ki detail poori den tabhi main bata paoonga
@SaleemKhan-es1ru3 ай бұрын
Sorry brother 1.5 ka hai
@SaleemKhan-es1ru3 ай бұрын
Aur Kya haal hai ummid karta hu ki aap khairiyet se honge kafi din ho gaya hai aap ki video upload hui hai aaj
@thetechhvac3 ай бұрын
online data sheet nikal lijiye us compressor ki . waise lag bhag 300-400ml tak padega
@thetechhvac3 ай бұрын
ji Allah ka shukr hai bhai… aur ummeed karta hoon aap bhi khairiyat se honge. han kuchh reason hai jiski wajah se …
@technicalshaheed22103 ай бұрын
Mujhe ye pata hi ki jis modal me zr ayega usme R22 bhi us ker sakte hi