Bhai thoda hadees ka naam aur number bhi mention Kiya karo.Jazakallahu khair
@irfanahmedsirfanahmeds46178 ай бұрын
RUKU K MILNE SE BHI NAMAAZ NAHI HOTI.
@irfanahmedsirfanahmeds46178 ай бұрын
Agar AAPKU SHAK hoto Ruku ME SHAMIL na hoe KYUN K qiyam farz HAI AUR sureh FATIHA k baghair NAMAAZ NAHI HOTI a aap(saws) KA BHI FARMAAN HAI..
@irfanahmedsirfanahmeds46178 ай бұрын
SAHI JAWAAB K LEA QARI MEER MUHAMMAD KA BAYAAN SUNE...
@Niyaz_sayyad_63044 күн бұрын
Pr bhai jo hadees aap bta rhe hai us hadees me to saaf saaf mna kiya hai ki dubara aisa na krna Bhai aapka jawab hame tsalli baqsh nhi lga
@akilsayyad27182 күн бұрын
Assalam walekum wa rahmtullah wa barkatuhu Bhai sab se dur hokar ruku ke halat me chalkar aane se mana kiya tha na ki namaz ki ruku ke baare me Digar aasaar e hadees se bhi pata chalata hai ki raqaat doharane ki zaroorat nahi.
@Niyaz_sayyad_63048 сағат бұрын
@akilsayyad2718 bhai aap dono hadees ki daleel de de ham khud chek kar lenge ek daleel ye ki abu bkra chl kar aye the ruku ki halat me or jo aap bta rhe hai ki dusri hadeeso se bhi pta chalta ki rkat dohrane ki zarurat nahi hai Bhai jawab dene ke liye shukriya Or iska bhi jawab dijiyega bhai 🤝🏻☝🏻