Ky new caste and domicile certificate chl jyega? Old nhi h jo form m fill Kiya tha.
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
New chal jayega or praptra m vahi certificate bhare jo apke pass ho...or vahi lekr bhi jaye....
@AmitYadav-rz4vs Жыл бұрын
Bhai Ha ya Nhi me tick karna yhai ya likhna bhi hai❓
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Praptra m ha ya na wale option m tik lga kr sabdo m bhi usko likhna h
@AmitYadav-rz4vs Жыл бұрын
@@Aspirant_Exam_StudyThanks bhai😊
@hitanshuchaurasia34522 ай бұрын
Bhai mere paas up ka domicile gai or obc ncl bhi hai UP ka par 10 th 12 th graduation maine delhi se ki hai to reservation obc se bhra hai koi dikkat nhi hai
@Aspirant_Exam_Study2 ай бұрын
@@hitanshuchaurasia3452 nhi koi dikkat nhi honi chahye....abhi up exam m bs local ho ya nhi ye check krte h... Padhai kahi se bhi ki ho jada fark nhi pdta h...
@chhotapandit82128 ай бұрын
Pet ka score card ki jarurat padti h DV me
@ankitshukla3231 Жыл бұрын
Maine affidevit may 2023 main banwaya tha....kya abhi sahi hoga
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Ha chal Jana chahye... affidavit hi tho h bt usme kisi bhi organization ka naam na ho tb kyunki isme affidavit jinhone bnvaya h unhone UPSSSC ka naam show karke bnvaya h.....
@AbhishekGupta-io8ks Жыл бұрын
Bhai mera ews 16/03/2021 और july 2022 का h to kya form me bhre ya nahi
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Nhi... 1 april 2021 se 28 jan 2022 ke beech bana hona chahye..tb EWS ka fayda milega....normal gen category se DV kra sakte h aap...bt ews ka labh nhi milega tb
@SatyamSingh-el9wb Жыл бұрын
@@Aspirant_Exam_Studyagr date k hisab se ews invalid hai to general se verification ho skta hai ya sidhe bahar kr diya jayega
@wandhatt Жыл бұрын
Hello bhai..mera dv 7 nov ko h.. mera ek sawal tha.. mere paas 12th ka do marksheet hai.. ek normal aur ek improvement wala.. improvement wali marksheet me do subject me mere marks ghat gaye the.. to mene form me wo do subjects ke marks to purane wale hi marksheet k likhe hn aur baki k teen k nayi improvement wali marksheet k.. kyuki ye cbse bolta hai jo marks jada hai wahi count kiye jayenge.. ab mujhe ye puchna hai k me konsa marksheet dikhau wha ya dono dikhau aur waha sheet me konse wale marks bharu.. any idea.. koi dikkat to nahi ayega..plz reply.. and where can i contact you.. thanks
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Brother aapko jisme jada marks aaye h ek hi Certificate ke bharne chahye the.....2 Certificate ke alag alag best marks ...Certificate or serial no bhi change honge phir tho ???tho ek kaam kariye aap cbse board se ho tho uska pattern aap dv m sir ko btana ....2 dono Certificate lekr jana or jaisa lekhpal m aapne bharna tha same 2 same bhariye verna online Verification m fas jaoge aap...jaisa lekhpal form m bhara tha exactly vaisa hi bhare or dono Certificate ke bare m jb dv ho tho sur ko khud bataye ya phir 2ra option ye h ki dv m apko kafi time milega ....subject marks wali jagah abhi khali chhod de....dv m sir se puchkr bhar lena aap....vaha time milta h or aram se bhar sakte h
@vivekkashyap8239Ай бұрын
Bhai upsssc me mains exam ke liye jo eligibility result hota hai kya uski copy bhi kahi use hoti hai kyu ki maine junior assistant ka eligibility result download nahi kar paya hai. Bhai plz reply jarur karna
@Aspirant_Exam_StudyАй бұрын
Nhi brother...kuch nhi lgta...
@vivekkashyap8239Ай бұрын
@Aspirant_Exam_Study thanks
@Green-s5x2 ай бұрын
Dv checklist me jo marksheet no./certificate no. ka column hai usme dono fill karna hota hai ya dono me se koi ek??
@Aspirant_Exam_Study2 ай бұрын
Dono fill krna hota h... Bt ek bhi kiya h tho bhi thik h...chinta na kre..
@Green-s5x2 ай бұрын
@@Aspirant_Exam_Study thanks sir
@atulyadav5749 Жыл бұрын
Sir mera niwas praman patra 2019 ka hai aur caste certificate 2021 ka hai koi dikkat to nahi hogi
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Nhi koi dikkat nhi ...kitna bhi purana or new wala Certificate chal raha h....bs us Certificate m Certificate no or serial no...apki photo or computer pr apki detail show apki Document ki jankari likhne pr ...sab chalega
@i-m-mortal121520 күн бұрын
form ki last date tak central ka certificate bana tha obc certificate kya new banwa lu accept kar lege kya State wala
@Aspirant_Exam_Study19 күн бұрын
3 year chalta h... Agar 3 year nhi huye h tho koi jarurat nhi... 3 year over ho gaye h tho certificate new bnvana padega
@i-m-mortal121519 күн бұрын
@Aspirant_Exam_Study date to nahi match karte form ki last date se
@Aspirant_Exam_Study19 күн бұрын
@@i-m-mortal1215 state ka new certificate bnva lo aap...
@pravinsingh7374 Жыл бұрын
Sir afidevit up rajswa vibhag ke naam se, ya upsssc ke naam se banwaye please brother confused hu... reply me...mai es channel ko saport krta hu
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Thank you brother....LEKHPAL DV praptra m jo UPSSSC full address ke sath de rakha h usi ke naam banega.... UPSSSC rajswa vibhag....aise hoga..Jin logo ne banvaye h jo maine dekha h vo bta Raha hu...
@pravinsingh7374 Жыл бұрын
@@Aspirant_Exam_Studythanks bro 🎉
@MegaMrmayank4 ай бұрын
Sir experience letter guest faculty ka hai, padhaya to teen saal hai lekin usme duration sirf class timing ki mention hai, to experience sirf class duration ka count hoga ya 3 saal ka??
@Aspirant_Exam_Study4 ай бұрын
@@MegaMrmayankweek ..month.. year wise count hota h experience ....class timing school ke liye bachho ke liye jaruri hoti h ncert ke according per week ya month ya yearly...class ke timing hrs m count krke phir per day divide krke vo Jaan jayenge ki itne year ka experience h...agar na samjh paye vo tho timing ke sath bracket m 3 year bhi mention kr dijiye ...agar mention nhi h tho khud se bol kr bta dijiyega yad se
@SachinSaini-ld9sf Жыл бұрын
Sir ji kya medical test hoga dv k time hi🤔
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Nhi ye sab kuch nhi...bs normal Document Verification
@dixit649 Жыл бұрын
Sir kya document ko kisi file mai lekar jana h ya ashe hi
@dixit649 Жыл бұрын
Please reply sir
@dixit649 Жыл бұрын
Jawab mil Gaya sir
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Nhi ...kisi bhi file ki jarurat nhi ....vaha koi file m document nhi dena h or na vo file ke sath le rahe h....simple Document set serial wise lgakr de dijiye vo apne pass rakh lenge....
@satyamup Жыл бұрын
Sir mera ews usi time ka h, but niwas 2023 ka chal jayega?
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Ha aram se chalega...1 din pehle bna ho naya tho bhi le le rahe h...
@soniverma3619 Жыл бұрын
Sir DV ke time degree jaruri Hoti hai ya provisional Bhi lga skte hai degree ki jgh
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
LEKHPAL DV m degree ki jarurat hi nhi h .sirf 12tak ke hi document lgane h bs...na aadhar or na pen card or nahi degree ki koi bhi chiz original ho ya photocopy ya LEKHPAL avedan Patra or na hi pet score card ..kuch bhi nhi LG Raha h inme... jarurat hi nhi h....12th fill kre or itna hi document ek photocopy ke sath le jaye
@soniverma3619 Жыл бұрын
@@Aspirant_Exam_Study sir lekhpal ke liye nhi jisme graduation tk Manga hai to graduation ki degree ke bare me conform krna hai
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
@@soniverma3619 okk...ha apko final joining ke time original degree dikhani hogi ...dv m aapke pass jo h vo document or provisional lga kr bta sakte ho aap dv m sir ko... ki maine Certificate ke liye apply kiya h joining ke time de denge ....provisional lga kr dv kra sakte h bt joining time dena hota h sab....
@soniverma3619 Жыл бұрын
@@Aspirant_Exam_Study thank you sir ji
@Queshorts-j6d2 ай бұрын
Please aap btaye pet ka score card na rhe to mera mukhysevika se h dv me pet ka score card lagta h
@RD-wo1fz Жыл бұрын
Sir eske bad mukhay sevika k v banana plzzz sir femaly h bhut dikkt hotgi esme female ko
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
M puri information sahi sahi pehle pta kr lu mukhya sevika se judi hr chiz.... phir m video class bna dunga aap dekh lena jld hi
@krishnakant1837 Жыл бұрын
Hmare college me biometric me eye scan nhi kiye the keval thumb liye the koi problem hogi kya ??
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Nhi hogi ...aap apne centre ki chiz bta dijiyega jo bhi lekhpal exam ke time hua vaha
@krishnakant1837 Жыл бұрын
@@Aspirant_Exam_Study ha sir thumb vala verification huaa tha keval
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
@@krishnakant1837 okk tho jaisa ho pehle hi bta dena aap biometric se pehle dv m jb jao tho
@mansiverma9714 ай бұрын
Hello sir Mere ccc application form me date of birth galat ho gayi thi..lekin certificate pe date of birth mention nhi hoti h to kya documents verification me prblm hoti hai?
@Aspirant_Exam_Study4 ай бұрын
@@mansiverma971ji mam ...dob mention nhi hoti h but digital verification krte h tho apka registration form check krte h vo...ccc important document h...bad m dikkat ho sakti h...aap affidavit bnakr le jana...agar allow kr dete h aise hi ki ye koi badi dikkat nhi tho accha rahega ..nhi krte h allow tho aap affidavit de dena..dv m koi risk nhi lijiye..apni taraf se sab tyar hokr jaiye..
@Rkbasti1438ssc Жыл бұрын
Sir pH oh category ko lege ya nhi final me...plz btaye 🙏
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Brother ispr abhi keh pana muskil h thoda....kyunki pehle court pr chize depend h phir sarkar or aayog pr tho abhi 50:50 h mamla sab...liya bhi ja sakta h or nhi bhi liya ja sakta h ....filhal positive rahe ...jo bhi agey update hogi m apne channel ke dwara apko bta dunga....
@swatitiwari108310 ай бұрын
Bhaiya mene mukhya sevika ka exam diya h no. To mere achhe h pr form bharne me jo signature kiya jata h usme mere naam me thodi mistake ho gyi thi mujhe kya ye bhi check hota h kya hme reject kr diya jayega plz reply me.
@Aspirant_Exam_Study10 ай бұрын
Nhi baher nhi krnge....don't wry....DV ke time affidavit iska bnakr aap le jaye signature mistake ka.... Baki biometric checking se pta chal jayega clear ho jaygi other chiz....signature ke liye affidavit lga dijiyega bs...
@AD-yz1yg5 ай бұрын
Bhai maere forest guard ka form fill kiya usme highschool ke total number galat bhar gaye hai uske liye kya karna hoga kripya bataye
@Aspirant_Exam_Study5 ай бұрын
@@AD-yz1yg kisi document ya form detail fill related galti pr affidavit bnva le jaye...koi dikkat nhi hogi... affidavit m sahi galat dono bta dena...
@neelammishra84 Жыл бұрын
Bhaiya ph 5 Ke liye kya kuch alg se likhvate h aur usme kaun se documents rahte h
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Application likhvate h..m sapath patra ek tarah se ki alag ph category wale isme shamil nhi ...aayog unhe kabhi bhi hta sakta h .....normal praptra lgte h jaise sabhi ph walo ka lg raha h bs application likhvate h jo alag chiz h
@moodykefoody3709 Жыл бұрын
km r ews certificate ke Affidevit kya alg alg bnavana h ya ek m plz sir btaiye
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Name m km lge hone or nhi likhe hone pr affidavit bnvana jaruri nhi h.....vakil ke pass jaye vo alag alag ya ek sath mistake bta kr affidavit banega.. vo sahi btayega is bare m....sab ek hi bnva kr DV m dikhaye h abhi Tak meri jankari m jo h....vakil apko sahi bta dega... EWS certificate m kuch mistake ho tho hi affidavit banvaye...agar EWS certificate 28 jan22 ke pehle or 1april 2021 ke bad ka hona chahye....km Mr Ms Dr ye sab name m lga ho ya nhi ..iske liye affidavit nhi chahye..
@kuldeepjio4366 Жыл бұрын
Carbon copy karana hai ya colour copy bhaiya pls reply❤
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Normal photocopy b/w type bs ....vo bhi 10. 12th..caste or nivas ka bs..colour copy ki koi jarurat nhi...normal photocopy bahut h...
@kuldeepjio4366 Жыл бұрын
@@Aspirant_Exam_Study thanks bhaiya 💛
@karunakarmishra1677 Жыл бұрын
Mera Ews 2019 ka bana hai aur forest guard ki dv hogi to aur vo kho gya h to kaise dobara milega kya photocopy milega aur waha dv m chalega ya nhi kya kre bhai
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Original se photocopy milate h...form bharne ki jo last date h uske pehle ke bna hona chahye EWS.... original dekhnge....agar EWS se nhi lenge tho brother aap Gen normal se DV krva Lena.... orginal ke bina manege nhi DV m...abhi tho medical h ..iske bad hoga DV...tho bn paye tho new EWS bna lijiye ya purana hi Jan suvidha Kendra pr milkr nikalne ki kosis kariye...
@karunakarmishra1677 Жыл бұрын
@@Aspirant_Exam_Study ok
@moodykefoody3709 Жыл бұрын
Sir mera age proof m sr no fill kr dia certificate no. Ki jgh maine affidebit b bnava lia h kya koi problm hogi
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Nhi koi problem nhi hogi..
@arkaygupta36224 ай бұрын
Sir ,iti instructor k dv k liye Domicile certificate 3years purana hoba chahiye kya?sir mera domicile 10/2020 ka bna h , Vacancy 02/2022me ayi thi ,lekin dv 08/2024 me h ,to mujhe domicile new bnvana hoga ya vhi valid ho jayega ,pls tell me?
@Aspirant_Exam_Study4 ай бұрын
@@arkaygupta3622 UPSSSC EXAM m domicile certificate kitna bhi purana new ho chal jata h ..koi dikkat nhi....sirf EWS ke liye new mangte h ...baki m kab ka bhi bna ho chal jata h...
@kyadva4661 Жыл бұрын
Bahut acche se explain Kiya bhaiya
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Thank you :)
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
@@AYUSHTMU agar 10 ki marksheet or Certificate alag alag h tho dono ka Certificate no or date dono lihkna hoga chota chota krke likhna oblique sign lga kr...agar ek hi m Certificate or marksheet h tho sirf ek date or Certificate no bharna hoga...jitne Document honge sabka Certificate no likhna hoga ...alag alag htho alag alag...space kam use krna checklist m sab aram a jayega..
@AYUSHTMU Жыл бұрын
@@Aspirant_Exam_Study thanks bhai
@AYUSHTMU Жыл бұрын
Bhai up board me certificte number ek block me hi to hotta hy na bhi to ya corner vala
@AYUSHTMU Жыл бұрын
Plz bta do bhai
@AnkitaSingh-eg7oo Жыл бұрын
Sir NOC banwane ke liye koi profarma hai kya jo pahle se job me hai 🇮🇳🙏please reply
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Nhi koi special proforma tho nhi h bs apki sarkari vibhag se ek letter jari hota h jisme apko permission rehti h vibhag ki ...ki aap dv krva sakte ..or...28 jan 2022 ke bad ki joining walo ko noc ki jarurat nhi...NOC permission mile tb hi aaye dv ke liye...job left krke na aaye dv ke liye verna ye risky hoga...
@AnkitaSingh-eg7oo Жыл бұрын
@@Aspirant_Exam_Study ok Sir thank you 🙏🙏
@anjaliraghav372 Жыл бұрын
Lakin bhaiya hamare exam centre par kisi eye ya fingar scan nahi hue kyuki machine karab ho gi thi or humse kabel ek plan peg per seat no k hisab se signature karaye the
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Okk..tension na le ...unke pass data h.....admit card ki photocopy sathrakhe kyunki school centre name hoga uspr vo jarur rakhe sath....kuch problem hone pr btaye.....jaisa hua apke centre pr...koi problem nhi hogi... ye apki glti nhi centre ki glti h...bt ek bar dv adhikari ko khud se pehle hi bta dijiyega jb vo aaye ya unke pass jakr...
@anjaliraghav372 Жыл бұрын
@@Aspirant_Exam_Study ok thanks sir
@anjaliraghav372 Жыл бұрын
Ratan muni Jain inter college Agra m pada tha Mera centre
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
@@anjaliraghav372 ok ...ap dv adhikari jo baite ho apke table ka samne... unhe ye chiz jarur bta de pehle hi jisey apko koi dikkat na ho...vo misbehave pr gussa hote h ...aise helpful h bahut
@anjaliraghav372 Жыл бұрын
@@Aspirant_Exam_Study ok thank you so much
@gauravverma11154 ай бұрын
Sir, Genuine Doubt. Please Reply.. Mera forest guard ka dv tha July me. Mere domicile certificate (apply ke time ka) me father's name me mistake thi. But jaisa ki aayog ne dv ke time new or old cast or domicile both accept kiye h to maine new cast and Domicile jisme koi mistake nahi h diye h to kya old ke Karan koi problem hogi ya new acceptable ho jayenge?
@Aspirant_Exam_Study4 ай бұрын
@@gauravverma1115 accept ho jaygi..don't wry brother...DV form m jo new document apne diya h uski hi detail fill ki thi na??...koi dikkat nhi hogi...joining ke time puche tho keh dena aap ...Maine apne document update kra kr new document sahi wala submit Kiya tha...
@gauravverma11154 ай бұрын
@Aspirant_Exam_Study yes new ki hi details fill ki thi Ok sir thanks for reply
@AbhishekSingh-xh2bw Жыл бұрын
Prapatra ek me ews wale kya bhare sir gen ya ews 8. No column me
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Varg Wale option m EWS LIKHIYE OR HA M TIK KRE...brother apka EWS certificate agar 1april2021se 28jan 2022 ke beech ke bna hona chahiye...tabhi EWS fill kre... arakshan m yes ...tik kariye. otherwise sirf GEN likhnge or arakshan chahye m NO tik krnge...
@AbhishekSingh-xh2bw Жыл бұрын
Ek ews me 06/03/2021 ko bna h jisme financial year 2020-2021 likha hai or ek 17/05/2022 ko bna hai jisme. Financial year 2022-23 likha h dono nhi chlega kya sir
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
@@AbhishekSingh-xh2bw nhi ...vo sidhe date check kr rahe h....1/04/2021-28/01/2022 inke beech m bna ho vahi chaega....vo dv m ye announcement bhi krte h Date ki ews ke liye.....gen only aap dv kra sakte ho....
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
@@AbhishekSingh-xh2bw phir bhi aap abhi kahi bhi caste show mt kro...ews Certificate ke sath jao....vaha kafi time rehna form fill krne ke liye ....sir jaisa btaye aap apna ewscheck krna....agar unki batai date pr sahi h apka ews tho turant ews har jagah fill kr dena otherwise sirf general
@AbhishekSingh-xh2bw Жыл бұрын
Ok 😊
@SatyamSingh-el9wb Жыл бұрын
Hello bhaiya Agr js date pr ews issue hona chahiye usse agge piche ka date ka ho to kya hoga ??
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Phir apka EWS Certificate nhi mana jayega ....or aap phir EWS se nhi sirf General hi dekhe jaoge ....or ews ka benefit nhi milega
@SatyamSingh-el9wb Жыл бұрын
@@Aspirant_Exam_Study ok .. matlab general se kra skta hu n sidhe bahar to nhi kiya jayega??
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
@@SatyamSingh-el9wb bilkul general se kra sakte ho bt is case m aap ews kahi nhi show karoge hrjagah GEN dikhana hoga otherwise hr jagah EWS dikhate aap hr jagah
@SatyamSingh-el9wb Жыл бұрын
@@Aspirant_Exam_Study matlab form Jo fill hua tha usme galti se ews yes reh gya h ,, lekin certificate baad k date ka h ,,to aise me wo log question nhi krenge ki form me ews h aur yha general??
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
@@SatyamSingh-el9wb bilkul krnge bt phir jb apka Certificate check krnge tho vo khud kehnge aap ews ke liye patra nhi ho ....phir khud general bharvaynge vo apko.....ek kaam kro aap ...abhi kuch mt fill kr caste wale m..vaha time rehta h ...jaisa sir form bharvate time btaye vaisa turant bhar lena aap
@arunji2837 Жыл бұрын
Sir domicile online wala 2018 ka h , chal jayega kya??
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Ha bilkul chalega....don't wry new ho ya purana sab le rahe h bs online wala computer detail wala ho...jispe apka information show ho
@_hindsanatani Жыл бұрын
Sir dv ke liye obc cast or domicile certified kb ke hone chahiye form ane ke pahle ke ya kbhi ka bhi ho sakta hai plz bta dijiye🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
New purana koi bhi lga sakte h...koi dikkat nhi...
@Abhirs1435 ай бұрын
Bahi mene ja1262 me ews pe yes tick kiya hai but modify nahi kar paya hu to kya ews me lenege ya gen???
@Aspirant_Exam_Study4 ай бұрын
Ews certificate check krnge agar kuch galat paya gya ...datewise ya detailwise kuch galat raha tho ...EWS ka fayda nhi milega... normal general se count hoge aap
@Abhirs1434 ай бұрын
@@Aspirant_Exam_Study mere details sab right hai bas form me modify nahi kar paya
@chetanyamishra75528 күн бұрын
@@Abhirs143aapka hua kya ews valid modified nahi kiya tha to plz reply
@Abhirs14328 күн бұрын
@@chetanyamishra755 bhai abhi to dv nahi hua mera junior assistant 1262 me hai typing tak nahi hui but bahut logo se pucha bole last date se pahle ka hoga ews to valid hoga
@akashdiwakar18128 ай бұрын
Mere high school me akash diwakar aor intrr me akash diwaker ho gya hai kya afidevit banwana hoga plz bataye ..DIWAKAR ME DIWAKER HO GYA HAI
@Aspirant_Exam_Study8 ай бұрын
Ha affidavit lagega...address ke spelling m thoda bahut chal jata h but khud or parents name m galti nhi chalegi...Aisa hi btaya gya tha DV...
@roshantiwari1685 Жыл бұрын
Bhai maine ews me yes kiya tha lekin mere pass uss smy ka nhi hai kya hoga
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Aap DV m normal GEN se count kiye jaynge....EWS ka fayda nhi milega...dv m sir ke pass jb jaye tho ye baat jarur btaye ki ews se hu ews Certificate nhi h jo timeline btai gai h uske according....tho sir clear vaha bta denge jaisa bhi hoga
@muskanvishwakarma1431 Жыл бұрын
Graduation ka certificate lg rha hai kya???
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Nhi ....lekhpal dv m Graduation ka koi kaam nhi...na dv ke 4 praptra m Graduation ka kuch bhi bhare or na lagaye...sirf 12th tak ka hi sab manga ja raha h ...1set photocopy
@muskanvishwakarma1431 Жыл бұрын
@@Aspirant_Exam_Study ok brother
@NehaSingh-by3hk5 ай бұрын
Sir mujhe spli nhi mili thi ...direct bole jao dv krao .....kya mera biometric ho gya hoga
@Aspirant_Exam_Study5 ай бұрын
@@NehaSingh-by3hkagar unhone kaha ki direct jakr kra lo ap DV tho biometric ho gya hoga apka...vo line se sab rehte h tho unhone bhej diya hoga biometric slip apne aap hi apke table pr...
@NehaSingh-by3hk5 ай бұрын
Nhi pta sir ....wo Irish scan kiye ...then bole jao dv krao jaake apni table pr
@Aspirant_Exam_Study5 ай бұрын
@@NehaSingh-by3hk ha vo attendance check krte h aise paper wale din ki... tension Mt lo aap ..koi dikkat nhi...unke tab m tik lg jata h ki aap the usdin or vo agey bhej dete h...kuch gadbad hoti tho phir jail hoti ...agey nhi bhejte vo...so tension Mt lo aap..sab thik h
@NehaSingh-by3hk5 ай бұрын
Ok thanku sir
@vipinnishad8845 Жыл бұрын
Mere paas OBC ka jaati praman patra 2017 ka hai aur 2023 me Naya bhi banvaaya hu. DV me kaun sa lagaaun? Please reply.
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
...jo apne praptra m bharnge vo hi certificate le jaye....new ho ya purana koi dikkat nhi h...sab dekh rahe h vo...koi bhi lga dijiye jati praman patra
@vipinnishad8845 Жыл бұрын
@@Aspirant_Exam_Study prapatra me jaati praman patra ka detail bhi bharna hai kya?
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Checklist m bharna hoga apko Puri detail sabhi certificate ki...jo DV m milegi vaha bharna hoga....praptra m jati Wale pr tik karke usko likhna bhi h ...option m certificate no bharne ko likha rahe tb bhare...
@vipinnishad8845 Жыл бұрын
@@Aspirant_Exam_Study 2017 wala daal dunga koi dikkat to nahi hogi
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
@@vipinnishad8845 nhi koi dikkat nhi bt digital wala hona chahye ..mtlb...certificate no serial no...apki photo ye sab honi chahye.....vaha new purane pr dikkat nhi bs sahi bna hona chahye sab chal jayega
@ripudamanx Жыл бұрын
Poore process mein lagbhag kitna time laga aapka?
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Suru m thoda 30..40 min baitna padta h jbtak biometric na ho ...isi time m form formality kaise bharna kya bharna bta dete h....2min biomatric....10min DV document CHECK bs....roll no jitna jldi DV itna jldi ho jayega
@bipinsinghrathore7132 Жыл бұрын
Bhai mera dv 21 sep ko tha jo chhut gya pta nhi chala ab ydi application lgakar dv kra sakte hai to application me kya reason de sakta hu
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Agar medical Certificate kahi bna sake setting se tho vo medical Certificate bimari ka lga kr or application m m bimar tha ye bta kr apka kaam ho sakta h .....application jitna jldi ho sake jma kr de.. 30 nov ko dv hoga
@bipinsinghrathore7132 Жыл бұрын
@@Aspirant_Exam_Study Thanks you
@bipinsinghrathore7132 Жыл бұрын
Application nisatganj me jma Krna hai ya jaha dv ho rha wha pe
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
@@bipinsinghrathore7132 bhai dv wale jagah pr hi jma krna h ....kuch log jinka dv reh gya tha back date m vo dusre din gaye the tho pickup bhawan m hi application likhva kr jma krvaya
@eshatyagi566123 күн бұрын
Bhaiya plz ek baar sevika ki dv ke liye checklist details m bta do kese Bharni h
@Aspirant_Exam_Study22 күн бұрын
@@eshatyagi5661 upsssc se jitne bhi dv hote h sabka ek hi praptra rehta h bs post or exam name change hote h...dont wry M jld hi video bnata hu ispr...
@eshatyagi566122 күн бұрын
@Aspirant_Exam_Study ok
@simamaurya1277 Жыл бұрын
Adhar card online chake karte h plz Ripley
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Aadhar card pen card...lekhpal admit card ye sab kuch bhi nhi lg raha h or na check kr rahe h dv m
@priyaparihar8640 Жыл бұрын
Sir..jo abhi additional list aayi h...unka dv letter alag se aayega??
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Ha kyunki alag alag DV ho gya or date bhi...official site jakr check kr Lena aap...anupurak result DV Aisa hi kuch likha hoga uspr ..click krke kuch information fill krke DV letter download hoga...ya sarkariresult.com pr result section m jakr anupurak lekhpal m bhi aise hi process krke DV letter dekh sakte ho aap
@priyaparihar8640 Жыл бұрын
Abhi tak to koi dv letter k liye link nhi aaya..to kya sirf prapatra hi leke jaye??
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
@@priyaparihar8640 admit card nhi aayega...ap 4 praptra hi lekr or bhar kr jaye...koi dikkat nhi hogi....date wise roll no check krke apne day or time pr jaye...
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
@@priyaparihar8640 admit ka koi kaam nhi hota vaise bhi... tension na le...relax freemind se DV karaye.... intermediate tak hi sab chiz or ek set photocopy lagegi....
@laxmiverma7772 Жыл бұрын
Mai post office gds me Jo AK departmental job nh h kya dikkat hogi
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Nhi dikkat nhi hogi apko but ye chiz samjh lijiye...Kisi bhi tarah ki sarkari job ho jisme sarkar ki taraf se apko pay ho raha ho...samvidha ko chhodkar....apko apna job batana hoga or NOC bhi....bt job temporary ho samvidha ho...ya dusri other koi job jaha sarkar ki taraf se pay nhi ho rahi ho apko salary...tb apko job batane ki jarurat nhi h or na NOC ki....
@alizajafri89106 ай бұрын
Sir girls ko jati nivas leke jana hota hai?
@Aspirant_Exam_Study6 ай бұрын
Ji bilkul leke Jana hota h ..or certificate papa ke traf ka hi bna hona chahye mtlb apke papa ke taraf ka sab chalega husband ke taraf ka nhi agar koi married h tho...
@aparnaupadhyay2020 Жыл бұрын
bhaiya iske liye proof kya hoga ki humne dv karwayi hai ...mera 4 oct ko hua hai ?
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Please Pura likhe...kya puchna chahte h...vaise .Sign biometric sab usdate ke sath likhe rehte....or attendance ke agey bhi apko 2 bar sign hote dv m....
@aparnaupadhyay2020 Жыл бұрын
@@Aspirant_Exam_Study Hn wo to pta hai but humare paas to kuchh mila nhi proof ke taur pe
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
@@aparnaupadhyay2020 mam final selection ke bad jb dv ke liye jate h tb vo proof dete h taki joining m dikkat na ho...but abhi tho humlog sab sirf dv ke liye hi patra tho is stage m proof nhi dete....vo apne pass sabka data rakh lete h
@aparnaupadhyay2020 Жыл бұрын
@@Aspirant_Exam_Study ok ..thanks ❤❤
@RajKumar-jq2sv Жыл бұрын
Brother caste and domicile 2018 ka to koi problem to nhi na acceptable hai na
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Nhi koi problem nhi bs prashad dwara na bnaya gya ho Document.....Certificate no serial no hona chahye Certificate m
@RajKumar-jq2sv Жыл бұрын
@@Aspirant_Exam_Study brother online register hai but 2018 ke dono
@RajKumar-jq2sv Жыл бұрын
@@Aspirant_Exam_Study brother online register hai but 2018 ke dono
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
@@RajKumar-jq2sv koi dikkat nhi kabhi ka bhi bna hua le rahe h Certificate....1 din purana or new Certificate bhi le rahe h
@arunji2837 Жыл бұрын
Sir ji original documents k kitne set photo state ke jama ho rahe h .......pls reply.
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Ek set photocopy or document photocopy pr khud ke signature bhi...
@arunji2837 Жыл бұрын
@@Aspirant_Exam_Study thanks sir
@wnigam4279 Жыл бұрын
Main govt job m tha bt abhi puri vacancy radd ho gai hy aur wo court ke adheen hy....aur maine us samaye job detail diya tha..ab to NOC bhi nhi ban payega...to kya joining letter aur termination letter ko dikhakr job wala issue resolve ho sakta hy Bhai...
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Ha bilkul kr sakte h...dv jb jaye tho jb apka no aaye ya phir sir free dikhe tho khud se unke pass hkr ye chiz bataye apni...kyunki aap job pr nhi ho tho noc banega nhi...tho sir se discuss kr le...thik se ho jayega dv....tension na le..bt sir ko pehle khud se apni chiz bta dijiyega
@maneeshshukla3694 Жыл бұрын
Sir mera dv 10 October ko tha mai krwa nhi paya.... To mai apllication kha apply kru by postoffice bheju ya direct wha jake... Format kya hona chaiye smjh nhi aa rha... Application kiske nam hona chaiye ye bhi smjh nhi aa rha hn
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
ha aap direct application lekr aayog jao...apke lekhpal dv letter m upsssc office ka address h....application m same likhiye upsssc ko....30 nov se pehle jma kr dijiye application jakr upsssc office m...taki 30 nov ko apka dv ho paye....application normal jaise humlog likhte h fever type college m vaisa hi....subject aap dv phir se krvane ke samband m likhiye....reason solid dena aap...jo bhi ho....koi dikkat nhi hogi..jinka dv nhi ho paya unki date pr ..vo sabhi 30 nov ko dv kra sakte h
@SandhyaKumari-p4l3e Жыл бұрын
Bhai old domicile me husband name glat tha new abhi bna hai koi dikkat to nhi hogi
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Father ke taraf ki sari chize LG Rahi h ...sabhi document.... husband ke taraf ka kuch bhi nhi lagega....domicile certificate bhi father ke taraf ka hi mang rahe h DV m Verna arakshan nhi denge...or general seat se count krnge apko...
@santoshrajbhar1705 Жыл бұрын
Exam hall me keval photo khicha tha iris scan nahi Hua any problem in dv
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Bhai ye apke sath hi tha ya apke line m khade sabke sath???? Biometric yahi tho h jo scan nhi hua....apke biometric slip pr verified likh tha tho koi problem nhi hogi...agar biometric ke bad verified nhi hoga tb dikkat ho sakti h
@Myaaank Жыл бұрын
bhaiya addrsss konsa fill karna hai praptra mein.. jo form fill krte samay application form mein daala tha vo ya mool niwas wala????
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Dono ek hi hona chahye??? Agar alag address h tho temporary address m dusra bhar do aap or permanent address m nivas wala address bhar do....kyunki nivas se address verify hoga...
@ArunKumar-nh2lq8 ай бұрын
Bhaiya mera vdo ka document verification h 1 may 2024 ko to ek baat puchhni h ki jb form fill kiya tha to inter ki certificate n. Ki jagah serial number bhar gya h aur ccc certificate passing date 2017 h lekin galti se 2016 bhar gya tha to kya dv se bahar kr denge please answer dijiye
@Aspirant_Exam_Study4 ай бұрын
@@ArunKumar-nh2lq sry brother late reply kr liye... intermediate registration no wala problem nhi h but ccc date m dikkat ho sakti h .. final result ka wait kariye agar provisional likh kr aata h apke roll no pr tho ccc affidavit ke sath ..phir DV jb hogi verification ke liye tho ..ustime pr dena ..agar result clear rehta h tho koi dikkat nhi...
@Green-s5x2 ай бұрын
Bhai koi dikkat hui result me ya provisional aaya??
@shivamyadav-dy9ej Жыл бұрын
aawedan prapatra vhi bhrna hota hai yaa ghar se bhr k le jaana h???? aur kitne baje tk phuchna hai???
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Jitna bhi aap bhar paye utna sahi sahi bhar le praptra ...jo nhi bhar paye ya problem lge kuch tho vo rehne de..na bhare...DV room m kafi time hota h vaha bhar Lena aap....10bjeb tak pahuche..
@EyeOfTheMayank Жыл бұрын
Pet admit card ya lekhpal admit card le jana hai kya bhai Aur affidavits kiske naam ka banwana h bhai ye point clear kr do
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Pet or lekhpal admit ka kuch bhi nhi le jana h ...na aadhar card or nahi pen card....apko sirf 10th or 12th ke Document lena h or nets se dv ke 4 prapatra jo downoad kiye tho vo....EWS H THO ews Certificate or nivas or caste Certificate bs itna hi....le jana h...
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Aap vakil ke pass jao ...apke jo bhi Document galat ho uske bare pehle galat kyu h ye bta do aap...phir sahi kya chiz h vo bta do aap....vakil sab janta h process vo bna dega ...apko sirf metter btana h ki kya galat h apka bs..vakil ko sab pta h
@EyeOfTheMayank Жыл бұрын
@@Aspirant_Exam_Study भईया ईडब्ल्यूएस का ओरिजनल खो गया गया उसकी कॉपी निकलवा ली है तहसील से, तो वकील ने बोला किसके नाम का हलफनामा बनना है वो बताओ
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
@@EyeOfTheMayank upsssc ke naam pr....aapne jb lekhpal ka dv ke 4 form download kiya hoga tho usme address h upsssc ka complete....vha se dekh lo aap vahi vakil ko bta dena......jo address h...jaha dv krne jana h upsssc ka complete name h .vahi name aap bta do....
Bhai sab ki dv Lucknow, upsssc aayog karyalay पिकप भवन par hi ho rahi hai na
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Ha bhai sabki vahi pr h ho raha h dv ....uperi manzil pr
@sagarrastogi2081 Жыл бұрын
Bhai kitne baje tak ja sakte hai 10 baje hai to train late ho jayega to ....or obc kis date ka lena hai
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
OBC certificate Naya purana koi bhi chalega bt digitally apka data vo computer pr bhi show kre....jada late Mt hona aap ..kosis krna time pr jao...kyunki sir DV form or other form bharvana suru kr dete h bol kr
@AllFactsByMe Жыл бұрын
Kya lekhpal wala registration form bhi lekar Jana hai? Photo copy k kitne set jma hoge? Serial m photo copy lgani h ya original bhi lgani hai
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Original m 10...12 ke sabhi certificate...phir jati nivas certificate..inki orginal or ek set photocopy le jaiye....video m Maine document serial btaya h dekhiye us according photocopy ko lagaye... original bhi vaise hi lagaye....kisi file m na lagaye...aise sir jb DV ke liye bulaye tho unhe alag de...samne rakh de aap
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Nhi... registration form admit card .. pencard...aadhar card...kuch nhi lagega...
@raghvendratiwari8589 Жыл бұрын
Bhai General category ke liye kaun kaun se documents lagenge.. Please bhai reply kar dena
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Agar EWS se h tho certificate EWS ka....or net se download DV 4 prapatra or 10th 12th document bs itna hi ...EWS certificate nhi h tho ..EWS Mt lagaye..
@Thakurr_sahabb4 ай бұрын
Bhai dv4 kya hai
@Saurya_a_fellow_traveller Жыл бұрын
Lekhpal ke liye documents photocopy kitne prati me chahiye
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Only one set
@ShubhamGupta-rr9wz Жыл бұрын
Praptra mai graduation ka data bhare ya nhi jab graduation ka result nhi le rahe to plz jadli reply kare
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Nhi chhod do....12 tak hi h bs...12 tak hi bharna tha... graduation m subject sare kaise bhare brother?...12th ki hi detail all form m bharna h bs brother
@arunji2837 Жыл бұрын
Sir ji DV complete hone k baad....DV wale din..koi receiving bhi dete h kya Lucknow m Adhikari???
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Nhi ...apke document jma krke phir apko Jane ke liye keh dete h ...
@shanjeevgupta3176 Жыл бұрын
Bhai mai group d me hu 2019 se, dv m ky noc le jana zruri h..plzz reply bhai
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Apki joining 28 jan 2022 ke bad hui h tho noc nhi chahye agar likhi date ke pehle hui h tho Noc chahye brother
@shanjeevgupta3176 Жыл бұрын
Ok thanku bhai❤❤
@dineshmaurya9391 Жыл бұрын
Pet ka certificate bhi lagega kya
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Nhi ...pet or lekhpal form admit card kuch bhi nhi LG Raha h...
@Deepak-cz8jm Жыл бұрын
Sir hmne abhi join kiya h 3 month hua railway group d hmse noc to nhi mangenge lekin aap ye btaiye please ki hm jo job kr rhe h usko prapatra me fill kr de ya nhi
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Nhi aapse noc nhi mangi jaygi ..bilkul praptra m apni job bhare or joining date usme jarur likhe ...usi se noc lenge ki nhi decide hota h ...kuch bhi chupaye nhi ....sab or sahi chiz hi praptra m likhe...
@Deepak-cz8jm Жыл бұрын
@@Aspirant_Exam_Study thanks bhai 3 august ko hmne join kiya h
@Ashu-bp5jd8 ай бұрын
Mere father ke name me space lag gya gai ,mere High school me space nahi hai baki sabhi documents me aor form me bhi space hai to affidavit me kya likhvana hai.
@Aspirant_Exam_Study8 ай бұрын
Dv se pehle affidavit jarur bnva le... Koi dikkat nhi hogi...
@amitbaranwal5892 Жыл бұрын
Bhai surname me mere galti hai toh kya krna hoga hmme ??
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Aap affidavit bnva kr jao iska...koi problem nhi hogi phir
@adarshrai1573 Жыл бұрын
Mera cbse board tha 10th me ek subject optional tha mera to prapatra 4 me 600 pe evaluation hoga ya 500 pe kindly reply.
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Agar optional sirf internal tha uska external exam nhi hua or na kahi baher koi marks mila tho aap sirf subject name likh kr chhod doge or marks add nhi karoge ....but agar external exam hua or marks baher exam m mile the tb aap marks bhi likhoge or add bhi karoge......mere 12th m sport & edu internal tha maine uske marks nhi jode sirf 500 no m jo aaye vo final krke likhe
@pagaldeewane9 ай бұрын
Bhai g combined technical k dv k bare m bhi video banaye
@Aspirant_Exam_Study9 ай бұрын
Telegram channel pr mne kl hi bta Diya tha..pdf bhi upload h.... aspirant exam study naam se search krke dekh lijiye...or m video bhi bna deta hu aaj...
@shwetadiwakar1456 Жыл бұрын
Sir mukhya sewika exam ke dv ke baare m bataye please..sir kaise hoga
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Mam...m jld hi ek video uspr bnakr btata hu...channel pr bne rahe or dekhte rahe....
@shwetadiwakar1456 Жыл бұрын
Thank you sir
@Krishi-Wallah7 ай бұрын
Bhai AGTA form submission ho gya hai usme OBC caste certificate me mother ke name me mistake hai kya kare
@Aspirant_Exam_Study4 ай бұрын
Jb DV hogi ustime pr affidavit bnva lena aap apna jo bhi reason h usko bta kr...koi dikkat nhi hogi
@ANUJKUMAR-dj5nx Жыл бұрын
Bhai mai rly group d me job kr Raha hun bharti ke pahle se to kya noc jaruri hai
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
28 jan 2022 ke pehle ki joining h tho NOC CHAHYE hogi....btaye gaye date ke bad joining pr NOC nhi chahye...
@sourabhkumar15569 ай бұрын
Sir mukhya sevika ke form me meri mother name me ek letter miss ho gaya hai kya koi problem hogi please reaply
@Aspirant_Exam_Study9 ай бұрын
Ha dikkat hogi....name m kisi trah ki bhi mistake pr affidavit mangte h...bnva lijiye mistake isme bta dijiyega...
@vikaskhan20838 ай бұрын
Bhai PET ke score card ki jarurt padti h kya ...dv me
@Aspirant_Exam_Study8 ай бұрын
Nhi bhai...
@vikaskhan20838 ай бұрын
Thank you so much
@Abhisheksingh-iy2mm Жыл бұрын
Sir dv form ko English me bhar sakte hai?? Please batayein..🙏
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Jaha jarurat ho vaha english m bhare jaise subject name type verna pura hindi m bhare....sabhi form fill hindi m hi aate aayog m....ye jadater form ke sath h....baki language kuch fix nhi h....kisi bhi bhasa m bhar sakte ho aap...checklist ko chhodkr jo dv m milegi...hindi m hi sirf bharna rehta h usme
@gauravkul3553 Жыл бұрын
Bhai mai panchayat sahayak ke roop me karya kar raha hu to kya mujhe form me mention karna chahiye ya nahi , lekin iska koi appointment letter to mila nahi hai
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Govt permanent h apka tho mention kariye....Verna nhi... temporary job ka koi data Mt dijiye DV m
@Hinditathyatv Жыл бұрын
Sar Mera Bhai pH hai uska Devi hona hai lekhpal ka 7 November ko kya main uske sath andar ja sakti hun vah kafi darta hai😢
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Ha dv room tak ja sakte h baher policeman se permission ke bad.....aise kisi ko ander jane nhi dete bt ph m jane denge
@Hinditathyatv Жыл бұрын
@@Aspirant_Exam_Study thanks 🙏🙏🙏
@kapilsingh1197 Жыл бұрын
Mene abhi adress m change krwaya h to koi problem to nahi
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Affidavit lgana hoga apko kyunki LEKHPAL form m kuch dusra bhara h or ab address dusra h ...aayog ne kaha bhi tha ki jinka address pura change ho vo aayog ko btaye iske bare m....ek chalaki kr sakte ho aap...DV purane address se hi krva lo agar officially address aadhar card or nivas certificate m change nhi karvaya ho tho...Verna affidavit bnvana padega
@Dinesh45sharma Жыл бұрын
भाई मैंने High school aur intermediate के प्रमाण पत्र में lamination करवा लिया है तो कोई problem तो नहीं होगी।
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Nhi koi problem nhi hogi...
@ManojKumar-nu3fm Жыл бұрын
Koi character certificate b lgra h kya bro.
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Nhi ..sirf nivas or jati ...vo bhi arakshan lena ho jinko
@Lamsar9258 ай бұрын
PH condidate ka naya online wala praman patr form date ke bad bana hai to kya koi dikkat hogi pahle ofline wala tha
@Aspirant_Exam_Study4 ай бұрын
@@Lamsar925 ha..form fill krne ki jo last date hoti h uske pehle ka certificate allow hota h ...form fill date ke bad ka certificate nhi chalta...
@sonibhargav7321 Жыл бұрын
Hlo bhai apse ak baat puchni thi ki hmm sc se hai aor mere no 64 hai aor bhai kya Aadhar card mei cast certificate aor nivas mei sem address hona. Chahiye aor bhai agr application form delete ho gya ho toh koi problem toh nhi hogi plz reply me
@sonibhargav7321 Жыл бұрын
Mukhya sevika ki DV mei
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
@@sonibhargav7321 jaise is time lekhpal ki dv chal rahi h vaise hi kuch apki mukhya sevika ki bhi dv hogi.....kyunki dono upsssc se hi h.....ha address same hona chahye....application m jo address fill kiya tha apne thoda bahut yad hoga tho vahi bhare agar bhul gaye h tho nivas patra m jo address h vo bharna aap kyunki..dv m aadhar pen card....voter card kuch nhi chal raha h .....address verify nivas Certificate se kr rahe h tho aap nivas Certificate m jo address ho vo hi dale....
@sonibhargav7321 Жыл бұрын
@@Aspirant_Exam_Study okk bhai thank you so much 😊
@sonamverma51887 ай бұрын
Bhai dv me pet score card bhi mangte h kya?
@Aspirant_Exam_Study7 ай бұрын
Nhi pet score card se koi mtlb nhi ...net se DV form type rehta h pdf vo download krke le Jani hoti
@alokchaurasiya7732 Жыл бұрын
Sir meri intermediate ki marksheet and certificate sahi hone ko allahabad board office me di hai original abhi nahi hai sirf photo copy hai to kya afitdefit se kam chal jayega Please reply 🙏
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Original pehle mangte h verify ko ....phir photocopy se milan krte h..bilkul Affidavit bnva kr le jaye
@alokchaurasiya7732 Жыл бұрын
@@Aspirant_Exam_Study thank you sir
@kyadva4661 Жыл бұрын
Bhaiya girls ka nivas praman Patra kahan ka lag raha hai father side ya husband
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Father side ka lg raha h ...koi dikkat Document m choti choti hone pr Affidavit dekr kisi bhi problem se bch sakte h
@kyadva4661 Жыл бұрын
@@Aspirant_Exam_Study cost certificate to ban gya father's side but domicile nhi ban Raha cancel ho ja rah hi
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
@@kyadva4661 muskil hogi phir ...kyunki arakshan ka fayda 2dono certificate pr hi milega Verna Gen treat krnge apko...or Jati ka fayda nhi milega....Kosis kariye pitaji ke taraf ka BN Jaye DV tak....otherwise Jo certificate ho vahi lekr DV karaye....jaisa hoga DV m sir apko khud sahi chiz bta denge jissey agey problem na ho..
@kyadva4661 Жыл бұрын
Certificate kitna purana chal raha hi
@kyadva4661 Жыл бұрын
Jab form bhara tha uske 2saal pahle ka hi
@triangle49289 ай бұрын
Caste certificate or niwas certificate main address alag alag hai toh dv mai koi problem hogi
@triangle49289 ай бұрын
Caste certificate gaon ke address per hai
@user-bs3gd6bx9n Жыл бұрын
Dv place pickup bhawan hai gomati nagar mai ...indra Nagar metro station ke passs
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Gomtinagar
@user-bs3gd6bx9n Жыл бұрын
@@Aspirant_Exam_Study pickup bhawan gomati nagar Nearest metro station konsa hai
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
@@user-bs3gd6bx9n jo aapne kaha vahi h...indira nagar metro station se 2km lgbhag or polytechnic chauraha se 800 meter...
@user-bs3gd6bx9n Жыл бұрын
@@Aspirant_Exam_Study thanku bhai
@mailmejasvant Жыл бұрын
Mera NCC certificate me name ki spelling me v ke sthan per w hai to ise lagau ya nahi
@mailmejasvant Жыл бұрын
Please reply me
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Affidavit name galat problem ki bnva kr jarur lagaye...NCC marks bhi agar fayda nhi degi tho priority wise fayda degi...
@sandeepkushwaha401 Жыл бұрын
Sir dv me documents self attested nhi kiya dv ho gyi documents bhi submit ho gye koi dikkat to nhi hogi na sir
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Vaise apne Document sign krke hi kahi bhi jma kre...Dv ho gai h or koi bhi chiz invalid ya question mark nhi h apke Certificate m tho ghabraye nhi .....sab thik h...tension free rahe....
@sandeepkushwaha401 Жыл бұрын
@@Aspirant_Exam_Studybhai koi dikkat to nhi honi hogi na pta nhi kaise rh gya
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
@@sandeepkushwaha401 dont wry brother....kuch nhi hoga.....dv sir bahut dhyan se check krte h sab Document..dikkat hoti tho vo khud apko bta dete...
@SitaSharma-f3j Жыл бұрын
Sir mere pas High school aur inter ka alag alag 2 marksheet hai ek mein Mera nam ravi kumar bharti hai aur janm tithi 03/05/1980 hai Maine pahle wale marksheet se lekhpal ka men paper diya tha jismein Mera biometric ab Mera over age ho gaya hai dusra marksheet mein Maine apna Naam ravi kumar aur janm tithi 05/09/1992 likha hai main yah Janna chahta Hun ki main dusre wale marksheet se agar upsssc Pariksha nikalta hu aur mera biometric verification hota hai to pahle wala data Mera show Karega kya main pakda jaunga please reply
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Aapne jo LEKHPAL form bharte time jo data fill Kiya tha vo apka show hoga kyunki vo form ke sath save h or vahi chalega bhi other kuch nhi....apko new certificate ki information bharni chahye thi tb aap new certificate high school wala lga sakte the...bt ab purana information Bhara h tho purana hi lagega...new lgaynge tho information online checking m fake a jaygi alag alag tho dikkat ho sakti h....age agar LEKHPAL ka form bharne Tak sahi thi tho koi dikkat nhi...aga count exam bharne ke time Tak mana jata h ..abhi current DV m nhi ginte age factor...tho apke LEKHPAL form bharte time age thik thi jo niyam ke anusar tho tension na le purane certificate ke sath hi jaye....
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
LEKHPAL DV ki baat bta do...ab agey UPSSSC exam m kya hoga vo janiye....apne pet exam bharte time agar new certificate wala information Diya h usme tho koi dikkat nhi hogi...jo new data hum dete h vahi sabkuch hota h purana nhi tho pet exam m ya UPSSSC exam m new certificate ki information Bhar kr exam dete h tho sab thik h ... biometric ya document scanning dikkat nhi hogi...dikkat tb hoti h jb aapne purana fill kiya ho information or le kr certificate koi or gaye ho ...
@SanatanPravaah20 Жыл бұрын
Udid digital chalega na ...kyun ki purana wala to ab chalta nhi
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
Vaise digital koi Document nhi le rahe h directly....hardcopy or original ussey milate h ...but apke Document sahi ho mtlb fake na ho or digitally hi sirf chalta hu us case m vo dekh lenge...
@SanatanPravaah20 Жыл бұрын
Hanji ..sab sahi hai document hai mere pas .. original to le hi jaunga ..foto copy bhi 2 lete jaunga
@Aspirant_Exam_Study Жыл бұрын
@@SanatanPravaah20 ek hi photocopy lagegi sabki
@priti241012 күн бұрын
Grade system wale apna number kaise bhare
@Aspirant_Exam_Study11 күн бұрын
@@priti2410 aap subject ke name likhkr chhod dijiyega aise hi class wise ... Dv room m sir honge vo waha bta denge ki kya bharna h apko...help krte h sir waha dv m... Confusion ya galat bharne se better h.. Khali rehne de...sirf subject name hi bhare...garde system ke sath thodi dikkat hoti h form fill krne m..