Salute to Sonam Wangchuk Sir🙏🙏🙏 lots of Love & Respect 💓....🌹🙏 Central Govt & mainstream media have no shame & no mercy😢
@gaurangaroy5927 ай бұрын
Thanks Sonam Wangchuk! Aahes dhanyabad gyapon karchhi, kalyanabastu. Jay Bharat Mata, Jay Hind.
@bharatmicra7 ай бұрын
सारा देश सोनम वांगचुक जी के साथ खड़ा है... पर्यावरण से बड़ा कोई मुद्दा नहीं हो सकता है... शानदार विश्लेषण सनातन जी ❤
@surajghagare16677 ай бұрын
Namaste Sir Ji 🙏, Jitne logo ko maine ab tak suna is vishay ke baare me un sab me se aapki hi baat me dam laga muze aur bohot acchese samajh bhi aaya, aapne is mudde ke upar jo upaay batayaa Baatchit vaala vah ekdm satik👌, tabhi kuch hal niklega nhi toh aise kuch nhi honewala. Bohot bohot Dhanyawad Sanatan Ji aapka is vishay ke baare me apni raay rakhne tatha aawaz uthane ke liye 🙏. Pr asal Ladhai 6th schedule laagu karane ke liye nhi, ( vah toh bas sarkaar ne unko waada kiya tha isliye uska naam saamne la rahe hai ), balki unko vaha ke Sanskriti🎎 aur Paryavaran 🍂🏔 ko bachane ke liye hai, pr kis se...?🤔 maanav janit Global warming🌎📛 aur Climate change se jis se keval Ladakh hi nhi saari 🌐 tabah ho rahi hai...😳. Jise naa koi media wale dikha rahe hai aur naa hi kisi dekh ki sarkaar gambhirta se le rahi hai, phir aam janta ki baat toh chhodo hi, unhe toh bilkul bhi ata pata nhi hai jivan ke is तथ्य aur संकट ke baare me...🤯. Isliye sabhi ko aisa lag raha hai ki Sonam Wangchuk Sir keval Ladakh ke liye anshan kar rahe hai pr ve asal me hum sab ka pratinidhitva kar rahe hai, fark bas itna sa hai ki maidano ke muqabale pahado pr Badhate taapman 🔥🥵🥶❄ aur Vaatavaran me hote aaksmik badlaav ke parinaam ekdm spasht roop se dikhai padte hai...😮. Agar Ladakh bacha toh hum bachenge nhi toh abhi jo haalat waha ki hai wahi haalat bohot jald ham sab ki hogi...😲. Ham pahle hi 6th mass extinction phase se gujar rahe hai, karodo durlabh pashu-pakshi, aur jeev-jantu, pahle hi safachat ho chuke hai jo ab kabhi bhi vaaps nhi aayenge🥺, aur ab aakhari number humara hai...😱. Aanewale kuchh hi dashako me hum sabhi maanav 🌎 ko sada ke liye alvida kahne wale hai...😟😨...💥💀💥. Hamare pass samay bohot hi kam hai, kyunki 2028 me Avg. Rise in global temperature🌡️1.5 degree celcius ( Suraksha sima ) ko todkar aage badhnewala hai, ise hume rokna hai agar kar paaye toh thik hai varna Mahavinaash nischit hai... 💯☠️🔥. Isliye ab hume hi sabhi logo tak yah baat jald se jald⚡pahuchani hai. Is Samasya ko achhese jaanane tatha ispr uplabdh ek matra upaay ko samajhane ke liye kripaya yah docs. movies 🆓 me KZbin▶️ pr avashya dekhe, "माँ 🐄🐃 का दूध🥛", " Eating our way to extinction💀" aur "Minimalism 🤏". Agar aapke mann me phir koi bhi prashn yaa shanka baaki rahe toh isi aapada ko aur gehraai se samajhane ke liye, kripaya " Aacharya Prashant Ji" ke जल💧- वायु 🌪 परिवर्तन, पशु अधिकार, शुद्ध शाकाहार 🥦🥕🌽, aur मांसाहार 🥩 ke upar banaye huye videos avashya dekhe. Apna aur apne aap pass ke jivan/prakriti 🌿🍃ka dhyan rakhe, Dhanyawaad... 💚🙏🙏🙏
@lodzangmotup81382 ай бұрын
Thanks you sir❤❤❤
@EmotionalAnimeStory7 ай бұрын
10:34 When our nations both intrest, Geopolitics and Beutiful nature stand against each other , it is hard to choose one b/w them, Yes you are right Bhai, 5th and 6th schedule protection both are not possible for ladakh , looking at its geopolitics situation, but yes also Government have to restart their Talk with them, And your point to how to solve this issue is a valid point....
@tundupdolma95177 ай бұрын
Thank you sir for this topic 😮
@lobsangtsering33247 ай бұрын
Wonderful 👌👍🙏👏👏👏👏
@shooterplayz07-z3h7 ай бұрын
👍👍👍
@richieetravelvlog7 ай бұрын
👍
@stanzinmingur86957 ай бұрын
We want 6th schedule
@srikrishnaniti60067 ай бұрын
Autonomy nehi dena chahiye. Wangchook ko CM banne ki lobh hai..Job pe thoda reservation dena chahiye..Culture protection ke liye law banaiye.
@Kumarsingh-p237 ай бұрын
BJP apne kiye Wade se mukar rhi h , Yadi ye 6th schedule implement nhi kr sakte to apne manifesto me likha kyu tha , Puri tarah se laddakh ko ignore Kiya ja rha hai