Protector file me rakh ke pouch file lamination kar sakte h..???
@ypop8571 Жыл бұрын
Thank you
@tariqmahmood10562 жыл бұрын
hello bro ic machine me motor kon c use hoti ha kindly share the motor details. mere pas b same model ha machine ka or us ka motor kharab ho gaya ha or us motor k uper detail chit nhi ha so plz share it with me
@ramteja51648 ай бұрын
Sir, oo machine ki Potentiometer ka value kya hey?
@AjimKumbharlikar2 жыл бұрын
Hellow sir mere machine se dhuva nikal raha hai andar paper atka thaa to maine kholkar nikala maine sub saaf kiya but ab bhi dhva nikal raha hai mai kya karu
@Techgati2 жыл бұрын
Fir accha sa koi technician ko dikhaw
@Techgati2 жыл бұрын
Kuch time dhuva nikal ta hai .. mera bhi khuch time dhuva nikla tha
@uzma382 Жыл бұрын
Hai mari machin main bublis atay hai n
@vinkalkumarjayant96332 жыл бұрын
Yadi hum aadhar par lamination karte hai to aadhar cARD ke charo kone par bahar ki or se lamination nahi hoti hai
@Techgati2 жыл бұрын
Agar aisa hota hai to temperature thoda badhaw par dhayan rakho ki zada bhi na ho jaye Aur id card size ka lamination karne waqt kagaj thoda mota hota hai isliye finishing nahi ho pata hai