Very Nice. Yumy. Looking Delicious. Masha Allah. Zabrdast👍
@sadafhussain82758 ай бұрын
V nyc
@foodielicious16773 жыл бұрын
MashAllah.. Nice effort for finding Zouq landhi recipe
@Hareemskitchenmenu3 жыл бұрын
JazzakAllah.
@muhammadyaseen89263 жыл бұрын
ZOUQ biryani landhi no.6 wale apni biryani me bohat Kim rang lagate hen wo to bohat hi yummy hoti he
@Hareemskitchenmenu3 жыл бұрын
Ji mujhy pta hi bhai ye baat mei recipe mei bta chuki hn ap ne recipe complete nae dekhi. Recipe try krain taste ap ko InshAllah waisa he mile ga.
@wajeehawaqas50133 жыл бұрын
Thx for yummy recipe.
@abuhaseeb19133 жыл бұрын
Masha Allah
@MuhammadAwais-eh3gd3 жыл бұрын
Waaah waaaah sister
@MuhammadAwais-eh3gd3 жыл бұрын
Lajawaab recipe
@MuhammadAwais-eh3gd3 жыл бұрын
Aik bar kisi KZbinr ne zouq biryani ki video uploade ki thi lakin ap ne to kamal hi kerdia sister
@Duafoodvloge3 жыл бұрын
Looks yammmmi
@aldrinfernandes42293 жыл бұрын
👌🏻👌🏻
@qualitycooking89983 жыл бұрын
Tasty
@VlogChannel733 жыл бұрын
Zbrdst
@raufkhan55563 жыл бұрын
♥️♥️♥️
@iqra868 Жыл бұрын
Bagi sauf bhi dalty ha wo
@sameenra3 жыл бұрын
Hi hareem I love the way of your cooking because I'm from karachi too have a request if you Canale khatri biryani north karachi it has different style and taste I live in canada so I have to make it myself If you will teach me it's recipie I'll be very happy 😊
@mohammadzeshan84813 жыл бұрын
Ap ne r.f stander waly ka restaurant suna waha ka best pilao hota meri wish he mujhy bhi achaaa beef pilao ajae plz pilao banai
@Hareemskitchenmenu3 жыл бұрын
Pulao ki kafi recipes mere Channel per mil jaye gi. ap un ko try krain next recipe b pulao ki arahe hi ap try krain inshallah expert hojye gy pulao banane mei. Keep trying again and again ghalti krain gy tabi acha pulao banan payain gy InshAllah.
@mehreenhussain77583 жыл бұрын
Kia ap ye point clear kr skti hain jari mirch ka paste apny yakhni me b dala aur jara masla dalne k baad bhi batyaa ha agr dalna chahen to kia yakhni me dalne k elawah bhi dobara dal skty ??
@foodielicious16773 жыл бұрын
I also love making biryani. Zouq me ek cheez note ki hai k they don't use Sabut Garam masala like Darchini, Long, Star anise, Jaifal javetri , Cardamom in Yakhni or cooking .. Is se taste me farq nahi parega ye cheezen to hr biryani me dalti hen.. Ap kiya kehti hen madam?
@foodielicious16773 жыл бұрын
Kindly respond maam
@Hareemskitchenmenu3 жыл бұрын
ap try krain inshallah ap ko passand aye ga ya pulao biryan. Dekhain hr pakwan walon ki apni recipe hoti hi. aur khas hoti hi. Hr biryani mei ap aik he Maslay dalain gy. Wo b same method se to sab ka taste to same hojye haga.. ye log b ye sare masalay dalaty hain but powder masalay ka use krty hain.
@Hareemskitchenmenu3 жыл бұрын
Abi to mei ap ko agy kafi biryani ki recipe dun gi Jin k method aur masalay bilkul change hain. Pher to ap peresha he hojyin gy ye kisi biryani hi. Sari baat hoti hi taste ki jo hr biryani ko dosri biryani se alag aur mazay ka bnaye.
@foodielicious16773 жыл бұрын
Apka cooking kitchen bhi hai madam?
@Hareemskitchenmenu3 жыл бұрын
Abi to nae hi but irada hi InshAllah.
@foodielicious16773 жыл бұрын
@@Hareemskitchenmenu inshAllah... Mera bhi hai
@syedaadeenasadiq12402 жыл бұрын
apko recipee kese milee? zouq ki
@bloomingburze4906 Жыл бұрын
u tube pay hy bhai
@hoorialifestyle31993 жыл бұрын
Sary rice 80% ku nh dalty?
@Hareemskitchenmenu3 жыл бұрын
Ap aisa krain biryani k liye rice kse boil krty hain vedio bnai hi is per alag se meine. ap wo vedio dekhain meine aik aik cheez samjhai hi us vedio mei ap ko baat samjh ajaye gi InshAllah.