Yahi conditioning hai, jo samuh se aati hain kyonki yeh jeev aisa hi hai biologically, issi liye kaha gaya iss jeev ko khud ke boodh se dur rakha gaya hai kyonki isse rakha ja sakta hai, aboodh phir boodh phir boodh ke anveshan se samyak buddhi phir khuch nahi ki samajh
@ssbhatia495919 күн бұрын
Great narrative
@freebird1585Ай бұрын
To kya parmatma bhi isliye hai kyuki hame chaiye ? Aur sansar bhi ,mai bhi ?
@anilkapoor9999Ай бұрын
Guruji pranaam Bahut kuch sikha hai aapse Me ek vishesh brand kisi Cigratee pita tha wo milni band ho gyi to maine peena chhod diya ya kahiye ki bhitar kaamna to thi lekin uplabdh nhi thi. Abhi kal ek shop le mil gyi to maine khareed li. Ab bataiye agar kaamna hai lekin kamna purti ka saadhan hi nhi hai to bhi to kaamna poori nhi hogi. Bihar me sharab band hai Kaafi sharabi hai lekin supply nahi hai. Is par prakash daaliye hi sake to.
@meenuchaudhary4937Ай бұрын
Ek hawas ho gain hai kharidari ki. M khud essay gravity hun😢😢😢
@ommanojsharma7118Ай бұрын
Sir aap 4 5 ghante ki charcha karke kyuki jiski vaastav mai ickcha hai jaane ki woh toh sunne Jisse nahi sunna woh toh yaha aayega bhi nahi aur aayega bhi 5 min mai andar chala jaayega kyuki aapki vaani bhitar ki orr modti hain
@ranjeetkhandagale991228 күн бұрын
लाओत्सू को समझने के लिये भगवान ओशो जी के प्रवचन पहले सुन अगर समझ आया तो फिर नही समझयेगा.