جَزَاكَ ٱللَّٰهُ خَيْرًا Dear Stay connected for more recipes.
@saeedanakade24253 жыл бұрын
Mashallah yummy
@naniandnawasa413 жыл бұрын
جَزَاكَ ٱللَّٰهُ خَيْرًا Dear
@naseemfoodsvlog12623 жыл бұрын
Mashallah 💐👌👌👌👌🌼
@naniandnawasa413 жыл бұрын
جَزَاكَ ٱللَّٰهُ خَيْرًا
@fehmidabelim38713 жыл бұрын
Khala jazakallah recipe ke liye Mae try karugi
@naniandnawasa413 жыл бұрын
Yes please kijye Bhut tasty hai mujhe yekin hai aap ko pasand aayengi don't forget to share your experience 😊
@fehmidabelim38713 жыл бұрын
@@naniandnawasa41 jazakallah khala Mae jarur try lkarugi
@nazneentaj90023 жыл бұрын
Masha Allah yummy
@naniandnawasa413 жыл бұрын
جَزَاكَ ٱللَّٰهُ خَيْرًا
@naazmakhan89483 жыл бұрын
Mashallah anuti yummy ricepe
@naniandnawasa413 жыл бұрын
جَزَاكَ ٱللَّٰهُ خَيْرًا
@ShabanaKhan-rs6ti10 ай бұрын
MashaAllah ❤ Allah aapko Hamesha haste hue kush rahke Aameen
@naniandnawasa419 ай бұрын
Aameen
@nahidamapkar31323 жыл бұрын
Mashalla bhut khub
@naniandnawasa413 жыл бұрын
جَزَاكَ ٱللَّٰهُ خَيْرًا
@asifmukadam91663 жыл бұрын
Ma sha allah Behtarin sweet dish
@naniandnawasa413 жыл бұрын
جَزَاكَ ٱللَّٰهُ خَيْرًا dear
@WonderskitchenAlia3 жыл бұрын
MashaAllah looks so yummmmmy 😋
@naniandnawasa413 жыл бұрын
جَزَاكَ ٱللَّٰهُ خَيْرًا Dear Please try once you are going to love it I am 100% sure
@zartaashtashii77573 жыл бұрын
MAA SHAA ALLAH.. ALLAH PAK ap ko salamati wali zindagi Ata farmaae.. AAMEEN Summa AAMEEN 🌹🌹
@naseemfoodsvlog12623 жыл бұрын
Hello
@zartaashtashii77573 жыл бұрын
@@naseemfoodsvlog1262 As Salam Alaikum
@naniandnawasa413 жыл бұрын
جَزَاكَ ٱللَّٰهُ خَيْرًا dear Ameen aap ki dua bhut pyari hai allah aap ko iska neik jaza de
@naniandnawasa413 жыл бұрын
Hello
@naniandnawasa413 жыл бұрын
Wa-Alaikum-Salaam
@shahanamufeed60823 жыл бұрын
Mashallah looking testy and yummy 👌😋
@naseemfoodsvlog12623 жыл бұрын
Hai
@naniandnawasa413 жыл бұрын
Thank you so much 😊
@naniandnawasa413 жыл бұрын
Hello Dear
@sajidsayyed37824 ай бұрын
Superb tasty 😋
@Sha-pt1ns3 жыл бұрын
Allah aapko sehat w tandurusti k saath umar e draaz ata kare aur aakhirat mein bhi buland muqaam ata Karen aur har tarah ki khair o bhalai aapko aur aapke aal aulad ko ata Karen Aameen ya rabbbal alameen
@naniandnawasa413 жыл бұрын
Ameen Sum Ameen Insha allah aap ki mangi her dua qabool ho Allah aap ko din w dunia ki her khushi de Ameen.
@nafisashaikh38393 жыл бұрын
MashaAllah.very yummy
@naniandnawasa413 жыл бұрын
Thank you so much 😊
@akilapathan32143 жыл бұрын
Ma sha Allah dikhne mein bohot tasty aur yummy lag raha hai 😋👌🏻 May Allah bless you and your family aunty🌹
@naniandnawasa413 жыл бұрын
جَزَاكَ ٱللَّٰهُ خَيْرًا Dear Stay connected for more recipes.
@raeesatambe32533 жыл бұрын
Masah allah
@naniandnawasa413 жыл бұрын
جَزَاكَ ٱللَّٰهُ خَيْرًا
@noorjahandhamaskar4534 Жыл бұрын
Mashaallah bhut khub
@aneesshaikh97763 жыл бұрын
Nice aur aap ka bolne ka style bht acha lagta hai.Allha aap ke kaam me aap ko kaamyabi de
@naniandnawasa413 жыл бұрын
Ameen Beta Stay connected for more recipes.
@m.s.s.24613 жыл бұрын
Jazaq Allah healthy recipe
@naniandnawasa413 жыл бұрын
جَزَاكَ ٱللَّٰهُ خَيْرًا dear
@aarzooaarzoo69933 жыл бұрын
Waleykum salaam Aunty Masha Allah Aaj Ap jo bhi recipe detey ho kuch ki ya comment me bolne ki zarurat nhi ilove recipe hm sab bhut pasnd k hai ghr me Allah Ap ko hhhhh khush reke aamin bhut sari zindagi de aamin bye Allah hafiz
@naniandnawasa413 жыл бұрын
جَزَاكَ ٱللَّٰهُ خَيْرًا beta aap ke comments pad ke main dil se khush hoti hun aap bhut achi ho jo mera itna taarif kar rhe ho Allah aap ko iska neik jaza de aap ko din w dunia ki her khushi de Ameen.
@ShabanaKhan-rs6ti Жыл бұрын
MashaAllah bahut khub Allah aapko bhi accha rakhe Aameen
@shakirabinaikwadi8942 ай бұрын
Masha allah .🎉 Munh me Pani aaya wah kya baat hai khalajan ka halwa.allah aapko salamat rakkhe.aameen.
@shakilanazir60053 жыл бұрын
As salamu alay kum apa bahot bahot jazak Allah aap ka aap ki har recipe bahot achchi hai Allah aap ko jazaykhayer dega
@naniandnawasa413 жыл бұрын
جَزَاكَ ٱللَّٰهُ خَيْرًا Dear Stay connected for more recipes.
@yasmeenchogle8210 Жыл бұрын
Maashaa allah allah aapko jazaye khair de aameen
@Hdiscoverychannel3 жыл бұрын
مَا شَاءَ ٱللَّٰهُ مَا شَاءَ ٱللَّٰهُ
@naniandnawasa413 жыл бұрын
جَزَاكَ ٱللَّٰهُ خَيْرًا
@kausarirais25703 жыл бұрын
Ma sha allah yummy 👌
@naniandnawasa413 жыл бұрын
جَزَاكَ ٱللَّٰهُ خَيْرًا
@noorjahandhamaskar4534 Жыл бұрын
Bhut khub Jazakallah khair
@sanobarshakirmoulvi42163 жыл бұрын
Masha Allah😋 thanks for healthy and yummy halwa❤
@naniandnawasa413 жыл бұрын
جَزَاكَ ٱللَّٰهُ خَيْرًا dear Ye bhut hi tasty hoti hai aap ke sister ko ek bar try karne bolna I am sure sab sasural wale uske taarif kiya bager nai rahege.
@sanobarshakirmoulvi42163 жыл бұрын
@@naniandnawasa41 jazakallahu khairan❤
@sanobarshakirmoulvi42163 жыл бұрын
Insha allah hum dono try karenge
@sanobarshakirmoulvi42163 жыл бұрын
Aunty hamara march me Miscarriage huwa tabse humko bht weekness h koi ladoo bataye energy buster pichli baar Mom hayat the tab unhone banayethe gondh r dry fruit k abhi humne hamare naaniko bole h banane lekin unki bhi tabiyat thik nahi h Mom k inteqal k waqt se depression me h phir hamara bhi unko tension hota h miscarriage ka ab hum khud hi banate h ap batao na plz
@sanobarshakirmoulvi42163 жыл бұрын
Hamaare sister k channel k liye bhi dua kare Aunty hamari sis rizvi clg me professor h unke channel ka naam Prof. S. S. Rais hai wo zoology k Lecture upload karti h .Mrs Saba Shadab Rais
@deenkyasikhatahai40013 жыл бұрын
In sha Allah. . Allah aapko zaror sawaab jaariya ataa krega duaaye h hmari
@naniandnawasa413 жыл бұрын
Ameen Stay connected for more recipes.
@riyanadnancookingchannel75623 жыл бұрын
Masha Allah buh zabr dast Amezing dear nano g
@naniandnawasa413 жыл бұрын
جَزَاكَ ٱللَّٰهُ خَيْرًا dear
@musarrattaj47753 жыл бұрын
Mashallah. My favourite.
@naniandnawasa413 жыл бұрын
جَزَاكَ ٱللَّٰهُ خَيْرًا Dear Stay connected for more recipes.
@sanobarsurve3 ай бұрын
So sweet of you aunty...May Allah bless you with everything ❤
@asgarikhan54573 жыл бұрын
Masahallah lajub 👍🏼👍🏼👍🏼
@naniandnawasa413 жыл бұрын
جَزَاكَ ٱللَّٰهُ خَيْرًا dear
@asmasurve64323 жыл бұрын
Yummy 😋😋😋 same recipe hum bhi follow kartye hai
@naniandnawasa413 жыл бұрын
جَزَاكَ ٱللَّٰهُ خَيْرًا Dear
@electricallad67703 жыл бұрын
Yum yum looking awesome perfection in your sweet recipes is mind blowing👌👌👌
@naniandnawasa413 жыл бұрын
Thanks a lot 😊
@farozasalmanmukadam26853 жыл бұрын
Mashallah ver delicious & looks tasty😋😋😋😋😋
@naniandnawasa413 жыл бұрын
Thank you so much 😊
@zarinashaikh8593 жыл бұрын
Mashallah lapsi is my favourite
@naniandnawasa413 жыл бұрын
جَزَاكَ ٱللَّٰهُ خَيْرًا mine Favourite too
@zarinashaikh8593 жыл бұрын
Asalam alaikum Eid ul Adha Mubarak to u and ur family Ameen
@svt2973 жыл бұрын
Aunty please konkni style pheeka salan bataye nariyal k dhoodh ka
@nazneentaj303 жыл бұрын
Perfect i am going make tomorrow 👍
@naniandnawasa413 жыл бұрын
yes try and don't forget to share your experience with us
@mariyamfirfiray36003 жыл бұрын
MashaAllah bhut acha hai Allah aap ko jazaye khair ata kare bhut bhut acha kam krte hai Allah aap ko kamiyab I ata kare Aameen
@naniandnawasa413 жыл бұрын
Ameen Beta جَزَاكَ ٱللَّٰهُ خَيْرًا Stay connected for more recipes.
@amberghazali3887 Жыл бұрын
Mashallah aunty ..jazakallah khair aap videos mai bahot sahise samjhaate ho
@naniandnawasa41 Жыл бұрын
Shukriya beta for your comment
@reshmakhan63383 жыл бұрын
Assalam o alaikum aunty ... Meri mummy KHED ke aagey SANGLET gaun ke hai... Maine yeh halwa bohot pehle khaayi thi, jab main waha gayi thi summer vacations mein, kisiki mangni thi and 1 ghar mein shaadi bhi thi.... Dono ghar mein bana tha... Woh log isko MANGNE KA HALWA bula rahe the... Woh gehu(lapsi) ka hi halwa tha, but usko banane ki vidhi mujhe maloom nahi thi... Tabhi main hardly 13 yaa 14 years ki thi, cooking bilkul nahi aati thi... Ab main 3 bachon ki mummy ban gayi hu, cooking bohot ache se aati hai, but my mummy is no more and main ab unke gaun(village) bhi nahi jaati ke kisise yeh dish sikhu... But aapko recipes dekhti hu aur banati hu aur apne bachon ko khilati hu taaki woh bhi mere bachpan ke swaad se familiar ho... Thank you for giving me and my kids the rememberance and taste of my childhood
@naniandnawasa413 жыл бұрын
Wa-Alaikum-Salaam Beta, Aap ka message pad ke bhut khushi hui aise laga jaise meri mhennat kamyab ho gai aap ko koi bi recipe chye ho to zaroor batana mujhe khushi hogi Allah aap ke mom ko jannat main aala mukaam de and aap ke zindagee pur sukun baane Ameen
@reshmakhan63383 жыл бұрын
@@naniandnawasa41 love u aunty for the reply ... JAZAKALLAH for replying... ALLAH aapki dua kubool kare and aapko sehat aur tandrusti ata kare .. main aapse zaroor share karungi jo bhi recipes mujhe sikhni rahegi.... Thank u and lots of love 😘💕
@rehanaosman91783 жыл бұрын
Very nice
@naniandnawasa413 жыл бұрын
Thank you dear
@vandanavagalkar83033 жыл бұрын
Very nice Maa ❤️
@naniandnawasa413 жыл бұрын
Thank you beta
@guriacookingstyle3 жыл бұрын
So yummy dish👍
@naniandnawasa413 жыл бұрын
Thank you so much, recipe zarur try karna
@arishtaj72713 жыл бұрын
Awesome 👍👍👍💖
@naniandnawasa413 жыл бұрын
Thanks 🤗
@ifatbargir17162 жыл бұрын
Assalaam Walaikum Wa Ramatullahi Wa Barakatuhu 👍👍👍 Bohot behtarin lapsee bani hai Recipe share kar neh ke liye Bohot shukriya Jazak Allah Ye recipe bhi mai insha Allah Zaroor try karugi...
@naniandnawasa412 жыл бұрын
Wa-Alaikum-Salaam جَزَاكَ ٱللَّٰهُ خَيْرًا Please try I am sure you are going to love it
@imtiyazshaikh4965 Жыл бұрын
Allah aap ko hamesha khush rakhe
@naniandnawasa41 Жыл бұрын
Ameen ya rabbul alamin Allah aapko hamesha apni family ke sath khushwaha bad rakhe aur aap jo bhi duaaen mang rahe ho Allah tuze Kabul Karen ameen ya rabbul alameen ❤️🤲
@shaikhfatima56323 жыл бұрын
Walekum Assalaamu Wa Rehmatullahi Wa Barkathu Allah aapki hifazat kare Ameen. Bohaat achi recipe hai
@naniandnawasa413 жыл бұрын
Shukriya betaa, recipe zarur try karke batana kaisi bani thi
@hajrarakhange561 Жыл бұрын
Assalamualaikum wrbrktuhu Allah aapko jazaye khaer de Aapki recipes bahot badhiya hoti hae ♥️ Aap plz share karte rahiye achchi kokani recipes 🙏
@Sabeenkapdi7 ай бұрын
Assalamu alaikum Aunty Kaisr ho Aap Aap ki Recipes bohat achi rehti hai, mai bhi kokni hu but Kokni khana banane nahi aata hai, meri mom dad ka bhi inteqal ho chuka hai, mai kafi time se search kar rahi thi ke kokni khana sikhane wala koi mil jaye aur Aap mil gaye, maine aap ko follow bhi kiya hai and aap ke banaye hue dishes bana kar seekh rahi hu. Jazakallah ❤
@YbeastCompani3 жыл бұрын
App bht cute ho. Nani to pyar karne k liye hoti
@naniandnawasa413 жыл бұрын
Thank you dear Mera nawasa mujhe nani nai bolta Pyari Nani bolte hai😊
@Careditzs73 жыл бұрын
Assalamwalaikum rehmatullah Ma sha Allah looking so delicious 😋
@naniandnawasa413 жыл бұрын
Wa-Alaikum-Salaam جَزَاكَ ٱللَّٰهُ خَيْرًا Dear
@SabihaKitchen Жыл бұрын
Walekum asslam
@naniandnawasa41 Жыл бұрын
Allah aap hamesha apni salamati rakhe ameen 🤲💐❤️
@rozikakitchen47423 жыл бұрын
Wow very nice recipe
@naniandnawasa413 жыл бұрын
Thanks a lot
@mohammadhusainmatwankar56563 жыл бұрын
Very delicious and healthy too. Masha Allah very delicious and nutritious.
@naniandnawasa413 жыл бұрын
Thank you Dear Stay connected for more recipes.
@shabanamukadam61813 жыл бұрын
#Laziz thanks for sharing such a tempting and appetizing halwa recipe😋😋😋
@naniandnawasa413 жыл бұрын
My pleasure 😊
@faridasadiq2643 жыл бұрын
MashaAllah 👍 I am applying same recipe but not using fenugreek seed but i will try on next time. This dish is not complete with out cashew nuts. No taste with almond and pistachio Farida Jaitapker 🇵🇰
@faridasadiq2643 жыл бұрын
Allah give you long life with good health. Take care. 😍Ameen
@naniandnawasa413 жыл бұрын
Yes dear please try it's taste is awesome and right cashew makes it double tasty
@naniandnawasa413 жыл бұрын
جَزَاكَ ٱللَّٰهُ خَيْرًا Ameen Stay connected for more recipes.
@YasmeenAmbi-kl7wp Жыл бұрын
Was khalla
@affanshaikh99533 жыл бұрын
Nice aanti insallah mai jarur try karogye
@naniandnawasa413 жыл бұрын
Beta result zarur share karna kaisi bani thi uska
@gaslambasha54003 жыл бұрын
Maaji ea halwa bahuth badiyahai Mera sawal hai ke methi dalnesi kay fayada batha hi
@naniandnawasa413 жыл бұрын
Beta Methi bhut achi hoti hai health ke liye usko bhut sare fayde hai but it's optional if you don't want you can make without Methi
@sabaTheExplorer2 жыл бұрын
Jazak Allah Khair Aapne recipe bataye wo bhi bahot achi hai, apki niyat bhi achi hai aur apke bolne ka andaaz bhi bahot Acha hai. Allah swt apko achi sehat aur lambi umar de. AAMEEN😘❤️
@naniandnawasa412 жыл бұрын
Ameen Beta جَزَاكَ ٱللَّٰهُ خَيْرًا Stay connected for more recipes.
@sabaTheExplorer2 жыл бұрын
Maine banayi thi bahot acha bana tha 😋😋😋. Jazak Allah khair😇
@firdauskhares4079 ай бұрын
Mashallah ❤ hamara hei dua Allah apko hamesha Sahath man rake
@naniandnawasa419 ай бұрын
Aameen
@hudasayed47123 жыл бұрын
Mashaallah
@naniandnawasa413 жыл бұрын
جَزَاكَ ٱللَّٰهُ خَيْرًا dear
@shabanakhan76683 жыл бұрын
Mashallah Allah kush rahke Aameen baut acchi recipe batate ho aur kon se gao se ho plz mei bi kokani hun
@naniandnawasa413 жыл бұрын
جَزَاكَ ٱللَّٰهُ خَيْرًا Dear Main Mahad se hun likin rehti navi mumbai Kalamboli main hun
@PropertyBazaarMumbra10 ай бұрын
Allah apko sehat de.... Or ha musibat se bachaye... Or apki rozi me barkat de
@naniandnawasa419 ай бұрын
Aameen, bahot shukriyaa itne pyare comment ke liye
@m.s.s.24613 жыл бұрын
Eiduladha Mubarak ho fameley
@naniandnawasa413 жыл бұрын
Aap ko bi Eid mubarak
@KamrunKaldane2 ай бұрын
Jazakallah 😊
@shaikhrashida8413 жыл бұрын
Allah kareem aap per apni rehmat banaye rakhe. Apki sihat wa tandrusti k sath umr draz kre. Apka lafz ba lafz dill per asar krta hai. Sweet dish mujhe passand hai. Zarur try krungi in shaa Allah.. Jazakillah.. Aap bhi bohat sweet ho
@naniandnawasa413 жыл бұрын
Aameen, aaj kal beta meri Tabiyat utni theek nai rehti isliye zyada recipe nai dal rahi hu, inshallah thora acha feel hoga to aur Konkani meethe ki recipe dalugi.
@geetashetty99503 жыл бұрын
Very nice 👌
@naniandnawasa413 жыл бұрын
Thank you! Cheers!
@akilapathan32143 жыл бұрын
You are very kind hearted person ❤️ You are pure soul
@naniandnawasa413 жыл бұрын
Thank you so much dear for your kind words. Stay connected for more recipes.
@jamilakhan96403 жыл бұрын
Asw aunty I'm from uae but kokani mumbai based I like ur recipe u r great
@naniandnawasa413 жыл бұрын
Walaikumassalam beta, acha laga sunke waise aap kokan me kaha se ho
@jamilakhan96403 жыл бұрын
Ji mei guhaghar se hu aap kaha se ho
@rizwanwarekar19703 жыл бұрын
Masha allah aunty Bahot acha kaam kar rahe ho I support you dear Allah aapko kamyab kare Aameen
@naniandnawasa413 жыл бұрын
جَزَاكَ ٱللَّٰهُ خَيْرًا dear
@dilnawazshaikh93603 жыл бұрын
Very nice duwa me yaad rakna
@naniandnawasa413 жыл бұрын
Zarur betaa aap sabhi log hamesha meri duwao me rahoge
@nikhattambe15282 жыл бұрын
Masha Allah unty aap bohat mehnat kartey ho...allah apko bohat kamiyabi de
@naniandnawasa412 жыл бұрын
Aameen
@Salinajovial3 жыл бұрын
Assalam o Allikum kia coconut milk ki jagga cow milk dall sakty hain?
@naniandnawasa413 жыл бұрын
Beta main hamesh Gud ke halwa main coconut milk use karti hun and jab sugar ka banati hun tab Cow milk use karti hun
@naniandnawasa413 жыл бұрын
dono ka process similar hi hai
@fehmidabelim38713 жыл бұрын
Khala aap soji ka katka kese banate hae wo batana
@naniandnawasa413 жыл бұрын
Insha'Allah Zaroor beta but thoda time lagega already bhut sari request aai hui hai
@bareeranaseem13993 жыл бұрын
Assalamailaikum wa rhamath Ulla hi wabarak thu hu aap ki style ki biryani bathae
@naniandnawasa413 жыл бұрын
Wa-Alaikum-Salaam Beta Below recipe in My style Biryani kzbin.info/www/bejne/mpm2oIKof7ibn6M
@mohammedsaulehmukaddam4489 ай бұрын
❤
@shirinrakhangi43183 жыл бұрын
Jazakallah I will try to make please tell me how much coconut milk powder I must put
@naniandnawasa413 жыл бұрын
6 table spoon coconut powder ka milk banao Half Kg halwa ke liye
@AminShaikh-ol3ob2 жыл бұрын
👍👍👍👍👍👌
@naniandnawasa412 жыл бұрын
Thank you
@zarrinnachan9853 жыл бұрын
👌
@zarrinnachan9853 жыл бұрын
As salam alaikum Eid Mubarak to you and your family and dua for my family
@zarrinnachan9853 жыл бұрын
Very nice halwa
@naniandnawasa413 жыл бұрын
😊
@naniandnawasa413 жыл бұрын
Wa-Alaikum-Salaam Dear Eid Mubarak beta Allah aap ko din w dunia ki her khushi de Ameen.
@naniandnawasa413 жыл бұрын
Thank you Stay connected for more recipes.
@zainabkitchen763 Жыл бұрын
Hamare liye bhi dua karna
@naniandnawasa41 Жыл бұрын
Inshallah Allah Allah aapko hamesha khush hua Abad rakhe ameen 🤲🥰❤️💐💞
@Nehaalxzaid Жыл бұрын
Aunty aap half Moon ki recipe dalna plz
@anjumshaikh58452 жыл бұрын
Assalamu alaikum aunty Allah aapko sehat wa tandrusti ataa kare aameen summa aameen. Ghee kitna liye aapne. Aur buffalo milk me bhi bataye. Pls
@naniandnawasa412 жыл бұрын
Wa-Alaikum-Salaam dear Ghee 200 gm hai main ne Gud and coconut milk se banaya hai aap buffalo milk se try kar sakte ho
@anjumshaikh58452 жыл бұрын
@@naniandnawasa41 jazakallahu khair aunty. Par bhais ke dudh ko bhi itna hi lena hai. Aur dono me se zyada kis dudh me tasty banta hai.
@naziyakondkar68882 жыл бұрын
As asalaam alaikum app ke baat kane ka andaaz bohat achha h aap kaun se gaon se ho..aunty
@naniandnawasa412 жыл бұрын
Wa-Alaikum-Salaam dear main Mahad se hun but rehti mumbai main hun
@neehasolkar52923 жыл бұрын
Qqp konsa ghee use krti hai
@naniandnawasa413 жыл бұрын
Hum logo ka ghar ka bana hua ghee hota hai ya fir Govind ghee use karte hai usko bi ghar ke ghee jaisi khushboo aati hai
@mohammedsaulehmukaddam4489 ай бұрын
Thanks
@nilofarshaikh54403 жыл бұрын
Nani bohot tasty lg raha he me jarur banaungi.nani plz mere liye dua kare me bohot pareshani me hu. Aap bohot duae dete ho mujhe bohot achha lagta he.mujhe apni duao me yad rakhna😊
@naniandnawasa413 жыл бұрын
Beta main apne her dua main apne viewers and subscriber ke liye dua karti hun aap ke liye Tahajjud namaz main dua karungi ki allah aap ki sari pareshani khatam ho and aap ko din w dunia ki her khushi de Ameen.
@nilofarshaikh54403 жыл бұрын
@@naniandnawasa41 shukriya nani😊 allah aapko lambi umar de or sehat or tandurusti de
@naniandnawasa413 жыл бұрын
Ameen Beta جَزَاكَ ٱللَّٰهُ خَيْرًا
@learnwithme43592 жыл бұрын
Sukhe nariyal k dudh ka packet btaiye
@naniandnawasa412 жыл бұрын
aap shop main jaoyege to aap ko Maggi ya KLF company ka mil jayenga
@yasmeenchogle8210 Жыл бұрын
Assalamu aleakum
@yasmeenchogle8210 Жыл бұрын
Aap kokni ho. Kidhar k rehne walo ho
@naniandnawasa41 Жыл бұрын
Walekum assalam rahmatullahi wa barakatuh han beta mai Konkan se Maihar se hun Navi Mumbai kalamboli mei rahti hun 🤲🥰❤️💞💐
@zarinabharde71833 жыл бұрын
Nariyal kaise kharwadte ho woh bhi zara batana please
@naniandnawasa413 жыл бұрын
Insha'Allah Zaroor beta but thoda time lagega ek mere bacche ne request kiya hai
@fehmidabelim38713 жыл бұрын
Khala muje khana banana khana khana muje accha lagta hae Mae nahi kha sakti muje ulcer hae
@naniandnawasa413 жыл бұрын
Allah se dua hai ki aap ko mukaml afiyat ke sath Shiffa de Aap apna khayal rakha karo beta
@farahsayed151 Жыл бұрын
Unty ye bina cooker k pakhnega lapsi
@nahidanajeeb53613 жыл бұрын
Aap aanty kaha se ho konkan se
@naniandnawasa413 жыл бұрын
waise abi main Kalamboli main rhti hun (navi mumbai) mera maika Mhapral and sasural Mahad hai
@mubarakkhan71152 жыл бұрын
Allah apko sehatmand jindgi de aap bahot acche ho
@naniandnawasa412 жыл бұрын
Ameen Dear جَزَاكَ ٱللَّٰهُ خَيْرًا Allah aap ko Sihat va tandarustee de and afiyat ki lambi umar de Ameen