I agree with you mri shadi ko 11sal Hogaye Alhamdolillah meri sabr ka phal mila Jhan insaan khamosh hojata hain wahan Allah jwab deta hai
@Motu-Patlu858 Жыл бұрын
Apki hr bt sai ha bilkul sai h 100 prsnt
@aabbas75194 жыл бұрын
True! 100% agree with all the advise and precautions advised by sis. Brides or girls parents need to understand rather than pushing and dictating their daughters onto in laws.
@zeeshanyousuf77632 жыл бұрын
False 👎 ghatiya log jahalat ki waja sa akhrat kharb krte ha Islam, Qur'an,sunnat,shariyat or nabi (pbuh) ki siraat k mutabiq Zindagi guzar re ga wo duniya or akhrat SB achi hogi or Jo is k khilaf apna demagh dare hoshyari karega wo noqsaan ma ayega ya duniya m ya tou marne k bad ase larke walo KO Mera bs chale tou khoole aaam in ka ahtessaab kya jaye or ebrat ka Nishan banaya jaye Allah Hu akhbar
@rizwanghumman9241 Жыл бұрын
MashAllah bohet he Kamal ke baty
@Lifewithsheffy42 жыл бұрын
Boht mushkil h ye SB Kuch brdasht krna HR bat pr chup Hona boht mushkil h Allah Pak HR byti k naseeb achy kry ameen😭😭😭😭
@freegamer643 Жыл бұрын
Bilkul tv drmo ny brdasht khtm kr di allah asanyan frmay hr bchi k liy ameen😊
@ArshAhmed-qf8vv2 ай бұрын
Tumhari maa ne kuch sikhaya nahi. 😢
@sehrishriaz45222 жыл бұрын
This vedio proofs that aurat aurat ki dishman Hoti Hy. Islam aurat ko haqooq diye Hain izat Di Hy. Dabaya nai hy
@wonder7872 Жыл бұрын
Blkl aap k is lecture py e aik saal sy amal kr k khud ko gnwa dia.. itni behisi kbi nhi dykhi mn ny
@howtocook53702 жыл бұрын
Disagreed.. Every girl has rights and self respect Kisi sy dab k rehny ki zaroorat nhi do respect have respect
@itshooreainmano961910 ай бұрын
Bilkul
@syedamumtaz55684 жыл бұрын
*Allah pak Islam ka bolbala farmaye aur hum sab ka khatma iman per farmaye... Aameen* ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
@binusman44473 жыл бұрын
Summa ameen ♥️❣️
@Shola4112 жыл бұрын
Best advices👍👍 Thank you
@Shola4112 жыл бұрын
Agree?
@mariashahzad41192 жыл бұрын
Zbrdast, ma sha Allah jazakAllah
@xvetmania112 Жыл бұрын
Bilkul fazool batain kr rahi hy auntie
@HijaBiGiRl-zb5zv10 ай бұрын
Kash k susrali b samjhy k hum Ek bachi la rhy wo b hamari beti jasi ha
@mohammadzaid8032 жыл бұрын
Sare haq ada krne pr bhi burai mile to kya kre kese handle kre jab shohar bhi sath na de
@azeemkhan38822 жыл бұрын
Yes ...shi kha aapne ..
@amalik1171 Жыл бұрын
Kuekay hmaray mashray mae larki ki councelling to sb krtay koi larko ki councelling ki bt nhi krta, yae madam bhi sas bn gae ho gi is lyae is point of view sae bt kr rhi
@zabihullahkakar43072 жыл бұрын
جزاک اللہ خیرا کثیرا، اللّٰہ میری بیوی کو ہدایت دے
@mydevice-ls6lwАй бұрын
Asslamwalaikum meane susral wale ka lye bhut kuch kia jab meare bare atye pregnancy ke dino muje koy nahe kehta ap aram kero saas bhi muje dekh ker aram ker rahe hote he
@Motu-Patlu858 Жыл бұрын
Sb mary liy dua kro mari sas k dil ma jgha bn jy because wo agre nhi thi shadi k liy hmari love marrige h i am sunni and he is shia but i love my husband so much saas ko jitna b pyar dy lu wo razi ni hoti
@roshankhan71403 жыл бұрын
Na Kuran Ki aayat Na haddi se na sahaba ke Ke Asar nighat Hashmi ka din Deen ke naam Per Dil Ki baten
@ArebaAli-vp9md4 ай бұрын
ہرانسان اپنےظرف کےمطابق سمجھ حاصل کرتاہے
@zainabayub42473 жыл бұрын
By the way there is no concept of susral in Islam, isn't it?
@nimrahshaikh6823 жыл бұрын
I agree no concept but this is not followed in asian countries like india pakistan , so if you are in a situation like that ,then this video is for you
@henla65592 жыл бұрын
Yep just Indian culture 😞
@mehvishafzah30592 жыл бұрын
Yes... Humay koi hukook nhy ha inlaws k.. Devar.. Susur gair mehram hotay ha.. Hum pa bas husband k zimdari ha.. Woh b had taq.,,,.ab agar hum unka kaam karay.. Unhay humay izat deni ha.. Na k.. Humay nokar smjhna ha
@goldenxyoon702 Жыл бұрын
Exactly
@artistic860 Жыл бұрын
Just Indian 3rd class culture
@mydevice-ls6lwАй бұрын
Susral mean husband ko bhi meare pas nahe ane dete bato bato se os ki tawaja meare se otha dete he saas ko jalan hote he pregnancy ke dino mean saas mere husband ko sath bhi nahe jane dete bus saber ker rahe ho ager alag rehne ka bolo to susar ghir se bhahir neklne ko kehte he ap baty mean kia kero
@sanaahmad-e1731 Жыл бұрын
Ap bilkul sahi hai jb tk larki sasural me adjust nhi kregi tb tk uski sasural me izzat nhi hogi me bhi beti hu Or isse ghar me rahti hu mere abbu se kuch bhi sasural ke bade me kaheti hu to vo kahete hai sabar kro bate vo ab tumhara ghar hai sb thik ho jaega baat krne se baat or badti hai But mere ghar me 2 bhabhi hai unhone aaj tk mere ghar ko apna ghar nhi samjha hai vo to bs ghar ka hissa chahati hai to isse kya hoga larki ko sasural me hissa to mil jaega pr izzat sasural walo ke dil me nhi milti hai or paise se badh kr islam me izzat hai vo pyar krne or pyar batne se milti hai sasural jaisa hai hm nhi kahete hai sbka thik hota hai pr apko achha banna hota hai
@sadafhasan90728 ай бұрын
In sha Allah Will follow ❤
@faisalsheikh47593 жыл бұрын
sb mujh say muhabbat krny waly thy lekin ma ny apni izat khud apny hato say gunwai ku k mujhy susral ma rahny ka tariqa kissi ny nahi sekhaya
No islam, no quran, no hadith, only vibes. Influenced by hindu culture of na mehrams living in the same house and women treated as sub humans. Women r as entitled to izzat as men. Can men endure all this abuse by their in laws and still serve and respect them? If they can't so shouldn't women. Such "scholars" want women to become a doormat for their susraal and lose their personality in the process. Shame on everyone who's promoting this culture of zillat and exploitation. May Allah guide south asian men and inlaws and those who listen to you.
@faisalsheikh47593 жыл бұрын
meri shadi ko 4 Sall ho gaye ha ur jo aap ny pehli larki wali khamia batai ha wo sb mujh ma ha choti choti bat ko mind krna ab ma kia kru plz mujhy guide krien
@ArebaAli-vp9md4 ай бұрын
جن کی باتیں بری لگتی ہیں ان کوتحفےتحائف دیں تاکہ بغض والےدل میں آپکےلیےمحبت پیداہو رسول ﷺ نےفرمایاتحادوتحابو تم ایک دوسرےسےتحفےکالین دین کرواس سےتم ایک دوسرےسےمحبت کرنےلگوگے
@cookwithshahinnaseem2334 жыл бұрын
Jo sasuraal m jaye or jb bhi jaye bimar ho jaye to wo kya kre
@afreenkhanum7602 Жыл бұрын
Alhamdulillah jazakalha bahut acha bolay maa aur ladki ko allha hidayat denaa bahu aur bati ko
@mahvishzulfiqar9952 жыл бұрын
MA sha Allah
@muhammadaslam-fx8qc4 жыл бұрын
Thanks for sharing.. Very informative video..
@mtahaunanimedicine26924 жыл бұрын
subhanallah mashallah alhmdulillah Allahuakbar Allah hum sab kow hidayat dai ameen ya rahman or ammal karna walay bannayai
@Immari9904 жыл бұрын
Ameen
@syedafarwa44576 ай бұрын
Please give reference
@Usmina43212 жыл бұрын
Hum sabke izzat karte hai ek humari izzat kohi nahi karte
@dollnaveed65036 ай бұрын
Agr shuhar khatam khany py majboor kry tu phr kya kiya jaa scta h ???
@fahadfareed8712 жыл бұрын
Mjy Ek sawal karna hai ?
@ridazeeshan64882 жыл бұрын
May be your two examples are true but this is sad for me that I'm not agree wd your points ... you should talk by justice
@mahnoormukhtar7587 Жыл бұрын
Jab Islam main saas sasur aur sasural ka concept hi nahi hy toh adjustment kesi? Ap culture q preach kr rahi hain. Sub ko yeh batain k jo concept Islam main hy usko implement karo ta k society main Islamic values strong hon na k cultural values.
@ArebaAli-vp9md4 ай бұрын
Surat No 25 : سورة الفرقان - Ayat No 54 وَ ہُوَ الَّذِیۡ خَلَقَ مِنَ الۡمَآءِ بَشَرًا فَجَعَلَہٗ نَسَبًا وَّ صِہۡرًا ؕ وَ کَانَ رَبُّکَ قَدِیۡرًا ﴿۵۴﴾ اور وہی ہے جس نے انسان کو پانی سے پیدا کیا ۔ پھر اسے نسب والا اور سسرال والا بنایا اور آپ کا رب ہمیشہ سے پوری قدرت رکھنے والا ہے ۔ اس آیت میں پڑھیں سسرال کا ذکر۔ ساس سسر والدین ہوتےہیں اب ہم اپنےوالدین کےساتھ جورویہ پسندکرتےہیں وہی ہم اپنےدوسرےوالدین جواللہ نےساس سسرکی صورت میں دئیےہیں وہی ان کےلیےبھی اپنائیں ۔
@Immari9904 жыл бұрын
Alhumdulillah...🌺💞💝❣
@abusufyan33014 жыл бұрын
very good 👌😓jazak Allah
@amalik1171 Жыл бұрын
Why you are not councelling the husband how to balance wife and mother, its too have same weightage. Larki r larka dono ko naseeht ki zrurt hae
@mahrosh21872 ай бұрын
Meri b 2 month pehly shadi hui h mujhy b mob nhi dia ami abu ny lekin whan susral main hr bnda apny apny mob m khoya hota h or m munh utha k bs dekh rhi hoti hun ba zehn m khyalat hi aty rehty h
@childentertainment3909 ай бұрын
💯 🔥 jazakillah Khair
@ShafaqFatima0210 Жыл бұрын
Masha Allah
@changeyourlife955 Жыл бұрын
jis din hamari so called society ny ye baat samjh le k .shaddi ka purpose .larka larki aik dosry ko sakoon ponchein..aur apni nasal ko agay barhein islam mai hy .tu sara rona khatam ho jai ga .ye susrali logon ka deen mai koi zikr nhi..wo waqat dour nhi jb pakistan mai bi europe ke terhn old houses bny hui nazar ain gy ..ye sari batein..ab new generation nhi smjhti .
@wanisaqiba214 Жыл бұрын
Aaslmalikum mashallah di allah tala apko hamsha khush rkhie dua kro meri zindagi achi sai rhi sasural ma ma 21 sal ki hou aur may ma shadi hai mujhi kasie sabko kush rkhna chahiye kasie ......
@arosakainat16914 ай бұрын
Srf sbr krny k lye shadi hoti hai kia ?
@muhammadnaeem33746 ай бұрын
AP KA NAMBER MIL SAKTA HA PLZ MUJY AP SA KOI BAT KARNI HA
@bint-e-seherabdulghaffar3188 Жыл бұрын
nand ki battamezi pr bahu kia kry. jawab de ya apna guhsa pii jaye kia kary.plz mjhe jawab den.nanad ne perishn krdia hai. bari ha tu battamezi krti hai bary hony ka faida uthati hai.
@uzairazam1220 Жыл бұрын
Assalamualaikum mje apse ye puchna Hy KY mery susral waly mery husband bhi mje apky btay huy treeqay pe nmaz ni prhny dety mein kia kru mje smj ni aa ri kch😭mein unki ni sun ri ap islah kr dein Meri plzzzzzzzzz plzzzzzz
@MuslimKhan-v5h Жыл бұрын
Mashallah bhut khub ❤️
@saimakhabir18723 жыл бұрын
Aurat hi aurat k khilaf.....Allah apko insaf ki batein krne ki toofeq de
@Usmina43212 жыл бұрын
App Jo kehe rahe hai mashallah bohot sahi hai but apki batoo per insaaf nahi hai....hum sake bare mein sahi sochte hai,sab karte hai,sab sehete hai or phir Tanz Hume sunneko milte hai,sabko khus rakhte rakhte hum khush rehena bhul gaye...yrr.. ladkiyon per humesha zulm ho, ladkiyon ko hi kyu sab sehena padta hai yrr..kya sach mein yehi Islam hai😔😔😔😔😔😔 please reply deke hoslaa de mujhe🙏
@wonder7872 Жыл бұрын
Aap blkl theek kyh rhi hn khud ko maar b 2 aysy logon k lye ksi k nhi bnty, srf use krty hn sb
@syedaabira2011 Жыл бұрын
Bs larki hona hmari ghlti h
@wonder7872 Жыл бұрын
Or aik saal sy ma'am ki inhi tips py amal krti rhi sb ny blkl faltu saman smjh lya
@LuckyBoy07top-hd2xy Жыл бұрын
@@syedaabira2011 nahi ap aise kyun bolti ho g life me ye sb lga rehta hai ap use thik krne k liye kuch kro
@rozyakhtar54602 жыл бұрын
Jazakallah neened
@skinexpertplusfashion78725 ай бұрын
Sahi kaha brdasht lakin hr cheez ki had hoti larki kuch salo me brdasht kr kr ke so bimarian lga bathti ha or kai to ktal tak ho jati ha hmesha larki galt ni hoti hzar kire nikalte ha susral wale chate jitni bi kabl q na ho larki izat dono trf honi chahye or kuch ignor bi time lgta hr cheez me
@aqsaarshad41803 жыл бұрын
Aoa mari shadi ko ak saal hog ya tha
@arosakainat16914 ай бұрын
Sabr krna bht acha hai Allah ajar b dyta hai but islam is not strict .you can raise your voice when you are right and joint family system to islam m bhi nhi hai mia ka haq hai k wo bv ko alg ghr or sb kch dy ..Allah ny skhti ni rkhi esy k zulm saho. agr bahu khdmt kry to good na kry to us ki mrzi hai bety p frz hai wo kry ma bap ki khdmt
@rabeez203 жыл бұрын
Ya Allah, what are you preaching?! You are justifying that whatever susral does is okay? Daughters are raised to waste their time?? And even if they do KHIDMET of susral, maaayyyybeee after several years she earns her izzat in susral?! Very wrong message, im sorry! Lectures like these is what corrupts the saas and nands. What about the guy who gets married? Do you have and TIPS for him too? Or is it ok for him to stay in his mother’s lap after getting married while his wife does KHIDMET of his family?! I am disgusted!
@henla65592 жыл бұрын
I think she is a saas in her personal life😂
@user-im9nb4bw4w2 жыл бұрын
I'm shocked at the words she used for an alleged dead person " Gal sadd ke bekari me zindagi guzardi ",she always points out flaws in women and puts the blame on parents.I have never seen a scholar of Islam utter such words for someone.
@henla65592 жыл бұрын
@@user-im9nb4bw4w just like other Men scholars in the subcontinent, she is using her position for her personal benefits😔. But we often forget, k Allah k pas SB ne jana hai. Aur ESE ustad se zarur pucha jaega jis k alfaz ne society main shar phelaya hoga.
@ridazeeshan64882 жыл бұрын
Exactly you are right
@lifeinuaealone Жыл бұрын
me bhi yhi kehny ai thi
@rida2775 Жыл бұрын
Maam na husnd thk na saas kia kru
@Shola4112 жыл бұрын
👍👍👍👍😇😇❤️
@arosakainat16914 ай бұрын
I think you just made a video to make mother in laws happy ..Allah has given rights to every body. Sbr krna acha hai but khud ko kar dyna is not islam
@itshooreainmano961910 ай бұрын
Hum shadi kar ky sakoon karnaw cahty hy hum galiya khany ni jate 😢
@heenaparween93132 жыл бұрын
Koi v ma apne bchi ko kisi se db k rhna nhi sikha skti q ki wo ma khud to azar zkhm kha leti hai lekin apni bchi ko koi dukh de ye brdast nhi kr skti beti k sath sasural wlo ka v frz hai ki wo use izzat de q ki beti islam ki sahzadi hai use sehzadi k trh rkha jaye pair ki juti bnane walo ko to sbk milna chahiye
@Amin36948 Жыл бұрын
Larkiyo ko insaf nahi milna doctor farhat hashmi ki bayan sun kar or zulum hoga
@noshabaali54072 жыл бұрын
M ne ye sb kr k dkha h lkn kahty hn Jo dabti h usy or dabao
@ipurpleyou42032 жыл бұрын
100% true
@ipurpleyou42032 жыл бұрын
100% true
@barirashadab99774 жыл бұрын
Bhut khub
@riyazaher65664 жыл бұрын
00966595677910 imo whtsap no syed peer imran shah online free istahara krte hain mera kam hal hoa in syed peer imran Shah ke amal Tevez se azma lo zarorat mand behan bhai
@FS-vx3hg26 күн бұрын
Messege is very wrongly delivered, shocked to hear such things from her 😔
@shaikhnaaz43937 ай бұрын
Baraye meharbani society ki hawale se nhi balke Anbiya wa sahaba kel hawale dijiye behtar hoga....Islam m ahkamat puri duniya k liye ek jaise h. doesn't change with society. So pls give proper authentication from hadith. Indeed we all hv to return Allah.
@tahirahmed79148 ай бұрын
It's not an.islamic view point Not even 0.1 percent relating to WHAT IS SAID IN QURAN AND TEACHINGS OF OUR PROPHET (SAW ) all what you said please try to find and justify it from QURAN and SUNNA point of view YOU ARE TALKING ABOUT A GIVEN SOCIETY NORM ......BUT NOT ISLAM
@nimrakhan46d242 жыл бұрын
Susral mn nando or saaas ka hold ho to bahu bychari py zolim he hota rahta hy ........
@HafsaTabassum-o7n17 күн бұрын
Itni galat baty ap kesy kat skti h. Me ny susral ki bohat khidmat ki. Unho ne zalil kat k ilam laga k nikala😢
@dilshadrawoot2470 Жыл бұрын
Alhumdulillan ❤mashaallah❤
@roshankhan71403 жыл бұрын
Nighat Hashmi ke Baton Mein Insaaf Nahin Hai
@Usmina43212 жыл бұрын
Ekdam sahi,Inka manna hai ke hum sabar karte Jaye.....
@HurainMoonMoon10 ай бұрын
Yay batay b such hai but my yay kahu ghe Allah say he magna hai acha hoga os pay chodna hai aur Sabar karna hai ..ku k Quran pay lekha hai sabar ka bht zeyda fhal hain .
@maahimaahi79003 жыл бұрын
Mobile vali bat shi khahi 👌💝
@roshankhan71403 жыл бұрын
Pet Mein Ek Ek Waqt khatm kar dena yah Thoda Thoda Karke Khatam kar dena Shayad isiliye beti ko Mara Jata Hai ine Jaise Alima Ki vajah se
@ipurpleyou42032 жыл бұрын
ye sirf mardun ki zban bolti hia un ko khush krne k lie apni zati zindgh mian in ka bardasht se ko lena dana ni
@Amin36948 Жыл бұрын
Bilkul durust susral walo ko hidayat dene walay bayan bhi Karen na main bohot thak gaiy hu shadi shuda Zindagi ki Jang larte larte har eik kam ki zimmedari bahu ki hai nanday Bache lekar 10 din bhi pari hain ye humari zimmedari hai unka nashta Khana har cheez ka khayal rakhna or baten bhi alag sunna
@amalik1171 Жыл бұрын
@@Amin36948blkul sahi kh rhi is pr yae madam nhi bolay gi
@tahirahmed79147 ай бұрын
What she is saying is totally against islam .... She should study the duties of husband in context with only Quran and Sunna
@arosakainat16914 ай бұрын
Achy parents kbi b ye nhi sikhaty k susral m lrna ya bdtmez hona ..but dab k rhny k lye ni lrkia peda hui.sorry to say but i felt you are not having a good knowledge on this topic or you are not poterying in right way
@hamzaabro1699 Жыл бұрын
😭😭😔🥺me bhot preshan hon meri sans bhot jhoti hai
@MuhammadAdnan-s7r5 ай бұрын
Madam maaf kijiyega aj pata Chala aurat aurat ki dushman hai ye q khete hai. Ap humesha se one sided kehti hai ya aj Kuch khas din hai 😂
@Amin36948 Жыл бұрын
Pura din kam karke bhi kuch kam nahi karti acha rawayya rakh kar bhi humare maa bap ne tameez nahi sikhaiy sas suser nanday sub mujhe kiya mere maa bap khandan ko bura bhala bolte hain eik nokrani ki bhi isse ziyada izzat hoti hain Yahi baten ap susral walo ke liye bhi karen 1bahu piyar izzat mangti hai
@AmaanBabu-b7o3 ай бұрын
Meray susral asay h ki sara kaam khtm kr k b apna moo banatay
@humairaashraf5594 жыл бұрын
👌👍
@inaayafunshow63112 жыл бұрын
Apne ek bhi baat ladki k support me nahi boli isliye me bhi apki baat se sehmat nhi hu
@Amin36948 Жыл бұрын
Main bhi
@Amin36948 Жыл бұрын
Itna acha karne or sochne ke bad bhi humare sath inka rawayya acha nahi bolte hain inke beten ko qabu me kar liya ichi niyyat se koiy kam karun or sunne ko milta hain humari niyyat kharab hai ager puri zindagi khamosh reh kar bardasht hi karna hai to hadees me susral se alag rehne ki ejazat qn h
@munir888ahmad69 ай бұрын
To maa baap kis lya bhejty hain free ka nokar bna k agr wo beti ka darja ni dety to bahu samjhty hn to wo b wesa karti he or hr ghr ka alg masla hota hy kise ka to mind b ni milta susral wlo se
@gateaspirant23832 жыл бұрын
Agr bahu ko dewar jeth ke saamne washroom jana pade toh laanat hai aise joint family prr. Agr sath rehne ka itna hi shauk hai to jo bahar se aayi hui bacchi hai usko atleast seperate washroom kitchen ka intezam krein.
@Amin36948 Жыл бұрын
1 hi washroom or eik hi kichan or eik Sath Khana peena koiy privacy nahi zaleel alag hote raho
@Daily_life_vibes11 ай бұрын
Ap kabi asy susral mn ni gy hon gy jo susr ap ko khy hm ny to accept ni kea or kam pury ghr ka asy krway gy jesy kam py rkha ho kuch kha rhy hon gy beti bety saas susr sab mil k pr bahu ko sula ni mry gy saas bs beti k leay dua kry bahu py ay bat to munh sy ameen tk na nikly lant na bhjy asy sural walo py akhir kb tk kb tk bahu jhuki rhy kya wo insan ni 40 40 rotea paka k dy bahu phir name tk na ho us k kam ka bd mn sunny ko kya mily k bhae dehkway k leay kea phly ap log susrli mashra sahi kry phir lecture dy k beti ko ye smja k behjna wo smja l bhjna q alhir qq?
@rizwanghumman9241 Жыл бұрын
Jo ap ny samja Diya wo larki ke maa b Nahi samja sakti
@sobiayasmin22576 ай бұрын
Susral ki khidmat aurat ki zimmedari ni.
@physiostudio48173 жыл бұрын
100% susral ghalat hy or apki tips bhi
@sidraisrar65502 жыл бұрын
Hahahha
@muskanmulla38462 жыл бұрын
Disagree Sasural main taqlif ho,baar baar tane mile aur izzat na mile toh bhi dabke rakhna chahiye chahe sasural wale kuch bhi karein
@ifthkarhussain14452 жыл бұрын
Agreed
@zeeshanyousuf77632 жыл бұрын
Jogare ni nikale khul kar bataya kare jis s galat Sahi ka pata chale Apne followers brdhane k liye munafiq gari ni kre shukrya Jab kuffa bolaya Gya ha tou phir bath bhi kare na k Apne akhtedar ki khatir galat raye de kr group banwa kr 1 dosre KO larwa Diya jaye
@meehtkh6550 Жыл бұрын
Susral main kbhi bhi dab kay nahi rehna chahya aur na hi akar kar
@Videos-sd2io2 жыл бұрын
Sare Adjustment ldki hi kyu kare? Jb Apko Ispr koi Hadith nhi pata Quran se Sabit nhi kr skti To Bolna bhi nhi Chahiye
@ipurpleyou42032 жыл бұрын
ye Quran pak ki ayat mubarka ko ghalt jegha istmal krti hia
@maryammalik46262 жыл бұрын
Aoa...larkion k nakhry koi nhn sahta.susral m wo under observation hoti h..Pakistani susral kash itna acha hota.behrhal app shaid kisi had tak thek hun.mard apni zimadari kahan pori kr rahy hn.
@user-im9nb4bw4w2 жыл бұрын
You are speaking from culture not from Islam !!
@anayasindhi95943 ай бұрын
Es m sare baten ye larki ko sikha rhi hy aunty ...kch susraliyon ko hhi sikhao aunty ji kyun ky psycho srf larki nae hona islam ni orat ky huqooq dy hen wo bhi lki ao
@arshsheikh66512 жыл бұрын
❤️❤️❤️❤️❤️
@Usmina43212 жыл бұрын
App Jo sab bol rahe hai na sab Galt hai ...kuch bhi sahi nahi bol rahe app....gussa a Raha hai apki baat sunkar