Heelo di... actually mene revsion to strt krr dyaa h l like aapne jo strting ke 3 days kaa jo revsiion plan h hnaa vhaa tk mw phuch chuki huu.... Nd aapkaa plan kaafi realistic type lgaa thodaa but p block ek din me posssible nhi h i think... Baaki mujhe problm yee h kii like me 28 march se. Coaching mee. Test series srt ho jaayegii... Vhaaa test dene analaysis krne me 6 gnte to lgege hii... Fiir yee revsion ppz puraa hotch potch ho jaayega... To mujhe kyaa krna chhaiye plzz btana....🙂
@SakshiNEETAspirant7 ай бұрын
same prblm dude .... plan thik h vo kese n kese krke ho jaayega but test ka ky kre mini 5hrs toh usko chahiye hi saath me agr kisi k shortnotes nii bne hue like me 😂 unme bhi thoda time toh lgega na .isliye me bhi dii se pucch rhi thi ki ky kruuu..... me....😶🌫😮💨
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
Dekho pahla doubt ki p block ek din m possible nahi hai??...to dekho kafi bar hoga ki koi chapter tum jaldi kar loge kam efforts m ho jaenge baha tume thoda adjust karna hoga ki jo remaining rah gya hai use pad le.. Dusra doubt ki tests ki analysis k bad time nahi bachega to me kahungi ki mene apne time par 3 kam kiye the tests karna analysis karna or revision karna...test ki analysis hme sahi galat batati hai weak topics batati hai jise hm strong karte hai...lekin hmara overall revision bhi hona sath m jaruri hai jo ki kahin na kahin full syllabus tests m marks badane m help karenge
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
3 hrs test ke ho gaye 4 hrs analysis ko dete ho then 2hrs per subject tume revision ko bhi dena hoga..overall 13 hrs hi hue hai..jabki abb to tumhe 15-16 hrs padna padega
@RonakPunia7 ай бұрын
Test k lia koi app bta do di😊
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
Download my application MEDICO SAMEEKSHA baha chapterwise tests and full syllabus tests mil jaenge
@satyamprince-yj7mi7 ай бұрын
Ladkio ko bta rhi hu to hum ja rhe hai😂😂
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
Are nahi nahi esa nhi hai😅😅
@md_seraj_ahmad7 ай бұрын
Such a nice plan Dr🩺 That's a perfect example of Beauty with brain✅
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
Follow this😇
@md_seraj_ahmad7 ай бұрын
I promise Dr🩺
@Chetan-Kumar-17 ай бұрын
By the way mai bhi ek mbbs student hu from up LLRM meerut But koi channel bnane ka koi maan nhi karta kyuki mai khud hi 3 attempt mai bhaut muskil se mbbs mai pucha tha 2021mai pta nhi kya kya lga ke like state quota sc quota etc..😅😅 Mere marks khud 561 the To mai dusro ko pagal nhi banana chata 😅😅😅😅 Nhi to channel to mai bhi bna lu 😅
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
Mera koi sc quota nahi tha..obc category se hu 2020 batch ki hu 608 marks score kiye the...or pagal banane k liye nahi sahi direction dene k liye channel banaya hai
@Chetan-Kumar-17 ай бұрын
@@SameekshaDaksh Arey nhi sameeksha ji Ye baat apke liye nhi hai As you also know so many people on youtube such type And apko koi aisha kaise bol sakta hai Maine personally apki neet journey wali video watch ki I think apne btaya bhi tha selection se previous apse omr mistake ho gyi thi I think jismai apke 650+ the And sorry apko ye hurt Kiya ho to 😅😅
@Kahaniya..7097 ай бұрын
Di ab to pdhne ka bhi mn nhi kr ra h ..😢😢😢😢
@leelakant4047 ай бұрын
From 26 march kobra commando training 🔥 Live aao didi 25 ko please 😊
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
Sure
@leelakant4047 ай бұрын
@@SameekshaDaksh aana jarur daily schedule k according 20×3=60 mcq ka test v rakh do didi 1 hr ka
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
@@leelakant404 mere application MEDICO SAMEEKSHA par jao baha daily 20 questions ki quizz ati hai P C B teeno ke questions hote hai or ye quiz free hai daily ati hai
@leelakant4047 ай бұрын
@@SameekshaDaksh okay di
@SandhyaraniGaikwad-b8h7 ай бұрын
Dar ke aage neet hai😢
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
Bilkul iss dar age nikalna hai tume
@iqrakhursheed66657 ай бұрын
Thank you di , Ye revision plan bahut achcha hai ❤️
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
Sath me follow karna hai abb😇
@iqrakhursheed66657 ай бұрын
@@SameekshaDaksh yes di 😊
@Gayatri-15317 ай бұрын
Thank you so much diii❤❤❤ very helpful planning di❤ stay Always Connected.. motivated dii🥺🥺🤩
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
My pleasure dear 😊
@Bepatient32397 ай бұрын
Thank you
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
You're welcome
@SaluG-ee4el7 ай бұрын
Thank you dii for this video really helpful 🙏
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
God bless you dear😇
@DEEPANSHUKUMAR-g3c7 ай бұрын
Ye revision plan really bahut accha hai thanks dii❤
@RajnandiniKumari-c7g7 ай бұрын
Thank you didi ji 😊😊😊
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
Most welcome 😊
@YasirirfaqIrfaq7 ай бұрын
Thanku Dii ji For Amazing Video ❤❤❤❤ Your Video Changed My Life I Will Give My 100 percent ❤❤❤❤❤❤❤❤❤🎉🎉🎉❤❤❤❤❤❤❤
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
Very good give your 100% 😇😇
@YasirirfaqIrfaq7 ай бұрын
Dii ji Mera Syllabus Nahi Complete Hoo Raha kya karoon please Help me 💜💜💜💜💜❤️❤️❤️ Mock Test Kahan Sa Doon I Am A Poor Child please Help me
@somyasharma57427 ай бұрын
Di..1 day of revision ke baad uska test bhi den hai. Means ..jitna aaj ke revision mein study kiya hai uska test?
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
Haa jitna ek din ka revision h uska test..or ye tests meri test series m available h.mini tests h ye inse tumara test bhi ho gya oe ques practice bhi
@aradhanaparashar7 ай бұрын
Didi physics k kuchh chapters krne h but physics k one shot lectures 7 to 8 hrs k h to kese kre?
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
Physics me mere lectures kar lo mere channel par hai..jyada lengthy bhi nahi h or sab covered hai
@HemaPandeyDCT7 ай бұрын
Hlo dii ❤ I want to take some advice from u personally. How can I contact u?
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
Telegram par msg kr do
@leelakant4047 ай бұрын
Didi aap daily live aao 26 se separate group v bna dena 400 to 650+ bas college mil jaaye 40 din sameeksha di k naam❤🙏🩺🔥
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
26 march se telegram channel par start karte hai ✌️✌️✌️
@leelakant4047 ай бұрын
@@SameekshaDaksh 25 ko aap connect karna sabko mentorship 40 din ka rakh do special students k liye
@Techyfire7 ай бұрын
Ncert Exampler kaha milega?
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
Pdf bhi milti hai ncert ki website pr or book store s bhi le skte ho books k form m ati h
@shivamupadhyay27777 ай бұрын
Thanks di mai bahot anxious tha allen ke test me 450 ke around marks aa rhe hai sal bhar pdhne ke bad bhi revision kaise krna hai pta nhi tha thankyou di i will give my best daily maine sara screenshot le liya hai kal se start kr dunga di #Day1 ❤️
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
450 marks s tum aram s 650 laa sakte ho bss apne syllabus ka proper revision and tests karte jana acche se
@shivamupadhyay27777 ай бұрын
Bilkul didi ❤️
@Your_favt_7 ай бұрын
Di tests kaise aur kab dena hai according your revision plan ?
@lazygirl95717 ай бұрын
Plan for neet 2025 mistakes to avoid please
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
Sure
@digvijaypratapgautam27697 ай бұрын
Mam how can we get semiconductors pdf notes
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
Download MEDICO SAMEEKSHA application and enroll in the e-library and get all pdfs of all the lectures
@digvijaypratapgautam27697 ай бұрын
@@SameekshaDaksh thank u so much didi for immediate reply good night have good dream didi.
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
@@digvijaypratapgautam2769 good night🌟
@anamikakhajuria58897 ай бұрын
hloo di actually muje revision mai time lg rha hai toh toh mai test ke sath analyse aur pure schedule kaise kru
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
Dekho tumhe tests , test analysis , and revision teeno kam karne hi hai..bss abb time manage karna sikhna hai...tum itna kar skti ho ki tum alternate day par test do 2 se 5 bale time par then ek din test ek din analysis ess karo
@NishaVerma6327 ай бұрын
Yes didi mene social media to pahle he delete kr de tb se neet study chalu ke h no friends no anyone only study study study 😍😍😍 TQ big sis hamare sath khade hone ke liye
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
God bless you more powers my dear😇😇
@madhavkhandelwal96217 ай бұрын
Thank you so much for this best video that i got at this moment 💫💫❤ i am following this revision planner with you.👍
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
Most welcome...i m so happy that this will help you to achieve your goal
@ssgaming84167 ай бұрын
jyada drop leke neet crack krte hai to college me farq prta hai kisi ko ya sb normal hi lete hai waha?
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
Sab normal hi lete hai kisi ko kisi s matlab nahi hai sab enjoy karte h or apne career par dhyan dete h
@ssgaming84167 ай бұрын
@@SameekshaDaksh thanks
@AbhishekGupta-gr5xe7 ай бұрын
Thank you so much didi
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
Most welcome 😊
@Krystle123457 ай бұрын
Free krdo testseries
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
Price reduced kiye hai 31 march tak..check out now
@priyankabind26537 ай бұрын
Thank you Di
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
Most welcome 😊
@priyankabind26537 ай бұрын
@@SameekshaDaksh Di Mai yise Aaj se follow kar rahi hu
@ajdwrh67497 ай бұрын
Fngertips karu is routine ke sth?
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
Haa bilkul
@nandinisharma42847 ай бұрын
Yaaar me zero par hu plz koi teachers btado pdhne ke liye plz chem bio physics ke plz jinke Maximum 4 hrs tk ka duration ho or woh bhi detail plz 🙏
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
Physics k liye mere lectures dekh lo...pura chapter 4-5 lectures m karaya hai har lecture 1 hr k around hi hai or details bhi covered h
@nandinisharma42847 ай бұрын
@@SameekshaDaksh didduu chemistry k liye btado koi plz🥺❤️and thnk u apne suggest kiya
@shivthakur-k9s7 ай бұрын
Thank you didi ❤
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
Most welcome 😊
@hellosorrythisistaken59817 ай бұрын
Mam suggest best pyq book
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
Kisi bhi company ki lelo isme itna sochne ka koi point hi nai hai kyuki sabme hote previous year ques hi hai
@hellosorrythisistaken59817 ай бұрын
@@SameekshaDaksh Mam How to connect with you? I M in 10th pressurise hu coching K pressure future ka. Kese neet ki journey start kru?
@hellosorrythisistaken59817 ай бұрын
@@SameekshaDaksh and mam kese taiyari kru 10th class se?
@Studylivewithmee7 ай бұрын
Didi test schedule daal do mere 350+ aa rhe hai mai aap par hi depend ho rha hu. Purchase kaise kare ye v bta do
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
Test series and chapterwise tests after payment sabhi open hai apni conviniency k according jab man ho tab de sakte hai..application download karo MEDICO SAMEEKSHA baha dikh jaega
@digvijaypratapgautam27697 ай бұрын
Plz reply mam
@ajdwrh67497 ай бұрын
Didi aap revise krnekelie day wise utube pebhi dedijiyega. Jiska telegram nhi hei uskelie easy hoga thora. Pls❤
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
Okay sure..youtube community post par upload kar diya karungi
@MahaveerPatel-i2v7 ай бұрын
Aapke app me free quiz 29 feb se start bta rha hai Pls aap 29 feb se pahle waali bhi display kra dijiye jab se ye start hui hai taaki hamne jo attempted quiz q galat kiye hai vo ham fir se dekh paaye isliye
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
Actually abhi bich me google playstore ki guidelines change hui thi jiske bajah s application ko fir se renew karaya tha to 29 feb ko hi bo activate hua tha
@AmanSingh-si7cj7 ай бұрын
Thank you so much didi ❤❤❤
@Tulip56-z8f7 ай бұрын
Dii head pain boht hota h. Study nhi kr pate koi solution btaiye pls
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
Doctor ko dikhao ho sakta hai migraine ho isiliye proper treatment lo
@Tulip56-z8f7 ай бұрын
@@SameekshaDaksh dii abh mujhse study nhi ho pa rhi h ..last Tak atte atte thak gy h bilkul .smjnnhi aa rha. Fr se kesa start kre .kuch smjnnhi a rha dii....sab khrb ho gya...boht regret ho rha h dii kya kre..ptani selection hoga ya nhi. Kuch nhi smj a rha ...dii pls help..this is last attempt..pls dii .I want to study but I can't . dii pls help
@Gayatri-15317 ай бұрын
Same problem with me 😢😢🖕
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
@@Tulip56-z8f me samjh sakti hu tumari condition lekin iss bat ko samjho ki ye bala esa time to har bar aega hi chahe tumari tyari kitni bhi acchi ho..isiliye iska ek tarika jo mje sahi lgta h bo ye ki abb tum future m bare m sochnaa band karo thoda religious song sun lia karo taki mann shant ho or bss ek plan ko pakad k kam karte jao bina fal ki chinta kiye karm kar lo bss..sab bhagwan par chhod do...abhi chaho to 1 din ka rest lo plan set karo age k dino ka then finally bss y soch k pad lo k bss mje karna h iske result s mje matlab nahi hai abhi..
@Tulip56-z8f7 ай бұрын
@@SameekshaDaksh ok thanks diii....I will surely do for my parents. ..
@khandelwal99957 ай бұрын
Telegram channel kya hai aapka
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
Sameeksha Daksh NEET Guide
@MikeAnderson-vc4js7 ай бұрын
di, mere allen ke major tests mein marks abhi 570 aa rahe hai.....par wahi jab neet ke past year papers kar raha hu toh fir 620 aare hain....i am confused and not sure how i am doing
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
Neet k pyq kafi bar hmne pahl bhi kiye hote h to unn ques k ans pata hote h isiliye ek ques par normaly jo time lagna hota h usse kam time m karke hm age bad jate h jab prev yr paper karte h
@SaloniSingh-w7w7 ай бұрын
yarr di rt ke avi 1:38 ho rahe me sochi so leti hu you tube refresh ki to apka video achanak aaya avi pura v nhi dekhi hu video par haa pura neend wiiind sab chala gaya mere ko kaise v karke aiims kalyani chahiye ab uske liye jo v karna pare me karungi lekin leke to rahungi
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
Wish you all the best god bless you more powers dear😇
@sahilghadigaonkar25747 ай бұрын
Thank you so much di. ..kintei price hain pls bataooo?
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
399 for one month
@AbhishekGupta-gr5xe7 ай бұрын
Aap sath sath me didi rahiye ??
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
Yess
@AmanSingh-si7cj7 ай бұрын
Aap na bhut accha motivation Kiya hai didi thank you so didi
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
God bless you aman😇😇🤗
@ShobhaThakur-u1q7 ай бұрын
Didi syllabus complete ho gya h but marks increase nhi ho rha h...😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
Syllabus complete ho gya h to abb tum main revision par dhyan do or ques practice karo..tabhi marks badenge..jo bataya h mene use follow karo mere sath hi
@kulsumfazal54847 ай бұрын
Di revision jo pehle 3 round ke hai vo detail notes se krna hai ya short notes se plzzzz reply didi ye plan start hone se pehle
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
Revision 1 detailed notes s karna baki revision 2 3 4 5 sab short notes s...revision 1 k time p hi dekh lena k short notes m kuch rah to nahi raha jo detailed notes m h or tumne likha na ho short notes m
@futuremedico6277 ай бұрын
Kisi ne test series join ki h kya 🧐, sare test milenge ek me hi ya fir sab ke liye alag alag pay karna padega, koi liya h then tell me kesi hai ? Becoz mai Frist time video dekhi hu inki 😅
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
Sabhi tests milenge single pay karne par..sabhi phy chem bio ke
@futuremedico6277 ай бұрын
@@SameekshaDaksh ok
@RISHABHSAROJ3127 ай бұрын
@@SameekshaDakshhello
@Sourabh70k7 ай бұрын
Mam Hindi medium k liye bhi hai ky full syllabus test apke app mein ?
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
Haa full syllabus test hindi medium me bhi hai
@asmitagupta59177 ай бұрын
Didi allen Major test me 250-300 aa rha h
@SamrainKhan9257 ай бұрын
Bio me?
@taniyasharma24097 ай бұрын
Mera mock h ek week ke bad me kese kru 😢😢
@Rocky595127 ай бұрын
Ap mere ex jaisi dikhti ho pura
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
Oopss🙃
@Noor-eg8ly7 ай бұрын
Didi plzz. Abse regular videos dalna 5 may tk
@Mehreenjan1237 ай бұрын
Kyun apko pdna nhi hai
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
Yess dear
@Kayrviiiiiiii037 ай бұрын
didi mere allen mock me bio 330 k around chem 120-135 aa rha hai but physics me only 50 to 60 marks p hi rh jati hu maine physics pure saal lecture to kiya h notes bhi bnanya hai but question practice ni kr payi kya avi k tym p allen module solve krna shi rhega qki kuch kuch chptr ka kiya hai maine but mostly ka ni kiya
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
Dekho abb modules mat karo bahut jyada time taking ho jaenge.. Tum abb chapter k notes revise kar ke uske PYQs , NCERT book k solved questions karo or mere application par jo test series hai usme chapterwise 25 se 30 ques k har chapter k 2-3 tests hai unhe attempt kar lo bss atleast 1-2 tests bhi har chapter k kar logi to confidence ane lagega..
@Neetjourney36077 ай бұрын
Telegram link kaha hai
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
Description me hai. Sameeksha Daksh NEET Guide
@shubhuplayzz7 ай бұрын
dii mera 31 ko mock h usme last units aari h kaise kru uski revision iske sthh??
@outofworld65577 ай бұрын
Ma'am but itne km time m itne chapters including pyq kse hoga? Kitne ghnte pde iske liy, kya sirf 4ghnte ki nind le 🤔
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
Ye revision plan hai or revision fast hi karna hota hai...abb aram s chalne ka nahi fast chalne ka time hai
@VinitaSahu-m8i7 ай бұрын
Didi....syllabus still not completed bahut dar lgta h is bat ka ki sare log ko dec jan tk syll complete kr lete h or hme unse complete krna h ....or mai sirf 1 month revision krugi to kya selection ho jayega ?
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
Dekho mene bataya h k jab tak revision 1 chalega tab tak apne remaining chapters pure kar lo..or apne app ko kisi s compare mat karo bilkul bhi bss apne app par dhyan do
@ShobhaThakur-u1q7 ай бұрын
Didi aap ye baata dijiye na kown se chapter se kitna question solve kre. .
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
Dekho ye samjho ki agar koi chapter ya topic k ques hm tests m kam sahi kar rahe hai to uska matlab h uske hme or ques practice ki jarurat hai..isiliye apne jo tests attempt karo unke analysis acche s kiya karo
@ShobhaThakur-u1q7 ай бұрын
@@SameekshaDaksh ok dii
@SakshiNEETAspirant7 ай бұрын
dii yrr ye itna sbb follow hoga kese.....haa chap. ke notes ncert or pyqs tkk toh ho bhi jaayega but extra questions jo aap application k liye bol rhe ho or exampler kese hogaa itna sbb .....saath me dii ye bta do ki shortnotes kiske bnane h ya phir abb 40 days me kucch kaam nii aayege shortnotes? plzz reply.....dii meri prblm ye h ki mera syllabus toh complete ho gya but mere se proper revision nii ho paa rha so mujhe ky krna chahiye revision or mock k liye ......plzz reply my que. ........🥲😮💨
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
Dekho revision 5 times karenge isse 5 baar har chapter ko padne ka moka milega revusion 1 and 2 me pyq ,ncert que and revision 2 and 3 k time par application par chapterwise tests kar skte hai.. Short notes bahut jyada jaruri hai jo end m bataya h na k 2 din m pure syllabus tum short notes s hi revise kar paoge
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
Agar syllabus pura ho gya hai to tum abb apne short notes bana lo or questions k liye jo mene bataya hai use follow kar lo..itna kam pura kar logi to dekhna apne app confidence aane lagega
@SakshiNEETAspirant7 ай бұрын
@@SameekshaDaksh Firstly dii thanku so mucch for replying .....dii bio me ky kru usko kese revise krugi me last time me usme bhi bnane h ky shortnotes plzz aapka suggestion dedo usme ky krna h .....and dii yrr din me ek chapter bhi complete nii hota mera toh purri kosis krti hu shyam tkk kr lu but ho hi nii paata pta nii kyu bio me toh ho jaata h but phy or chem me nii ho paata h ....I m very tensed ki esa hi chlta rha toh ky hoga mera .......and meri na 11th ki physics weak thi phele isliye mene usko strong krne ka soccha pichle 1mhine se sirf me 1th ki physics hi kr rhi hu but jbbb que. paper dekhti hu toh lgta h ye toh mene pdha hi nii mtlb que hi nii ho paa rhe uske phele 12th ki physics acchi thi meri lekin abb usko time n milne ki vjh se vo bhi weak ho gyi ky kru kucch samj nii aa rha plzz dii kucch btao mujhe plzzz 😴😶🌫😓😓
@kirtiyadav78657 ай бұрын
Di isme chapters aage peeche karke padh sakte hai
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
Haa kar sakte ho bilkul but ek jagah likh lena fir taki pata rahe kon sa kab kar rahe ho
@1Anjalibio7 ай бұрын
Test ka bhi kuch kr do di
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
Video ke end me bataya hai complete video dekho
@KavitaSahu-g7j7 ай бұрын
Di apki age kitni hai
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
26
@dhwanijanjmera90507 ай бұрын
Maam pyq kitne baar solve karne chahiye? Please reply
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
Dekho abhi pahli bar jab karo revision 1 k time par to jo ques tumse solve na ho unhe mark kar dena unko dubara revision 2 k time kar lena or revison 3 ke time par bhi repeat kar lena unn ques ko
@dhwanijanjmera90507 ай бұрын
@@SameekshaDaksh ok that you maam
@dhwanijanjmera90507 ай бұрын
@@SameekshaDaksh And maam should I only do pyq for every subject and test analysis? Or should I solve the books which I solved it before in physics? Please reply
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
@@dhwanijanjmera9050 PYQ , NCERT Qs and NCERT EXEMPLER and tests analysis and notes revision is sufficient
@dhwanijanjmera90507 ай бұрын
@@SameekshaDaksh thank you so much maam.
@mohitmahajan-pt7dr7 ай бұрын
di retrograde revision krna thik hai? ya apke revisiom ko follow kru?
@SameekshaDaksh7 ай бұрын
Agar tum apne banae plan par stick rah sakte ho to usse accha kuch bhi nahi hai..ultimate goal mera is plan s ye hai ki revision continuity k sath karte raho tum kuch bhi left na rahe
@Insaan76607 ай бұрын
Hello di i want to talk to you personally, very important plzz where can i contact you?