Yamraj Ka Point Clear Kar Deta hu Apko:- 1. Jaise kapde thode bohot gande hojaye to aap unko sidha Laundary nahi bejtey balki ghar mein hi dhokar saaf kar letay ho ya ghar ki washing machine mein dokar saaf kar letey ho, PAR jab wahi kapde bohot zyada gande ho jaye aur apko lage ki iske daag ghar ki dhulai me saaf nahi ho payenge keval tab hi aap unko Laundary bejtey ho dhulney ke liye. Theek waise hi Mrityu ke baad har jeevatma ko yumdhut lene nahi aatey until unless ya to uske ATI Paap ho ya ATI Punye, keval usi paristhiti mein wo Nark ya Swarg ko jata hai, baki normal paap punye ki sthiti mein uske karmo ka hisaab yahi ki prakruti mein kar diya jata hai. 2. Akal Mrityu ho kisi ki to pehle wo Pret yoni ko prapt hota hai, uss pret ko uss yoni se mukti dilaney ke liye VRISH-UTSARG ya NARAYAN-BALI naam ki Puja Vidhi ki jati hai. Pret yoni se mukt honey par uss jeev ki paap-punye ki sthiti ke anusaar hi uske yahi rehne ya nark-swarg yani Laundary janey ka nirnay devik jagat ki shaktiya leti hai. 3. Mrityu ke baad jeevatma turant ek shareer dharan karti hai jise "Vayavya Shareer" kehtey hai, isi shareer ko bhuk-pya lagti hai kyoki ye shareer bhi Pran vayu se nirmit hota hai. 4. Ann (Food) ke shtool bhag se humare shareer ka nirman hota hai aur Ann ke Sukshma bhag se Mann ka aur Mann se ati-sukshma bhag se hi buddhi banti hai, Jeevatma jab Vayavya shareer dharan karti hai to wo Ann ke Sukshma bhag ko hi grehan kar pati hai aur Sthool bhag wahi ka wahi pada rehta hai. Jeeev ko Ann ke sukshma bhag khaney se wahi swad aata hai jo hum jeevit logo ko Ann ka sthool bhag khaney me aata hai. Vastav mein Bhukh aur Pyas Prano ko hi lagti hai Jeevit logo ko bhi aur jo marr chuke hai unko bhi. Fresh Ann mein bhi pran hotey hai isiliye Taaze Ann ko Bhoot preet kha nahi patey PAR jab wo Ann mein se pran kuch der baad nikal jatey hai tab uss nish-pran ann ko bhoot pret ya jeevatma grehan kar pati hai, Bhoot pret zyadatar baasi ya sadaa hua ann hi grehen kartey hai. 5. Jeev jab manushye shareer dharan karta hai to Shareer ko Jeev Shahit ho jane ke karan Jeevit kaha jata hai, yahi Jeev jab shareer tyag deta hai to usi shareer ko Jeev-rahit ya NirJeev kaha jata hai. 6. Jis "Chaya-Purush" ki ya baat kar rahe hai usko vastav mein "Krityaa" kehte hai, iski sadhna se aap khudka hi ek subtle replica create kar detey ho aur phir apni hi ekagrata se usmein itni energy dal detey ho ki wo apki dimentional frequency ko access ya influence kar pane lagta hai, phir ussey aap apney kayi kaam karwa saktey ho, jaise aap kehdo usko ki mere ghar ja aur mere room mein meri ghadi rakhi hai table pe wo lake de muje, To wo Kritya apke ghar jakar wo vastu apko lake de degi. This is 100% real and TRUE. Mein apko simple words me kahu to "Kritya" ya "chaya-purush" apka ki Duplicate hota hai apke jaisa hi dikhta hai bas wo sirf apko hi dikhai dega aur kisi ko nahi, aur dusra wo apke jaisa physcal body wala nahi hota. 7. Jab vyakti marta hai aur jeev shareer ko tyagta hai to uss samay uska sukshma shareer apney sthool shareer aur uspe pehney hue kapdo ki abha yani wavelength ka awaran lekar ke sharrer se bahar nikalta hai, aur agr mrityu akal hue ho ya intense hui ho jaise road accident ya war mein ladtey hue etc to uske sukshma shareer ki intensity High hoti hai otherwise sukshma shareer ki intensity bohot Feeble yani ATI Low hoti hai. Jab intensity High hogi to uske preet banney ki sambhavna adhik ho jayegi aur High intensity honey ke karan aise jeev ko hum thodi bohot sadhna karkey dekh aur sunn sakte hai. Par jin jeevo ki intensity low hoti hai unko sampark karna ati kathin hota hai. Jeevatma agr high intense state mein shareer ko tyagti hai tab uske "vayava-shareer" pe uske physical body ke kapdo ki abha (wavelength) ka sukshma awaran uske sukshma shareer ke sath mein aa jata hai. 8. Humare desh ki sarhado (borders) par aise kayi sare anubhav humare Faujiyo ko hue hai jaha unki sahaita mare hue soldiers ne ki hai unko rasta batakar ya dushman ki position batakar, aur wo soldiers ki jeevatma unko uniform pehney hue jisepe khoon laga hua aur goli ka nishan sath mein .. aise dikhai diye hai bilkul saaf saaf, Aise bohot sari real life stories hai , they are also available on youtube and there have been written lots of books now on this by Indian Ex Army officiers as well. 9. Jeevatma jab shareer ko tyagti hai to uska akaar uski physical body jaisa hota hai, aur wo akar kuch samay tak waisa hi bana rehta hai, agar akal mrityu hui to sukshma shareer ki intensity High honey ke karan ye akruti kafi samay tak bani rehti hai aur phir dheere dheere dissapate hoti rehti hai, jaise shuru mein to uska sir, hath, pair chest ankh, nak , muh ye sab kuch dikega par jasie jaise samay beeteyga ye sukshma shareer ki sabhi akrutiya (eye, nose, hands head etc) deform aur blurr hoti chali jayengi aur dhere dhere uski intensity bhi low hoti chali jayegi, aur phir ant mein jeev ka sukshma shareer sikudne lagta hai aur phir chota aur ati sukshma hota chala jata hai aur ant mein ye jeevatma ek diye ki jyoti ke akaar jintna ya kahu to hath ke anghutey ke akaar jitna jyoti roop mein reh jata ahi. Jab ye jyoti roop hi jeev ka vastavik roop hai, jeev jab ye roop dharan kar lata hai tabhi wo agle janam mein pravesh karpata hai. 10. Jeev jyoti roop hokar maa ke garbh se nikaltey hue prakash ko follow kartey hue gharbh mein pravesh karta hai aur phir ye jyoti shishu ke sir (jaha shikha yani choti rakhi jati hai) waha se ander pravesh karta hai aur sidha JeevNadi mein pravesh karta hai, iss Jeev nadi ka ek hissa Sushmna nidi hai aur baki hissa jo Hriday (Heart) mein samapt hota hai usey jeev nadi kehtey hai, ye jyoti roop jeev isi jeev nadi se hriday ke sthaan tak pohochkar sthir ho jata hai aur phir prano ke saiyog se ye annmaye kosh ko dharan karney ke liye ye phirse apna vistaar (expansion) uss shareer ke akruti ke anusaar karta hai, aur phir kuch hi samay mein ye pura sharrer mein spread hokar usko dharan kar leta hai, iss prakar ye shishu ka shareer Jeevit ho uthta hai aur ek jeev ka naya janam ho jata hai. 11. Mrit -> Jab PRAN shareer se puri tarah nikal jaye tab Shareer Mrit ya Nishpran kehlata hai. Ye bhi ho sakta hai ki koi Yogi ki Jeevatma shareer se bahar kuch samay awdhi ke liye nikle aur nikalne se pehle apney Prano ko Shareer mein kunthit yani lock kar de, iss sthiti mein Shareer Mrit nahi kehlata balki keval Jeev-rahit kehlata hai. 12. Jeevatma manav shareer ko PRAN ki sahaita se dharan kar pati hai, agar pran ek starr (threshold) se kam ho jaye to Jeevatma shareer ko dharan nahi kar sakti hai balki agar jeevatma shareer mein hai aur prano ka starr ghat jaye to jeeatma uss shareer se fisal (slip) kar shareer se bahar ho jayegi. bahar honey par wo punah uss shareer ko pakarney ka prayaas karegi par pakad nahi payegi aur bar bar shareer ke aar-paar ho jayegi kyo shareer mein PRAN ati kam hai ya nahi hai. PRAN shareer mein hongey to jeev jaise magney lohey se chipak jata hai aise hi phirse shareer se jud jayegi aur shareer ko punah dharan kar legi. 13. Mrityu ke baad jo dashgatra hota hai yani Dasvi, Barvi Tehravi etc usme jo Chawal-Till aur shahed ke pind banake mritak ke liye banaye jatey hai jinki puja karkey unko baad mein Gai ko khila diya jata hai unn pindo se Mritak jeev ke naye shareer ka nirmaan hota hai jo "vayavya shareer" ke upar ek aur shareer ki layer create kar deta hai, 12-13 din ki puja puri honey par jeevatma ek naye shareer ke sath aagey ki yatra karti hai. Dhanyewad
@sandeepbhan4733 ай бұрын
To answer some other asked to mei I have shared total 12 points now
@MrJigarparmar3 ай бұрын
@@sandeepbhan473Good Information.Do You have A Source For This ?
@statuskhajanaofficial13443 ай бұрын
Aapko itna sab kaise pata hai 😢
@sandeepbhan4733 ай бұрын
@@MrJigarparmar GarudPuran, Brahmsutra, SriMad BagwatGeeta, YogVashisth Maha Ramayan. Aur inn sab se bhi upar aur Shrestha wo hai BrahmGyani or Brahm Sakshatkari yani Enlightened Saints ke kahey hue Vachan ya Sassang. Aap agar sach mein iss field ki core aur real knowledge chahtey ho to BrahmGyani santo ki Books ko padho, example:- Raman Maharishi, Yogananda etc. Also, added 2 more points for you
@amardhillon24143 ай бұрын
For people living in US, can English translation possible. I can read the Hindi but quite a bit not understood.
@Deepikanath1063 ай бұрын
This man look geniue.. Honest story and true experience 😊😊😊
@fattyboygym3 ай бұрын
Is bande ne jo b baat batai h sab real h
@MannuSingh-g9x2 ай бұрын
He is not at all, look at his other pod cast sab ratta hua hai tote ki tarah, jutha hai ek number ka
@rup54143 ай бұрын
Abi tk muje bs ek yhi episode sahi lga n genuine
@rupashah15243 ай бұрын
Yaaa....sahi baat
@joshbhai7773 ай бұрын
Ye khuki philosophy pe jii rha h
@avinashsingh30213 ай бұрын
Farzi hai bhai😂 mai Banaras me raha hu aur ye banda Banaras se ho hi nhi skta, ye b hariyana se hi h
@preetimahour82642 ай бұрын
Pappu bna Raha h ye podcast me kabhi inki pass aa ki kuchh bolta h kabhi kuchh bolta h
@omshrivastava36623 ай бұрын
मैं पहले भूत था .... फिर आप का पॉडकास्ट देख कर ... आदमी बन गया... ये सोच कर की ये इंसान हमारे बारे में बहुत जान गए है... अब भूत बने रहने में फायदा नहीं है 🤣🤣🤣🤣🤣
@Thesunshine_simmankaur3 ай бұрын
😂😂
@devrtrajkshtriya11783 ай бұрын
😂😂😂😂
@ToonTalks1083 ай бұрын
Mein bhagwan hun, tujhe lene ayahun, tu bina bataye kaise agaya yahan aur insaan kaise ban gaya ? Tujhe anumati kisne di, jaldi chal kadhai main tel garam ho raha hai tere liye.
@omshrivastava36623 ай бұрын
@@ToonTalks108प्रभु उस गरम तेल में भजिया पकोड़े बनाते है... मौसम अच्छा है... और साथ में चाय पीते है ☕🤣🤣😀😀
@ToonTalks1083 ай бұрын
@@omshrivastava3662 pehle upar chal, garam salia bhi ready hai
@therealexperience26933 ай бұрын
Mast laga pura podcast:- bohot kuch sikhane ke liye mila...👍👍👍
@JbN213 ай бұрын
Bhai Is Original Real Best Podcast 👌🏻
@MannuSingh-g9x2 ай бұрын
kuch nahi hai bakwas, meri wife ko thaga hai in logo ne mujhe aaj pta chala mai report karunga inke agaisnt
@jsbpoetry72163 ай бұрын
Love you brother dil ko chu gya ye podcast
@Beygamerz12 күн бұрын
Hello bhai 👋🏻
@Beygamerz12 күн бұрын
Hello bhai 👋🏻
@Beygamerz12 күн бұрын
Hello bhai 👋🏻
@jsbpoetry721612 күн бұрын
@ ys
@theimaginaryworld61043 ай бұрын
Inko bar bar lao ..new experience ke sath😮😮🎉pls
@theimaginaryworld61043 ай бұрын
This guy's real pls bar bar lao
@mayankchandel22853 ай бұрын
Ye tho h bilkul baat iski sach lag re h
@joshbhai7773 ай бұрын
He's not real 😂
@avinashsingh30213 ай бұрын
Itni Kam umra me itni shaktiya 😂😂😂😂
@MannuSingh-g9x2 ай бұрын
@@joshbhai777 correct
@AKRITITIWARY-p1x3 ай бұрын
Want to see him again in this platform...... Unbelievable stories ❤❤❤❤
@Pathakbrands3 ай бұрын
Justice for Kolkata doctor
@pubgban69613 ай бұрын
Justice mile to batana
@Vicky_Android3 ай бұрын
Milgya @@pubgban6961
@Vicky_Android3 ай бұрын
Uttar Pradesh me 🔥
@ambersingh31753 ай бұрын
Aur Mamata ko vote do
@GRAK903 ай бұрын
😂😂😂😂😂@@pubgban6961
@Sunitaaggarwal19893 ай бұрын
One of Best Podcast, please get Part 2 as well..
@ritarita1223 ай бұрын
Ek baat kahen,,yeh podcast bahut he simple n real tha....kafi knowledge bhi mili...aur aashish jaise logon ke bare mey pata chala...yeh log seva kartey haiin khud ko mushkil mey daal kar...hats off to the people like Aashish
@MannuSingh-g9x2 ай бұрын
sewa tak to theek tha or jo logo ko thag ke paise lene wo???
@Raishipra-132 ай бұрын
Khana bnate wakt ye mere liye bhot helpful hota h kana bnate rho or sunte rho podcast or sikhne ko bhi Mila
@ushasolanki73803 ай бұрын
आप बहुत अच्छा काम करते हो बहुत लोगों को सेवा का और मुक्ति दिलाने का काम कर दो मैं भगवान से प्रार्थना करूंगी कि को बहुत बहुत तरक्की मिले मेरे भैया आप आशीष भाई को दोबारा बुलाना 🙏🙏🙌🙌🙌🙌❤
@manikamalhotra55903 ай бұрын
Very interesting and informative...Hats off to unsung Hero's like Ashish Kashyap...Great help for humanity. 🙏🙏
@smitakaushal36743 ай бұрын
Naman hai bhai ko jo ye seva kr rehe hai Very nice session
@MinMin-o1v3 ай бұрын
So interesting... N thank u ashish sir ... Apko bahut bahut saari blessings har har Mahadev
@Himachal_Adventure_Tours3 ай бұрын
' Vegetarian Hai To Daal Makhni Maang Le Wo ' 😅😅😅😅 This Dialogue Made My Day 😅😅😅😅
@amardhillon24143 ай бұрын
One of the best episodes. 🙏🏽👍🏼
@rathodpinkesh77893 ай бұрын
Bhai ka part 2 chahiye❤❤❤
@Metrologic13133 ай бұрын
1. Lawarish laash ki aatma 2.tiger ki aatma se exorcism 3.ganga nadi pr aatma 4.ghar ki aatma 5.bahar ki aatma 6.pahado ki aatma 7.basti ki aatma 8.shamsaan ki aatma 9.highway ki aatma 10.hotel ki aatma 11.office ki aatma 12.car ki aatma 13.motercycle ki aatma 14.cycle ki aatma 15.mobile ki aatma 16.mobile tower ki aatma 17.sapno ki aatma 18.guru ki aatma 19.shishya ki aatma 20.maa-baap ki aatma 21.bqcho ki aatma 22.school ki aatma 23.college ki aatma 24.university ki aatma 25.hospital ki aatma 26.sabziwale ki aatma 27.chai wale ki aatma 28.kabaadi ki aatma 29.ped(tree) ki aatma 30.garden ki aatma Ye GOLA ab rehne layak nhi reh gya😢😢
@kaur02013 ай бұрын
😂😂
@deepsarathore50903 ай бұрын
😂😂😂😂
@drvidushimahendru80363 ай бұрын
😂😂
@Shayar__saakhi3 ай бұрын
Atma ki Aatma 😅😅
@AnjaliYadav-uu3lm3 ай бұрын
😂😂😂
@ANAY61923 ай бұрын
आज तक जितनी भी हॉरर पॉडकास्ट देखी हैं ये सबसे अलग है , सबसे अलग मतलब सबसे अलग इसमें बहुत सी नई चीजें हैं, दोबारा जरूर बुलाइए इन्हे,❤
@VikramKumar-dh8oc3 ай бұрын
जय महाकाल प्रभु महाकाल आपकी इच्छा मनोकामना पूर्णकरें❤❤❤❤
@Indian_beauty123 ай бұрын
Real ❤bhot acha lgaa poora podcast fir lana bhaiya ko podcast me
@MannuSingh-g9x2 ай бұрын
inke chakkar mai fas mat jana bahan please paise jayenge bas or kuch nahi
@shreeramchauhan96113 ай бұрын
🙏 हर हर महादेव, महादेव सभी का भला करें। 🙏
@shaktigupta65363 ай бұрын
Respect for his benevolence deeds
@hemlio70823 ай бұрын
Itna genuine insaan tha ye❤
@karamkaursandhu31343 ай бұрын
Awesome bro well done 😊
@verma_sahil3 ай бұрын
great podcast:)
@sarmistharaj57333 ай бұрын
great human being. Great work.
@ankitsankhla43 ай бұрын
Badiya se explain kiya h..
@hemlio70823 ай бұрын
Ye pahla genuine podcast laga ❤
@sumitrakumarikharalia66563 ай бұрын
Great person ❤❤❤❤❤👍
@piyushmishraful3 ай бұрын
Janmashtami ki hardik shubhkamnaye. Jay hindu rashtra ❤
@PushplataSrivastava-k8j3 ай бұрын
Jai Sanatan dharm 🚩 Jai Hindu rastra 🚩
@धरतीअंबर3 ай бұрын
Jai Shree Ram 🚩
@rathodpinkesh77893 ай бұрын
Amazing podcast❤❤
@froudgaming61033 ай бұрын
Vote for Sanyam sir and Prince sir podcast 👇🏻
@balbirsainibalbirsaini44353 ай бұрын
Sanyam 😮😮😮
@mayurjadhav59973 ай бұрын
Sagar tiwari ❤
@kirankumarbattula47433 ай бұрын
Bahuthi achha kaam karre ho bhai🙏🏻🙏🏻
@ayushipal41323 ай бұрын
Best podcast ever👍
@rakhi28721 күн бұрын
Bahut hi badhiya mujhe yah postcard bahut achcha laga aur jo yah kam kar raha hai na Bhagwan image bahut bahut kamyab banaya😊
@subhashyadav59433 ай бұрын
Bahut sundar kaam ker rhe hai. Ashish Kashyap ji. Always god help you.
@Hipopian3 ай бұрын
Excellent story teller ❤❤❤
@ajaychaudhary91883 ай бұрын
sabse best episode..❤
@antimchouhan10113 ай бұрын
यार एकदम रियल लगा। विशवास करने में मजबूर हो गया
@madhuri_pachouri3 ай бұрын
Bhut hi badia super podcast
@SuryaSingh-sd2qx3 ай бұрын
Nice podcast 😊
@karanTecho4443 ай бұрын
गहरे लोगो के लिए हा पॉडकास्ट,आपके संस्था के कार्य को नमन 🙏
@priyanshu93163 ай бұрын
jai subhash chandra bose ji
@Scarydiaries63 ай бұрын
❤❤❤ respect for Ashish bhai
@TSSuyal3 ай бұрын
ये बात सही पूर्वज आते है मेरी मॉ ने मृत्यु से पहले बोला था तेरे पिताजी आये है मेरे को लेने पिता जी की पहले ही मृत्यु हो चुकी थी ।
@RashiSingh-n2u3 ай бұрын
Han ye baat sahi hai mere Papa ko bhi mere dada ji nazar aa rhe the
@MuhammadTaha7962 ай бұрын
One of the Most Real or Genuine Podcast
@Mihir_s3 ай бұрын
Real one Ashish bhai 👍🏼👌🏻
@Vompla773 ай бұрын
34:35 34:37 atmaaa ❌❌❌ zombie ✅✅✅✅💀🤣
@harishkumarp.pandyaharishk69283 ай бұрын
आज हमें बहुत अच्छी जानकारी मिली
@pankhurikumar14103 ай бұрын
One of the best episodes
@444tushar3 ай бұрын
His accent is funny he has natural sense of humour but genuine. Call him once again.
@firstbakery3 ай бұрын
Boht hi acha and real podcast tha. Or boht acha kam rahe rahe hain ye bhaiya
@rudra17x2 ай бұрын
Jay banjrangbali ❤😍
@ektasoni15153 ай бұрын
Again I am saying shubham is really good ❤keep it up bhaiya
@sanjaymh04733 ай бұрын
Lovely podcast ever🎉
@ashwathamaonbike42853 ай бұрын
Haan bhai inko bar bar bulao... Maja aa gya aj ka episode me... Withbnew experience... Har bar ekhi chij sun kr man bhar gyavtga
@lirdafernanded74573 ай бұрын
Nice session god bless him and god bless you all abundantly always
@Jf7341-q6i3 ай бұрын
Great experience
@Sanatani_hai5823 ай бұрын
Is bande ne sachai bhatai h... Shamshan me rehne wale hi sachai bta sakte h... Shamshan se pavrit isthan koi ni h... Har har Mahadev
@Dangeryt303 ай бұрын
Best podcast ever @Ashish bhai❤
@sumiash7-r6r3 ай бұрын
😊Yah podcast to bahut hi interesting tha.👍?
@kumarsontakki3 ай бұрын
Very interesting
@Canvas-ny2zo3 ай бұрын
This is the best podcast with best guest and we are expecting second podcast with same guest plz
@SufiyanSaifi3 ай бұрын
Abe bhai kisko pakad laye Yamraj ke paas time nahi hai atma nikalne ka 😅😂😂😂
@sharadgupta10443 ай бұрын
Sahi bol rhe h...
@ushasolanki73803 ай бұрын
भाई आज का पॉडकास्ट बहुत अच्छा लगा भाई साहब को दोबारा बुलाना बहुत बहुत मुझे अच्छा लगा प्लीज प्लीज इनको दोबारा बुलाया ना 👌👌👍👍🙏🙏
@jyotigothwal69523 ай бұрын
Maza a gaya inko or baar baar lekar aao bhot knowledge mili inse hame❤
@ivaanvlog35683 ай бұрын
Bahot hi mast video h , is bhaiya ko dubara bulao
@bhoraniyayashaswi90703 ай бұрын
Bhai Aap bahot hi achha kam karte ho.🙏🙏🙏🙏🙏
@jyotigothwal69523 ай бұрын
Bhot acha kaam karte hai ye 🙏bina kisi fayde ke
@Annushorts-13 ай бұрын
16:11 why is he showing middle finger to us 😂😂
@Asthafamily7563 ай бұрын
Bhaiya Maine itne horror podcast dekhe pr apka dekh k hi mjaa ata h❤❤🔥🔥
@nimeshsaini35643 ай бұрын
Pura hei... Pure h bhai ...hats off to him.. he is doing a great job.
@RSahu-v6u3 ай бұрын
Jai shree Ram 🎉
@SumanMehra-p3w3 ай бұрын
❤❤❤❤❤❤ Aaj ka podcast bahut Acha laga....❤❤❤❤❤❤
@chiraggoel34303 ай бұрын
Bhai one more podcast Ashish bhaiji ke sath
@Divyekmr613 ай бұрын
23:23 bro is stuck between AI and Ghost🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣
@AuthorDox1512.3 ай бұрын
23:26 Tatti kar aa deepak bhai koi ni..😂
@MannuSingh-g9x2 ай бұрын
🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣
@Jaspreetkour54313 ай бұрын
Right atma hamesha apke dimag keh sath khelti hai sach mein kisi keh bech nhi ati 😊👍
@MrJrsshorts3 ай бұрын
Real story hai bhai sahab darna mana hai
@EarnWithkunal73 ай бұрын
Aaj meri mummy ka birthday birthday but 0 Like 😢😢🎉😮😮😮😮😮
@SukrajSingh-ji1ex3 ай бұрын
8699329516
@honeysingh-lx2zc3 ай бұрын
Happy Birthday 🍰
@SPY19923 ай бұрын
Jaakr mummy k saath time bitao..yaha likes ki bhik mat maango
@GovindTiwari-ew7dj3 ай бұрын
Ara maata je ko mere aor sa Jai shree krishna jai shree redha aor janam din ke dharo badhiya .....gourav tiwari mathura vrindavan
@RanjeetSingh-sf3gj3 ай бұрын
Happy birthday mata g koh hamri tarf sae🎉🎉🎉🎉
@GouravDas-xx1vv3 ай бұрын
Banda Genuine Hai Accha laga Podcast
@rajuneelkanth21603 ай бұрын
भाई इस बंदे को दुबारा बुलाओ आज आपने सही बंदा लेकर आए हो जो रियल हकीकत बता रहा है ❤❤❤❤❤
@santoshgaire3 ай бұрын
ऐसा भी होता है।
@ThakorFulaji-r6r3 ай бұрын
@@santoshgaireहां🤩नो
@KokaniZ3 ай бұрын
Very Deep Podcast
@pratapsinghurfamit63583 ай бұрын
हर हर महादेव❤️🙏
@VishuKumar-q4q3 ай бұрын
Very nice video bhaiya ❤❤
@JaySingh-pe2xu3 ай бұрын
Sahi bolo rahe h ashish bhai
@Ram-t9u6d3 ай бұрын
GOOD INFORMATION ABOUT SOUL. MAY GOD BLESS HIM. ❤❤❤❤❤❤❤❤
@deepak80343 ай бұрын
बद्रीनाथ के पास माना गांव/ आसपास में मुश्लीम नहीं है !
@ThakorFulaji-r6r3 ай бұрын
🎉really😢
@priyanshu93163 ай бұрын
very big dhanyabaad to the guy for his precious work
@abhijitnagi3 ай бұрын
14:08 cooker ki seeti hai kya
@_Scientist_Forensics2 ай бұрын
I too heard a whistle ya aww what’s that sound Please get it checked Very very spooky
@abhijitnagi2 ай бұрын
@@_Scientist_Forensics it's a pressor cooker sound for sure
@DhaivatChauhan2 ай бұрын
Jai shree Ram Jai Hanuman har har mahadev 🙏🙏🙏🙏
@vaibhav381173 ай бұрын
Yeh hai sacha launda,100percent correct hai,bhai ko yeh sab nhi batana chahiye tha,He is100percent genuine
@sheetaltiwari38743 ай бұрын
🥳🎉krishn janamaastmi ki hardik shubkamnaye sab ko, lalaaa ap ko aur apky parivar pr krupa bnaye rky 🙏🙌radhe radhe
@bharatjatav49183 ай бұрын
Bhaiyo super show 🎉🎉🎉
@vinodrathod808003 ай бұрын
Bhai kya podcast tha best vapas bulana bhai❤️🌏
@NAKH-ik5cw3 ай бұрын
दीप वर्मा भाई को बुलाओ इस बार Deadpool सिद्ध करना बताएंगे 😅😅😅😅😂
@Good_habbit3 ай бұрын
Pehle mujhe laga aaj kisi bangladeshi cricketer ko Bulaya hai.... 😂😂