Sir could you please make a video about grouping How to group them into group 1 and group 2
@MasterofSounds6 ай бұрын
Okay I'll do it by the wekend
@MasterofSounds6 ай бұрын
kzbin.info/www/bejne/hXuYlZmeqauce5o Here you are ... specially for you
@stephendesouza4686 ай бұрын
Thsnk you sir
@fayyazahmedkhan5110 Жыл бұрын
Sir ji aadaab aap ke iss video se maine bahut kuch seekhaa hain. Bahut bahut dhanyawad sir ji 🌹🌹🌹
@MasterofSounds Жыл бұрын
Thank you so much ... aapne ye bol ke mere videos ke purpose ko saarthak kar diya hai. Abhaar aapka. Koshish rahegi ki jald hi aur bhi bahut saare videos laau jo ki pro audio se related ho aur hum jaise home pro audio lovers ko help kare ... thanks again
@MasterofSounds6 ай бұрын
kzbin.info/www/bejne/hXuYlZmeqauce5o
@fayyazahmedkhan5110 Жыл бұрын
Sir ji ye singing aur Recording best hai please bataiye. aur price kya hai
@MasterofSounds Жыл бұрын
Hi Fayyaz ji, Apan equipments zaroorat ke hisab se dekhe to comparision karna theek rehta hai ... aur usi hisaab se choose karte hai. Agar aapko 8 channels ki zaroorat hai, Built in FX chahiye, onboard recording in MP3 format, XLR outputs, USB connectivity to PC/Laptop, Using as a sound module (interface) aur LIVE me bhi use kar sake to kafi achcha hai ye. Mai phir bhi kahunga ki aap apni requirements pehle check kare .. aur phir compare kar ke decide kare. Adik jankari ke liye aap mujhse 9893373883 pe sampark kar sakte hai WhatsApp pe.
@fayyazahmedkhan5110 Жыл бұрын
Sir ji ye mixer maine kharid liya hai. Bahut badhiya hai super best voice quality hai ❤👍👌🌹
@MasterofSounds Жыл бұрын
@@fayyazahmedkhan5110 Thanks brother for such a lovely comment ... Mera channel aapke kaam aaya ye jaan ke mujhe bahut achcha laga .. aage bhi achcha karne ka prayaas jari rakhunga .. thanks for the appreciation
@fayyazahmedkhan5110 Жыл бұрын
@@MasterofSounds sir ji thanks 🌹👍
@jagdishrathiadj9907 Жыл бұрын
किया प्राइस होगा सर मिक्सर का
@sudeepmukerji Жыл бұрын
Iska price Rs21000/- lagbhag hai
@kishorebl5739 Жыл бұрын
Bhai orb 822..me karoke singing pe... Internal blutooth ka audio kaise aux stage monitor pe use hota hai... How to do it.. Through aux send me.. To stage monitor.... For me i require both vocal and music to hear in the stage for singers. Kindly help
@MasterofSounds Жыл бұрын
Bhai sahab ... aapka question samajhne me thoda waqt laga ... meri samajh se, jawab ye hai ki (1) Is mixer me Bluetooth se apan receive karte hai mixer me, send nahi kar sakte ... to bluetooth ka istemal khatam aapke purpose se ... OK (2) Aap aux (pre) jo ki Aux2 hai uska use karo stage monitors ko output dene ke liye ... aapka problem solved
@prameyofficial6347 Жыл бұрын
सर मेरा Ahuja का 350 Watt का पोर्टेबल ब्लुटुथ स्पीकर है या इस मिक्सर को मेरे स्पीकर को कनेक्ट करके गा सकते है क्या? प्लीज बताईए ताकि मुझे ये मिक्सर लेने में आसानी हो
@MasterofSounds Жыл бұрын
ji ... bilkul. Aap apne speaker ko XLR ya Jack pins se connect kar sakte hai. 100% kaam karega. Playback ke liye aap chahe to bluetooth bhi use kar sakte hai ... mobile etc connect karne ke liye
@prameyofficial6347 Жыл бұрын
@@MasterofSounds मैं कराओके शो करता हुँ तो शो के वक्त ये मिक्सर अच्छे से वर्क करेगा क्या या बैठ जाएगा मिक्सर
@MasterofSounds Жыл бұрын
@@prameyofficial6347 Mai khud bhi Professionally shows karta hu aur 100 se 150 logo ki party me mai ye mixer aur Studiomaster Clio154 use karta hu ... baki kuch baithe na baithe ... ye mixer nahi baithega ... provided sahi tareeke se use kiya jaye. Ye ek poori tarah se Professional kaam ke liye banaya hua system hai aur behtareen kaam karta hai.
@prameyofficial6347 Жыл бұрын
@@MasterofSounds ok
@deepakmusicproduction7399 Жыл бұрын
Long effect nhi aata sir
@MasterofSounds Жыл бұрын
Hi Deepak, Ji bilkul aata hai ... aap agar dhyan de to dekhenge ki jaise hi aap koi bhi effects set karte hai, to wo effect ON zaroor ho jata hai ... ab aage usko 3 knobs control karte hai ... pehla hai PARAMETER (Low se HIGH tak) ... man lijiye (for the time being - usko apan beech me set kar dete hai) ... ab aata hai effects ka fader, usko apan thoda high pe set kar dete hai. Teesra aur sab se important hai jis channel pe effects chahiye us jagah wala knob ... us ko agar aapko zyada effects chahiye to (11 bajne me panch) uper direction me kar de else paune nau ya lagbhag wala effects bahut badhiya kaam karta hai. Experiments karne me bilkul ghabraye nahi .... sabhi se ek guzarish ye hai ki hamesha aapke pasand ka effect pehle se hi taiyaar kar ke dhyan rakhe aur program ke waqt beech gane me effects bilkul na chede ... (jald hi ispe video bana raha hu)
@deepakmusicproduction7399 Жыл бұрын
Sir Mujhe Sound Line me 20 Years ho chuke Hain lagbhag me sare mixers use kar chuka hu but ye mixer me pichle 1 year se use kar rha hu but jesa effect mujhe chahiye besa mujhe nhi Mila abhi tak.. rytham jese hi start hota he effect ki deft hi khatam ho jati he
@deepakmusicproduction7399 Жыл бұрын
Studio Master ORB 1822... Ek or problem usb me recording bhi clear nhi aati
@deepakmusicproduction7399 Жыл бұрын
Company me bhi complan kar chuka hu.
@MasterofSounds Жыл бұрын
@@deepakmusicproduction7399 Ji, achchi baat hai experience hona ... mujhe bhi lagbhag 28 saal ho gaye isi line me. Aapko ek badhiya solution deta hu agar aap iske effects se santusht nahi hai ... aap insert ke through jo aapki pasand ka effect processor ho us ka effect add kar lijiye ... ho jayega aapka solution. Aur doosri cheez ... jab rhythm shuru hota hai to effects to mix honge hi ... (khatam nahi hota hai) ... aap test karne ke liye ... usi waqt effects ko khatam kar ke compare kar sakte hai. Ye to universally hota hi hai ... monitor headphones ka use kijiye monitoring ke liye aapko bahut labh hoga.
@prameyofficial6347 Жыл бұрын
क्या ये 6 चँनल में है
@MasterofSounds Жыл бұрын
Ye 8 Channel mixer hai
@prameyofficial6347 Жыл бұрын
क्या ये डिजिटल है क्या अँनालाँग
@MasterofSounds Жыл бұрын
Ye ek Digital/Analogue mixer hai ... aap digitally USB ke through input/output mil jata hai ... aap ko Analogue signals bhi mil jate hai regular XLR outputs ke sahare
@hasamukhbariya1751 Жыл бұрын
Price
@MasterofSounds Жыл бұрын
Rs.21000/-
@anilpatel5121 Жыл бұрын
Sutiomastar orb 822 par EFX no video banavo
@MasterofSounds Жыл бұрын
ji, bilkul thoda waqt dijiye jald hi banaunga aapke liye
@anilpatel5121 Жыл бұрын
@@MasterofSounds ok
@sudeepmukerji Жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/n6SVZ4ZogK-Uqpo ye lijiye ... aapke kehne par bana liya
@anilpatel5121 Жыл бұрын
EFX puro video banavo
@MasterofSounds Жыл бұрын
Ji ... Efx, recording aur inserts ko leke aur banana hai ... jald hi banake post karunga
@sudeepmukerji Жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/n6SVZ4ZogK-Uqpo
@MasterofSounds6 ай бұрын
kzbin.info/www/bejne/hXuYlZmeqauce5o ye function bhi dekhiyega