aj kal bohat sara varient ha lgv60 ma please guide me
@TravelAnimation-u4r3 күн бұрын
bahi lg ka charger kon sa use karta hoo koi charger nahi lgta lgv60 ka satt
@divergentgaming43242 күн бұрын
Bro me EERO ka charger use krta hon 27 W Ka hai acha charge krta hai
@TravelAnimation-u4r4 күн бұрын
lgv60 ka kon sa varient acha raha ga kosh lod kahta ha ka softbank sai raha ga ya koi or kah raha bahi ap lgv60 use karta ho or gaming karta ho pubj khalta ho or camera bi use karta ho is ap sa pocha tha ka kon sa varient sai raha ga sab cheezoo ka liya jis ma koi issue na hoo
@divergentgaming43244 күн бұрын
Dekho bro LG V60 me total 4 variant ate Hain Jin me 2 japanese aur 2 American hote Hain. Jo japanese wale Hain unme ek docomo aur dosra softbank Wala hai aur Jo American Hain unme ek Verizon aur dosra T mobile hota hai. Ab baat ATI hai k in mese acha Konsa hai to Bhai ye sab same hote Hain in me koi fark nai hai ye jast unki companies ke name hai jese Pakistan me jazz aur zong Hain wese Japan me softbank aur docomo Hain aur america me Verizon aur T mobile Hain bas fark itna hai ke softbank Ka taxe Kam hai islye wo official PTA approved ho jata hai aur Baki teno Ka taxe zyada hai islye wo patch ho jate hai Baki performance me koi fark nai hai aur late waqt ek baat Ka zaroor khayal rakhna ke ache se check krna charge kr k bhi dekhna Kyu ke aksar Ka charging base kharab Hoti hai aur wo bohat slow charge krta hai Baki camera, charging time aur fingerprint sensor bhi check kr Lena chahe 1 ghanta hi Kyu na lag jaye Baki me to yahi Kaho ga ke apko official PTA approved mil jaye to zyada acha hai. Baki performance sab ki same Hoti hai in me koi fark nai hota Jo refurbished hote Hain unki performance achi nai Hoti. Thanks for watching videos 😊