Рет қаралды 79
Ye Hai Bharat ka sabse purana Sehar Kashi iske 2 Or b naam hai Banaras or avi Isse Varansi kaha jata hai . Or Yaha pe Birajman hai Baba Vishwanath. Kaha jata hai mata parvati ke sath baba yaha khud rahne aaye the . Or ye jagah Mahadev ko b kafi pasand hai .
Yaha pe aane ke liye apko Bharat ke kisi b sehar se Direct Train ki subhida mil jayega . Ap Varansi aa kar Mandir ke pass ya Ghaat ke paas room le kar apna stay bana sakte hai . Or agr apko Mahadev ka darshan jaldi karna hai to ap subha subha Maa Ganga me shaan kr ke mandir ke or chale jayiye . Waha pe apko apne mobile rakhne ka b subhida banaya gaya hai .
Baba Vishwanath ke darshan ke baad ap waha pedal hai kaal bhairav nath ji darshan ke liye nikal jayiye . Kahte agr ap baba ke darshan ke yaha nahi aye to aane ke koi faida nhi hota hai .
Your Queries
Kashi Vishwanath Temple kase jaye
Baba vishwanath dham darshan
Vishwanath darshan kaise kare
Varanasi kase jaye
Varansi kab jaye
Varanasi jane ke sahi time ky hai
12 jyotirlinga darshan kaise kare
Varanasi jyotirlinga darshan
Varanasi mandir
Kal Bhairav nath Darshan kaise kare
Vishwanath se kal Bhairav
Banaras jane ka sahi time
#kashivishwanathliveaarti
#varansi
#banaras
#mahakal
#jyotirling
#12jyotirlingadarshan
#12jyotirling
#12jyotirling_darshan
#harharmahadev
#kashitour
#kashivishwanath
#kashi
#maagangadarshan
#youtube