Bahut hi achchi Tarah se , ekdum clear karke bataya hai...
@RenuKharkwal-o3uАй бұрын
Jai MAA vaibhav Lakshmi maine bhi apna udhyapan kr diya ab bus maa ab jaldi se hummari manokamana puri kre
@cultureapnano.1hai Жыл бұрын
Radhe Radhe Jai Shree Krishna, Jai Shree Lakshmi Narayan 🙏🙏🙏🙏💖 very nice and simple video
@biswajitjash6801 Жыл бұрын
Mam main khara hoke MAA ki puja kar sakti hu plz reply soon
@RasmiSaini-rf5rfАй бұрын
Jay Shri Radhe Radhe
@xamndassbintervwugcnetphyeduАй бұрын
Aur bta ki hawan vidhi hum khub krsakte h ya brahman ji ko bulana hi hota h
@jayantamitsisodiya13572 ай бұрын
maa laxmi meri manokamna bhi jld se puri karna ap m bhi bhut dhoom dham se apke vart ka udhyapan karu
@dafdaharshag.4394 Жыл бұрын
जय श्री कृष्णा राधे राधे दीदी आप वैभव लक्ष्मी का व्रत करते हो🙏🙏
@PreetiYadav-jm8vb6 ай бұрын
Jay shree Krishna radhe radhe 🙏🏻🙏🏻
@AdityaThakur-sj6hk Жыл бұрын
Heram ka day to night routeen ka video bna do na mam please please
@rajsoni229811 ай бұрын
Shri Radhe Radhe
@nidhi5740 Жыл бұрын
Thank you so mch😊
@nikhilgaur39932 ай бұрын
Apne kaha tha haldi or mahavar lagana hota h to mahavar to per me lagega lekin haldi kese lagana h pls kya ap bata sakti h mujhe bhi udyapan krna h
@sushmarana5613 Жыл бұрын
Radhe radhe🙏
@piryankasingh30528 ай бұрын
Thankyou so much dii
@swatiaggarwal3364Ай бұрын
Radhe radhe. Udhyapan k baad, jisne udhyapan kiya h kya wo prasad k saath khana b khate h us din?
@LaxmiSah-dc5hj6 ай бұрын
Jay maa Vebhav laxmi Maa Jay mata Di Agar bart ke sankhiya kirshna pakx me pure huye to kya Krishna pakx me udapan karsakte hi
@abvideos9562 Жыл бұрын
Jy maa vaibhav Laxmi mata ki jai ho
@xamndassbintervwugcnetphyeduАй бұрын
Radhe radhe aunty manokamna puri hone k baad hi udhiyapan krna hota h wait krein manokamna puri hone ki hena aunty
@Professionalgaming249 Жыл бұрын
राधे राधे दीदी दीदी मैंने ऑनलाइन लक्ष्मी नारायण की प्रतिमा मंगवाई थी तो आज उनको पंचामृत से स्नान करके मैंने मंदिर में विराजमान किया है तो दीदी ठीक किया ना या एकादशी वाले दिन विराजमान करने और दीदी मेरे तुलसी के पौधे में शालिग्राम जी मिट्टी में निकले थे तो उनको भी मैंने मंदिर में विराजमान कर
@rajsoni22988 ай бұрын
Jay Ho atirikt Meena
@Professional28 Жыл бұрын
Radhe Radhe ji
@kmaanchal747311 ай бұрын
Jai vaibhav ma Laxmi mata ji
@PreetiSingh-wn5op Жыл бұрын
Very beautiful video... Thank you Di 🌹Jai Maa Vaibhav Lakshmi 🌹
@pahchanchaudhary9395 Жыл бұрын
Radhe radhe didi nice
@YashikaTanwar-m3j Жыл бұрын
Jai Ma Vaibhav Lakshmi ji ki🌼🏵️🌹🌹🌼🏵️
@shimmergirl646121 күн бұрын
Kya udyapan me pregnant lady ko bula skte hain kya?
@mithughosh101 Жыл бұрын
maha laxmi vrat me chawal ka khir kaise chade ga
@pinkijain889011 ай бұрын
Radhe radhe didi Didi ek hi ghr mein 2 mahila ek sth vrat kar skti h kya
@paramjitwadhwa9329 Жыл бұрын
Radhe Radhe
@prabha36 Жыл бұрын
Jai ma Laxmi 🙏🙏🌹
@RanitJana-in2dv9 ай бұрын
Jai Maa Lakshmi mata
@SumitDixena-lh9hz Жыл бұрын
राधे राधे दी
@sureshpal8825 Жыл бұрын
Jai maa vaibhav lxmi🙏🏻🙏🙏
@aryalparu712111 ай бұрын
jay bhaivav laxmi mata🙏🙏
@tinapoddary4392 Жыл бұрын
Didi, havan sirf udhyapan ke din karna hai ya roz vrat mai karna hai pls Batayen..
@rumagoswami7291 Жыл бұрын
Jai maa vaibhav laxmi
@alkarani6469 Жыл бұрын
Radhey radhey
@SuryaakantBhingardive Жыл бұрын
जय लक्ष्मीनारायण
@SangitaSatvir9 ай бұрын
Jay man Lakshmi
@manishabansal7809 Жыл бұрын
RADHERADHE
@eklavyabugalia6334 Жыл бұрын
Jai Maha Lakshmi Ji 🙏👌
@neelamvashisht5800 Жыл бұрын
Radhe radhe❤❤❤
@RajputaniQueen-pz2ce3 ай бұрын
Baibhaw lakshmi ka vrat karne ke liye us din bal dho sakate h n please reply me
@priyarai86882 ай бұрын
Kya 23 august shukal paksha ka shukarvar hai is tareekh se vrat start kr skte hai agr nhi to kb se start kru pls btaye ?🙏
@shagunpandey4121 Жыл бұрын
Jay Shri Radhe Radhe didi ji 🙏
@vineetah954 Жыл бұрын
Jai Maa Vaibhav Laxmi 🙏🙏🌺🌺
@mamtasharma3476 Жыл бұрын
9 suhagine ho to bhi une bhi bhojan Kara sakte hai?
@anjubedi32226 ай бұрын
Mere vart ka udyapan ekadashi ko hai toh kya mai rice kheer ki jagah pe sabudane ki kheer bna sakti hu? In hindi
@saritasrivastava84298 ай бұрын
Jay mahalakshmi maa 🙏🙏🌹🌹
@poonam47697 ай бұрын
Thanks for this video mam.. Mere ek question hai mam. Kya hm is vrat main khtta kha skte hai.. means sbji ma tmatar ya fir udhyapan k time sbji main tmater dal skte hai kya. or age ekadshi k din shukrvar ho to kya hm kheer ka bhog lga skte hai.
@lifeofHimanshi7 ай бұрын
Ha
@shaliniaashishsahu5953 Жыл бұрын
Di mai married hu kal udhyapan krungi to mai bchho ke liye saman lekar aa gyi hu kyoki book m likha h dono ko khila skte h navratri bhi h to bchhe k liye mn kiya to kya m glt kar rhi hu plz btaiye kal hi udhyapan h
@Professional28 Жыл бұрын
Jai maa laxmi 🙌
@mohanisingh5689 Жыл бұрын
Di udyapan khi bhi kr sakte h kya
@seemayadav3982 Жыл бұрын
जय मां वैभव लक्ष्मी 🙏🙏🙏🙏
@lakshyaagrawal329 Жыл бұрын
Jai laxmi ma
@VanshGaba-k6s Жыл бұрын
Radhhe radhhe maiya 🤗
@nachitakumari8185 Жыл бұрын
Jai maa laxmi🙏
@storyseekersofficial0.12 ай бұрын
Ma'am kya jab tak manokamna purn nahi hoti tab tak vrat krna hai ya 21 baar kr ke manokamna purn hone Tak chhod dena hai jaisa ki aapane bataya ki aap 2 sal bad udyapan kar rahi hai to kya 2 sal Tak aapane Vaibhav Lakshmi vrat karte Rahe hai? Please reply dijiyega
@parulsharma53722 ай бұрын
Plz rply
@TravelsLoverHemantSharma8 ай бұрын
Jai Mata Di Madam mene vaise to 2012 me bhi kiye the Vaibhav Laxmi Ji ke Vrat. Covid-19 ke during meri job chali gyee thee to Mata Rani ka hukam hua to mene 101 Vraton ka Sankalp kia aur 101 to vaise hi pure ho chuke hain mere vrat. Kiuki meri job Dubai me lag gyee thi even mene vahan par bhi vrat kiye hain par vahan par udyapan aise nahi ho sakta jaise India me hota hai. Abhi mujhe sirf itna yaad nahi aa rha hai ki Udyapan mein jab Ladkia bulaate hain tab Navratri ki tra Puri chane ka prasad dia jata hai ya ya normal puri kheer and kasaar.
@Storont-y4q2 ай бұрын
Agar kisi karan se Friday ko wrat nhi rakh paye to us din kya khana chahiye or kya nhi? Please reply me
@triptiagarwal434210 ай бұрын
Radhe Radhe
@ritushurvanshi7798 Жыл бұрын
bhut accha video
@rishukumari269619 күн бұрын
Ham 11 kiye the toh kya 11 katha ki pustak batni hogi ya 7 v chal skta h
@moonlightcookingandmehendi2974 Жыл бұрын
Hello di agr 11 vrt ka snklp l to udhyapn 12 ve vrt k din krna h kya ya wish puri hone k bad krna h plzzz btaye
@sarthakvermaprayagraj3301 Жыл бұрын
Ma'am please mangalwar vrat ke vidhi bataya, men kasa kara ,aur kya is vrat ke puja mandir ma kar sakta ha 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
@lifeofHimanshi Жыл бұрын
Ok
@Sapana-s2v10 ай бұрын
❤
@paramjitwadhwa9329 Жыл бұрын
Ram Ram ji
@vaishalikhandelwal6191 Жыл бұрын
Didi Kya Kanya ko bula sakte hain ya sirf married ko bulana hain? @lifeofhimashi
@vaishalikhandelwal6191 Жыл бұрын
@lifeofhimanshi Pls reply
@__a__675710 ай бұрын
Udhyapan me khane bali suhagno ko bhi vrat rkhna pdta hai kya puja smnpan hone tk??
@lifeofHimanshi10 ай бұрын
Nhi
@hey2566 Жыл бұрын
Mam maine 4 sukerwar ki h uske baad sasu maa deth kr gye to ab kya 12 maine ke baad se 5 WA sure kru. Yang barkhi ke baad krna hoga.
@lifeofHimanshi Жыл бұрын
सावां महीने के बाद व्रत शुरू करें
@bankeybiharivlogs24915 ай бұрын
Mam kuare ladke ye vrat kr skte h
@sweetgangyoyo7912 Жыл бұрын
Jay Mahalaxmi
@chanchalkashyap187926 күн бұрын
Ager kawari ladki vart rakhti hai to kya suhagan aurat ko bulana chahiye ya kaniya ko zeemana chahiye pls bataiye or kaniya ko suhag ka saman dena chahiye ya nhi
@NehaSharma-yu5mv8 ай бұрын
Kya udyapan maayke me bhi kr sakte h......kyunki sasural me suhagin 7 nhi mil rhi
@lifeofHimanshi8 ай бұрын
Ha
@Sharmafamily786 Жыл бұрын
Didi jitne vart kiye h otni suhagne bulana jroori h kya
@lifeofHimanshi Жыл бұрын
Ha
@monikavinod5764Ай бұрын
Mam aapne kha hai vdo mein k aapne 21 vrat kiye fir aapne 7 suhagan ko h kyu bulaya 21 ko kyu nhi ?@@lifeofHimanshi
@sakshigupta3280 Жыл бұрын
Jai maa laxmi
@SumanSingh-eb1fn Жыл бұрын
इस सावन से क्या व्रत रख सकती हूं जवाब दीजिएगा क्यों की इस बार दो सावन लगने वाला है मलमास इसमें व्रत शुरु कर सकते हैं कृपया करके उत्तर दीजिएगा जय मां वैभव लक्ष्मी
@lifeofHimanshi Жыл бұрын
मलमास में कोई भी व्रत शुरू नहीं किया जाता मैं आपको वीडियो में किसी न किसी वीडियो में इस बात की और मैसेज जरूर दूंगी कि कब से आप सावन के व्रत शुरू कर सकते हैं जय श्री राधे
@bankeybiharivlogs24916 ай бұрын
Mam agar ldka kre to kitne log ko kilana h
@bhartijha8596 Жыл бұрын
🙏🙏
@KundanSingh-xo7wj Жыл бұрын
Agar suhagin stri nhi mile to kya kanya ko bula sakte h
@shyamdewani5769 Жыл бұрын
Radhe Radhe mam agar ladki vrat kre to udhyapan main ladki ko bhojan karate hai please bataeye
@lifeofHimanshi Жыл бұрын
Ha ji
@pushparavi3199 ай бұрын
Hii di amawas k din Friday pad Raha h kya us din udhyapan kr rakte h..
@lifeofHimanshi9 ай бұрын
Ha
@pushparavi3199 ай бұрын
@@lifeofHimanshi thnx didi ...
@urvashisharma2403 ай бұрын
Saavan me Laxmi ji ka vrat udhyapan kar sakte h?
@lifeofHimanshi3 ай бұрын
Nhi
@mnworld85035 ай бұрын
Aap udyapan ke din kya kya banae the khana mein please bataen Adrak lahsun Ka use kiye the Ki Nahin
@lifeofHimanshi5 ай бұрын
पुरी आलू की सब्जी और खीर बनाना बहुत जरूरी होता है लहसुन प्याज का प्रयोग करना निषेध है
@mnworld85035 ай бұрын
Thank you
@rashidailyvlog7209 Жыл бұрын
Jai maa LAXMI NARYAN 🙏🙏🙏🌺🌺
@rashidailyvlog7209 Жыл бұрын
Mai bhi maa vaibhav laxmi ka vrat karna chati hun to kriapaya karke mujhe bataye kb se vrat karna chahiye
@hey2566 Жыл бұрын
Jay maa laxmi
@biswajitjash6801 Жыл бұрын
Didi kya main khara hoke Maa ki puja kar sakti hu plz reply
@lifeofHimanshi Жыл бұрын
पूजा-पाठ अपनी सामर्थ्य के अनुसार किया जाता है आप बैठ सकते हैं तो बैठ कर दीजिए खड़े होकर अगर आपको कंफर्टेबल लगता है तो खड़े होकर भी आप कर सकते हैं राधे राधे
@ankurjain40854 ай бұрын
Mai apne vrat ki ginti bhool chuki ho ab kya kre mai vrat aese hi karti rhu kya
@lifeofHimanshi3 ай бұрын
Ha
@sanjayverma6900 Жыл бұрын
Didi sabji kiski banaye the
@lifeofHimanshi Жыл бұрын
Alu
@dhirajkumarsinghsingh53654 ай бұрын
Mata Ko jo bhog lagate hai vo usi din khya jata hai ya next morning me kha skte hai
@lifeofHimanshi3 ай бұрын
Us hi din
@kshitijagrahari6834 Жыл бұрын
खीर के साथ पुरी भी खीलाते है क्या
@lifeofHimanshi Жыл бұрын
Hmm
@koushikpadhan53036 ай бұрын
Radhe radhe didi 🙏didi main bhi baivhab laxmi vrat karungi didi main ek rented quater main reheti hun didi maa ko jis jagah baita kar puja karenge agle din unhe us sthan hata kar phir next Friday ko baithange or puja karna hai ya 11friday Tak unhe hatana nahi hai di plzz reply kijiga
@tulsisahu51505 ай бұрын
Ap puja Krke hta dena fir uske bd next Friday fir se baithana ar puja krna aise hi krte hai ar jb apk jruri kam hai ky ku6 krn nhi kr paa rhe puja to koi dikkat nhi hai bs ab jis jagah puja krte wahi jb vrt rkhe tb hr Friday wahi krna hai baitha kr
@koushikpadhan53034 ай бұрын
@@tulsisahu5150 thank you so much dii
@diya1271 Жыл бұрын
jai maa baibhav laxmi
@anitaghetiya6502 Жыл бұрын
Jay matadi
@Anukumari-my4py Жыл бұрын
दीदी मेरे घर में सुबह चार बाजे से छह बजे तक पानी आता है तो बीना नहायें हम पीने वाला पानी भरते है तो fast में पी सकते हैं please reply 🙏
@lifeofHimanshi Жыл бұрын
Nhi
@rollipatel3 ай бұрын
Man saf hona chahiye baki sub acha hoga
@samjanapoudel92542 ай бұрын
Suneye ne udhapan ke din 7 sauvagya nari vela nahi karsake tey kaya karna chaye
@ranvijaykumar4620Ай бұрын
उद्यापन उद्यापन कब करें 11 शुक्रवार को या 12 शुक्रवार को
@nilimasingh86834 ай бұрын
Apne ky khilaya h
@PawanKumar-uh6oy Жыл бұрын
Nariyal kaise chadhana h
@Gamer...Id....11 ай бұрын
Didi udhayapan ky 21 wa Friday ko Krna h ya 21 karke 22 wa me Krna h please reply
@brijeshmishra53406 ай бұрын
21jis Friday ko ho usi din karna hai
@artisharma47694 ай бұрын
Mene Jo manokamna mangi thi wo puri ho k b nhi hui to me kya udhyapan kru ki nhi
@lifeofHimanshi3 ай бұрын
Ha
@rubychowdhury661211 ай бұрын
Kya 21 shukrabaar hone baad 22shukra baar karna padta hai
@lifeofHimanshi11 ай бұрын
22 उद्यापन किया जाता है
@culinarysewingskill84597 ай бұрын
Agar suhagin y kannaya na ho toh Udyapan ka koi or treeka h ?