[Live Hajj-24] Mina me Haji Pareshan Kyo? | Why Mismanagement in Hajj 2024? |

  Рет қаралды 80,407

Aftab Footnotes

Aftab Footnotes

Күн бұрын

Пікірлер: 613
@madihawaqas6410
@madihawaqas6410 6 ай бұрын
Im from Pakistan and performed Hajj last year, i have seen crying Indian uncles and aunties the big problem is sending these old people alone also please guys be with your parents don't send them alone, wahan pe sub barriers and hurdles sub bht hain bechare raste me gum hojare, Allah pak tamam Hujjaj Ikram ki nusrat farmayen ameeen
@bubblie_sweetiemahtab2066
@bubblie_sweetiemahtab2066 6 ай бұрын
Sahi kaha
@AareshaQureshi
@AareshaQureshi 6 ай бұрын
Hum bi Hajj pr hai is waqt..... Yahi advice h hamari bhi ki plz don't send old people alone, bahut mushkil hota h unke liye....
@easytheories
@easytheories 6 ай бұрын
Same recommendation
@madihawaqas6410
@madihawaqas6410 6 ай бұрын
I have seeen many Pakistani volunteers on my way to Mina from Muzdalifa, hum b kho gaye the but bhala ho volunteers ka unho ne acha guide kia or Pakistani volunteers Hamare Indian bhai behen ko madad krhe the sub ek hogaye Hajj pe SubhanAllah ❤
@remyjaorawala2804
@remyjaorawala2804 6 ай бұрын
Na voleenters r Pakistani na Madad laynar Indian hotay hay yah sub insaan hay ALLAH ( SWT) k mehmaan hay , madad karnaywalao may insaniyaat baki hay , madad karna bhi ek neak ibaadaat hay , JazakALLAH khaira , govt ko chhoro bus dilo k rishto ko joro , Ya ALLAH ( SWT) madad Aameen
@nomanshahzadworld
@nomanshahzadworld 6 ай бұрын
ہم اک ہیں کلمہ کی بنیاد پہ الحمد للہ
@28149
@28149 6 ай бұрын
Yes bilkul sahi , India ke volunteer aur moullim kahi nahi dikhte
@HaniHani-mh3kw
@HaniHani-mh3kw 6 ай бұрын
Nahi ma'am ap hamari hajj ministry k page k comments read kry is dafa Pakistani volunteers b apni hajj mey busy thy yaay sab hum Pakistani k sath b howa hai hajj days mey koi volunteers nahi mily Allah hidayat dein hamari ministry walo ko.
@ozairfashahmad443
@ozairfashahmad443 6 ай бұрын
Pakistani bahot help kiye humne dekha..main bhi hajj pe hun
@adilaasim8934
@adilaasim8934 6 ай бұрын
allah sub haji ke hajj ko qabool kare or gayab se maddad kare allah😢
@mrcan3138
@mrcan3138 6 ай бұрын
India haj commitee zimmedari hai
@ummi4atfaal
@ummi4atfaal 6 ай бұрын
Aameen
@saheelatarannum1992
@saheelatarannum1992 6 ай бұрын
Ameen..
@faridashaikh2443
@faridashaikh2443 6 ай бұрын
Allah taalah saarey hajiyon ki madad karen ameen 🤲Aftab bhai aapko Allah zajaye khair de ameen 🤗
@AfiyaShaikh-yt3ln
@AfiyaShaikh-yt3ln 6 ай бұрын
Aameen🤲
@secretingredientskitchen5153
@secretingredientskitchen5153 6 ай бұрын
Allah raham kare aur Allah sabka hajj qabool kare
@mughalhome1761
@mughalhome1761 2 ай бұрын
بالکل ٹھیک نقشہ کھینچا آپ نے ہمارے ساتھ بھی یہی ہوا8ذوالح کو عصر کے بعد بسیں لینے آءی وہ بھی بہت احتجاج کے بعد اوراس دن ہوٹل میں کھانا بھی نہیں ملا اور ہمیں ہمارے خیمے بھی نہیں ملے اور ہم انڈیا' سے نہیں پاکستان سے ہیں ہمارے ساتھ بھی کوئی معلم نہیں تھا ہماری بلڈنگ 905 بطحا قریش میں تھی
@irfankhatri4276
@irfankhatri4276 6 ай бұрын
Allah Hasan Kare Allah Ki madad aur Allah Farishte ke jarie unhen unke Sare khane Peene Ka intejaam pahuncha Dega Ameen❤❤❤
@Truth857
@Truth857 6 ай бұрын
Allah sab hajiyo ky liye asaani karay hajj mai
@lemonmax5049
@lemonmax5049 6 ай бұрын
I performed hajj in 218, Pakistanis helped Indians and other people of every country
@drmohammedismail3539
@drmohammedismail3539 6 ай бұрын
Allah sbhi Hajiyo ki mushkile Aasan kre or Aapko is kam ke liye Allah aapko jzaekhair de Aamin🤲🤲yasmin/india /Rajasthan
@SajdaParvez
@SajdaParvez 6 ай бұрын
Allah hmarya hajiun ki madad ffarma
@YasmeenMansuri-zq1lg
@YasmeenMansuri-zq1lg 6 ай бұрын
ALLAH sabr or himmat ata farmae. Hajiyo ko. In k tufail tmm hajiyo k haj qubul farmae. Aameen. Magar barso se sun rahe hai, india k hajiyo k bare me. Same preshani.
@khanam-k9z
@khanam-k9z 6 ай бұрын
Bhai mere aap bahot achcha kam karte hae allah pak sila dega
@basirahmadmeman4827
@basirahmadmeman4827 6 ай бұрын
Behtrin work... Salam he aapako....
@Habeeba.yousuf
@Habeeba.yousuf 6 ай бұрын
I confirmed from my maternal aunt who is in hajj now. Alhmdl they are happy and fully satisfied with the services itseems.. They didnt face anything. May Allah ease the affairs of those who are really getting troubled in Hajj.. Aameem
@newhope9197
@newhope9197 6 ай бұрын
Which state? What travel?
@Habeeba.yousuf
@Habeeba.yousuf 6 ай бұрын
@@newhope9197 Telangana, Hajj committee of India.
@ummi4atfaal
@ummi4atfaal 6 ай бұрын
They must have vip package
@seemakhan1091
@seemakhan1091 6 ай бұрын
Don't judge with 1 building hum bhi Yaha hajji hai hum bhot pareshani utha Rahe hai
@farahsiddiqui2097
@farahsiddiqui2097 6 ай бұрын
We are alsi in vip cota...but service is very bad...allotted mina camp is overcrowded...food service area is very small and rushed ..Nigerians are all over outside our camp like in vip cota....no volunteer is available thats why we never reached to our mina camp....we spend night on road and return to our hotel...bad management by saudi government
@suffiankhan7643
@suffiankhan7643 6 ай бұрын
Sahi kha bhai bhuka piyasa insaan kaise ibadat karega or kaise tawaf krega
@baharkhan3368
@baharkhan3368 6 ай бұрын
Alhamdulilah koi Haji bhuka Piyasa nhi h ..Mai khud yaha maujood hu ..Haa transportation m thodi problem aai
@Vlogyourcity
@Vlogyourcity 6 ай бұрын
Allah tala tamam hajiyon ko Sabr ata farmae
@zareenakhan6822
@zareenakhan6822 6 ай бұрын
This all vedioes are true ,yes we suffered a lot ,I am with you,,may Allah bless you and make your voice to reach the people of HCOI. They are very careless
@sonuraju6668
@sonuraju6668 6 ай бұрын
India ki jo hajj comunity Hain unhe in shikayton ke tawajjo Deni chahiye aur is ka kuch hal nikalna chahiye ALLAH taala hajiyo ki tamaam pareshaniyon ko door kare aur un ke hajj mei Aasani farmay aameen ya Rabbul Aalmeen jazakallah hu khairan Aftab bhai
@englishclasses8790
@englishclasses8790 6 ай бұрын
Allatala saab hajiyo ki madad karre aur hiffazat karre ameen
@Ktnisma
@Ktnisma 6 ай бұрын
Allah taala hajiyon par rahem kare aur unki madad kare
@mohdbabarhussain3774
@mohdbabarhussain3774 6 ай бұрын
Masha Allah aftab bhai bahut umda bole aap ।
@jeelanik8623
@jeelanik8623 6 ай бұрын
Ye bilkul sahi hai
@Zabi_Uddin
@Zabi_Uddin 6 ай бұрын
Very true . I agree on whatever Aftab bhai said in this vedio . Indians Hajjis faced many problems specially older people and womens.
@moinoddin
@moinoddin 6 ай бұрын
Allah Sab Haji ko Asan Farmaye... Allah Sabr Atha farmaye.. jimmedari logongku hidayat de
@aadelabdul8276
@aadelabdul8276 6 ай бұрын
tyugtfdrd6yf4😢Yygyggg lollipop opportunities iu23333t😢❤😅😢😢😢😢😢😢😢😅😅😅😢
@sarrte299
@sarrte299 6 ай бұрын
Assalamualaikum bhai aap bahut Nek kaam kar rahe hai Allah paak hajiyon ki madad farma Aameen summa Ameen
@zeba5008
@zeba5008 6 ай бұрын
Hum b haj kar rahe hai haj committee ke through Bohot pareshni ka samna karna pada hai . Mina ko leke jaane ke liye b bohot late kare hajio ki neend hi nai 3 din se Mina ko lejane ke liye raat bhar jaage Phr mina se Arafat jaane ke liye raat bhar jaage Phr Arafat se muzzdalifa jaane bhi raat bhar jaage Aur sab se zyada mushkil safar to jamarat se wapas mina aane ka tha Maximum log dhoop me pareshan bhatak rahe the kisko apna tent nai milra tha Bohot sare log bimar hogaye dhoop se ....pani bhi nai milra mina jaane raste me . Allah aasan kare sab ke liye Aur do din hai isme sab ko takhat aur himmat de Aameen
@SidraTahseen-tn1ug
@SidraTahseen-tn1ug 6 ай бұрын
Bilkul sahi kaha apny hmre sth b yhi hoa hy pani nh mil raha tha rasty b bnd thy
@hasinpatel486
@hasinpatel486 6 ай бұрын
Thank you so much for kind information
@rizkhan756
@rizkhan756 6 ай бұрын
Bilkul sahi bol rahe ho aap.. Ummed thi ki is baar thoda sa achcha intezam ho paega. Lekin is baar to or bhi zyada pareshani ai he.. Allah Sare hajiyon ke liye asaani farmae
@myzen123
@myzen123 6 ай бұрын
Assalamualaikum, Bilkul sahi concern hai. Indian haj committee ko immediately action lena chahiye. Mere bhai bhabhi bhi gaye hai aur pareshan ho rahe hai.
@ParveenKauser-g2s
@ParveenKauser-g2s 6 ай бұрын
Allah hajiun per rahem farma aur unki madad farma
@mohammeddilshad8677
@mohammeddilshad8677 6 ай бұрын
Well done bhai Allah dekha raha hai. Allah ap ko jazailhair dai.
@humaali5207
@humaali5207 6 ай бұрын
hujj name hi sabar ka h or usi ka zyada ajar h jis p sabar kiya gya ho.. Allah pak hamara sabar bhi agr qabol krlen tu is sy barh kr kuch nhi.. Allah asani ka mamla farmaey sb hajion k liy
@shaheenkhan7527
@shaheenkhan7527 6 ай бұрын
Iska matlab ye nahi ke khana pani na mile aur kai kilomiter chalna pade main bhi ayi hun hajj par magar indian kheme me jo badhali thi beinyeha thi sabr hi kiya ....paki napaki sab jheli
@abc-rj5pc
@abc-rj5pc 6 ай бұрын
hm bhi is saal hajj comittee of india se hajj pr aye hain r aap ki report se 100%ittefaq rakhte hain hr jaga hr muqam pr sirf preshani r taklif hai
@maqsoodahmed1258
@maqsoodahmed1258 6 ай бұрын
سچ میں ہر جگہ پر پریشانی اور تکلیف، سعودی پولس کو کچھ مینرس سیکھنے کی ضرورت ہے، انتہائی بد اخلاقی سے پیش آتے ہیں
@jasmintumbi6782
@jasmintumbi6782 6 ай бұрын
Aftab bhi allha aapki ye nek kidmet ko kabul karega aur aapki avaj ko unlogo tak jarur phocha ega bhot bhot sukriya aap jese navjavano ko allha pak kabul farmaye ye hem maa ki dua hi aameen
@manankhattakkotlikalan524
@manankhattakkotlikalan524 6 ай бұрын
Same problems faced in my 2023 journey very sad not only for indian peoples pakistani also face it regularly but remembered that kind of problems just in mina only where lack of facilities overcrowded tents and less water in arafat every things will be fine ...
@hassleshaky7823
@hassleshaky7823 6 ай бұрын
Sahi kah rahe hai aap last year bhi jab hm log hajj2023 m gaye the to bahut c pareshaaniyo k saamna hua or hmaare maktab m to cylinder bhi phat gaya tha kitchen m. Muskilaat pesh aayi thi Bus Allah ne hajj complete krwa diya
@madihawaqas6410
@madihawaqas6410 6 ай бұрын
Bhai ap ne Hajiun k dard jo apna samjha, apki awaz me bht dard mehsus hua Allah pak apko ajar de or Hujjaj Ikram ki kamil Nusrat Allah pak farmayen ameen😢
@SNaushadS
@SNaushadS 6 ай бұрын
Shukriya ye post karne ke liye. Hum 2023 me gaye the. Same situation thi. Jab bhi agar apne trainers se feedback share karte to “sabr” kar ke mu band kr dete. Agar yahan ke log genuine basic complaint ko seriously le to aafiyat ka mamla ho. Indian haaji luxury nahi chaahta bas aafiyat chahta hai.
@ishratajmeri3435
@ishratajmeri3435 3 ай бұрын
Sahi kaha. Basic complaint me bhi yahi kehte he aap sabar kare aap hajj k liye aaye ho.
@nazmahakeem3255
@nazmahakeem3255 6 ай бұрын
Ekdam sahe hae sab baat.mae khud hun Haj pe
@khawajaghareebnawaz7479
@khawajaghareebnawaz7479 6 ай бұрын
Al hamdo Lillah, Me bhi hajj kia iss saal ,thodi pareshani zaroor hui he , Per Alhamdo Lillah, achchha raha, Indian pakistani ne aksar jagah ziyadah kiraya mange Jabki Arabian achchha khasa kam, Subhan Allah , Elawah police tarkeeb bahut achchha tha,khana agar che khub achchha nahi magar pani fruits best tha , Thora bahut apne hajiyun ko aane se pahle map ki jankari dila dene se woh bhi aasaan ho jayega, Best for Saudi government
@irfanguttedar6695
@irfanguttedar6695 6 ай бұрын
Thank you brother for raising this issue....
@muzammilbagwan2722
@muzammilbagwan2722 6 ай бұрын
Sai bola Bhai mai bhi haj karne Aya hu
@shaheenpatel829
@shaheenpatel829 6 ай бұрын
Bhoot acha video sahi naat ko batnee ka
@naurinayub8541
@naurinayub8541 6 ай бұрын
Allah sab ko aasani de
@harisrehan5774
@harisrehan5774 6 ай бұрын
I performed hajj this year Alhamdulillah. I have seen no Indian volunteers or Indian hajj muavineen in mina especially on 8th Pakistan mouvaneen are present there and also helping Indian hujjaj.
@paraspublicschool6186
@paraspublicschool6186 6 ай бұрын
Allah apki madad karen apki awaz sarkar tak pahunche or iske achche intazamat ho
@ayeshasultana2220
@ayeshasultana2220 6 ай бұрын
Yes same problem with my family also please help them out with this situation.
@hilaldar3829
@hilaldar3829 6 ай бұрын
Mashallah Bhai... good job 😊
@shaheenkhan4234
@shaheenkhan4234 6 ай бұрын
Mere walden bhi haj commettee ki janib se es bar haj karne gaye hein or unhe bhi waha har tarah se pareshaniyo ka samna hua,, wo Arafat me apne indian group se bichad gaye lekin khadim ki taraf se koi response nhi mila..sabse zyada mushkil tareen safar muzdalfa se Mina wapsi par huwa,, waha bhi wo rasta bhatak gaye or unhe pani k liye masle pesh aaye,, meri walida ki tabiyat bhi bahut bigad gyi thi par unhe koi madad nahi mili, bamushkil Mina tak pahunche,, India ki haj commeetee ko action lena chahie taki age se jo hujjaje ikram haj ko jaye unke liye asani ho,,, Allah sabhi hujjaj e ikram ka haj qubool farmaye
@hussain8956
@hussain8956 6 ай бұрын
Aaap sahee bole bhaiya
@lonebilaal28
@lonebilaal28 6 ай бұрын
Love from kashmir
@afrozahumdulay6170
@afrozahumdulay6170 6 ай бұрын
My parents are performing hajj this year through hajj committee. what u said is absolutely right, the main struggle even for them was coming back from jamarat to Mina. Even they got lost and were just walking for almost 3hr in search of their tent.Roads were diverted but there was no one to guide the hujjaj ..there are no proper mualims to guide them in tents. That's really pathetic, these issued should be raised .
@taheerajan1933
@taheerajan1933 5 ай бұрын
Bilkul sahi hai
@suffiankhan7643
@suffiankhan7643 6 ай бұрын
Indian gormint ko iss baat pe gor Krna chaheye thnku so much sir aap ne bohot achhi jaankari di hai hajj k form bhrte waqt ye sbh baatein kholni chahiye k kitni door rehne ka tikana hoga buses ki kya Kya timing hogi hum apne group se alag ni honge sbh sawal krne chahiye ta k koi pareshaani na aaye
@paraspublicschool6186
@paraspublicschool6186 6 ай бұрын
Apne is mudde per video bnai bht shukriya wakai Haji bht pareshan hote h men bhi hajj per hun aziziya m Meena Arafat zamarat muzdalifa sub jagah paidal jaana impossible itni garmi and dhoop m .bht afsos bat h ap is mudde per or video bnayen maine khud raaste m kitne hi logon ko garmi ki vajah se paidal chalte chalte girte hue dekha .koi facility nahin koi transport nahin hal hal m transport hona chahiye
@ummati9393
@ummati9393 6 ай бұрын
Exactly 💯 u r right protest krna chahye pichli br bhi yhi sb tha ...mere parents gye thy yhisb dikktein thi srf Indian hajjis ky sath hi hoti h
@lonebilaal28
@lonebilaal28 6 ай бұрын
Great brother
@priyankanb2330
@priyankanb2330 6 ай бұрын
Allah madad kre aur asani kre 😢
@zakaullahchaudhary8669
@zakaullahchaudhary8669 6 ай бұрын
Allah aap ki kosis ko qobol kare aap dil se kam kar rahe ho
@haseenashaikh6779
@haseenashaikh6779 6 ай бұрын
Allah Reham Karna
@mdbasit9992
@mdbasit9992 6 ай бұрын
Mashallah
@zishanfaridy9822
@zishanfaridy9822 6 ай бұрын
Assalam alaikum..... Bahut hi bura haal hai Bhai meri family se 3 log gye hue hain unlogo ko arafat se puri raat wait krwa diya phir bhi buses nHi aayi wo loga paidal arafat se muzdalifa ja rhe bas dua kre un logo ka hajj qubool kre Allah. Aur jo log bhi is miss management me involve hai allah unse bhi hisab le aameen
@shaziyahamza6837
@shaziyahamza6837 6 ай бұрын
Walaikum assaam So true koi bus nahi he .. wha muzdalifah mai magrib and isha sath padhna tha but 4:30 am hogye pauchte pauchte
@simra2819
@simra2819 6 ай бұрын
Ji bhai aap sahi kh rhe h
@almizanshaikh2733
@almizanshaikh2733 6 ай бұрын
Assalamualaikum bhai Yeh bohot achi video banayi hai aapne Humlog jeddah land kiye 8 June ko raat 12:30 humlog airport pr subha 6 baje tak thand mei ahram ki haalat mei uhi baithe the koi jawab nhi team ke pass subha 7 baje ki train thi mecca ke liye agar aisa hi tha toh flight ka timing schedule kr lete as per train timings ke. Fir humlog azizia building number 287 mei aaye yaha na hi garam paani aaraha tha na wifi facilities na hi washing machine or na hi gas tha log ne complaint kiya tab jaakr gas mila nd garam paani ab aaraha but wifi bilkul nhi ek hai lobby joh kabhi chalta nhi ab humlog sim afford kar te toh le liye but joh nhi kar sakhte unka kya? Mina ke liye humko bola gaya ke isha baad lekr jaayenge but fajr ke baad subha 6 baje lekr mina aaye yaha ke washroom ke liye 3 log toh line mei milenge hi kabhi bhi jaao aur metro facilities toh superb thi kal humlog arafat station se muzdalifah jaane ke liye wheelchair ki line mei almost 6 hours wait kiye then muzdalifah mei bina paani ke puri raat nikali ab vaha se jamarat gaye via metro kankr maarke haram jaa rahe the cabs ke rate allah u akbar koi taxi waala 900 riyal toh koi 600 riyal bolraha joh ki almost 16-20k hota hai itna toh kisike bas ka hai nhi alteast they should have some sort of government transport from jamarat or mina, this is not acceptable we are here for haj alteast should get some sort of facilities from both government. Also in my way to haram I didn't saw any indian volunteers and many volunteers of other countries whereas we indian proudly say that we are better than them but if no one will assist old people how will they reach home or get back to mina camp😢
@farahshaikh5784
@farahshaikh5784 6 ай бұрын
Walaikum AsSalaam Bhaijaan Aap ne ek ek baat sahi kahi hai Hame to nahi pata tha..aise Fazita hote Hajj per..pehle zamane ka pata tha.. Lekin ab itna paisa lene ke baad bhi..aur technology ke saath aisi service dege.. yaqeen nahi aata..!!1😰😰
@zahiraansari2440
@zahiraansari2440 6 ай бұрын
jindagi mai 1 baar ye mauka milta hai ...bohot saving k baad ...aur itna mushkil ho to kaise chale ga
@mohdsuleman7278
@mohdsuleman7278 6 ай бұрын
I m performing Haj 2024. we have faced problems more then this. every thing id true in vedio.
@AsifPatel-fc6hf
@AsifPatel-fc6hf 6 ай бұрын
Metro me 2.5 km safar karne ke liye 5 km gumke jana padta he pahad pe sidi chadke fir metro me 2.5km mina pahunchte he fir mina me 5 km gumate he saudi police vale raste block karke koi traffic nahi hoti fir bhi matlab 2.5 km metro me bethne ke liye 10km pedal chale is se acha to pedal hi chale jate😢😢
@SaifulIslam-lucknow
@SaifulIslam-lucknow 6 ай бұрын
इंशाल्लाह अल्लाह आप को आपकी नेकनीयती का अजर देगा। आप का दर्द मैं महसूस कर सकता हूं क्योंकि आपकी भागदौड़ मैं ने अपनी आंखों से देखा है।यह सारा Lack of coordination among the different authorities hay. HCOI and CGI ki total responsibility hay. Agar unlogo ka koi WhatsApp no ho to uss par forward karney wala hay yeh video
@Salmabanu-w7v
@Salmabanu-w7v 6 ай бұрын
Bhai sach me hamare parents pareshan hai buhot Pani k taras Gaye hai Allah Haji o k madad kare
@saymaparveen3815
@saymaparveen3815 6 ай бұрын
Performed haj 2024 ,Alhamdulillah . I am from India, my mother and I didn't get any matrices in Mina camp. And there weren't any Indian authority to solve our problem. Didn't sleep for continues 3 days. But Alhamdulillah Haj has completed now. But govt. Should support. Other countries management is excellent. My father was continuously bagging for space. Bt they didn't listen. I see many dead bodies, and Saudia police were saying that "its OK Haji, your relative is jannati now" how can someone say this infront of his wife. Most difficult pathway was Arafat to Muzdalfah . There weren't any administration on road. People were dying due to heat and crowd.
@shafiuddin8043
@shafiuddin8043 6 ай бұрын
Allah hum sab hajio ko is mashkhaton ka badla ajar ata karega aur jitne india ke haj house committee ke saare kaam kerne walon ko Allah kabhi maaf nahi karega sabhi Indian haj house committee walon ko hum hajio ki dil se jo bad dua nikli wo asar dikhayegi aur haj house committee ke saare kaam kerne walon unki aulad aur unke waldien per Allah iska qahar barsayega
@salmabasheer.
@salmabasheer. 6 ай бұрын
Assalamualaikum Bhai, ur doing a great job.
@shaikstark
@shaikstark 6 ай бұрын
bhut bhut bari he
@madihaadeel2751
@madihaadeel2751 6 ай бұрын
😢very Sad to see this may Allah give the management hadyat
@lonebilaal28
@lonebilaal28 6 ай бұрын
Absolutely right
@Shorts_time_007
@Shorts_time_007 6 ай бұрын
Assalamoalaikum you are right please help haji
@hebakhan7388
@hebakhan7388 6 ай бұрын
Dekhkr rona ajara
@moshinaahmed8478
@moshinaahmed8478 6 ай бұрын
Bilkul sahi bol rahe ho aap...
@pervezullah8617
@pervezullah8617 6 ай бұрын
Assalamwaliekum. I have on Haj with my family. From 10 to 12 Zilhaj after performing rammi at Jamrat hardly any convenience was available for Mecca large no. Of pilgrims face problems in reaching their destination .No arrangements were made by Saudi govt. pilgrims were over charged as very few convenience were available available hope next time proper arrangements are made.
@lonebilaal28
@lonebilaal28 6 ай бұрын
Love you
@rasoirecipevideos
@rasoirecipevideos 6 ай бұрын
Agar ho sake please apne parents ke sath hajj pe ayein, agar aap ke liye possible he tou please ye zarur karein. Jis mausam me hajj ho raha he abhi ke waqt me unke liye bahot difficult he. Umar daraz log technology bhi sahi se istemal nahi kar pate hain aur ab uska aana bahot help karta he. Allah sabhi Hajjion ka hajj qubool farmayein aur unke liye aage ke dinon me asani dein. Ameen.
@rakazam-mw4fr
@rakazam-mw4fr 6 ай бұрын
Aftabbhaijan mujdalifa se hamari taklif shuru ho gai thi
@safiabaig9186
@safiabaig9186 6 ай бұрын
Saudi govt should also recognise this problem of identifying so many loopholes by Indian govt I already raised this issue of not giving proper permit card by moallims for 10days by Indian govt My parents were also made to wait for whole night of 7th zill hajj only got after fajr
@lonebilaal28
@lonebilaal28 6 ай бұрын
mashallah
@Eksapnaaisabhi810
@Eksapnaaisabhi810 6 ай бұрын
Shi bat hai bhaijan
@almasn417
@almasn417 6 ай бұрын
Bilkul sahi bhai Mai khud haji hoon aur yeh saari problem aayi hai hamei Puri raat humne bus ka wait Kiya hai aur phir bhi 100 log bechare reh gaye agle din sudha Arafat aaye bus pakad kar bhai bohot pareshaan hue saare haaji Saudia govt bohot pareshaan karte hain . Na koi aapki language jaante hain roads divert kar Diya aur bas chalte jao aap Nusuk dikhao ya haath pair jodo koi madad nahi karta . Aaj Jo maute Hui hai yakeen maane garmi nahi hai yehi mismanagement hai. Bohot pathetic situation Hain khaaskar hum Indians, Pakistani aur Bengalis ko insaan hi nahi samajhte 😢
@malekajamadar4846
@malekajamadar4846 6 ай бұрын
Assalamualaikum sahi kaha aap ne hum bhi 2024 ishi saal haj ke liye aaye hai Indians ko koi facility nahi hai muzdalifa ka to haal bohot bura hai ye ha to paani ka bhi koi intezam nahi hai toilet me pani nahi hum sab bohot parashan hua
@saifkhan6140
@saifkhan6140 6 ай бұрын
Haji log paidal ja rahe hai Meena se Arfa. It's blunder mistake from Indian and Saudi government.
@WajidaKausar
@WajidaKausar 6 ай бұрын
Bilku shi baat hai dono gorment zimmedaar hai
@mohdasifiqbalkhan-cd5cb
@mohdasifiqbalkhan-cd5cb 6 ай бұрын
भाई दुआ में याद रखना हमारे लिए दुआ करना कि हम
@ShahinFatima-rm8pj
@ShahinFatima-rm8pj 6 ай бұрын
Bhai main bhi 2023 mein Haj karke I thi sabko face karna padta hai aisa hi hota hai bahut halat kharab ho jaati hai aur bujurgon ki to bahut aafat hai😢
@imranrahman5064
@imranrahman5064 6 ай бұрын
Mina's basic amenities and over crowdedness is a regular problem every year.
@Vhorar
@Vhorar 6 ай бұрын
Sahi baat he bhai mere family ki yahi halat he mere bhai ki 1 saal ki beti bhi sath he
@farhanaaz7878
@farhanaaz7878 6 ай бұрын
Assalamualaikum Bhai jaan Kl ka din bahut mushkil rha sab hajiyo ke liye raste mai itne haaji bacchare preshaan the ki police wale unki madad bhi nhi kr rhe hamare saath ke ek uncle ki tabiyat kl khrab ho gyi jamrat jate hue unki koi madad ke liye tayyar nhi hua aunty ne bahut haath jode tab jakr doctor ne un he admit kra Dua Krna Bhai jaan sab hajiyo ka safar Allah àasan kre Aameen
@SYEDKASHIFALY
@SYEDKASHIFALY 6 ай бұрын
camps over crowded hee thay mujhay bhee jagah nahi mili khaymay main bahar road per time guzara
@mo.vaseemraza2816
@mo.vaseemraza2816 6 ай бұрын
Same yahi chij last year humare validian ke sath bhi hui thi. Bahut zyada mis management. Sirf INDIA ke hujjaj ke sath ye pareshani hai.
@sweetlife1512
@sweetlife1512 6 ай бұрын
Agaye na ab asliyat pe😢😢😢😢
@abdulsalamabdulmajidshaikh7162
@abdulsalamabdulmajidshaikh7162 6 ай бұрын
Haj me thoda to taklif padti hi hai. Saudi me full facilities mil rahi hai.khana to vahi j milta tha.nasta pani bhi full mil raha tha.Haj ka panch din me thoda dikkat rahta hai.apne auliya o ko din ke liye kitni taklif padi hogi.Allah pak se dua karo ki hamari haj kabul ho.safar aasan ho.arkan purame ho.
@wahidkhan4042
@wahidkhan4042 6 ай бұрын
India k khdim rafuchkkr ho jate hain ...hm log 2023m gai the mashallaah hm logon ko koi pareshani nhi Hui khana to zarurat se zada Mila ...muallim agar shift ho to koi pareshani na ho...Aaj se 100year pahle ka Hajj bhot mushkil tha hm log phle ka hjj yaad krte to hr mushkil aasaan lagti thi
@ArifKhan-zp1ou
@ArifKhan-zp1ou 6 ай бұрын
Mai khud hajj par hon
Что-что Мурсдей говорит? 💭 #симбочка #симба #мурсдей
00:19
The evil clown plays a prank on the angel
00:39
超人夫妇
Рет қаралды 53 МЛН
Causes of deaths during hajj | deaths in hajj 2024 |  Usman Tahir Jappa
12:53
Usman Tahir Jappa
Рет қаралды 316 М.
Arafat day Hajj 2024 | Arafat Tent Maktab no 1 #Hajj #hajj2024 #Arafat
14:57
Abdul Malik Fareed
Рет қаралды 1 МЛН