Congress ne 2006 se 2014 tak kion nhin di MSP . Ulte keh diya tha ke ye sambhav hi nhi hai .
@SurinderSingh-cc8pk2 ай бұрын
Abhi jo MSP par kharid hoti hai woh kisi kanoon ke tehat hoti hai ya bina kanoon ke hi ho rahi hai .
@kirtikumarpatel64482 ай бұрын
Manoj jaglanji.. Vaise bhi BJP ki sarkar me jawan maximum bekar hi baithe hai.. Jawan ke sath Khedu to ka eak majboot political paksh bana o aur sansad taak jane ki taiyari karo eas se masle ka Hall apne aap hi nikal ayega... Yahi hai samay ki mang.. Baki ye tagg log aise hi zum lee dete rahenge aur sarkaren chalate rahenge 70 salo me sabhi party ke petare zumle ka quata khatam ho chuka hai topi gumane se kuchh nahi hoga ye log khedu to ko gumrah karne ke liye khedu to ko aage ki jeeb me 500₹ daal te hai too pichhe ki jeeb se 5000₹ nikal lete hai bichare ko pata bhi nahi chalta..... Aur media ke samne dhadhora pitate rahenge... Political paksh banane se do fayde honge.. Eak too noo jawan ko kamai ka naya jariya mil payega bekari door hogi aur khedu too ke sawalo ka haal turant jo eatne saalo se nahi ho raha vo turant hi nikalega aur rajneeti me badlaav aayega.. Zumle bazi khatam hogi... Jai jawan.. Jai kisan...
@SurinderSingh-cc8pk2 ай бұрын
Kisi aur khiladi ka swagat to hote nhin dikha kisi khap ki taraf se. Vinesh ke swagat mein koi khiladi nhin dikha .
@SurinderSingh-cc8pk2 ай бұрын
Vinesh ne 3 baar Olympics mein hissa liya aur ek medal nhin laa paayi . To kaisa swagat?
@SurinderSingh-cc8pk2 ай бұрын
Thoda gyan do ke Manmohan Singh ki sarkaar ka 2006 mein aayi Swaminathan aayog ki report mein diye gye MSP formula par kya vivhaat tha . Mana hua arthshastri MSP aayog ke hisaab se kion nhin de saka . Unki sarkaar ka ek cabinet note Shivraj Singh Chouhan ne kuchh din pehle sansad mein dikhaya tha . Usme to kuchh aur hi likha tha .