Tujme Ram mujme Ram sab me Ram samaye he karlo sabhi se pyar jag me koi nahi paraya he par pehle apne me bhitar utar dekhe prem se pratham prakat karle qki ek bat e bhi he ki pehle mamta ek Ram se samta sab sansar jitna parmatma se mamta rag anurag aasakti utni samta or vairag anasakti aati gati he or purntah anasakti samta vairag sadhta gaya e bada kam ho gaya swa me sthit swasth hokar swarth swa Aatma ka Arth swarth sadh liya ese jisne ab jakar ham parmarth parmatma ke karm Ram kaj karne maryada palne saxam ho gaye to pehle ek me Man ki charo or bikhri bati vrutio ko antarmukh ho ek me kendrit kar kendriykaran fir uska prabhu prem me rupantaran or ant me e sab ke bad ab vistrutikaran karna hota he tab jakar paropkar parmarth sabhi ka kalyan karne samarth ho gaye is tarah ab karo sabka kalyan ke karyo apna kalyan uddhar ho gaya param charam pratham dhyey parmatma prem prasannta ki prapti ho gayi pehle to ab karo sabka kalyan or tabhi kar paoge e paropkar ke kary usse pehle aap hi purn nhi dusre sabko kese kar paoge yaha aap sab thoda chuk gaye ho parmatma prem prapti ke bad hi e sab sucharu suyogy dhang se hi koi kar paega usse pehle bikhra bata Man wala karm fal nam kirti orat shohrat dolat vishay vykti vastu me ulaz shakta he e khatra he bahut bada Man ko prabhu se purntah anasakti mamta anurag ho gaya ab uska Man kahi nhi atakega na latkega na hi bhatkega man mukt ho gaya ab dudh se makkhan ban gaya ab use sansar rupi pani me utaro na dubega na milega or na swa swayam ke jo he un parmatma ko bhulega usse pehle sab khatra he Man buddhi divine nhi huye drasti nhi badli na hi disha dasha badali he tab tak khatra nukshan he sawdhan shree Radhe Radhe