Sir agar internal exam chut gya to kya kre first semester ka
@lnmunotes10 ай бұрын
College jaake department me baat kijiye
@Sunny-ep8ug11 ай бұрын
CGPA kaise decide hota hai please explain
@lnmunotes11 ай бұрын
Will try in the next one
@ruhikumari635410 ай бұрын
Mcom ka result 2020_2022ka ke ke samjhaye plz
@lnmunotes10 ай бұрын
@@ruhikumari6354 sabke liye hai
@lnmunotes10 ай бұрын
Video uploaded .. LNMU PG Result, CGPA/SGPA/Grade kaise Diya jata hai | Kaise decide hota hai percentage?👇 kzbin.info/www/bejne/aYm9kGd4q8qkZ8U ☝️
@UpendraKumar-bh6dz10 ай бұрын
Pg me class karna jaruri hota hai kya nhi
@rahulprasad94374 ай бұрын
Or ye baki 400 ka jo paper jota hai usme bhi pass hona compalsary hai kya sir
@lnmunotes4 ай бұрын
Har ek paper jaruri hai..
@dinkarjee14 ай бұрын
Internal and external milake total kitne exams dene honge?
@MDKHAJE-tu9du2 ай бұрын
1600 Me kitna marks me first division hota hai
@deepakkumarjaindeepakkumarjain5 ай бұрын
Sir mere pg me final back aa gahi ha mane ug se b.ed me number le liya back papers duga koi problem hogi kya dono degree aka satha hogo kya
@lnmunotes5 ай бұрын
Thoda or clear kijiye apne sawal ko
@deepakkumarjaindeepakkumarjain5 ай бұрын
@@lnmunotes m ya bol raha sir mere pg final back aa gahi osa year ug se b.es adimation le liya aba b.ed 1 year exam duga and pg jo paper back raha gaya ha vo bhi duga koi problem aayagi kya dono degree aka satha nahi hogi na
@Roshan-NEET9 ай бұрын
Agar koi semester exam chut jata hai to kya year back lagega
@lnmunotes9 ай бұрын
Aagar kisi semester ka koi bhi exam nhi dete hai ..to next session ke saath uss semester ko clear karna hoga (aapka session whi rahega lekin next semester ka exam nhi de sakte) .. semester me promoted hote hai to next semester jaa sakte hai lekin pichhle semester ko clear karne ke liye phir exam Dena hoga (next session Wale ke sath)..
@shabnamreyaz4 ай бұрын
Darbhanga me jrf ka preparation kha pr hota hai bata sakte hai
@SanicharRay-t9e3 ай бұрын
Aap JRF ka preparation kr rahe hai kya
@shabnamreyaz3 ай бұрын
@@SanicharRay-t9e kr nhi rhi soch rhi but pata nhi hai kha pr hota hai
@utkarshkumar57126 ай бұрын
Thik hai bahoot bolte hain😂
@nitugupta37628 ай бұрын
1600 me se kitna marks aana chahiye
@lnmunotes8 ай бұрын
Pass hone ke liye whi criteria rahega 45%
@Raniqueen6703 ай бұрын
Bhaiya mai account se graduation ki hu lekin pg me Arts wala hons rakhna chahti hu to kya change kr sakti hu hons ya nhi?? Or ye internal exam kb hota h admission se pahle ya baad me me kitne mahine baad hota hain?? Plzz btaiye confuse ho gayi hu addmission krwau ya nhi