Wow very tasty .....jab dekhney may itne acchey leg rahe hain to khaane may kitney lajawaab hoongey
@danishmalik8259 Жыл бұрын
Baji aap bahut acha khana banati ho
@naaziansari43072 жыл бұрын
MashaAllah bhut hi testy bne h 🤗🤗
@syedrashadishaq71214 жыл бұрын
Masha allah bahot acha tariqa hai apka allah apko sahet o afiyet se rakhe aameen
@Mantsha....8612 жыл бұрын
Wow very very nice and helpful thanks to you sister my favourite dish and tasty recipes sister love you 🌹🌹❤️ app great ho
@kamrun29184 жыл бұрын
Assalamu alaikum evryone...may Allah protect the whole mankind from corona virus.
@ZainAli-bl1yt4 жыл бұрын
Mam ye nhi likhna chaye tha k maze kren lock down mei..bcz logon k pas khane ko nhi hai..log jobless hogai..insaniyat k natey is waqt kisi ka dil gawara bh nhi horha ache khane ko....
@theCook124 жыл бұрын
Maa shah Allah nice recipe sis buhut khush rahein 👍👍👍👍👍
@__.itxshahmeen.__76404 жыл бұрын
M apki sari recipe bnati hu bhut achhe bnte h bhut testy aur delicious hote h ap aise hi bhut shaandar recipe btaya kriye 😊😊😊
@sonifaridi88624 жыл бұрын
Kya bat h mam..awesome recipe... aapki har recipe ultimate hoti h
@Sana-q6v5 ай бұрын
Bhtttty tasty hain
@aayatkhan6314 жыл бұрын
Mashaallah bhut achi bani thi thank you so much
@NoorSahar787 Жыл бұрын
Yummy mashaallah
@noorshabana18804 жыл бұрын
Baji Aap kitni perfect housewife hai. Kitna delicious khana bnati ho. Ek complete personality. Yahan me apni baat aapse kehna chahti hun. Mujhe Kuch b nhi aata aur na hi koi seekhane ya batane wala hai mujhe. Aapko dekhkr aapki tarha banne ki koshish krti hun magar nhi ban paati. Khana b thik se nhi bna paati. Har Baar sabzi daal Ka taste change ho jata hai. Isliye bohot darr baith gya hai ki mujhe Khana bnana Kabhi nhi aayega. Ghar k kaam b nhi Kar paati. Kuch manage nhi hota mujhse. Mujhe Lagta hai shayad me Kabhi Kar b nhi payungi na Kuch seekh sakungi. Bohot mayusi ho rahi hai. Khud pe gussa b hai ki kyun me auro ki tarha kaam nhi Kar pati. Me kya Karun? Aap koi raasta dikhaye. Bohot zyda negativity se bhar gyi hun. Rona aa Raha hai mujhe.
@live-hn7kc4 жыл бұрын
Aap ghabrauye nhi
@Sana-q6v5 ай бұрын
Assalamualaikum Bhn aaap preshan na ho Jb b koi kaaam krne chale to 2 rakat namaz saltul hajat padh k ALLAH se mange Aap yaqeen kren ki sare bigde hue kaaam bnte Nazar aaayenge .....or khana darood Ibrahim padhte hue banaya kre in sha ALLAH bhtttt tasty bnegaaa
@starvlogger4 жыл бұрын
Big like zabardast 👍
@sweetydoll1304 жыл бұрын
Me ny white chany bhtt bar try kiye lkn koi shok se nhi khata ghar mein but apny bht kmaal ki recipe di h ab kal black nhi white chany bnao gi mein...thnxxx for this recipe❤❤❤
@hinasiddiqui37514 жыл бұрын
Mashaallha Azaan ki awaz ari h chawal bnate hue
@dharmendragautam50504 жыл бұрын
very nice resipe lauki k kofte banana batae plz yasmeen di
@nailatabassum47022 жыл бұрын
Thank you Huma mam ❤.. I tried dis chole recipe nd it was vry tsty☺
@pizzagallilivekitchen4 жыл бұрын
Masha Allah Masha Allah ..🌹🌹🌹🌹 Bahut Zabardast presentation fantastic made these Yummeist Recpie 👌🌹
@shaziarazi97114 жыл бұрын
I tried... it's look so yummy 😋😋😋😋
@cutebabyjannat4 жыл бұрын
Api me apki sari dishes try krti hu sabhi boht zbrdst hoti h meri sasural me sab tareef krte hn mere khane ki or mene apse hi seekhi hn sab ..thnkuuuu
@samreenwajid32764 жыл бұрын
Bht hi tasty chotey chawal. 😋😋😋😋
@enayashammi87524 жыл бұрын
Nice recipe api
@MohdAli-ef7uu4 жыл бұрын
Assalamualikum... appi...mae to kal hi try karungi inshallah bahut shaandaar lag rahe h
@YasminHumaKhan4 жыл бұрын
walaikumassalam thank you so much dear
@Hardworkwins49354 жыл бұрын
MashaAllah bahut hi tasty recipe..
@zarqafarooq23684 жыл бұрын
AoA bht maze k LG rahe Hain InshAllah bnaonge mea Allah HM SB ko Apne hifz o amaan me Rakhe Ameen
@Bachonkiduniya1674 жыл бұрын
Woow nice recipe
@ranayousaf91564 жыл бұрын
Awesome really 🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷😍
@saddamali54804 жыл бұрын
Masha Allah bahut Khoob cooking
@shoaibexellentahmad89734 жыл бұрын
Mashallah Yasmin ji aap Kamal k shef h
@pallavigupta57404 жыл бұрын
Appi aap kuch bhi banaye, sab tasty banta hai
@laybanoor81344 жыл бұрын
Mam y choly bhut pahly banachuki hu mai achchy banty h
@shahnazparveen58978 ай бұрын
Mashallah
@ranaansari6199 Жыл бұрын
Kacha basmati chawal kitni der bhigona chahiye 15 min ya 30 min
@junaidjs754 жыл бұрын
Chole chawal zindaabaaad
@dadfoodsecrets68944 жыл бұрын
Looks very yummy!
@talatskitchen39174 жыл бұрын
Are appi aapne to bhook laga diiiii
@lailajesmine28294 жыл бұрын
Sister ap nonstic me steel ka sapoon kun use ker rehe han in ky polish uter jyegy marks ajyengy
@poonamfoodlifestyle47684 жыл бұрын
good sister ji Allah Tala ko Khush Rakhe Abad Rakhe Ameen
@raniali87474 жыл бұрын
Main bhi aise hi banati hu 😊
@Haiderabbas110824 жыл бұрын
Waalikumassalam wa rahmatullahi wa barakatuhu
@nidafoodindianvloggerm52154 жыл бұрын
Assalamu Alaykum appi MashaAllah so yammmy recipe 👌❤❤
@afshaasif12254 жыл бұрын
Aslamualaikum Aapi Wow very nice
@chetanlakhan69783 жыл бұрын
Nice receipe
@nehaasif56233 жыл бұрын
Mashahallah
@mishtirose90194 жыл бұрын
Appi asalamualilum iam again.... First comment .....very nice recipes bilkul street type bne h...so delicious recipes
@hamzajuhi38414 жыл бұрын
Assalamoalayekum appi me zaroor try karungi insha'Allah 😋 KAL banaongi
@royalttvprank73654 жыл бұрын
Wow jabardast
@noorjahan88254 жыл бұрын
Very nice 👌 👏
@danishsiddiqui28894 жыл бұрын
I like this
@noshinoshee69974 жыл бұрын
Nice recipe 👌 but plz ap sppon wood ya phr non stick use kia kren
@SidraKhan-ys2nn9 ай бұрын
Aapi aap kha se ho
@kajolgianchandani89963 жыл бұрын
Hello mam nice recipe...just wanted to ask u that boiled chole 2 cups or raw chole 2cups..pls ans man..thank u
@nagindersingh3974 жыл бұрын
Very good video sister ji
@FirozKhan-dt7cj4 жыл бұрын
Very tasty
@arshiyahamid46484 жыл бұрын
😋😋👌
@muqadasdar68224 жыл бұрын
Zabardast
@zaqarshahid55664 жыл бұрын
Masha Allah
@syedshah88554 жыл бұрын
Bohat achay banay hain
@nannunannu51644 жыл бұрын
Assalamualaikum mam Namkeen recipe batayein please