Wow................... super 👌 very nice sharing bhaiya 😊 bhut hi badhiya video banaya hai aapne 👌
@AtharvMishra-d3b2 ай бұрын
Woh crane shayad high tension line ko upar karne ke liye lagaya ja raha kyuki kanpur mein bhi naubasta ke aage pulia ke upar metro ki wajah se aisa khamba lagaya gaya hai
@Nipendrasingh812 ай бұрын
Very nice information.
@BdkHzk2 ай бұрын
Apka vedio bhut accha hota hai
@t.zwithamaan2 ай бұрын
@@BdkHzk thanx brother
@Prokabir4882 ай бұрын
Lucknow kanpur expressway 31 December 2024 mehi tayyar hoga
@Akshaysharma36242 ай бұрын
Kaam bahut slow hai june me shayad ready ho ye
@BdkHzk2 ай бұрын
Bbut shi jankari di hai bhai ne hum unnaw mein rhte hai
@eklavyanishad86552 ай бұрын
Very nice video bhai
@RanjitVimal2 ай бұрын
Aap sahrava se kantha tak video nhi bnate ho kya isi expressway ka
@Prokabir4882 ай бұрын
When rainy season will go on October it will do fast work on lucknow kanpur expressway
@navazsharif67832 ай бұрын
3:50 par jo piller dekh rahe h. 1- 2 din pahle crain ka taar tootne se ek 4 wheeler ke upar gir gaya. Gadi to bilkul chapti ho gayi. Shukr hai gadi me koi tha nahi us waqt.
@Prokabir4882 ай бұрын
Sabse slow kaam chal raha hai ganga expressway this expressway will also not complete by deadline ganga expressway ka kamm complete hone me 20 sal lage jahga lucknow kanpur expressway isee pale hoga lucknow kanpur expressway kaam 31 December 2024 me hai complete hogya iss expressway ki deadline December 2025
@junaidalam44502 ай бұрын
Kanpur airport ki koi latest news ho to video banayega
@riteshsri43852 ай бұрын
2027 me tayyar hoga lagta hai 😊😊
@albelt7042 ай бұрын
Good👍
@yashvardhanshrivastav82122 ай бұрын
Bhai ye 2025 end tak jayega.
@HimanshuSahu0072 ай бұрын
bhai dainik jaagran mein aaj aaya hai ki march 2025 tak start ho jaayega expressway deadline june ki hai NHAI ne kaha hai
@RanjeetKumar-mf9cw2 ай бұрын
kon sa company h sir
@t.zwithamaan2 ай бұрын
@@RanjeetKumar-mf9cw pnc
@Akshaysharma36242 ай бұрын
Sabse slow kaam chal raha hai , enko agar koi 250 kilometer ka expressway mil jaaye to ye 10 saal laga dein
@SagarAgarwal242 ай бұрын
PNC Infra company iska record hamesha se slow raha hai. Old NH27 bhi inho ne hi banaya tha..halat dekho uski
@nityanandchoudhary55882 ай бұрын
Running Traffic Mein Kaam Karna Bada Challenge Hai Isliye Slow Work Hai
@Akshaysharma36242 ай бұрын
@@nityanandchoudhary5588 मात्र 18 किलोमीटर ही है रनिंग ट्रैफिक में , बाकी का वर्क कौनसा इन्होंने कंप्लीट कर दिए
@Its_sigma_manАй бұрын
Kaam slow hone ke main reason tumhe nhi patta hai , cauz hota kya ki beshaq wo kaam 1 saal me kara de pr extra budget ke liye fir sarkar se paise mangte hai ya to labour shortage dikha denge isi tareh se jaise ye 12000cr ke project pee bhi 1000 cr kamange@@SagarAgarwal24
@kidschannel_152 ай бұрын
15:21 Toll plaza to har entry exit par rahega
@ABHISHEKSHUKLA-xj3ib2 ай бұрын
Aj dainik jagran me aaya h bahut tej kam ho raha hai 3 mahine pahle hi chalu kr denge March 25 me hi
@t.zwithamaan2 ай бұрын
@@ABHISHEKSHUKLA-xj3ib bhai dainik jagran ki report me hai ki kaam ko rok diya gaya hai
@gajendrashukla47232 ай бұрын
@@t.zwithamaanroka kyo gya h
@t.zwithamaan2 ай бұрын
@@gajendrashukla4723 bhai NHAI ne PNC ko pahle safety ke upar dhyan dene ko kaha hai. Abhi road chalu hai usi pe Expressway ka kaam ho raha hai to trafic me logo ke upar risk hai
@gajendrashukla47232 ай бұрын
@@t.zwithamaan shiii h but project jyda late bhi nhi krna shii nhi h coasting increaseing hogi say about this other next video brother