Kya mai NXG 1150e me 150AH ke 2 battery parallel connect kar sakta hu
@Ravi-Kumar7778 ай бұрын
Yes Mere pass Luminous solar NXG 1450 hai 60Am charge controllar panal 1100 wtt company recruitment but mene 4 panal lagaye hai 1 panal 325 watt 12v kar ke total 1300 watt 1 panal Am 15 total 60 Am or controller bhi hai 60 Am or 2 battery 200Ah yani 400Ah mera pura Ghar opret ho raha hai thoda dimag lagana hai bas 1000 watt lode Aram se chala raha hai 🎉
@abhay_techzone3736 ай бұрын
Bhai ek bat batao isme jo cooling fan h vo grid se charge karne pe hi chalta h solar se charge karne pr kyon ni chalta hai ???
@airbytenetcom98295 ай бұрын
Bhai kitane coller chal jayega
@bfhwhj7 күн бұрын
luminous nxg 1450e inverter+solar panel 1100watt 12v single tubular c20 230ah battery lgane se jyada amp se battery charge, battery heating esa koi problem to nhi hoga
@sikandarmorgan5 сағат бұрын
Sir panel se charging karne per solar charging light blink karegi ya aise normal jalti rahegi ham kaise jaane ki hamara panel battery ko charge kar raha hai inverter Ko dekhkar please reply 1 inverter ki light blink karegi ? 2 yah normal jalti rahegi ?
@SurajVerma-vm5xo4 ай бұрын
Sir mere pass 125 watt ka 4 panel hai aur mere pass nxg 1150e inverter hai to parallel connection kare ya fir series bataye please 🙏
@xyzrahultech4 ай бұрын
Parallel
@deepakgoswami16713 ай бұрын
Bhai inverter ko kitna der calta h..
@SurajVerma-vm5xo3 ай бұрын
@@deepakgoswami1671 bhai solar panel chhota Mt Lena 325 watt se Kam ka Mt Lena, aur machine nxg 1150 Mt Lena us se badhiya Exide ka le Lena hybrid inverter same rate hai pr Exide mst hai
@SurajVerma-vm5xo3 ай бұрын
@@deepakgoswami1671 raat bhar chal Jatan hai
@faujiup53Ай бұрын
Kitna me liye the mast chal raha hai koi problem nahi hai na
@RAHULPATIL-bg9sd2 ай бұрын
40 ah solar battery laga sakte hai 1150e solar inverter pay
@Jai_Mahakal508 ай бұрын
sir mere pas luminous nxg 850e modal hai wo 750watt tak load utha leta hai 100% overload tb dikhata hai jb me pura load 800 watt ka deta hu
@AmitKumar-yv3ju28 күн бұрын
Boss, luminious nxg 1450 market me kyon nhin mil rha hai
@Radhaghimire4468 ай бұрын
Bhai sab ye luminus ka baap invertwr bahut jaldi market me aaraha hai.
@jaswantkumar42382 ай бұрын
1150 v inveter se 1 hp ka pani ka moter chalega
@deepaksinghrawal3779Ай бұрын
Sar 200 ah ki battery kitni time m charge karega
@pankajraj91278 ай бұрын
Sir ye luminous nxg inverter bina battery ke chalo Direct solar panel
@atozmathpradeepanand4909Ай бұрын
Normal battry ko charge kar sakte hai
@chauhanavi9096 ай бұрын
Hello sir, maine kal hi 1150e ka solar luminous inverter liya hai. Aur mujhe yeh nhi pta ki isme sine wave ups mode on hai ya nhi. Mere Ghar computer nhi hai.. Lekin box me iska features dikha rha hai pure sine wave ups mode. Please sir tell ne kaisa pta kare?
@NITINKUMAR-tc1kr8 ай бұрын
150 ah ki battery ke liye iss inverter me kitne watt tak panel lagay ?
@xyzrahultech8 ай бұрын
Up to 350w
@NITINKUMAR-tc1kr8 ай бұрын
Ye inverter 5500 ka hai mere local market me , iss price me sahi hai , 170 watt ka ek panel buy kiya hai , kya ek panel sufficient hoga ya nhi 150 ah ki battery ke liye ? , Please sussege me .
@ArjunYadav-zh6eu8 ай бұрын
Is inverter mai power saver mode laga ke dhikhaye sir
@ranjeetgujjar59568 ай бұрын
350 वाट का एक पैनल कितने वाट का हो जाएगा और कितने एंपियर मिलेंगे
@badal107Ай бұрын
Hame to 6700 me diya hai@@NITINKUMAR-tc1kr
@anilkerketa78085 ай бұрын
Isme mppt ya pmw controller lga hai
@deepakgoswami16713 ай бұрын
Inverter ka backup times kitna h
@tutansaha22543 ай бұрын
Bhai new inverter liya luminous nxg 1450e ka lekin chal raha hai
@muneshkumar-py6bm7 ай бұрын
Bhaiya ji namskar hmko 1150 e ya zelio 1100 smart ya v gurad pure shine wave 1250 m kon sa le plz bataye bhaiya thanku computer shop ke liye