Mujhe khusi h ki jaankari useful lagi. Bahot shukriya 😊🙏
@zindagikinayishuruaat2157 Жыл бұрын
Wow 2 कलर की मूली
@ushafernandes6575 Жыл бұрын
Very nice to see the beautiful vegetables growing in your garden. The chick pea plants look beautiful. Very interesting to see these vegetables growing fast and being ready for harvest in such a short time 👌
@OrganicYard Жыл бұрын
Thank you so much. Chickpeas greens are the easiest & fastest to grow & very healthy at the same time- Instead of making plain daal/lentils soup- we mix greens along with daal/lentils(Chickpea lentils)- healthier & tastier version of daal.😅😅
@anishsgardeningspt8827 Жыл бұрын
bahut badhiya jaankari 👍🙏
@shabnoorali547 Жыл бұрын
Very nice sharing 👍🏻😊
@pramilapanda1582 Жыл бұрын
Aap ka video very helpful mam
@OrganicYard Жыл бұрын
Thank you. Mujhe khusi hai ki video useful thi 😊🙏🙏
@rannarecipeourlifestyle3138 Жыл бұрын
Very helpful video...Beautiful..Very nice sharing🙏❤👌
@indutaiwaghamare899 Жыл бұрын
दि बिज का लिन्क बताईऐ 😊कृपया
@OrganicYard Жыл бұрын
Link - gardeningcentre.in/
@dishapandey8771 Жыл бұрын
Beautifully explained. Thank you 👌
@OrganicYard Жыл бұрын
Thank you so much 😊 🙏
@kirankiphoolwari3769 Жыл бұрын
Very helpful video abhi kon se sabjiya grow kar sakte Hain nice friend
Main bahut time se aap ki video dekh rhi hu main 18 months ke liye australia chli ghi thi jane se pehle amrood lgaya tha akr dekha to vo bilkul bhi nhi bdda kon se khad use krun ki uska tna mota ho jaye please btana
@kalaamber410 Жыл бұрын
He'll mam mere pas ak chota plot hai jisme me vegetable lagana chahti hu.ab ane wale time ke liye kon se sabjiya lagau jo muze March April Tak sabjiya milenge??
@OrganicYard Жыл бұрын
Video me jitne bhi sabjiyan batayi h wo sabse jaldi tayiyar hoti h unko aap laga sakte h
@aditikamal8407 Жыл бұрын
Nice & detailed information. Thanks , much needed. Methi, palak ke poudhe nikalne k baad gal jaate hain , Kya karen?
@OrganicYard Жыл бұрын
Mitti me fungicide mix kr lagaye aur beej ko jaida paas paas nhi lagaye, paani halke hathon se den.
@UrbanGarden29 Жыл бұрын
Beej dalne ke baad uper se cocopeet ki aada inch moti parat dal de meethi nhi galegi👍
@sushamamanjhi Жыл бұрын
Didi black grow bag kitne saal chalta hai
@OrganicYard Жыл бұрын
Quality pe Depend karta h , mitti bharne k baad jaida shifting ya move nahi karne se bahut lambe samay tak chal jate h - kuch bags mere paas 4, 5 saal se h.. Kaafi saste h - kharab v hote h toh fark nahi padta.
@sushamamanjhi Жыл бұрын
@@OrganicYard thanks di
@santoshtanwar5440 Жыл бұрын
Mere mirchi k podhe par bahut Kam or choti mirchi aati h kiya karu ki achi mirch aaye
@OrganicYard Жыл бұрын
Variety achi lagaye mirch ki aur potassium aur calcium khaad ka istemaal kare- size bada milega. Bimari lagi hai kya poudhe me ?
@afshalali484 Жыл бұрын
Y kaha milaga sis
@OrganicYard Жыл бұрын
Seed site Link - gardeningcentre.in/
@sheosingh4588 Жыл бұрын
सब्जी का नाम हिन्दी में बताये शेफाली क्या है
@OrganicYard Жыл бұрын
Sem fali - hindi naam hai
@imrantailor235110 ай бұрын
Bej,maganaklypat
@OrganicYard10 ай бұрын
Online gardening centre se. Link- gardeningcentre.in/